Sir agar hamare mata ji ki bhi jameen hai unke mayke me aur unke sasural me bhi unke naam se jameen hai to sir jab o nahi rahengi to unka dono jagah se kutumb register ki nakal deni hogi...please sir bataayiye..
varasat online krte time jameen ka detail kaise add kare gaon me chakwandi hua , khatauni nikal rha h, varasat online karte time gata number add nhi ho rha h
Sir mere pita ji... UP k niwasi the or govt. Job Haryana me kaafi lmbe samaye se kr rhe the unki death ho gyi h. Unke naam gao ki zamin jo ki khet aadi h... wo h to unki viraasat ab muje chadwani h... to uska kyaa procedure hoga.. kyu k hmare pass gao ki koi ID nhi h sirf pita ji ki sanad... aadi h. Or dadaji ka naam chunni lal h yha k documents me lekin papa ka S/o tundey chdhha h to iska kyaaa samaadhaan hai please btaye
Sar hamari Mata ki mrutyu 1985 mein aur pita ki mrutyu 20/05/2022 main ho gai hai main Apne pita ke iklauti vivahit Putri hun aur abhi hamari dadi chacha jivit hai jameen hamare pitaji chacha ke naam hai to sar bataiye Virasat kin ke naam hogi pita ki seva aur antim sanskar hamne keya Kiya Maine dakhil kharij ke liye mukadma Dala aur dadi ne bhi chacha ke kahane per dakhil karj ke liye mukadma dal Diya Shar ma up se hun reply jarur jarur dijiye main bahut tension mein hun
@@learnwithlekhpal nahin sar pitaji ne vasiyat kisi ke Naam nahin kiya pitaji hamare Naam vasiyat karne Wale the lekin iske pahle unake Achanak mrutyu ho gaye chacha log dadi ke naam dakhil kharij karana chahte aur ham Apne Naam dakhil kharij karana chahte Hain tahsildar ke pass donon file tarikh per chal rahi hai to fir bataiye kiski Jeet hogi hamari ya dadi ki up se hun sar
Mere dada ji or papa dono nhi rhe m unka bda pota hu mujhe warasat bhrwana h jay m apne or apne chaxha k name sirf warasat krwa skta hi ya sbka poore family ka adhar card lagegea
सर आप की विडियो बहुत ही अच्छा है 👍👍 ये वारिस प्रमाण पत्र और वरासत दो होता है क्या सर । हमारे पिता जी के नाम से मुख्यमंत्री आवास आया है तो वो पहली किस्त निकाले थे।इसके बाद उनका देहांत हो गया अब दुसरी किश्त आयी है तो बैंक से निकालना है बैंक वाले बोल रहे है कि वारिस प्रमाण पत्र और जरूरी कागजात लाओ ।मै उनका एकलौता लङका हू सर उसमे मुझे क्या क्या करना पडेगा। खाता मे नॉमिनी भी नही डाले है बैंक वाले ।सर मेरा मार्गदर्शन किजिये प्लीज सर! 👍
Sir Tehsil se aadesh mil gya hai tin log varis hai pita k death k baad do beti unki or unki souteli maa tino ke naam ka adesh h online chadne me patwari kitna din lgayega or souteli maa is fesle se khush nhi h to kya wo online naam chadne se firse rok sakti hai kya ??
10 April 2022 ko kanoon go ne mere papa ke waris ka name chadane ka aades de diya hai online net pe to kab tak name khatauni me dikhne lagega Ya hmko kuch Krna padega tahsil me jakr ya apne aap ho Jayega????
Sir lekhpal ke dwara report bana kr rajaswa nirikshak ko bhej di gai hai lekin uske baad kuch nhi ho rha 1 month ho gya hai revenue inspector ko bheje. Kuch help kijiye aage kya karu
Sir aur esake bare thoda aur jankari bata dijiye gaa aap se bahut request hai sir jaldi se video banake vej aur rokane ka idea bata dijiye ga sir please please
Sir hamary maa ka deth ho gaya hai jo ki jamin maa ke naam se hai hamare bhai ne Warasat kara leye hai ya nahi too kaies chek kare jo ki hamse Bhai bebad huaa hai online chek kiase chek kare
सर् हमने ,ऑनलाइन करके कॉपी को लेखपाल। को दे दिया हु।स्टेटस आवेदन संख्या xyz सफलतापूर्वक राजस्व निरीक्षक द्वारा आदेश कर दिया गया| -राजस्व परिषद, उ० प्र० यही दिख रहा हैऔर अभी भी खतौनी में नाम नही दिख रहा है।कबतक दिखग। नाम खतौनी में बताए
लेखपाल जी कृपया यह बताये कि क्या यह single window system या अपने smart phone के द्वारा स्वयं ही कर सकते है या नही सुनने मे आया था कि योगी जी ने कोई वरासत अभियान चलाया था कया उससे कुछ मदद मिल सकती है। मै नगरपालिका मे सभी दस्तावेज जमा किये मगर कोई सुनवाई नही हुयी
Bahut hi km smy me bahut jyada aur bahut acchi jankari........bahut bahut dhanyawad Sir
सर आपका बहुत-बहुत धन्यवाद बहुत ही ज्ञानवर्धक जानकारी वाली वीडियो देने के लिए आपका धन्यवाद।
Thanku
@@learnwithlekhpal mere piche saval ka uttr dijiye sir pls
Agar aap prove kr le jayenge ki wo aap ki pita ki santan ni h to use aapke pita ki property me hissa ni milega
Bahut acha video hai sir
Aaj pahli baar dekh raha hu 🎉
Aapne jankari ko bahut saral aur sahaj dhang se samjha di h
राजस्व विभाग की शब्दावली से परिचित होकर ज्ञान वृद्धि हुई।
Bahut ache tarike se jankari diye hai aap,kam hi samay me thank you
Form aor sabhi dacuments lekhpal ko jma kar diya hai,ab kuch aor karna hoga ya phir ho jayega varast?sir please reply
वाह| nice video!
Jankari acchi lagi sar ji
Very nice lekhpal sir
Bahut bahut dhanyvad Jankari dene ke liye
नमस्ते सर मैं अमित गिरी शंकरपुर से बहुत अच्छा लगा बहुत बहुत धन्यवाद 🙏🙏🙏 जिला बस्ती से
Mughey jarurat thee is jaankaaree kee aapney bahut achhe sey bataya mai karate hu aavedan shukriyaa
Bhut Acche dang se samghaya sir ji Aap ne..Thanks
Jaankari achchi lgi
Ati Uttam..Keep it up.
Lekhpaal ko diye 1 mahina hune ko aya hai ..lekin abhi tak warast nahi huyi iske liye kya kare sir
Thank you so much
Waise to mujhe barasat nhi krani hai , but fir bhi achcha video bnaya apne, aage bhi bnao ap video , hmm wait krege apke video ka...👌👌
Yeah sure
Sir agr court case chl raha ho to virasat intkal krva sktye hai
Thank u so much sir
Is sab kaam me maximum aur minimum kitna time lag jata hai mai bahut padeshan hu corruption ke karan aur ye video bahut helpful raha thankyou
Minimum 15 days
@@learnwithlekhpal sir yaha 6 mahine se nahi hua 🥲 padeshan ho gaya hu sare vakil log sirf ghoomane me lage rehte hai
Aap direct lekhpal se mile
Thnx sir very nice knowledge
Nice video❤
Thanks sir
Great job sir..... Thanks🙏🙏
ji hme jsnkari chahiy
ki hm do sis h apne pita ki hme warast krana h to kya kre
Sirvarasatkebaremeasantarikabataie
Sir varasat kitne dino tak karvalena chaheye
मालिक आंत डिस्टर्ब में नाम दर्ज होने के बाद भी खतौनी में नहीं शो कर रहा है इसके लिए क्या करना पड़ेगा
Yahi problm mera he
Sarji, varasat karate Samy Jo pepar lagate hai usaki nakal kaha se milegi ,please bataye 🙏🙏
Nice vedio sir 👌
Very nice information Sir
bahut hi accha video sir ji
thanks🙏
very nice videos
Bahut sunder bhaiya
Super sir
Kitne din me varasat ho jata hai
Very useful lekhpal saab
Thnxxx sir
Sy hlo
Sir aadesh to ho gaya hai MSG bhi aa gya hai par net par nahi show kar Raha hai please bataye..
Tehseel me jakr computer operator se mil kr khatauni pr update kra le .Tab online show krega
sir hm apne yaha ke lekhpal ko varasat karne ke liye diye h 45 din ho gaya kar hi nh rahe hain
Aapko koti koti Naman sir 🙏
Thanku sir ❤
sir mere pitaji ke adhar pr aur mere adhar par unka name different hai to kya future me varasat me dikkat hogi yadi ha to kaise sahi karaye
Sir mai ne versat ke apply Kiya tha 18 may ko Adesh hua tha par aj 27 may ho gye par abhi tak hua nhi versat
Computer operator ke pass file ruki hui hogi
Hamari man ke do bete hain aur donon ke pita alag alag hai aur property meri man ke naam hai to usmein kya mera hissa ho sakta hai
Sir is prakiya ke purna hone tak Lagbhag karch kitna ata h please bata dijiye🙏🙏🙏
Yadi mukadma chal raha ho vashiyat nama ko lakar to keya is passion my virasat ho sakta hai keya
Thank you
Aisa hi ak video banama ke proses par baba dijiye
Shriman mahoday kya affidavit praman Patra ki Manyata hoti hai ya nahin iske bare mein hamen bataiye dhanyvad
सर आदेश हो गया है खौतौनि पर अपडेट नहीं हो रहा है
Pita ji ki death 35year pahle huwi petrik jamin ki abhi dakil khain karani he kese hogi
Sir hum log 2 bhi h but leakhpal 3 logo ka nam durj kar diya h kya kare
Sir agar hamare mata ji ki bhi jameen hai unke mayke me aur unke sasural me bhi unke naam se jameen hai to sir jab o nahi rahengi to unka dono jagah se kutumb register ki nakal deni hogi...please sir bataayiye..
Thanku sir
Nice video bhai
Sir, aapka video bhaut acha hai, ek baat puchna tha agar kahtauni pe naam chad gaya hai to kya usko bech sakte hai....
Ha
Mil jumala gato ka butwara kasa hota hai
Bhai sahab agar pariwar register nakal me naam na darj ho jiski wajah se lekhpal na kar raha ho to kya kare please bataye
varasat online krte time jameen ka detail kaise add kare gaon me chakwandi hua , khatauni nikal rha h, varasat online karte time gata number add nhi ho rha h
Kya varasat karane ki bhi koi samay sima hoti hai,,,,plz
Sir khasra khatooni agar rakba number nhi hai to kaise nikalenge
Name se
Sir Nagarpalika m varasat kaise Hoti hai
Kya karna padega uske liye
Sabse pahle kaha Jana padega
Sir mera questions ye hai ki City me to parivaar register ki nakal hoti ni hai to kya Uttradhikar certificate Manya hota hai
Ha
Sir...parivaar register ki nakal jaruri hai kya city mai...
Sir mere pita ji... UP k niwasi the or govt. Job Haryana me kaafi lmbe samaye se kr rhe the unki death ho gyi h. Unke naam gao ki zamin jo ki khet aadi h... wo h to unki viraasat ab muje chadwani h... to uska kyaa procedure hoga.. kyu k hmare pass gao ki koi ID nhi h sirf pita ji ki sanad... aadi h. Or dadaji ka naam chunni lal h yha k documents me lekin papa ka S/o tundey chdhha h to iska kyaaa samaadhaan hai please btaye
❤❤❤❤
Lekhpal ko agar varasat karne ke liye ducoment diye hai 20/25din ho gye hai par lekh pal nhi kar rha hai varasat to kya kren fir?
Barasat online bhag 4 me varisho me khata dharak ki wife ki nidhan per kya barish ka no 2 dala jayega aur kaishey
Sar agar intkhaf p naam sundarlal hai our adhar p kavel sundar hai our deth sartifikat p bhi sundar hai to kya kare
Adhar correction easy h khatuni correction se aap aadhar shi kra lijiye
Teen bahno me 2 ki Sadi ho gayi hai or 1 ki nahi Hui hai to jiski Sadi nahi Hui hai uske hi naam varasat hogi kya sir
Thanks you
Agar mr a ki 2 wife h to kaise hoga varasat any idea
City/ Nagar Nigam m Varasat ka kaam kaise hota h
Sir adesh parit hue 1 mahina ho gya but abhi khetauni me nam nhi dikh rhe
Computer operater ke pass check kariye ho sakta ho feeding n hui ho
Sir jamin ki vsiyat parti likh di ho
Parti k death hone ke bad jamin svi ptidaro ke nam pr vrast ho jay to kya kre ki vrast cancelled ho jay.
पटवारी के बाद वेरिफाई कोन करता है sir
Sir hamari hamari varasat chhut gai hai jismein panch bhai Hain char ka Naam hai ek ka naam nahin Chadha hai kaise chadhaen
Sar hamari Mata ki mrutyu 1985 mein aur pita ki mrutyu 20/05/2022 main ho gai hai main Apne pita ke iklauti vivahit Putri hun aur abhi hamari dadi chacha jivit hai jameen hamare pitaji chacha ke naam hai to sar bataiye Virasat kin ke naam hogi pita ki seva aur antim sanskar hamne keya Kiya Maine dakhil kharij ke liye mukadma Dala aur dadi ne bhi chacha ke kahane per dakhil karj ke liye mukadma dal Diya Shar ma up se hun reply jarur jarur dijiye main bahut tension mein hun
आपके पिता जी के हिस्से वाली जमीन आपको मिलेगी अगर आपके पिताजी ने किसी और के नाम वसीयत न लिखी हो तो।
@@learnwithlekhpal nahin sar pitaji ne vasiyat kisi ke Naam nahin kiya pitaji hamare Naam vasiyat karne Wale the lekin iske pahle unake Achanak mrutyu ho gaye chacha log dadi ke naam dakhil kharij karana chahte aur ham Apne Naam dakhil kharij karana chahte Hain tahsildar ke pass donon file tarikh per chal rahi hai to fir bataiye kiski Jeet hogi hamari ya dadi ki up se hun sar
Nice video
Kya varasat register hone bad koyi badal sakta hai kya
Paka 11 kaise krvate hai sr
Mere dada ji or papa dono nhi rhe m unka bda pota hu mujhe warasat bhrwana h jay m apne or apne chaxha k name sirf warasat krwa skta hi ya sbka poore family ka adhar card lagegea
सर आप की विडियो बहुत ही अच्छा है 👍👍
ये वारिस प्रमाण पत्र और वरासत दो होता है क्या सर ।
हमारे पिता जी के नाम से मुख्यमंत्री आवास आया है तो वो पहली किस्त निकाले थे।इसके बाद उनका देहांत हो गया अब दुसरी किश्त आयी है तो बैंक से निकालना है बैंक वाले बोल रहे है कि वारिस प्रमाण पत्र और जरूरी कागजात लाओ ।मै उनका एकलौता लङका हू सर उसमे मुझे क्या क्या करना पडेगा।
खाता मे नॉमिनी भी नही डाले है बैंक वाले ।सर मेरा मार्गदर्शन किजिये प्लीज सर! 👍
अपने लेखपाल से मिलकर वारिस प्रमाणपत्र बनवा लीजिये।
@@learnwithlekhpal जी सर बनवा लिए है अब सब बैंक मे जमा करना है।अभी हम घर पर नही है दिल्ली मे है घर जाकर जमा करवाना है ।
Sir...vaarish pramad patra or varasat ek hota kya sir...ke alag alag hota hai ple..sir reply
@@surajmaurya9253 bhai kitne din me bana ar kaha se? Ar aap kaha se ho
Kya ragister samjhoute ke tahat khet ki varasat ki ja sakti hai
वशीयत के आधार पर की जा सकती है।
Sir ji aur ye kb tk virasat krva skte h pl bataye sir 🙏
Sir rajasav niraksak ne parit kr diya h ab kb kya hoga aur kb tk naam show ho jayenge online
Sir Tehsil se aadesh mil gya hai tin log varis hai pita k death k baad do beti unki or unki souteli maa tino ke naam ka adesh h online chadne me patwari kitna din lgayega or souteli maa is fesle se khush nhi h to kya wo online naam chadne se firse rok sakti hai kya ??
10 April 2022 ko kanoon go ne mere papa ke waris ka name chadane ka aades de diya hai online net pe to kab tak name khatauni me dikhne lagega
Ya hmko kuch Krna padega tahsil me jakr ya apne aap ho Jayega????
Tehsil ke computer operator se mil le.
Paisa bhi lagta hai barasat me aur kitne din me hota hai
Sar agar kisi ka document India ka nhi hai kisi aur dais ka hai to oh kaise warast nekhapal se milkar Kara liya hai
तहसील में लेखपाल, आरआई और कानूनगो की आईडी कार्ड देखने के लिए मांग सकते हैं?
Sir lekhpal ke dwara report bana kr rajaswa nirikshak ko bhej di gai hai lekin uske baad kuch nhi ho rha 1 month ho gya hai revenue inspector ko bheje.
Kuch help kijiye aage kya karu
Jakr revenue inspector se mile aur apni baat unse btaye
Sir,
Mera naam khatauni me hai
Lekin adhar par pita ka naam dusra hai aur khatauni par dusra to varasat
Kaise karaye
Good Job
Sir aur esake bare thoda aur jankari bata dijiye gaa aap se bahut request hai sir jaldi se video banake vej aur rokane ka idea bata dijiye ga sir please please
Sir hamary maa ka deth ho gaya hai jo ki jamin maa ke naam se hai hamare bhai ne
Warasat kara leye hai ya nahi too kaies chek kare jo ki hamse Bhai bebad huaa hai online chek kiase chek kare
Gata sankhya dalke bhulekh ki site pr jakr
सर् हमने ,ऑनलाइन करके कॉपी को लेखपाल। को दे दिया हु।स्टेटस आवेदन संख्या xyz सफलतापूर्वक राजस्व निरीक्षक द्वारा आदेश कर दिया गया| -राजस्व परिषद, उ० प्र० यही दिख रहा हैऔर अभी भी खतौनी में नाम नही दिख रहा है।कबतक दिखग। नाम खतौनी में बताए
Sir agar 4 Bhai h 3 nhi tayar h to akele varast nhi kara sakte h
करा सकते हो।लेकिन सब का नाम चढ़ेगा।
Lekhpaal warasat keliye paise Lene ki mang kar Raha hai hum kya kare bataye sir.
Kya online barasat kko cancel Kiya ja sakta hai puri jankari chahiye
आप ने पिता की संपत्ति के बारे में बताया। कृपया मां की संपत्ति के वारासत के बारे में भी बताए