chardham k liye aapko bus change kar kar k jana hoga ya fir package lelijiye Haridwar se. waise sirf up down ka chardham k liye approx 5000 lag jayega.
aap wahan pe jake direct karwa sakte ho but RTPCR reporr honi chahiye 72 hours pahle ki. on the spot registration ho jayega, kafi booth lagega Sonmarg me.
haan ji every person ka registration hoga jaise ki Shri Mata Vaishno Devi me hota hai, aur agar aap Uttrakhand se hain to registration ki requirement nahin hai.
agar aap apne vehicle se ja rhi hai to fir vehicle number compulsory hai. aur agar bus se ja rahi hai to koi jaroorat nhi hai, aap video fir se dekhiye step by step instructions follow kijiye, registration ho jayega.
fir se login kar lijiye ek bar jo save hoga, may be uss time network issue raha ho, otherwise +91-8534001008 ispe bat kar lijiye ye helpline number hai.
bhai iss bar E- Pass ki jaroorat nhi bus yatra registration hi kafi wo QR code k sath milega. uska video bhi upload kar diya hai. aap pura process dekh Lijiye kaise karna hai. ruclips.net/video/Lj92BFdUrr4/видео.html
Jai HariHar ....... 🙏🙏🙏🙏....
Bhai ji simple explanation step by step. no confusion. Aapko saadhuvaad.
Thanks brother
हर हर महादेव , महत्वपूर्ण जानकारी देनेके लिये धन्यवाद 🚩🙏🙏🙏🚩
Har Har Mahadev 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
हर हर महादेव
Thank you so much 🙏🏻
Har har mahadev 🙏🙏
Jai Baba Kedarnath
jai shri Kedarnath 🙏
चार धाम के लिए हरिद्वार से सरकारी बस का किराया क्या होगा
chardham k liye aapko bus change kar kar k jana hoga ya fir package lelijiye Haridwar se. waise sirf up down ka chardham k liye approx 5000 lag jayega.
Jai baba keearnath🙏
Har har mahadev 🙏
Very informative video.
Agar panjikaran galat ho gaya ho to use cancel kaise karenge taki naya dusra bana sake
cancel na kro usme editing ho jati hai, aap edit kar ke sahi kar lo
Badrinath or kedarnath ka alg alg hoga?
dono ka registration ek sath ho jayega, uski video banayi hai maine aap dekh lo sare doubts clear ho jayenge.
@@TravellerVed thanks
Bhai agr puri family ja rhi h to sb ka registration alg alg hota h kya
nahi fir group ka option hota hai aapko group registration karna hoga.
Kids ki to vaccination nahi laga to inks kaise registration hoga ?
aap wahan pe jake direct karwa sakte ho but RTPCR reporr honi chahiye 72 hours pahle ki. on the spot registration ho jayega, kafi booth lagega Sonmarg me.
Sir family me hr person ka reg. Alg alg hoga kya or jo uttrakhand k niwasi h unhe bhi reg. Krana hota h kya
haan ji every person ka registration hoga jaise ki Shri Mata Vaishno Devi me hota hai, aur agar aap Uttrakhand se hain to registration ki requirement nahin hai.
Hello sir can we go without registration
no way.
@@TravellerVed registration to kedarnath m pahunchna k bd bhi ho jyga. N
Bhaiya vihcle no nahi dene se nahi ho pa Raha hai
agar aap apne vehicle se ja rhi hai to fir vehicle number compulsory hai. aur agar bus se ja rahi hai to koi jaroorat nhi hai, aap video fir se dekhiye step by step instructions follow kijiye, registration ho jayega.
उत्तराखंड के हैं और यात्रा करना है तो क्या ईपास जरूरी है
sabke liye jaroori hai wo yatra registration hai. bina uske aap yatra nahi kar payenge.
Is it compulsory to take mobile phone number which is used in e-pass during trip
Yes.
Sir mene pura process same kiya but Mera PDF nahi aya only MSG aya h with registration No please Help🙏🙏
fir se login kar lijiye ek bar jo save hoga, may be uss time network issue raha ho, otherwise +91-8534001008 ispe bat kar lijiye ye helpline number hai.
My 11 year old child is American citizen how to get him registration
Uska on the spot registration ho jayega, Passport aur RTPCR ki 72 hours pahle ki report dikhani hogi.
ruclips.net/video/ol-vY9Me9eY/видео.html
Chardham yatra New Guidelines by Uttrakhand Government, अब सीमित लोग ही कर सकेंगे दर्शन।
After completing online registration kya waha fir kuch karna padega ya direct trekking kar sakte hai?
isme jo QR code hai wo wahan pe scan hoga. fir trekking start hogi.
@@TravellerVed Thankyou for the reply 🙏
Any leads for accommodation bookings in Sonprayag and Kedarnath base?
I'll upload a video soon about this topic. stay tuned 👍
@@TravellerVed Sure.
sir family me sabke liye alag se registration karna padega ya ek me ho jayega
haan ji jitne bhi log jayenge chahe wo chhota baccha hoga uska bhi registration karana hoga tabhi entry milegi.
Registration free he na sir?
Haan ji, registration free of cost hai.
sir, online pe Yatra registration karne ke baad E-pass kaise milega? E-pass kaise book or download kare? please reply
bhai iss bar E- Pass ki jaroorat nhi bus yatra registration hi kafi wo QR code k sath milega. uska video bhi upload kar diya hai. aap pura process dekh Lijiye kaise karna hai.
ruclips.net/video/Lj92BFdUrr4/видео.html
@@TravellerVed thanks sir
@@hrishavacharya667 Your welcome keel supporting us.
Bhaiya aapka phone number send karo na