Best scenario is March/April in one shift… agle saal ki vacancy bhi 2024 me merge karke ek saath prelims karwa do 2024 aur 2025 ka… Prelims selection me bhi asani hogi kyuki seats jyada hogi aur mains me bhi… aur agle saal ki cycle bhi routine me aa jaegi
@@Upexams8276 akal lagaoge to khud samjh me aa jaega sujhav achha hai ya bura… aur bhedchaal me doosro ko follow karte jaoge bina kuchh soche samjhe to ghanta samjh nahi aaega kuchh 😁
students ki exam tyaari aap jaise logo ki vajah se kharaab ho rhi h..25 din se aapne logo ne cancle ka dimaag main daal diya...pure 25 din kharaab kiye .arre bhai aapko pta b chal gya h to bta kr kyu disturb karte ho..unko padhne do ..cancle hoga to notice aa hi jayega...kya kal hi agal students ko pta chalaa hota to kya uss se unka nuksaan tha kuchh?? bahut fayda hota ...lekin aap jaise youtubers ne aun ro/aro ka b kahna shuru kar diya h..mujhe sirf ek chij samjh dijiye..sirf ek chij.. ye baat students ko bolne se unka kya fayda hota h?? jab aap log bolte ho k aub aapka exam march main ya april main b ho skta h..ro ka abhi confirm nhi hai..aayog 2 exam kaise karayega ek mahine main..ye chije logo k dimag main daal k aapko milta kya hai?? vo motive bta dijiye sirf.. main sirf ye jaan na chahta hu k kisi bhi exam k hatne ki khabar dene ka motive kya hota hai ?? iss se student ko kya fayda hota h ????? anyone can explain????
Ro ARO k liye center mil gye hai ky? Sir plz batayiye ROARO dec. M hoga ki ni
Thank you sir
Paper 7-8 ko hi hoga usme madhya december isliye likha hai kyunki unki fortnightly report deni hoti hai
Kuch nahi hoga 8 ko
Sir, aapke dios se connection h...aap plz batate rehna centre mile ya nhi....dec me hoga ya nhi. Usi ke according hum log padhe.
Mid December mei to bpsc ka bhi h to kaise possible hoga sir
नोटिस पढ़ाने आ गए ,😂😂😂
Sahi kaha bro😂
Sir आपके sources क्या कहते है स्कूल कॉलेज मिल पा रहे हैं कि नही
Aap sahi bol rhe hai bhaiya,exam nahi hoga December me ,ek sift me to ho hi nahi payega
Madhya tak........
Till mid...............hai Sir
Matlab 1 se 15 ke beech kabhi bhi ho sakta hai.
Mujhe aisa lagta hai.
Yhi to Bhai ..inlogo ko lag rha h madhye MATLAB 15,16
Ayog be likha h madhye tak 1to15 K beech
Best scenario is March/April in one shift… agle saal ki vacancy bhi 2024 me merge karke ek saath prelims karwa do 2024 aur 2025 ka…
Prelims selection me bhi asani hogi kyuki seats jyada hogi aur mains me bhi… aur agle saal ki cycle bhi routine me aa jaegi
Itna galat sujhaw kaise de sakta h koi
@@Upexams8276 akal lagaoge to khud samjh me aa jaega sujhav achha hai ya bura… aur bhedchaal me doosro ko follow karte jaoge bina kuchh soche samjhe to ghanta samjh nahi aaega kuchh 😁
@@rahulsachan6818 2024 wala candidate 2025 m exam de...aur jo 2025 ke liye Tayari kr rha ho wo ab 26 m apply kre....bhai dimag ko thoda aaram do...
Merging is not good...for 2025 candidates....but ayog can held this in late 2025 months...
Govt exam ka form bharne se phele IQ test Hona chaiye jisse ese praani out hojaye😂..
Decmber 2 shifts me
Or
March/April 1 shift me…
har cheez ka over reading krte hai student...दिसंबर मध्य तक लिखा है ना कि दिसंबर मध्य में....यानी 7,8 का ही इशारा है
Students Ki galti ni h,teachers hi ese h😂 bccha Kya kre
Sir ro aro aur bpsc saath me kaise kare
December me karwane ki itni jaldi hai to fir 2 shifts me hi karwa lo 😂
😂😂😂
Agr aayog jyada jile me center bnakar exam 1shift me krwa sakta h
Aur ro aro December m hoga ya nhi ?
students ki exam tyaari aap jaise logo ki vajah se kharaab ho rhi h..25 din se aapne logo ne cancle ka dimaag main daal diya...pure 25 din kharaab kiye .arre bhai aapko pta b chal gya h to bta kr kyu disturb karte ho..unko padhne do ..cancle hoga to notice aa hi jayega...kya kal hi agal students ko pta chalaa hota to kya uss se unka nuksaan tha kuchh?? bahut fayda hota ...lekin aap jaise youtubers ne aun ro/aro ka b kahna shuru kar diya h..mujhe sirf ek chij samjh dijiye..sirf ek chij..
ye baat students ko bolne se unka kya fayda hota h?? jab aap log bolte ho k aub aapka exam march main ya april main b ho skta h..ro ka abhi confirm nhi hai..aayog 2 exam kaise karayega ek mahine main..ye chije logo k dimag main daal k aapko milta kya hai??
vo motive bta dijiye sirf..
main sirf ye jaan na chahta hu k kisi bhi exam k hatne ki khabar dene ka motive kya hota hai ?? iss se student ko kya fayda hota h ?????
anyone can explain????
Ro aro m normalisation n ho
December ke Baad 2025 ka uppsc notification aa jayega
🙏🙏🙏
Is video me tumne kya bataya hai? Bhag yaha se. REPORTED
December me hi hoga
Ye ayog ki notice nhi hai kya faltu giri kar rAhe ho
🙏🙏