Sir mere pass livfast ka BT1125 hai is main ye problem aa raha hai ke main power rehne ka bawajud inverter battery use hote hai UPS mode main toh ky issue ho sakta hai kuch bta sakte hai???
Sir ji microcontroller ki input output pin se lekar MOSFET tak ki puri line ke bare mein bataiye kaun-kaun se component dwara drive bullet pahunchte Hain
Sorry sir subhah ya sham ko hi comment pad pata hu din me Shop pe hota hu to comment pad nahi pata isliye kisi bhi component ki jankari nahi de pata hu 🙏🏻
@@technicalpoudel9330 sir Aaj toh aap ne comment pad liya hai, sir kal ko Livefast bt925 kit ki location R59, R94 ki value bata dena, sir mein handicappe hoon zada chal fir nhi sakta, aapki bahut meharbani hogi, thanks brother ji 🙏🙏
Very very helpful video sirji ...or sirji livefast 1125 fcs sw pr bhi ek repair video banayega ..❤
Good evening nice video sir🤝👍👌🙏
Thank you 🙏🏻 sir
Bhut bhadiya sir ache information de❤❤❤❤
Bahut dino ke baad video dali sir jii
Thank you sir ji....
❤ thank u sar ji
Thankyou sir , Livguard 900va charging amp nahi leraha hai
Nicevideosir
Livfast 24v me kosa mosfet lgaye p30 lga sakte h
Sir mere pass livfast ka BT1125 hai is main ye problem aa raha hai ke main power rehne ka bawajud inverter battery use hote hai UPS mode main toh ky issue ho sakta hai kuch bta sakte hai???
Sir ji microcontroller ki input output pin se lekar MOSFET tak ki puri line ke bare mein bataiye kaun-kaun se component dwara drive bullet pahunchte Hain
Load dene par mains chodta pakadta hai kya triac se dikkat hai
Charging section me 150 ohm ki resistance 2watt lagi hai wo replace kar de
@@technicalpoudel9330 bhai mere location kya hai
Sir hum aapke subscriber hain, sir comment ka reply de diya karo,
Sir Livefast BT925 ki R59, R94 ki value bata diya, Dil se dhanyawad 🙏🙏
Sorry sir subhah ya sham ko hi comment pad pata hu din me Shop pe hota hu to comment pad nahi pata isliye kisi bhi component ki jankari nahi de pata hu 🙏🏻
@@technicalpoudel9330 sir Aaj toh aap ne comment pad liya hai, sir kal ko Livefast bt925 kit ki location R59, R94 ki value bata dena, sir mein handicappe hoon zada chal fir nhi sakta, aapki bahut meharbani hogi, thanks brother ji 🙏🙏
@bselectrician1530 R59 22R ohm aur R59 me 1k ki resistance lagi hai
@@technicalpoudel9330 sir iss video mein R59 ki value 1ohm batai hai, sir comment mein 22ohm bata rahe ho, sir meri confusion door karo thanks, 🙏 🙏
@bselectrician1530 kisi kisi card me 1ohm bhi hai jyada me 22ohm lagi hai jis car me relay 1 hoti hai usme 1ohm hai
925 ka overload ki problam btao
Live fast BT 1125 invitar me driver section ke ditels
ruclips.net/video/DK58Z_Dr3Fo/видео.htmlsi=c9dRwrgQ4VaUG473
Livfast 24 v pcb mil Jayegi
No sir
@@technicalpoudel9330 ok Sar price Kya Hogi PCB ki