pranaam guru ji maine aapka channel aaj dekha or main boht prabhavidt hua ho aapse ek hi din me ... jis level ka shaanti or life ka nazriya kasam se prashansa vadhi .....m jee ke tyarii kr rha ho m daily pdta ho 10 se zyada ghante but mujhe abhi bhi koi result nhi dikh rha apne weekly test .... m bs ek baar jee exam ki tyari se free hona chata ho or ek nyi zindage chalo krna chata ho mujhe apna passion nhi dhond paa rha ho aise koi cheez mujhe zindagi me nhi mil rhii jiss mere dil me aag lge uss kaam ko krne ke liye kaash mujhe zarror disha mille zindage ki ek....
Sir ji jo hamare takk dudh paunchta hai us karan pushuyo ke sath bht attayachar hota hai aur jb vo dhudh nhi dete to uske baad marne ke liye bhej diya jata hai es ke bare me kujh khe ki hme fir dhudh aur dudh aur dudh ki bni cheeje nhi khani cahhiye 🙏🙏Aur bina hinsa aur shi tareeke se dudh mile ye bht zeyada mushkil hai
Aap western philosophy or apne vedant or sab sab religions ko same stand point of view se dakhte hai, jo ki aacha lagta hai. Lakin kya aap k liye kuch aisa hai jisse aap life long adopt krege....example, kisi ek bhagwan ko manna, kisi ek guru k sath chalna ya kuch bhi. (Sir, I am just eager to know 😄).
7 hours is ideal........if you meditate. , even 6 hours will do......natural vegetarian food + meditation gives you all the nourishment that your brain needs.......
Guruji kya naamjaap bhi meditation ka hi kaam krta hai bcoz new log ke liye dhyan thoda tough hota hai magar naapjaap krna thoda aasan lekin focus is me koi chiz pr rhta to thoda shi rhta so mera Ques ye hai guru ji ki kya ham naap jaap dhire dhire badhate jaye jaise 10mala 16mala aur dhire dhire thoda thoda dhyan bhi krte jaye to kya dhyan mai fyda hoga aage
DADA JI AAPKO YAAD HAI KYAMAI VAHI LADKA HU JISNE 29 OCTOBER KO KAHA THA KI VAH BRAHMACHARYA KA PAALAN KREGA OR 29 NOVEMBER KO MESSAGE KREGA 1 MONTH COMPLETE HONE KE BAAD AUR MAI VHI HUU MUJHE BAHUT KHUSHI MINE AAP KE KARAN DOBARA SE APNE PRE BOARD EXAM MAI TOP KIYA AB MAI AAPKO 29 DECEMBER KO MESSAGE KRUNGA ❤ DHANYAVAAD DADA JI❤. SORRY BUT MAINE 29 NOVEMBER KO COMMENT NHI KR PAYA ❤
Pranam guruji. Guruji music sunte sunte vo ras ni milta jo app btate ho mtlb kis trike se sunna hai dub jayen pura usme Guruji Mere ghar me bhout bekar halat hai Sabi meet,madira,smokeing,har cheez ka sevan krte hain kya adyatmik yatra is mahol me ho skti hai Or mere ghar walon ka manna ye hai mtlbi bno apna kam nikalo koi niswarth seva ni krte but muje ye sab ni psand Is vjah se muje inke opposite designs lene pdte hain kya ye shi hai
Guruji ek mn mein sawal aaya...swami vivekand enki memory bahut tej thi unka ka rahsya tha...chalo o meditation krte the..aur ek shaks hai Dr. Ambedkar ye to meditation nahi krte te the aur khan pan unka sadharan hi tha aur uprse itna stress ghr samaj phir usmein se time nikal ke almost 15 hr study... Unhone 6 saal ki padhai 2year mein complete kari jo ki foreign ki thi...mtlb ye kaise possible hua . Ek bar book padhi to bad mein nahi bhul the konse page pe kya liha hai yaha tk bata the the
Bohot log jo kisi sadharan vyakti se uche pad pe hote hai ve logo se dur vyavhar karte hai jaise bohot se teachers baccho ke sath cooperation ki jagah Jaleel karte, kisi sarkari officer ke pas apni samasya leke jao to vo bhi aam logo ko neech bhav se dekhta hai jabki vo bana hi log Kalyan ke liye hai, vaise hi Kai sare police wale bhi, par jab koi inse upar paisa wala ya pad wala ata hai to ye chamche ban jate. Ye aisa kyu karte hai
Thank you so much.
Mr. Dwivedi you are a scientist observing humankind very nicely.
🙏🙏🙏🙏
pranaam guru ji
maine aapka channel aaj dekha or main boht prabhavidt hua ho aapse ek hi din me ... jis level ka shaanti or life ka
nazriya kasam se prashansa vadhi .....m jee ke tyarii kr rha ho m daily pdta ho 10 se zyada ghante but mujhe abhi bhi koi result nhi dikh rha apne weekly test .... m bs ek baar jee exam ki tyari se free hona chata ho or ek nyi zindage chalo krna chata ho mujhe apna passion nhi dhond paa rha ho aise koi cheez mujhe zindagi me nhi mil rhii jiss mere dil me aag lge uss kaam ko krne ke liye kaash mujhe zarror disha mille zindage ki ek....
disha milegi........meditation ka abhyas shuroo kero
@@AnandDwivedi369 ok guru ji
Same bro graduated still not finding passion 😕
@@kanchankumari1617 bhen krti rho koshish kuch na kuch hme zARROR MILEGA
तीन लोक नवखंड में गुरु से बड़ा ना कोय,
कर्ता करे तू कर सके गुरु करे सो होय!🙏
maza a rha h
May be you live in the heart of earth 🌎
Your background attracts me
Thank you sir
Bhagwan Aapko Shada Kus Rakha.
Thank u sir ..bhot achha btaya ❤
Dhqnyabd Sir Ji 🙏🏻🙏🏻
🙏🙏🙏
❤
Very nice 🙏👌
Namshakaar guru jee.
Good Morning Guruji!
Sir ji jo hamare takk dudh paunchta hai us karan pushuyo ke sath bht attayachar hota hai aur jb vo dhudh nhi dete to uske baad marne ke liye bhej diya jata hai es ke bare me kujh khe ki hme fir dhudh aur dudh aur dudh ki bni cheeje nhi khani cahhiye 🙏🙏Aur bina hinsa aur shi tareeke se dudh mile ye bht zeyada mushkil hai
Thankyou Sir...
Aapko sun ke achha lagta hai
Good morning 🌄 guru ji
सादर चरण स्पर्श
Gurudev aap jamera girudev shri shivkrupanand ji jaise hi bolte hai 😊
Sir aapka address kya hai aapse milna hai 😊😊
address mere channel per hai...........march mein aana ; abhi bahut thand hai
Guruji kya naam jap karne se memory power badhti hai
naam per poori shraddha ho to........
आपसे मिलना चाहता हूँ 🙏🎻
mera address hai mere channel per
Aap western philosophy or apne vedant or sab sab religions ko same stand point of view se dakhte hai, jo ki aacha lagta hai.
Lakin kya aap k liye kuch aisa hai jisse aap life long adopt krege....example, kisi ek bhagwan ko manna, kisi ek guru k sath chalna ya kuch bhi.
(Sir, I am just eager to know 😄).
main keval mystical experience ko manta hoon....
Mai hew member hu❤
Guru ji pranam🙏
How many hours enough for sleep? And guru ji should we eat meat or not for better mental health? Please reply sir!
7 hours is ideal........if you meditate. , even 6 hours will do......natural vegetarian food + meditation gives you all the nourishment that your brain needs.......
@AnandDwivedi369 thanks guru ji
Guruji kya naamjaap bhi meditation ka hi kaam krta hai bcoz new log ke liye dhyan thoda tough hota hai magar naapjaap krna thoda aasan lekin focus is me koi chiz pr rhta to thoda shi rhta so mera Ques ye hai guru ji ki kya ham naap jaap dhire dhire badhate jaye jaise 10mala 16mala aur dhire dhire thoda thoda dhyan bhi krte jaye to kya dhyan mai fyda hoga aage
naam jap tabhi kero jab bahut vichar aate hon......jyadater DHYAN ki hi koshish kero
Guruji dhyan karte wakt mero sarir age piche aur gol gol ghumta heh yesa kyun horaha hey aur iska samadhan kya hey
dhyan ki energy bodymind ko rebuild karti hai..........to kuchh bhi mehsoos ho sakta hai.......tatasth rahana hai
DADA JI AAPKO YAAD HAI KYAMAI VAHI LADKA HU JISNE 29 OCTOBER KO KAHA THA KI VAH BRAHMACHARYA KA PAALAN KREGA OR 29 NOVEMBER KO MESSAGE KREGA 1 MONTH COMPLETE HONE KE BAAD AUR MAI VHI HUU MUJHE BAHUT KHUSHI MINE AAP KE KARAN DOBARA SE APNE PRE BOARD EXAM MAI TOP KIYA AB MAI AAPKO 29 DECEMBER KO MESSAGE KRUNGA ❤ DHANYAVAAD DADA JI❤. SORRY BUT MAINE 29 NOVEMBER KO COMMENT NHI KR PAYA ❤
padhai karne ka mn karta hai per fir sansarik bhoutik vastue or samaj apni or aakersit karte h nirantarta nhi ban pati hai guruji kuch sujhab dijiye
dheere dheere shakti badhao - meditation , mindfulness , gratitude wa sewa se
@@AnandDwivedi369 dhanyawad guruji
Upsc krha hu guruji lekin kuch jyaada yaad nahi rehta
Guru ji ye sheel ka palan kya chizz hai
nasha nahin , chori nahin , hinsa nahin , jhooth nahi..........brahmcharya ka palan karein.....lavish lifestyle nahi valki simplicity
@@AnandDwivedi369 🙏❤️
how old are you guruji?
70th
Pranam guruji. Guruji music sunte sunte vo ras ni milta jo app btate ho mtlb kis trike se sunna hai dub jayen pura usme
Guruji
Mere ghar me bhout bekar halat hai
Sabi meet,madira,smokeing,har cheez ka sevan krte hain kya adyatmik yatra is mahol me ho skti hai
Or mere ghar walon ka manna ye hai mtlbi bno apna kam nikalo koi niswarth seva ni krte but muje ye sab ni psand
Is vjah se muje inke opposite designs lene pdte hain kya ye shi hai
aap chupchap meditation/mindfulness ka abhyas karte jao.........kisi baat per react nahin karna.......phir kaisa bhi mahol ho , aapke rasre mein baadha nahin dal sakta
Guruji ek mn mein sawal aaya...swami vivekand enki memory bahut tej thi unka ka rahsya tha...chalo o meditation krte the..aur ek shaks hai Dr. Ambedkar ye to meditation nahi krte te the aur khan pan unka sadharan hi tha aur uprse itna stress ghr samaj phir usmein se time nikal ke almost 15 hr study... Unhone 6 saal ki padhai 2year mein complete kari jo ki foreign ki thi...mtlb ye kaise possible hua . Ek bar book padhi to bad mein nahi bhul the konse page pe kya liha hai yaha tk bata the the
kisi mein janmjat shaktiyan hoti hain.....shayad pichhle janm ka prabhav
Ye baat logical nahi lag rahi @@AnandDwivedi369
Guru ji mera dopamine bahut high hai har do minute me kuch pleasure dhundta hai... Kya kare?
roj kuchh aise physical kaam kero jo tumhein bilkul achhe nahin lagte
Aap kha se ho itne ped mujhhe ped bhot ache lgte h
Uttarakhand se
क्या चिड़चिड़ापन भी एक मानसिक विकार है? मैं बिना किसी कारण के, अनायास ही चिड़चिड़ा हो जाता हूँ
vikar to hai.......compassion meditation or GRATEFULNESS ka abhyas kijiye
@AnandDwivedi369 Ji. Guru Ji, agar aap future online classes mai isski practice kara paye to bahut acha rahega 🙏🙏
achha
@@AnandDwivedi369 🙏
Guru ji amogh वीर्य की प्राप्ति कैसे करे ?
वीर्यवान कैसे बने ?
karza se bahar nikalne ke liye koshish zari h dilwado
optimistic rahana hai or khush ahana hai........sab theek hoga
Bohot log jo kisi sadharan vyakti se uche pad pe hote hai ve logo se dur vyavhar karte hai jaise bohot se teachers baccho ke sath cooperation ki jagah Jaleel karte, kisi sarkari officer ke pas apni samasya leke jao to vo bhi aam logo ko neech bhav se dekhta hai jabki vo bana hi log Kalyan ke liye hai, vaise hi Kai sare police wale bhi, par jab koi inse upar paisa wala ya pad wala ata hai to ye chamche ban jate. Ye aisa kyu karte hai
ye pashvik pravrritti hai..........asli baat hai ki hum kaise jiyen.......
🙏