@@shadanahmadec4694 jisko hire kiya ho kya woh Bihari nahi hain? Noida se Bihar kyon aayenge? Hiring ka bhi ek process hota hai. Bihar mein IT ka culture nahi hai. Communication skills bhi hona chahiye. Guthka khane wale to kyon hire karenge?
Abhi bhi infrastructure taiyyar nahi hai... HCL interested hai magar Bihar abhi bhi jugaadbazi me laga hua hai. Ab tak so raha tha aur abhi bhi jaga nahi hai jagaya gaya hai.
Sala isi karan tum bihari har field niche se number one ho.... IT industry v jativad se achuta nahi rahega. Bihar me yadi company hai to recruitment me kabhi koi bihari ko mat rakho nahi to jativad kar denge waha v recruitment me
AAP ke crime crime chilane se kuchh Nahi Hoga, Crime me UP, Delhi and Haryana top pe Hai. Uske baad South ka number Aata Hai, Bihar crime me in sab se niche hi Hai lekin kuchh Bihari Ki wajah se hi Bihar badnam Hai Jo ab Nahi chalegabor hopefully ab sabhi IT companies yaha invest karengi....Every Biharis ko politically educated Hona padega...Jaise Ki South wale karate Hai, waha crime bhi hota Hai, lekin ye news Nahi banta.
@@sonusah6215 bhai mai bhi muzaffarpur se hu but Mumbai me bussenes krta hu mgr ab muzaffarpur m manufacturing dalwana chahta hu is yrs me jroor chalu ho jayega
Jab tak ek dedicated area nahi diya jaayega with proper ecosystem tab tak kuch nahi hone wala hai. Yeh sab eyewash hai. Bihar mein koi leader nahi hai jo ki Bhiar ke baare mein soche chahe woh kisi bhi party ka kyon na ho
Tum niklo yaha se Hm v mp indore se h Bahut dekhe tum log ka bhasan Patna jaake khud acche se ek ek area visit kiye hai Patna ab pura tier 1 ready city jabardast develop ho gya Patna Bas thora saaf safai pe dhyan dene ki jarurat hai Kaafi jada flyovers Wide road h patna me Kaafi jabardast infrastructure h Patna ka Upar se marine drive jaisa develop road Tum log aise hi hawa me majak banate ho Patna top big city h india ka Metro chalne wala h Hamara indore Patna me koi antar nhi h
@@Rehandubey-4342abhi time lagega Patna ko 2030 ke bad hi tier 1 city banega Patna. Lakin khuch harami log Patna ko Ranchi se chota bolte h. Mati bharast log. Lakin ek sachchi yah bhi h ki Patna chorkar bihar me koi city big nahe h. Aur na hi koi tier 2 city.
@@paramjitsingh826 haa ye sahi bole aap Bahut harami sab h Bhubaneswar raipur Ranchi varanasi allahabad Ludhiana jaise small tier 2 city ka Comparison Patna jaise big tier 2 city se kar dete h
@@paramjitsingh826 kon bolta h Ranchi se chhota Ranchi se 10x develop to hamara Mp ka jabalpur shahar h Patna se kya mukabla karega wo Ranchi Patna jaisa kabhi nhi ban skta Bahut paisa chahiye Patna jaisa infrastructure hone me usko Pura jharkhand barbad ho jayega Ranchi ko Patna jaisa karne me fir v nahi ho paayega
@@Rehandubey-4342 akele Patna ka GDP 2020-21 me 30 billion dollar thaa. Jharkhand ka abhi 2024 me 56 billion dollar hua h. Bolta h lakchnow Patna Ranchi ka land h. Ye sab city nahe village h. And Patna me 8-10 flyover h. Isse jyada nahe h. Aur chota sa kachra city h. Aur India me kalank h. Esa city. Lakchnow Jessa city mere Ranchi ke mukable khuch nahe h. Ranchi bahut bara city h. And lakchnow ghatia city Patna lakchnow me rojgar nahe h. Chota sa village h dono
Sab dhokha hai. 5 saal baad dekhna. 5% bhi aage nahi badhega. TA is a small company. However, HCLTech is a very big company. HCLTech ne kitno ko employment diya hai apne Patna campus mein?
Bihar ka Development only News or social media pe hota hy 2023 me Bihar Garibi me sabse niche thi Ye sun ke Bhi Agr Bihar me Company n Aay, College n Bane , Hospital n Bane To Bihar ke yuva Palayan kar Dusre State me Gali Khane ko teyar Rahe.
Engineering college Bihar kay puray 38 district mey aur medical college v dhire dhire ban rhe h. Mey khud ek engineering college mey hu aur govt bahot hi badhiya kaam kar rhi hai engineering college mey. Thanks to cm Nitish Kumar
@@ChandanSahwalShortsPatna kaafi develop aur bada mahanagar hai Hm indore madhya pradesh se h Patna visit kiye Kaafi bada shahar hai Patna aur develop v Flyovers v hadd se jada h Khali thora saaf safai pe dhyan dene ki jarurat h
Sirf Patna hi bihar nahe h. Aur bhi 37 district h. Jo pichra and garib h. Per capita income dekho bihar ke district wise. Difference saf pata chal jayega. Bahut garib h Bihar. Reason high population less income no industry no job. Engineering college jakar Maharashtra me dekho. Har subdivision me h. Bihar me sirf district me h. Bahut kam h. Isse jyada tamilnadu maharastra me h.
Nitish Kumar jindabad
Good to see Bihar developing..Nitish Mishra is doing good as Industry and tourism minister..
Software company ko bihar me bulana chahiye ❤❤❤
Jai Bihar ❤️
Good start.
Hcl
Supersglobal
Tigeranalytics
HCL mein kitne logo ko employment diya hai?
@@matthaydenable 30 log ko sab ko Noida se hiring kya hai Bihari log ko abhi hiring nahi kya hai
@@shadanahmadec4694 jisko hire kiya ho kya woh Bihari nahi hain? Noida se Bihar kyon aayenge? Hiring ka bhi ek process hota hai. Bihar mein IT ka culture nahi hai. Communication skills bhi hona chahiye. Guthka khane wale to kyon hire karenge?
Jai Bihar ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Abhi bhi infrastructure taiyyar nahi hai...
HCL interested hai magar Bihar abhi bhi jugaadbazi me laga hua hai.
Ab tak so raha tha aur abhi bhi jaga nahi hai jagaya gaya hai.
Kabhi HCL tiger analetic k office me jakar worker ka feed back lijiye aur bataiye
Feedback toh ..... Lalu ji denge
@@shailendrasingh8764 lalu ji kon h tumhare pitaji hai kiya
@@shailendrasingh8764gajab 😂 mirchi lag gya usko
@@HarshRaj-ev8pu it's means u r accepted lalu is your father andhbhakton
Sirf RUclips mai dikh rha hai mai HCL mai hu koi esa location nhi hai
फेक्ट्री लगाने के लिए बहुत बहुत धन्यवाद
❤❤❤❤❤❤
अहीर और मुस्लिमो को ये लोग नौकरी न दे
Kiyu ye bhartiye nahi h?
Sala isi karan tum bihari har field niche se number one ho.... IT industry v jativad se achuta nahi rahega. Bihar me yadi company hai to recruitment me kabhi koi bihari ko mat rakho nahi to jativad kar denge waha v recruitment me
@@subhyatra123 अहीर चरवाहा होता है ,lalaua का
Tejashwi jee ke कारण हुआ है ये 17 महीना में ❤
Tejasvi 9th paas kar le pahle
Patna ka development k liye bjp ko hardik badhai
एम सी ए कैंडिडेट के लिए कोई जगह हो तो बताएं
Office kholane se nahi , project v hona chahiye
Software company bihar me aye to bahut aacha hoga🎉
New subscriber bhaiya ji ❤
Kaafi accha video lagta hai apka
Love from MP indore
😊
BJP jindabad
Jai Hind Jai Bharat
Siwan.me.bhi
tejasvi yadav
Jan suraj jinda bad
Bihar me crime itna badh gya ki yha factory chalana mushkil hai
AAP ke crime crime chilane se kuchh Nahi Hoga, Crime me UP, Delhi and Haryana top pe Hai. Uske baad South ka number Aata Hai, Bihar crime me in sab se niche hi Hai lekin kuchh Bihari Ki wajah se hi Bihar badnam Hai Jo ab Nahi chalegabor hopefully ab sabhi IT companies yaha invest karengi....Every Biharis ko politically educated Hona padega...Jaise Ki South wale karate Hai, waha crime bhi hota Hai, lekin ye news Nahi banta.
@@kamalsarwar9734 sahi kaha apne
@@sonusah6215 bhai mai bhi muzaffarpur se hu but Mumbai me bussenes krta hu mgr ab muzaffarpur m manufacturing dalwana chahta hu is yrs me jroor chalu ho jayega
@@hasnainsafi1635 Ha karo bhai. Bahut scope h. Mujaffarpur me. Industry ka.
Wese kis chis ka laga rahe ho.
@@paramjitsingh826 school bags college bags trolley bag ledies pars other items side office bag
Commission maglo sab bhagjyai gaa
Bhai Big 4 ka matlab jante ho
एम सी ए में 69 परसेंट नंबर आया है नौकरी मिलेगी?
Jakar video banaya chiya bhai aisa shirf baat lagta h
Jab tak ek dedicated area nahi diya jaayega with proper ecosystem tab tak kuch nahi hone wala hai. Yeh sab eyewash hai. Bihar mein koi leader nahi hai jo ki Bhiar ke baare mein soche chahe woh kisi bhi party ka kyon na ho
Tuhi ban ja CM........yesh bhi Bihar ki ek badi abadi Ganda bhojpuri gane sunke ....bachche paida karne me mast hai...
@@shailendrasingh8764 bana de fir
@@shailendrasingh8764 Main CM ban jaaunga aur tu bacche paida karne mein busy rehna bhojpuri gaane sunte hua....hahaha
Jab tak chorba neta sab rhai gaa tab tak kuch nhi hoga
Sahi bol rahe ho
Pls provide feedback on the ground from employees and opportunities there...paid news wala kaam na karein..
Garib Bihari ko fir dokha lalu nitish barbadi ke siwa kuch nahi diya 10 ko khilaya 90 ko bhoka sulaya😢😢😢
Tum niklo yaha se
Hm v mp indore se h
Bahut dekhe tum log ka bhasan
Patna jaake khud acche se ek ek area visit kiye hai
Patna ab pura tier 1 ready city jabardast develop ho gya Patna
Bas thora saaf safai pe dhyan dene ki jarurat hai
Kaafi jada flyovers
Wide road h patna me
Kaafi jabardast infrastructure h Patna ka
Upar se marine drive jaisa develop road
Tum log aise hi hawa me majak banate ho
Patna top big city h india ka
Metro chalne wala h
Hamara indore Patna me koi antar nhi h
@@Rehandubey-4342abhi time lagega Patna ko 2030 ke bad hi tier 1 city banega Patna.
Lakin khuch harami log Patna ko Ranchi se chota bolte h. Mati bharast log.
Lakin ek sachchi yah bhi h ki Patna chorkar bihar me koi city big nahe h. Aur na hi koi tier 2 city.
@@paramjitsingh826 haa ye sahi bole aap
Bahut harami sab h
Bhubaneswar raipur Ranchi varanasi allahabad Ludhiana jaise small tier 2 city ka
Comparison Patna jaise big tier 2 city se kar dete h
@@paramjitsingh826 kon bolta h Ranchi se chhota
Ranchi se 10x develop to hamara Mp ka jabalpur shahar h
Patna se kya mukabla karega wo
Ranchi Patna jaisa kabhi nhi ban skta
Bahut paisa chahiye Patna jaisa infrastructure hone me usko
Pura jharkhand barbad ho jayega Ranchi ko Patna jaisa karne me fir v nahi ho paayega
@@Rehandubey-4342 akele Patna ka GDP 2020-21 me 30 billion dollar thaa. Jharkhand ka abhi 2024 me 56 billion dollar hua h.
Bolta h lakchnow Patna Ranchi ka land h. Ye sab city nahe village h.
And Patna me 8-10 flyover h. Isse jyada nahe h. Aur chota sa kachra city h. Aur India me kalank h. Esa city.
Lakchnow Jessa city mere Ranchi ke mukable khuch nahe h. Ranchi bahut bara city h. And lakchnow ghatia city Patna lakchnow me rojgar nahe h. Chota sa village h dono
Jahan jakar video bano bhai aisa jyada log related kar payage
Sab hawa hawai hai
Ghanta kuchh nhi hone wala Bihar ka
Bangalee bhago yaha se.
Sab dhokha hai. 5 saal baad dekhna. 5% bhi aage nahi badhega. TA is a small company. However, HCLTech is a very big company. HCLTech ne kitno ko employment diya hai apne Patna campus mein?
Bhag , ground reporting kar tab pata chalega 😅😅😅😅😅
Anokha post h. Islia anokha bat kar raha h.
Ground reporting mein than than gopal
Ye sab pagal bna rahe hi iss baar jan suraj
Lage raho
Jhuth hai keval chamchagiri kar rahe ho tum bhai.
Patna aa kar bapu sabhagar pahuchiye...pata chal jayega
@@anokhapostBihar me itna bridge gir raha h. Wo kon dikhayega.
Bihar ka Development only News or social media pe hota hy 2023 me Bihar Garibi me sabse niche thi Ye sun ke Bhi Agr Bihar me Company n Aay, College n Bane , Hospital n Bane To Bihar ke yuva Palayan kar Dusre State me Gali Khane ko teyar Rahe.
Engineering college Bihar kay puray 38 district mey aur medical college v dhire dhire ban rhe h.
Mey khud ek engineering college mey hu aur govt bahot hi badhiya kaam kar rhi hai engineering college mey.
Thanks to cm Nitish Kumar
Sahi kah rahe ho bhai jab tak bihar me factory nahi lagega tabtak maximum log ko rojgar mil hi nahi sakta
@@nitinsingh8963 बिहार जे इंजीनियर कॉलेज आज भी देश के टॉप 100 मे भी नहीं आते
@@ChandanSahwalShortsPatna kaafi develop aur bada mahanagar hai
Hm indore madhya pradesh se h
Patna visit kiye
Kaafi bada shahar hai Patna aur develop v
Flyovers v hadd se jada h
Khali thora saaf safai pe dhyan dene ki jarurat h
Sirf Patna hi bihar nahe h. Aur bhi 37 district h. Jo pichra and garib h. Per capita income dekho bihar ke district wise. Difference saf pata chal jayega. Bahut garib h Bihar. Reason high population less income no industry no job.
Engineering college jakar Maharashtra me dekho. Har subdivision me h. Bihar me sirf district me h. Bahut kam h. Isse jyada tamilnadu maharastra me h.