Muraqba Ki Kefiyaat | Naqshbandi Zikr | Silsila e Naqshbandi | Hazrat Shaykh Humayun Hanif Db

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 17 окт 2024

Комментарии • 326

  • @innocentangel9457
    @innocentangel9457 10 месяцев назад +2

    صَلَّى اللّٰهُ عَلَىٰ سَيِّدِنَا وَمَوْلَانَا مُحَمَّدٍ وَعَلَىٰ آلِهِ وَصَحْبِهِ وَسَلَّمَ

  • @the1andonly1allah13
    @the1andonly1allah13 6 лет назад +21

    الله اكبر كبيرا ولحمد لله كثيرا وسبحان الله وبحمده بكرة واصيلا،
    اللهم صل على سيدنا محمد ن النبي وازواجه امهات المؤمنين وذريته واهل بيته كما صليت على ابراهيم انك حميد مجيد ،
    ماشأ الله بہت خوب فرمایا
    الله تعالى جزاے خیر عطا فرمائے امین .

  • @amnameena6028
    @amnameena6028 5 лет назад +6

    Shukar hain Allah ka meri ami bhi karti zikar or Allah nay bht bht nawaza hua mashAllah ap jo bol rahe bilkul bilkul such hain ... YEJ such hain

  • @noorulhayat
    @noorulhayat Год назад +3

    "صَلّی اللّٰہُ عَلٰی حَبِیبِہ مُحَمَّدٍ وَّآلِہ وَسَلَّمَ “.💚❤

  • @noobplayer621
    @noobplayer621 6 лет назад +3

    Alhumdulilah hmari Gari bahoot hi ziyada teez hay ki Duniya ka koi silsla itna teez nhi aur ye silslay e Muhammadiyah SAW kionki hmara Taluq Direct Muhammad SAW se Hay.

  • @qadeerkhan6901
    @qadeerkhan6901 5 лет назад +5

    ماشا ءالله ياالله هم سب كو اپنی محبت اور محمد صلى الله عليه واله وسلم كى محبت عطا فرما

  • @sanamharry6079
    @sanamharry6079 Год назад +3

    sir Kya bat hai ap ki, zabardast,bohat achi misaal di hai ap ne,Khuda ki aap par mazeed rehmat ho,aameeen

  • @Phantom_Shadow7
    @Phantom_Shadow7 3 дня назад

    Allah hu 🤲📿🙏 zikr sab nu baksheah 📿🤲📿 video seen in October 2024 🤲📿

  • @imrankhan-nm7wk
    @imrankhan-nm7wk 6 лет назад +4

    Muraqba is solution of every problems it is hub of happiness I have tried it personally..!!!
    I just Love it
    I love muraqba
    Thanks ISLAM.

    • @Pakistani.Bodyguard
      @Pakistani.Bodyguard 5 лет назад +2

      Bhai Muraqba kisko kehtay hain? kaya aik alag room mein chup ker kay bethna ya eyes band ker kay kuch sochna? mainay kafi suna hua hai Muraqba magar pata nahi kay kertay kaisay hain, kaya jinn bhoot to nahi aa jatay is say? main bhi seekhna chahta houn mujhe bhi bataein tareeka please

    • @imrankhan-nm7wk
      @imrankhan-nm7wk 5 лет назад +3

      @@Pakistani.Bodyguard
      Assalam o Alaikum peyare Bhai
      Aap ka msg k aap ko muraqba seekhna hai to Bhai aap ko bhout bhout Mubarak ho ab aap muraqba seekhna Jaye gy kion k muraqba ussi ko aata hai Jo iss to seekhna chahta hai
      To Bhai aap RUclips k search bar mein sirf UPEDIA likh kr search kren
      To upedia ki tamam videos aap k samny aa jaeyn gi Upedia Channel pe muraqba ki mukamal aur bilkul aasan alfaz mein tammam tafseel mojood hai
      Allah aap ka Hami o Nasir ho Aammeen
      ISLAM ZINDABAD
      PAK ARMY ZINDABAD
      ISI ZINDABAD
      GREATEST PAKISTAN PAYINDABAD.

    • @Pakistani.Bodyguard
      @Pakistani.Bodyguard 5 лет назад +1

      @@imrankhan-nm7wk Thank you Bhai, main search keroun ga.

  • @samiasarwar1273
    @samiasarwar1273 Год назад

    MashaAllah very beautiful interpretation and made very easy to understand.

  • @hurrainbaloch6995
    @hurrainbaloch6995 5 лет назад +3

    Wah kis behtarein tareeqey se apne explain kiya hai
    JazakaAllah

  • @adeelnaqshbandi8048
    @adeelnaqshbandi8048 6 лет назад +7

    ماشاءاللہ جی اللہ تعالی آپ کو سلامت رکھے آپ نے بہت رہنمائی کی

  • @b-hussainhussain9345
    @b-hussainhussain9345 21 день назад +1

    JazakAllah hazrat.u mentioned very motivating points for muraqba but as for me its almost one year but still my focus is distracted.isnt one year enough to be focused now ??or still i have to wait more ??

  • @MohammedAsif-fp3lz
    @MohammedAsif-fp3lz 4 года назад +5

    Agar khayalat se bachna hai to mukammal safai chahiye naya gusal naya wazu saaf ya dhuli howi jagah saaf janimaz ( musalla) aur khali peat.. Inshallah kamiyabi milegi..

  • @shanzabsarhandi
    @shanzabsarhandi 6 лет назад +10

    mashaAllah bhot faida ki video hy..Allah humen is pr amal ki todeek ata farmae

  • @zeeshansarfraz6951
    @zeeshansarfraz6951 6 лет назад +32

    Almighty Allah bless that all Boys and Girls be married at an earliest at proper places including my sister also. Ameen

  • @salmaansari7576
    @salmaansari7576 2 года назад

    Jazak Allah Khair

  • @mohammadaslamkhan6915
    @mohammadaslamkhan6915 6 лет назад +3

    ماشاءالله تبارك الله حضرت جي شكريا جزاه كم الله خيراه كثيرًن وه أحسنه جزاه كثيراه حضرت جي

  • @samishiekh1143
    @samishiekh1143 Год назад

    Jazakallah khair

  • @jabiullajukako6771
    @jabiullajukako6771 2 года назад +1

    Marsha allha

  • @nargishayat5266
    @nargishayat5266 6 лет назад +4

    ALLAH PAK ap ko slamat rkhay..amin

  • @maryamaltaf7760
    @maryamaltaf7760 2 года назад

    جزاک اللہ خیرا بھائی

  • @jashanhans2978
    @jashanhans2978 4 года назад

    Ishq is the only path to obtaining muraqaba

    • @MeYou-ck2fl
      @MeYou-ck2fl 2 года назад

      Exactly mjhe ishq hua ishq me dhoka khya ab apne rab k qareeb ho 😊 mre rab me mere dil me apni mhbat bhr di he

  • @sonalkapoor6166
    @sonalkapoor6166 6 лет назад +1

    Allahhumma salle ala mohammed sallallaho alaihewasallam

  • @asmasaleem5161
    @asmasaleem5161 6 лет назад +6

    Mashallah zabardast

  • @MuhammadAsif-j8n9s
    @MuhammadAsif-j8n9s 11 месяцев назад

    ❤❤❤

  • @JitendraTiwari-r8p
    @JitendraTiwari-r8p 7 месяцев назад

    Ameen

  • @NavedKhan-vn8hm
    @NavedKhan-vn8hm 3 года назад

    Jise jitna yaad aur zikr kiya jaye. Muhabbat khud ho jayegi

  • @maheboob1677
    @maheboob1677 3 года назад

    Masha allaha bahut khoob

  • @akhtarkhan1767
    @akhtarkhan1767 2 года назад

    Masa allah sohanllha

  • @MUALoft
    @MUALoft 2 года назад +1

    MashaAllah ❤ ❤ ❤

  • @HaniefKadrivlogs
    @HaniefKadrivlogs 6 лет назад +4

    Masha Allah Masha Allah

  • @yaseenabdul7385
    @yaseenabdul7385 3 года назад

    point refrence.. slow.. fast.. karty karty tarraqqi hogi sense. sahi baat hai.

  • @alikhan-td2qm
    @alikhan-td2qm 6 лет назад +3

    Awesome video

  • @mehrunnisakhan6196
    @mehrunnisakhan6196 6 лет назад +8

    Thank you,Ameen. There is only ONE WAY to reach Almighty Allah whichever vehicle you may use,Ameen ( A True Faith ), Ameen. Mehrunnisa. Mehrunnisa. 👍👍👍👍👍👍🙏🙏🙏🙏🙏🙏❤️❤️🕊🕊🕊🕊🕊🕋🕋🕋🕋🕋😘

  • @m.a.am.a.a6067
    @m.a.am.a.a6067 3 года назад

    subhanAllah, MashahAllah

  • @bbdhhsj2525
    @bbdhhsj2525 6 лет назад +4

    Good Allah ap ko khuos rahy

  • @AfzalKhan-nq4xo
    @AfzalKhan-nq4xo 5 лет назад +1

    Masha allah.

  • @syedbari1405
    @syedbari1405 6 лет назад +2

    samjhaya apne behtarin

  • @imranwarsi8062
    @imranwarsi8062 6 лет назад +4

    نفس امارا کا شکار انسان مراقبہ نہیں کرسکتا وجہ اور کوئی نہیں ہے واللہ

    • @Maxgameplayz
      @Maxgameplayz 6 лет назад +2

      Galat nafs e amara se chutkara murakbe se ni hota .muraqbe se rooh ko jisam se bahir nikaala jata hy or nafs e amraa se chutkara sirf kaamil momin walhi ki nazer se chutkaara hota hy ok

  • @saeedabbasi9953
    @saeedabbasi9953 6 лет назад +3

    Masha Allah

  • @wahabsh4410
    @wahabsh4410 6 лет назад +3

    Informative but reasonable

  • @Zazahra8742
    @Zazahra8742 Месяц назад

    Yeh bbi batain k muraqby ki kafiyat kia hain ? Jaosy nend , apny problem ka solution, visions , body halki hona etc...

  • @AadhiBaat
    @AadhiBaat 6 лет назад +3

    اسے شیئر کرنے کا بہت بہت شکریہ.

  • @umetalha387
    @umetalha387 4 года назад

    Bara jamay o modallal bayan hai

  • @parveenshaikh9977
    @parveenshaikh9977 6 лет назад +2

    Very nice

  • @sajjadrajpoot3340
    @sajjadrajpoot3340 4 года назад +2

    ALLAH tofeeq deta h sb hota h.

  • @SufiKingdom
    @SufiKingdom 3 года назад

    السلام عليكم ورحمة الله و بركاته
    Is it necessary to do hisaar for muraqaba? What about rijal al ghaib? Or we simply sit in front of qibla??

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  3 года назад

      We just sit facing the Qiblah

    • @SufiKingdom
      @SufiKingdom 3 года назад

      @@islah-e-Nafs It’s amazing that, you reply to all comments. ماشاء الله

  • @mehrunnisakhan6196
    @mehrunnisakhan6196 6 лет назад +3

    Thank you, Ameen. Mehrunnisa.🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏👍👍👍👍👍👍❤️❤️❤️❤️❤️❤️🕊🕊🕊🕊🕊🙏🕋🕋🕋🕋🕋🕋🕋

  • @nargishayat5266
    @nargishayat5266 6 лет назад +2

    Masha ALLAH very convincing..

  • @cookingclass9184
    @cookingclass9184 4 года назад

    JazakAllah

  • @yasarkhan9803
    @yasarkhan9803 6 лет назад +2

    Bismillah ameen summa ameen

  • @asmajabeen2600
    @asmajabeen2600 5 лет назад +1

    Assalamoaleikum hzrat sahab mjhy Allah or Allah ki qurbt or marft ka buht shoq Hy namazo ki pabndi Hy buht sy wazaif b prhti hon mjhy muraqby ka buht shoq Hy Kia my KR skri hon Kia muraqby my kisi peer ka hath hona zarori hy

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  5 лет назад

      Pehlay sabaq ke sabko ijazat hai app pehlay sabaq kar sakti hain

  • @muhammadehsan9245
    @muhammadehsan9245 5 лет назад

    ماشاءاللہ

  • @khankhan-gv7ck
    @khankhan-gv7ck 2 года назад

    assalamualaikum hazart ,kya koe isse bhi surat rahte hai jisse shayateen neend paida krta hai mujhy neend bhut hai or shariyat pr calne m yahe rokavat bn rahe hai plz tell me ....

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  2 года назад

      سات مرتبہ درود شریف
      سات مرتبہ سورہ فاتحہ
      سات مرتبہ آیت الکرسی
      سات مرتبہ چاروں قل
      سات مرتبہ سورہ الم نشرح لکا 7مرتبہ درود شریف
      یہ مغرب اور فجر کے بعد پڑھے اور اپنے پہ بھی دم کریں اور پانی پہ بھی دم کرکے پیے
      پھر شہادت کی انگلی پر دم کریں اور خیال سے اپنے اردگرد اور گھر کے ارد گرد خیال میں حصار بنائیں

    • @khankhan-gv7ck
      @khankhan-gv7ck 2 года назад

      @@islah-e-Nafs sukriya hazart Allah aapko lambi umar de or aapki family ko bhi ameen iman k saath

  • @BHATRABANI
    @BHATRABANI 5 лет назад

    اسلام علیکم ورحمتہ اللہ
    میرے مرشد کا انتقال ہوگیا۔۔ میرا نفی اثبات کا سبق چل رہا تھا۔۔۔اب کیا کیا جائے حضرت؟

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  5 лет назад

      Kisi dosray shaykh e haq say bayt karkay agay ka sulook tay karain

  • @Rizwan079
    @Rizwan079 4 года назад +1

    Assalaamualaikum warehmatullahi wabarakatuhoo Hazrat ji, Jazakallah Khair!

  • @muslimbangash199
    @muslimbangash199 5 лет назад

    سبحان الله

  • @noorcollection3083
    @noorcollection3083 5 лет назад +2

    Subhan Allah jazak Allah

  • @wakeel109
    @wakeel109 3 года назад

    Murakbe mein bethe rehne se pero m drd ho jata hai kya murakba mein bethe bethe fela bhi skte h ki nhi plz jaroor bataye

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  3 года назад

      Agar aap ko paon mein ziada takleef hoti hai to chair par beth kar bhi muraqbah kasakte hain.
      Kyonka normally hum qibla ro muraqbah keliye bethte hain tu paon us taraf karna jaez nahin.

    • @wakeel109
      @wakeel109 3 года назад

      @@islah-e-Nafs bhut bhut shukriya hazrat

  • @javidayoub9340
    @javidayoub9340 4 года назад +1

    Assalamu Alikum
    Peer sahib
    Mera naam Javaid Ahmad hai Meri age hai 25 Above
    mujhe boht shouq hai silae naqashbandi ka baiat karna yani baiat karna chahta hun plx mujhe btaiye kese karsakta hun aur kis se karun...plx Mujhe btaiye plx

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  4 года назад

      Aap agar Hazrat Shaykh Humayun damat Barkat se bayt hona chahte hain to whatsapp number par message kardejie. Admin time organise kardenge.
      +92 345 212 3881

    • @javidayoub9340
      @javidayoub9340 4 года назад

      @@islah-e-Nafs Haan Murshid sahab hum Aapko Whtsap karte hein

  • @MuhammadFaraz-v6i
    @MuhammadFaraz-v6i 11 месяцев назад

    Murshid kakam hai ye k wo apny mureed ko dilchasbi k lye kuch dekhaye mehsoos karwaye ,warna aaj k dour main koi jaldi baat pe lagta ni jo ap chahty hain sir

  • @summ1524
    @summ1524 5 лет назад +3

    assalamualikum sir Can the girls do meditation in every condition ? Is it necessary to do wazou for meditation ?

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  5 лет назад +3

      Yes they can, although it is better to do wuzu before muraqba but it is not mandatory

  • @ImranMalik-yk4jb
    @ImranMalik-yk4jb 6 лет назад +3

    Masha allah bahut hi acchi tarah samzaya ,lekin me muraqba krta hu to nind aati he

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  6 лет назад

      Ye Bhi Muraqba ki Kefiyat hay. Pareshan na hon kartay rahain.

  • @siraatemustaqeem202
    @siraatemustaqeem202 5 лет назад +1

    GOOD

  • @syedbari1405
    @syedbari1405 6 лет назад +3

    bahtari

  • @shazadalam6981
    @shazadalam6981 10 месяцев назад

    Hazrat maraqba kia dewar sy take laga kar kia jasakta hy or mujhsy sedha nhi betha jata jhuk kamar sy sedha nhi behta jata to maraqba hojay ga na mery ya 2 masla hain bata dijia

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  10 месяцев назад

      Agar majboori hai tu aisa kar saktay hai

  • @anmoldesigning8090
    @anmoldesigning8090 5 лет назад +4

    میری توجہ ایک جگہ پر نہیں رہتی
    میں جہاں ہوتا ہوں میں وہاں نہیں ہوتا ہوں
    میں مراقبہ کروں کیا میں ٹھیک ہوجاوؐں گا؟

    • @majidkhanswatimajidkhanswa8255
      @majidkhanswatimajidkhanswa8255 4 года назад +2

      Ma Hazarat g Ka bian son Raha tha to ap KY reply Py nazar pri to massage pra ap Ka to ap ko illaj bta rha hn apny zahan ma Allah KY name Ka tassver krain KY os ma sy noory rahmat nakal kr a rha ha mery SAR sy gozar kr mery jasm ma pail Raha ha or tamam bimarian katm ho rhi hn

  • @alibaloch5886
    @alibaloch5886 6 лет назад +3

    اسلام.علیکم..حضرت.جی..کا..کراچی..کا..ایڈریس..بتائیں..کوئی.مدرسہ......?..پلیز....

  • @iqbalmcp1
    @iqbalmcp1 6 лет назад +5

    great jzakallah sheikh

  • @lateef142
    @lateef142 6 лет назад +2

    Ye kaun se time karna hai din me bhi kar sakte hai kya ? Please reply

  • @lubnamalik4226
    @lubnamalik4226 3 года назад

    Assalam o allaikum .Kya maraqaba sab krsakte hain iski ijazath hai ?

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  3 года назад

      Walaikum Assalam
      Ji muraqba sab kar sakte hain

  • @nasirahsan6644
    @nasirahsan6644 6 лет назад +44

    حضرت اللہ سے محبت کرنے کا طریقہ بھی بتا دیں ہم کمزور کس طرح اللہ پاک سے محبت کریں

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  6 лет назад +4

      DIN KUCH WAQT NIKAL KAR MURAQBA KARLIA KAREN

    • @maju20062006
      @maju20062006 6 лет назад +8

      Janab agr ap dunya k lihaz say dekhen tu jis say ap ko Mohabbat ho jati ha oss say waabasta oss ke har har cheez sa mohabbat ho jati ha, essi tra agr Allah say Mohabbat krni ha tu oss ke paida ke har cheez say Mohabbat krren, Oss k har har hukm say mohabbat krren os ke manna ke hui cheez say ruk jaen Oss k payaray Habeeb Mustafa Sallala o alae wa sallam say Mohabbat krren 5 waqt ke proper nimaz parhen kasrat say Darood shareed prhen dekhen Allah aap ko kesay apna Walli bnata ha

    • @irfanahmed2964
      @irfanahmed2964 6 лет назад +2

      Mery Bhai Allah sy muhabbat Nahi ki jati Allah sy Dara jata Hy .mohabbat Allah k rasool sy ki jati hy.jab ap Allah k rasool sy mohabbat Karo gy tu .Allah ap per mehrban ho jye ga aur apna fazal kary ga.

    • @Maxgameplayz
      @Maxgameplayz 6 лет назад +5

      Irfan Ahmed bai maray is ka matlab Allah pak ne hr dor main jo rasool beja hy usi dor k hisaab se hr rasool se muhbat ki jahay jitne b rasool aahay hain Allah ki yaad dilaanay Allah se daranay or Allah hi ibaadat karnay ka sabak detay hain. Allah 70 mahon ki mohbat se zyada apne bndhay se pyaar karta hy to bndha ek maa jitni mohbat to Allah se karay asal mohbat hay hi Allah se jo amer hy kabi khtam honay waly ni baki dunya ki hr chiz faani hy

    • @AsifAli-ws5gg
      @AsifAli-ws5gg 6 лет назад +2

      @@irfanahmed2964 Bhai Allah se muhabbat ki jati he aur momin ki nishani bhi he baqi apki baat theek he
      2 : سورة البقرة 165
      وَ مِنَ النَّاسِ مَنۡ یَّتَّخِذُ مِنۡ دُوۡنِ اللّٰہِ اَنۡدَادًا یُّحِبُّوۡنَہُمۡ کَحُبِّ اللّٰہِ ؕ وَ الَّذِیۡنَ اٰمَنُوۡۤا اَشَدُّ حُبًّا لِّلّٰہِ ؕوَ لَوۡ یَرَی الَّذِیۡنَ ظَلَمُوۡۤا اِذۡ یَرَوۡنَ الۡعَذَابَ ۙ اَنَّ الۡقُوَّۃَ لِلّٰہِ جَمِیۡعًا ۙ وَّ اَنَّ اللّٰہَ شَدِیۡدُ الۡعَذَابِ ﴿۱۶۵﴾
      بعض لوگ ایسے بھی ہیں جو اللہ کے شریک اوروں کو ٹھہرا کر ان سے ایسی محبت رکھتے ہیں ، جیسی محبت اللہ سے ہونی چاہیے اور ایمان والے اللہ کی محبت میں بہت سخت ہوتے ہیں کاش کہ مشرک لوگ جانتے جب کہ اللہ کے عذاب کو دیکھ کر ( جان لیں گے ) کہ تمام طاقت اللہ ہی کو ہے اور اللہ تعالیٰ سخت عذاب دینے والا ہے ( تو ہرگِز شرک نہ کرتے ) ۔
      www.theislam360.com

  • @mujahidmeister
    @mujahidmeister 5 лет назад

    As salaam aleykum kya muraqibey may bathak ney ka qadsha hai agar nahi toh rehmani ilhaam ki shinaaq kya hai?

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  5 лет назад

      Jee mumkin hai issi liay kisi shaykh e haq ke nigrani behtar hai

  • @backtobackfreemusic1846
    @backtobackfreemusic1846 5 лет назад

    Hazrat Sahab maraqbay mein cosmos energy body mein enter Hoti hai Kia us ko faiz kehtein hein

  • @shehrozzaidi2444
    @shehrozzaidi2444 5 лет назад +1

    Hazrat kya muraqba Bina ankh band kre bh ho skta h.

  • @syed1002hussaini
    @syed1002hussaini 6 лет назад +7

    جزاکم اللہ خیرا کثیرا

  • @tariqnagouri4869
    @tariqnagouri4869 7 лет назад +1

    Asllhamohilekum molana saheb hum murqba ghar pe kar sakte hai bat yhe hai ke yha aas pas khula jaghah nhi aur uper teris band hai. I from mumbai biilding Plz replay

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  7 лет назад

      Jee Han Khuli Jagah ki Zaroorat nahi hay.
      Ye Aap Ghar per bhi karsaktay hain.
      JAHAN APKO SAHULAT HO.

  • @reshmarahman1308
    @reshmarahman1308 6 лет назад +1

    assalamualaikum wahrahmatullahi wabarkatuhu
    kia haij k din kr sakti hu period jab hoti hai plz Allah k waste reply de

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  6 лет назад

      Jee Han Karsakti hain.

    • @reshmarahman1308
      @reshmarahman1308 6 лет назад +1

      ji sukriya
      Allah apko zazaye Kher de
      bhehter hota agar ap apna number de sakte

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  6 лет назад

      Islahenafs Team Ka Number Hay : +923452123881

  • @allahhoo299
    @allahhoo299 6 лет назад +2

    kia murshad k begair zikar azkar kark lataif ko active kiya ja ja sakta hai? Allah or uski rasool ki itaat k sath, haram karda chezo sy bach k

    • @mehtubrangrez3633
      @mehtubrangrez3633 6 лет назад +1

      shahab ahmed lataif masallah.... Pehle iman wale to ban jaye apan fir latife pe ayege mere bhai .... Latife bahut baad ki chze he uske pehle 50 manzil ke baad ate h latife....

    • @allahhoo299
      @allahhoo299 6 лет назад +1

      Mehtub Rangrez alhamdulillah Allah ny ata kardi hai. Ap yehi sochty rahna. K bht agy ki cgeez hai. Mere bhai Allah 2 qadam py hain. Nafas ko maro. HAQ ALLAH

  • @allhumdulliamuslim
    @allhumdulliamuslim 6 лет назад +2

    Main hazrat Rabia Basri ki halat e zindagi prhna chahti hon.mjhy koi kitab ka hwala dy den jo mustanud ho.

  • @loveme8887
    @loveme8887 5 лет назад

    Hazrat bohat koshish k bawajood tasawar ni hota agr ho jaye to bs aik pal k liye aik lamhay k liye hota hai phir dil o dmaagh mein ajeeb ajeeb khialat shuru ho jatay hain us k bad jitni b koshish kr loon tasawar ni ho pata
    Is k liye ap rehnumai frma dyn

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  5 лет назад

      Aap istekamat say muraqba kartay rahay, khiyalaat ko bilkul ignore karay, faida pura hota hai

    • @loveme8887
      @loveme8887 5 лет назад

      @@islah-e-Nafs bohat bohat nawazash hazoor Allah pak apko salamat rakhhay

  • @shahali9067
    @shahali9067 6 лет назад +4

    Agar kamar ya gardan mane jald hee dard ya thakwat ho jae mtlb 5 ya 10 ya 15 mint baad to kia krain

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  6 лет назад +1

      Shah Ali
      Muraqbay main kamar ko na bilkul seedha rakhain na bohat ziada jhukain natural position main baithain inshaallah apka yeh masla khatam hojayay ga

    • @parkishofficialvlogs1962
      @parkishofficialvlogs1962 6 лет назад +1

      Durd rehnay dain wuqty tor pay hoti hai phir nahi mehsoos hoti , it's satanic thought you feel pain nothing happens bro , mai lasani sarkar Ka mureed hun lekin silsla naqshbundi he hai , contact me anyone on +353838449880 @whatsapp for any help for sake of Allah and rasool Allah saww

    • @aroosha9253
      @aroosha9253 4 года назад

      @@parkishofficialvlogs1962 Kya ap btayengy ladies k liye bait zruri Hy Kya,????or starting Kya point hoga Jo hmy lgy muraqba start hogya hy

    • @aroosha9253
      @aroosha9253 4 года назад

      Hazrat me muraqba krny bethun tou rang ghoomny lgta Hy achank garden pechy ja girti Hy iska Kya mtlb

  • @rajasohail8401
    @rajasohail8401 6 лет назад +2

    1 saal se Naleen pak ka tasawar kr raha hon lekin tasawr nahi ho raha, daily 1 ghanta tasawar karta hon, lekin kbi kbi tou bhol he jata hon k Naleen pak hen kiss tarah ke, plz guide

    • @cargobarquae6493
      @cargobarquae6493 5 лет назад +1

      Allah Muhabat se dekh ra hai taswar mn lao kuch dair
      InshaAllah apka kam ho jaiga.
      00923014121866

  • @tts7457
    @tts7457 3 года назад

    Assala moalykum hazrat kuch amal bata dijye me bahut Jada musibat me hu bachpan me galat adat ki wajha se dimag tasawur yaha tak ke lashaur gande khyal atak gy hain 24 ghante grande khayal rahete hain tasawur karu to bhi gande tasawur ate hain nazro ke samne hi grande khayl ghumte hain

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  3 года назад

      Aap astaghfar aur la hawl ki Kasrat kejie.
      Muraqabah karna shuroo kejie
      ruclips.net/video/NmKsQyVcESA/видео.html

    • @tts7457
      @tts7457 3 года назад

      @@islah-e-Nafs hazrat meri ankho me mere samne video ki trha grande khayal chalte h khuli ankho me fir usko hata ke me apne aap kisi achi jagha ko dekhta hu apna peer khana makka madina kya ye durust h khuli ankh se tasawur Karna batye me bahut Jada musibat me ankh bund karke Jo hota wo to alag khuli ankh ke samne mere video jaise khayal chalte h fir unke jawab me achi khayal dekhta hu ye drust h isse badlao ayga ya nhi muraqba to me roaz karta hu ankh bund karke huzur ki wargha me hota hu

  • @Ahadees172
    @Ahadees172 6 лет назад +1

    Tnxx

  • @paripari7222
    @paripari7222 2 года назад

    Kya sir hum jagah change bhi kar sakte hai

  • @rajausama9654
    @rajausama9654 4 года назад

    same thing happens to me mera focus zikar py hota and pta ni q it diverted towards something else you highlighted a good point but u didn't mentioned how to cover this issue.Focus apka jdr hota wahan ap ni ja paty ur idr udr bhsatuk jaty kindly mention how to focus.where i wanna put it it wont goes there.i was suffering from the problem u mentioned 4:30 to 5;00 but u didnt mentioned how to take control on it

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  4 года назад +3

      Initially, it takes a little bit of effort and time to focus. With due practice you would be able to focus without any distractions, so
      don't be disheartened.

  • @nazhatunnisa3876
    @nazhatunnisa3876 5 лет назад

    Main ne muraqabha kya mere samnne 1 khobsurat chehra muskrate howe nazar aya iska kya Matlab hai

  • @qazihassan4946
    @qazihassan4946 5 лет назад +3

    Qazi Ahmed Mukhtar Dua ki darkwast hai Mara waldain k intaqal hogaya hai mukhtasar ya hai Mara waldain k intaqal hogaya hai mukhtasar ya hai k Mara peacha Dua karna Wala kowi hath nahi hai obliged thanks.

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  5 лет назад

      Allah pak apkay walidain kay darjaat buland farmayay aur bila hisab kitab unko jannat ul firdous ata farmayay
      Faqeer duago hai

  • @wordartalphabet963
    @wordartalphabet963 6 лет назад +3

    Kisi Badi Hasti ki Mazar pe Ja ke 1 Muqarrara Waqt me Kasrat e Durood Shareef Padhne se Kya Hota hai ?

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  6 лет назад

      Sahib e mazar ke ziada tawajjuhat hasil hoti hain

    • @wordartalphabet963
      @wordartalphabet963 6 лет назад

      Islahenafs - Shaykh Humayun Hanif Sahab zara Mera WhatsApp Message pe bhi Reply De Dijiye. Aor Mazar pe Kasrat se Durood Shareef Padhne se Rujat ka Koi Khatra to Nahi hota ?

    • @saadshaikh8099
      @saadshaikh8099 5 лет назад

      Wo waqt konsa hota h?

  • @vidmix2981
    @vidmix2981 3 года назад

    Assalamu Alaikum Dil se zikar kese kiya jata hai mene danto me zuban de kar karna CHAHA lekin zuban to phir bhi harkat karti he

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  3 года назад

      Aap ye audio sunen, is mein zikr e qalbi ka tariqa bataya hai
      ruclips.net/p/PLh009rc-XfZtXjB_cDOac2-nE5UteoAQG

  • @akhtarkhan1767
    @akhtarkhan1767 2 года назад

    Assalamu alikum hjrt duaki drkhust

  • @sadafqadir4226
    @sadafqadir4226 5 лет назад

    MASHALLAH ❤️

  • @amnavahidy7611
    @amnavahidy7611 6 лет назад +16

    حضرت صاحب میں بعیت ھونا چاہیتی ھوں اور پھر مرابقہ شروع کرنا چاہیتی ہوں

  • @maanjutt5818
    @maanjutt5818 6 лет назад +5

    kia bghair murshad k insan mrakba kr skta h plz rply

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  6 лет назад +5

      Jee Han Dil ka zikr karsakta hay Lekin Ager Mursahid ki hidayat say karay to or ziada faida hota hay.

    • @mohdtausifsiddiqui2002
      @mohdtausifsiddiqui2002 6 лет назад

      J karsakte ho

  • @ihtishamkhan2001
    @ihtishamkhan2001 5 лет назад

    Murakaba mane shyd 2 din kiya ta to raat ko kisi cheez ne bht daraya ta taklif bi di ti to mane chor dia phr plz ap bata dejiye ka kya waja ho skti ha plz kyu ka mera maan hota ha ka ma murakiba kia kro phr us khwab se dar ha ka kahi koi phr se khwab ma dara na day

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  5 лет назад

      App yeah wazeefa shuroo kardain
      7مرتبہ درود شریف
      سات مرتبہ سورہ فاتحہ
      سات مرتبہ آیت الکرسی
      سات مرتبہ چاروں قل
      سات مرتبہ سورہ الم نشرح لکا 7مرتبہ درود شریف
      یہ مغرب اور فجر کے بعد پڑھے اور اپنے پہ بھی دم کریں اور پانی پہ بھی دم کرکے پیے
      پھر شہادت کی انگلی پر دم کریں اور خیال سے اپنے اردگرد اور گھر کے ارد گرد خیال میں حصار بنائیں

    • @ihtishamkhan2001
      @ihtishamkhan2001 5 лет назад

      Islahenafs - Shaykh Humayun Hanif likin wo khwab ma kun ho skta ha phr kyu ka khwab ma bi wahi zikr kr rhi ti ka us cheez ne taklif di ti

    • @ihtishamkhan2001
      @ihtishamkhan2001 5 лет назад

      Islahenafs - Shaykh Humayun Hanif ok ma ye zror parogy

  • @SheikhShahriarMonim
    @SheikhShahriarMonim 2 года назад

    baat theek hai, insani fitrat hai ki wo kisi cheej ki qadr aisehi nehi samajh pata, jo plain me safar karta hai wo kya jane ki rasta hota kaisa hai aur kinti utar chadhao hai raste par.

  • @anmoldesigning8090
    @anmoldesigning8090 5 лет назад

    میں جس سے محبت کرتا ہوں وہ محبت میری بربادی ہے میں اس محبت کے اثر سے نکلنا چاہتا ہوں کیا مراقبہ میں محبت سے چھٹکارے کا علاج ہے؟

    • @innocent_kudisam6830
      @innocent_kudisam6830 3 года назад

      Muhabath mile na mile magar muraqaba se dil o dimagh ko sukoon milta hai kariye maraqaba accha hai ap k liye

  • @anahamraaz7708
    @anahamraaz7708 3 года назад

    Assalamualaikum... Kya hr kisi ko ijaazat h iski.. Mujhe bhi ijazt chahye please deinn

    • @islah-e-Nafs
      @islah-e-Nafs  3 года назад

      Aap muraqbah shuroo kar sakti hain. Pehle sabaq ki aam ijazat hai. Dosre sabaq keliye ijazat ki zaroorat hai.

    • @abdulmateen8356
      @abdulmateen8356 Год назад

      ​@@islah-e-Nafs dosra sabaq kia mtlb hzrat