Di the ordinary glycolic acid kese use Krna h and after applying this should we also use moisturizer if yes So which type of moisturizer I use ....can we use alovera gel only..as a moisturizer
Hi, glycolic acid hamesha raat me use karna hai, face wash karne k baad, n moisturiser lagane ke pehle. Use it only once or twice a week jab aap start kar rahe ho to , roz nahi lagana hai Aap apka regular moisturiser use kar sakte ho apne skin type k hisaab ka nahi to koi bhi ceramide based moisturizer aap use karte ho kyuki ye apke skin k barrier ko protected rakhta hai
I would suggest ki ek time par ek saath use nahi karna chahiye kyuki dono hi strong hote hain, jis din glycolic acid use Kiya hai us din aap vit C use mat karo , sometimes skin can't handle it
Haldi water acha hota hai body ki immunity digestion and overall skin k liye Lekin wo bohot drastic results nahi dega skin ki hyperpigmentation and blemishes hatane k liye
Aap raat ko use karein isey, face wash karke pehle gel lagaye fir apna moisturiser lagaye and next morning yaad se sunscreen lagana... Roz use nahi karna hai , week me 2-3 times hi kariye
Glycolic toner week me 2-3 time hi lagana hai , raat me hi lagana hai and next day sunscreen lagana mat bhuliyega Vit C serum you can use everyday also agar apki skin sensitive nahi hai usse, din me ek bar hi lagana , I would suggest raat me and vit C laga rahe ho to bhi sunscreen zarur lagaye din me Jis din glycolic toner lagaya hai u can skip using vit C to avoid over exfoliating
Oily body ke liye bataye kya use kre jisse body regularly clean rahe
Winter skin care routine p bhi vd bnaye please
Di the ordinary glycolic acid kese use Krna h and after applying this should we also use moisturizer if yes
So which type of moisturizer I use ....can we use alovera gel only..as a moisturizer
Hi, glycolic acid hamesha raat me use karna hai, face wash karne k baad, n moisturiser lagane ke pehle. Use it only once or twice a week jab aap start kar rahe ho to , roz nahi lagana hai
Aap apka regular moisturiser use kar sakte ho apne skin type k hisaab ka nahi to koi bhi ceramide based moisturizer aap use karte ho kyuki ye apke skin k barrier ko protected rakhta hai
Plz didi,tell us some natural remedy to brighten skin tone..
No natural remedy can de tan your body
Kya yee product oily skin Wale use kar sakte hai kya please tell me
Yes, kar sakte hain
gylcolic acid and vitamin c saath use kr skte h?
I would suggest ki ek time par ek saath use nahi karna chahiye kyuki dono hi strong hote hain, jis din glycolic acid use Kiya hai us din aap vit C use mat karo , sometimes skin can't handle it
Hello. Kia haldi water peene se face+ full body bright or body k pigmentation remove hogi?
Nahi dear
Body k liye acha hai jaldi water lekin wo pigmentation remove nahi kar paega
@@LooksNLikes haldi water
body k color bright karega including face?
Haldi water acha hota hai body ki immunity digestion and overall skin k liye
Lekin wo bohot drastic results nahi dega skin ki hyperpigmentation and blemishes hatane k liye
Plz sis pragmatisan li koj batia
Sis mari age23hmm mara pargmtishan bhut ho gi aa as ka li ma keh use karo
Mam fix derma salicylic acid gel use kaise or kab karna hai day ya night
Aap raat ko use karein isey, face wash karke pehle gel lagaye fir apna moisturiser lagaye and next morning yaad se sunscreen lagana...
Roz use nahi karna hai , week me 2-3 times hi kariye
Tqsm
Sorry mam but wo salysalic acide nahi salyzap time gel tha so yahi same process se lagani haina night me hi salyzap time gel
Haan same hi hai wo bas brand names alag alag hote hain
Tq👍🤗@@LooksNLikes
Cosrx snail mucin ka review dijiye plzzz di😢
Kaafi acha hai lekin wo skin ko calm and soothe karne k liye hai, brighten karne k liye nahi
Mai vitamin c serum use karti hu tohh mai de tan use kar sakti hu di
Yes kar sakte ho, detan 15 din me ek baar hi use karna , everyday zarurat nahi hai
@@LooksNLikes ok di
Wish care sunscreen ki price ❤️☺️
MRP 499 lekin sale par maine 270-300 ka lia tha
Foxtale Vit c serum din me २ bar lagana hai ki sirf rat me? And glycolic acid toner kab lagana hai?
Glycolic toner week me 2-3 time hi lagana hai , raat me hi lagana hai and next day sunscreen lagana mat bhuliyega
Vit C serum you can use everyday also agar apki skin sensitive nahi hai usse, din me ek bar hi lagana , I would suggest raat me and vit C laga rahe ho to bhi sunscreen zarur lagaye din me
Jis din glycolic toner lagaya hai u can skip using vit C to avoid over exfoliating
Are yrr itna sara ek saath usse kiya apne logo ko lagega Or wo usse kr lenge to khuch to socho yrr
Maine ek saath ek time par itne products use nahi kiye....saaalon tak use Kiya hai and isme se jo mere liye work kiye hai wo bataye hai is video me
😂 maine Tumhare 32 daat gin liye 🤣🤣🤣🤣🤣
Oh nooo....you failedddd badly....I don't have 32 teeth
Plz sis pragmatisan li koj batia