james blake // björk // experimental type beat - "MOONBEAMS"

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 1 янв 2025

Комментарии •

  • @justmyllty
    @justmyllty Год назад +1

    Another one of ur beats to start my day. Love it❤

  • @mekhiraphael6728
    @mekhiraphael6728 Год назад

    beautiful fr

  • @imoproductions
    @imoproductions Год назад

    Good work. Beautiful.

  • @saviorfaction867
    @saviorfaction867 Год назад

    the piano dude.... the piano

  • @cmb_cworld
    @cmb_cworld Год назад

    sweet

  • @costabelleremarais6269
    @costabelleremarais6269 Год назад +1

    This is beautiful🤍✨ you should try to make Grimes type beats, I rarely

    • @baxter.baxter.
      @baxter.baxter.  Год назад

      thank you

    • @costabelleremarais6269
      @costabelleremarais6269 Год назад

      @@baxter.baxter. :)
      violence (club remix)
      My name is dark (art remix)
      Kill v. main
      We appreciate power
      So heavy I fell through the Earth

    • @costabelleremarais6269
      @costabelleremarais6269 Год назад

      @@baxter.baxter. also, it’s very rare to find any type grime beats

  • @sultanhasan8850
    @sultanhasan8850 Месяц назад

    khuda ki di rahatein dheir hogayin hein aur mein bhi khara mushkilon ka taqaza kar raha hun
    ana ki inteha hai itni jis se seekha likhna us hi se mein apna mawazna kar raha hun
    kala ka karigar mein inkishafi jadugar mein so safon ko pur kiye janaza par raha hun
    khud hi ki laash ka kaffara bhar raha hun meri himmatein wasi kitni andaza kar raha hun
    mein wo ke jisko sun kheenchtay hein baston se qalam ye
    mein manto ka bharam mein seekhpa hua jalan se
    ye infiradi tor pe banne chalay hein sanjay man i hate to tell you this but i could wash you on a sunday eyes closed
    mujhay mere bhai do
    mere sirf bhai do
    mere yaar psycho
    mere veri kaghzi
    milligram dhai so
    adderral bharun jism mein tere mein ice cold
    shakal meri dekhe sukh ata rehta mai ko
    aur ye sarey loru free hotay rehtay kahey ko
    bow to me bitch aur mein nai bola la ke tie do
    inteha hui sabar ki since she knocked on my door
    phattein strap mere baston ke
    aur hum per jese phal dete kharay kitne barson se
    milay seth kitne raston ke
    sab hi khagaya par pet hi nai bharay
    zindagi ye imtehani maslay pechida baray
    aur har baap sochay ab ke meri beti na maray
    insan darinde lalkaarne mein deri na karein
    tabhi hi i keep my guns out blade up blazing annewan hi
    wo jan hi na bachega jo banega phannay khaan hi
    and though none of us were ever the wiser
    par got a way to go to got a rasta on my visor
    seena chalni karti saans matha hota rehta hyper
    tere seene pe karwadun jese goliyon ka cypher
    ab mein sans kheenchta hoon tou wo kash lagtae
    zindagi basar karna tou jese qarz lagtae
    haal e dil bayan karna beaton pe farz lagtae
    mein jo sach thookta hun inko shar lagtae
    8 mahiney mein dalay ek so pachas ganay
    tu mujhay bata tera favourite ye kab kartae
    larka jab bhi kartae kuch ghazab kartae
    ansu zameen se takraye arsh laraz partae
    mein likhna tha kiya shuru ke gham kam hojayenge
    ab gham hi bas kuredoon lagay gham kam hojayenge
    hum dum hojayenge door jan hojayenge mayoos mujhse sab jab mere gham ye khatam hojayenge
    sada alfaz mein batein karun, har ek lafz ka ek mol hai aur mein tou bas ek charagar hun
    aur ye gham kiske hawale karun, takhti cheekhti hai mujhpe tou uspe mein rakh ke kaghaz bharun
    yeah no one is even close to this shit
    i boast through this shit ye mera well earned right bitch you drown on the coast while i coast through this bitch
    aur samjhenge na most log ye shit,
    well its good ke i dont give a fuck
    kothay ki raand ki tarha lagta hai in ka dhab
    sookha pare ye sunke inka lab
    mein in ka sab karunga thap idhar na maafi na adab bitch
    aj bhai ko fiker kiraye ki
    kal sath sheher naap lenge we'll get everything khushi ka koi hisab nai
    yeah this how i feel
    yeah this how i feel
    yeah this how i feel
    coming for everything we need and desire hoshiyar reh
    december chobis 2005 se khwahish hai