Nahi Bhai auto hi theek hai...kyunki ek to charging ki koi tention nahi hai...light ho ya na ho, phir charging per lagne wala time joki 8 hours ke kareeb hota hai...phir e-rickshaw ke saath aapko jayada speed aur power nahi milta, aur agar battery 20-30% hi baaki ho aur aapko koi lambi doori ki bookiing mil gayi to aap nahi le sakte...aur sabse last mein ye ki jub bhi battery dead hoti hain aur unko replace karna padta hai to tab aapko ek saath 80-90k pay karna hota hai jub ki auto rickshaw mein fuel ka kharcha saath saath hota rehta hai to ek dum burden nahi padta...phir CNG petrol har jagah mil jaata hai... speed ki koi tention nahi hoti, charging mein time waste nahi hota to wahi time mein aap auto chala kar apni income badha sakte ho.... e-rickshaw tabhi successful hai jub atleast 160-180 km per charge ki AVG de...bcoz koi bhi auto rickshaw ya e-rickshaw poore din. Mein iss se jayada gaadi nahi chalata...tab kisi had tak e-rickshaw successful hai...varna tab tak to auto rickshaw hi best hai... performance mileage power time saving har baat mein auto hi behtar hai
@@V.K_999bhai agar jayda dur r rickshaw nahi chalana ho paas paas ki jagah hi yani Lokal aadmi ko beitha ka Lokal jagah hi Chalaye to sahi rahega kya bhai please reply me
Good information sir.. thanku so much Sir please ye bhi btaye ki e rickshaw Khridne me kon kon se documents lagte hai and kon kon se documents On Road hone chahiye.. Thanku sir
Sir...mehindara tero Jo he .kiya bo choti si jenaretor se charj ker sek te he .ager ker sek te he to kitni wt ka jenaretor lena chahi ye .plz comment ker ke bataye......dhnnobad......👏👏👏👏👏
Iss par video banaiye important sawaal hai jab ericksa dealer se baat kro ki mujhe lithium ion battery wala ericksa chahiye to wo kuch na kuch bahana banakar bolte hai ki lithium batteries blast ho jati hai kabhi bhi wo mat lo or humare dwara bola jata hai ki lithium battery charging hone me 4 se 6 hours lgati hai to wo bolte hai ki wo lithium battery blast hone ka dar rehta hai isliye AAP lead acid battery wala hi ericksa liziye charging time 7-8 hours leti hai to kya hua 7-8 ghante raat me lga do or subah pura din chalao ericksa, but ye chiz Maine bhi dekha hai ki agar lead acid battery wala ericksa 80-90 km chalne ka average deti hai to lithium batteries wala ericksa only 60-70 km hi chalega ha leking dono me alag alag defferent hai ki agar lead acid ericksa 80 se 90 km chalega lithium battery ericksa 60-70 km hi chal payega or shayad dealer isliye lithium battery wala ericksa lene ke liye mna krdete hai ki shayad dealer ka nuksaan hoga kuki lithium battery ki warranty 3yrs hai or dealer bolta hai ki lead acid battery ki warranty 18 month hai to dealer yahi chahte honge ki agar customer ne lithium battery wala ericksa le liya to Mera nuksaan hoga kuki wo 3 saal me ek hi baar mere pass ayega new bettery doobara lene or lead acid wala ericksa dealer isliye lene ko bolte hai kuki wo jante hai ki iski bettery ki warranty only 1 saal hai or dealer sabko 18 month bolkar hi lead acid battery wala ericksa selling karte hai customer ke ericksa bettery saal me ek baar kharab hogi to customer dealer ke pass har saal new bettery lene jayega hi jisse dealer ko fayda hoga hi hoga too apka kya kehna hai iss topic me kya aap mante hai ye baat ki dealer hmesha customer ko lead acid battery wala ericksa lene ke liye ku bolta hai kuki uska bettery life only one year hota hai isliye ya uska average 80-90 km hota hai jabki lead acid battery ko charging hone me 7-8 hours lagte hi hai Orr lithium batteries wala ericksa ko charging hone me 4 se 6 hours hi lagte hai Orr iski bettery life 3 yrs hoti hai kya region hai
सर जी इ रिक्शा में पीछे की और बैठने वाला पैसेंजर को दचके लगते हैं, कारन सस्पेंशन साकब का ना होने के कारण अब यह बताइए कि आरामदायक ई रिक्शा जिसमें पीछे की ओर ससपेक्शन या साकब लगे हो
Thakral Pariksha lenge uske pass to mil jaenge na thukral ke Jahan se ham de rahe hain vahin se mil jaenge na uski company to vahi hai latkane ki comment mein batane ke liye
इ रिक्शा शिटी लाइफ को खरीदते समय क्या क्या ध्यान रखना जरुरी है लीथियम बैट्री एसीड बैट्री कि जानकारी बहुत अच्छी लगी कनफ्यूजन दुर हो गया
आपका सुझाव बहुत अच्छा लगा जय हिंद जय भारत
जय जय श्री राम
Jai Hind Jai Bharat
मुझे भी कन्फ्यूजन था।। धन्यवाद सर
ई रिक्शा में छत पर सोलर पैनल लगवाना है।इसके बारे में एक वीडियो बनाकर बताइए
😂😂
Sar Aarzoo electric auto aur Khalsa electric auto donon mein se kaun sa Achcha hai is per video banaen dhanyvad
E loader me koun sa battry achha rahega sir
Dear sir,
Mahindra treo yaari e-rikshaw ka back break kaise tight karen
PLEASE REPLY
Kisi local mechanic ya service centre pe ho jayega... thank you so much
Tel ya betory koun sa sahi rehta hai pls ye bataiye
सर बजट में घोषणा हुई है कि इलेक्ट्रिक पैसेंजर वाहन सस्ते होंगे किस महीने
Jankari ke liye thankyou.
Shukriya Bhai sahab 👍👍
Sir mai apne liye lena chahte hai chalane ke liye kon achha hoga
Sir most beautiful and thankfull video like.
Thank you so much 👍
Bahut acchi information
Very nice sir thanks
Sir erickshaw achha hai Lena ya cng auto incom kissame achhi hai
E rikshaw me daily fuel ka kharcha nahi hai sirf charging kharch hai jo kafi kam hota hai... esliye e rikshaw better option hai... Thank you so much
Nahi Bhai auto hi theek hai...kyunki ek to charging ki koi tention nahi hai...light ho ya na ho, phir charging per lagne wala time joki 8 hours ke kareeb hota hai...phir e-rickshaw ke saath aapko jayada speed aur power nahi milta, aur agar battery 20-30% hi baaki ho aur aapko koi lambi doori ki bookiing mil gayi to aap nahi le sakte...aur sabse last mein ye ki jub bhi battery dead hoti hain aur unko replace karna padta hai to tab aapko ek saath 80-90k pay karna hota hai jub ki auto rickshaw mein fuel ka kharcha saath saath hota rehta hai to ek dum burden nahi padta...phir CNG petrol har jagah mil jaata hai... speed ki koi tention nahi hoti, charging mein time waste nahi hota to wahi time mein aap auto chala kar apni income badha sakte ho.... e-rickshaw tabhi successful hai jub atleast 160-180 km per charge ki AVG de...bcoz koi bhi auto rickshaw ya e-rickshaw poore din. Mein iss se jayada gaadi nahi chalata...tab kisi had tak e-rickshaw successful hai...varna tab tak to auto rickshaw hi best hai... performance mileage power time saving har baat mein auto hi behtar hai
@@V.K_999bhai agar jayda dur r rickshaw nahi chalana ho paas paas ki jagah hi yani Lokal aadmi ko beitha ka Lokal jagah hi Chalaye to sahi rahega kya bhai please reply me
Yes..bilkul sahi.. thank you so much
@@AbhinaySrivastava tq sir
sir muzhe e.riksha leni new starat .up hai kripya yogya mardarshan kare
Very nice 👍😊
Thank you so much
Kon saa best rickshaw hai treo yaari ya yatri kaa
Yatri
Mahindra treo plus ya montra super auto?
Sb rickshawo se best Mahindra alfa plus
Good👍👍👍👍 sar
Thank you so much
SirMughay Lena hai konsa le
Mujhe alfien e riksha k parts nhi miel rha h.k
Very useful video ❤
Thank you so much
Sir mujhe yah bataen ki Mahindra treo plus hard top mein aata hai kya
Ji...aap najdiki Mahindra agency se sampark karen...
Deltin e rickshow kaisa hain market me
मै आपका sabcriber हू. मै आपके हर एक विडिओ देखता हू और like करता हू. और हमारे इलेक्ट्रिक ऑटो ड्राइवर को शेअर करता हू.
आपका बहुत बहुत धन्यवाद संदीप जी।अपना सपोर्ट बनाए रखिए।
Very nice
Thank you so much
Konsa eriksa khatide
Sir Mahendra e riksa kesa hi
Good information sir.. thanku so much
Sir please ye bhi btaye ki e rickshaw Khridne me kon kon se documents lagte hai and kon kon se documents On Road hone chahiye..
Thanku sir
Dhanyavad sir
Thank you so much
Sir...mehindara tero Jo he .kiya bo choti si jenaretor se charj ker sek te he .ager ker sek te he to kitni wt ka jenaretor lena chahi ye .plz comment ker ke bataye......dhnnobad......👏👏👏👏👏
Kaun sa company ka e reksa shai hai
Life konsi betry ki jyada hoti h sir
सर मेरा ये कहना है कि नई बैट्री लगवाने से कितने दिन तक चल सकती है बैट्री
सर प्लीज बताना सर
Sunne m a rha h ki 4 battery wale e rikshe band ho rhe h
बिना बीच के ऑटो इलेक्ट्रिक रिक्शा चला सकते हैं
shandaar video sir
Sir e riksa ke liye koi lisense ki jarurat hoti h kya
Es pe maine ek video bana rakha hai ..dekh lijiye ... thank you so much
Sir ek rikshaw cash me kitna pdega and ek din me kitna income kr k de skta hai Per day rent pr dene se kitni income ho skti hai daily ki
Nice information sir
Good and best where show room and prize
Thanks sir
Nice video ❤❤❤❤
Very nice sir
Thank you so much sir
Sir ji prize Kay hai I
Great salute
नमस्कार मै ई रिक बेचना चाहता हू आप कम्पनी का नम्बर चाहिए
Nice
Sir,Pradhanmantri e.ricksa yojna ke bare me kripya jaankari den kis state chal rahi hai.
Sir ji Namskar
Mera Mahindra electric tre Auto h
Jisko mujhe solar pannel lagana h
Iska kitna kharch amount aayega
Please sir ji batane ki kripa kre
Shokher ki warenti kitne mahine ki hoti he video bnakar btao
Good information sir
Difference between acid & Lithium battery 💐
Thank you so much Harish ji...
इलेक्ट्रिक रिक्शा का कीमत बताएं
Good information
Sir bina chassis number pe ek video
ट्रीओ दाडी बार बार पंक्चर हो जातीी है, टायर बहूतही घटीया किस्म के है.. इसपर कोई उपाय या जूगाड बताइए सर
Zarur... thank you so much
Sir me apna rickshaw Apne hath chalana chahta hun sar kaun sa le please bataiye sar
Koi bhi le lo yaar lekin aapne upar viswas karke lo mehnat करोगे खुस रहोगे
Iss par video banaiye important sawaal hai jab ericksa dealer se baat kro ki mujhe lithium ion battery wala ericksa chahiye to wo kuch na kuch bahana banakar bolte hai ki lithium batteries blast ho jati hai kabhi bhi wo mat lo or humare dwara bola jata hai ki lithium battery charging hone me 4 se 6 hours lgati hai to wo bolte hai ki wo lithium battery blast hone ka dar rehta hai isliye AAP lead acid battery wala hi ericksa liziye charging time 7-8 hours leti hai to kya hua 7-8 ghante raat me lga do or subah pura din chalao ericksa, but ye chiz Maine bhi dekha hai ki agar lead acid battery wala ericksa 80-90 km chalne ka average deti hai to lithium batteries wala ericksa only 60-70 km hi chalega ha leking dono me alag alag defferent hai ki agar lead acid ericksa 80 se 90 km chalega lithium battery ericksa 60-70 km hi chal payega or shayad dealer isliye lithium battery wala ericksa lene ke liye mna krdete hai ki shayad dealer ka nuksaan hoga kuki lithium battery ki warranty 3yrs hai or dealer bolta hai ki lead acid battery ki warranty 18 month hai to dealer yahi chahte honge ki agar customer ne lithium battery wala ericksa le liya to Mera nuksaan hoga kuki wo 3 saal me ek hi baar mere pass ayega new bettery doobara lene or lead acid wala ericksa dealer isliye lene ko bolte hai kuki wo jante hai ki iski bettery ki warranty only 1 saal hai or dealer sabko 18 month bolkar hi lead acid battery wala ericksa selling karte hai customer ke ericksa bettery saal me ek baar kharab hogi to customer dealer ke pass har saal new bettery lene jayega hi jisse dealer ko fayda hoga hi hoga too apka kya kehna hai iss topic me kya aap mante hai ye baat ki dealer hmesha customer ko lead acid battery wala ericksa lene ke liye ku bolta hai kuki uska bettery life only one year hota hai isliye ya uska average 80-90 km hota hai jabki lead acid battery ko charging hone me 7-8 hours lagte hi hai Orr lithium batteries wala ericksa ko charging hone me 4 se 6 hours hi lagte hai Orr iski bettery life 3 yrs hoti hai kya region hai
Sahi kaha aapane..waise lithium ion battery blast nahi hoti hai agar care Kia Jaye to.. thank you so much
Aane wala time per hai bahut fayda hoga maine 5 sal pahle do riksha kharida tha abhi 5 karod ka ho gai
Sar ji aapane bahut acche jankari Di
Sir ji Acchi e riksha konsi he
कई बार खुद ही लाईट बंद हो जाती है. ओर बैक मारने लगती हैं क्या कारण है please बताए
Radhe e
Thank you so much
I love you❤ sir
Sir Instagram link nahi mil pa rahi hai
बैटरी कितना साल तक चलता है, और बेटी का रेट क्या पड़ेगा
Kon risha kharide
Sir , Can you make a video on mounting solar panel on Treo e rickshaw.
धन्यवाद जी
Thank you sir
Most welcome
Nice sir
Sobse aatsa e rickshaw treo yari hai
😊😊
Mahindra ka servise bahut hi kharab ha.
Bhai road permit lagta hai kiya?
Nhi pta
सर जी इ रिक्शा में पीछे की और बैठने वाला पैसेंजर को दचके लगते हैं, कारन सस्पेंशन साकब का ना होने के कारण अब यह बताइए कि आरामदायक ई रिक्शा जिसमें पीछे की ओर ससपेक्शन या साकब लगे हो
Atul rikasa levay
❤❤❤
Thank you so much
Thank you so much
Thakral Pariksha lenge uske pass to mil jaenge na thukral ke Jahan se ham de rahe hain vahin se mil jaenge na uski company to vahi hai latkane ki comment mein batane ke liye
Nakli dadhi muhjh lgaye ho😂
Nahi ...Asali hai...
Char
पहले आप खुद पुरी जानकारी रखो फिर
बताना ।
Kyu bhai kya jaanakaari chahiye hai tumko...Jo sir nahi bataye hai ..ya fir tum apne aap ko jyada jaankaar samjh rahe hoge..Nice information sir
Agar aapko jyada jankari hai to batao...
Hii
Time kharab karte he aap
Aapko shayad time ki barbadi lagi ho par dusaro ke liye bahut important information hai .. thank you so much for your feedback
Sir kya permit ke baare me
Aap ka phone number dejia. Mera treo ka problem howa ha.
7766902547
Sir.apki.ajenci.ka.namber.chahiye
Sir sapna.namber.chahiye
आप हमें किसी अच्छी कम्पनी का नम्बर भेजने की किरपा करे
Nice information
Thank u sar😊
सर मेरा ये कहना है कि नई बैट्री लगवाने से कितने दिन तक चल सकती है बैट्री
सर प्लीज बताना सर
Har battery ki ek life hoti hai...6 months se lekar 1 saal y jyada bhi ho sakta hai... thank you so much
Nice