RAS Mains Exam 2023 | FeedBack By Aspirants || Discussion On Papers

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 28 дек 2024

Комментарии •

  • @saurabhsaurabh6439
    @saurabhsaurabh6439 4 месяца назад +3

    Hard aaya tha paper😥😯😪🙏👍

  • @SC-mj3zn
    @SC-mj3zn 4 месяца назад +9

    Ras mains paper me sbke मोरिया बोल गए है।।

  • @BabuSingh-in4lt
    @BabuSingh-in4lt 5 месяцев назад +3

    Ras foundation course ke fee kitne h

  • @Nareshdewasi1912
    @Nareshdewasi1912 5 месяцев назад +2

    New batch
    Faculty
    Fee

    • @InspireRASAcademy
      @InspireRASAcademy  5 месяцев назад +2

      @@Nareshdewasi1912 batch start hain, ish par contact kare - 9828130035

    • @Nareshdewasi1912
      @Nareshdewasi1912 5 месяцев назад

      Kb se start he sar

  • @manojjangid2282
    @manojjangid2282 4 месяца назад +1

    Expected cutoff kya rah sakti he any guesses??

  • @vijay-yadav
    @vijay-yadav 4 месяца назад +2

    Es video me sab hindi ko eassy bata rahe h
    hindi grammer me kya score ho raha h
    Sab apne apne batao
    Bhai mere to 31 he ho rahe h 50 me se

  • @thegodfather440
    @thegodfather440 4 месяца назад +3

    20 marks wale 6 subject + ethics + pub ad + science ko 5 coachings + ncert se milakr perfect notes bnaye...
    Tb jaa kr inhone bacha liya
    Vrna is baar mains ka to pucho hi mt... Jo insaan kisi ek coaching ke bhrose rha vo to pkka doob gya bhaiya...
    Paper1 - history achhi hui upsc ke base ki vajah se
    Economics avarage
    Sociology 8-10 marks aayenge
    Management to out of box tha hd se jyada 7 marks
    Account. Me 5 ka practical Q ke alava 15 marks ka perfect bole to 8-10 marks
    Paper2. Upsc ki vajah se Ethics perfect hui (up to the marks)
    Science 5-6 jagah se padhi to vo bhi mst hui
    Geography achhi hui bs 2-2 marks wale questions ne preshan kiya
    Dikkat yah rhi ki 200 marks me se 180 marks ke achhe se padhe hue aaye the so 15 marks ke questions to aise hi gye... Bs 2-2, line likh paaya...
    Paper3. Polity upsc optional ki vajah se shandar hui
    Pub ad complete notes me se thi jo achhi hui
    Sports and yoga ke to kya hi kahne, sirf 4 marks ke Q Aa rhe the😂
    Law and behaviour me एकांत भाग wale Q ke alava 38 marks ka sb padhe hue me se tha jo perfect hua
    Paper4 - सामान्य हिंदी लगभग सामान्य ही थी
    और सामान्य english अगर ऐसी होती है तो फिर special इंग्लिश कैसी होती है😂😂😂
    Is paper me 20 marks ke questions aise hi gye kuch bhi nhi likh paaye hindi me perfection ke chakkr me
    Last time 2021 me khud ne marking ki thi mains me 317 aur actual score tha 311....
    Is baar marking ki h...
    82+97+94+93 = 366
    Dekhte h kitna score hota h...
    Jis jis ko khud ke intuition se lgta h ki 300+ marks aa jaayenge usko interview ki preparation start kr deni chahiye.....👍

    • @Chunnu12344
      @Chunnu12344 4 месяца назад

      Bhai number kaise dete ho Ki 5 me se etne dega....ye kaise pta chlta h

    • @Chunnu12344
      @Chunnu12344 4 месяца назад +1

      Aur science, ethics mst hone ke baad bhi 97?.

    • @Chunnu12344
      @Chunnu12344 4 месяца назад

      Bhai last year to bachho jaisa ans likhne par aur Phli baar aadha adhura pdhke kucu bhi likh aaya tha tab 309 aa gye..80 marks ka chodh ke aa gya tha...is baar aap marks nahi bta skte..ki etne expected h waise..kyuki Last year to farzi paper tha.

    • @thegodfather440
      @thegodfather440 4 месяца назад

      @@Chunnu12344 khud RAS candidates ko pdhane wala teacher hu, khud copy check krta hu test series ki past 3 years se, bs abhi break le rakha h.... Jis din aap yh krenge fir aapko bhi idea aa jaayega marks Dene ka....👍

    • @thegodfather440
      @thegodfather440 4 месяца назад +1

      @@Chunnu12344 2nd paper me 15 marks ke to attempt nhi kiye samjho because sirf 1 ya 2 lines likhi h + geography avarage hui vha 2 marks wale questions pta nhi the aur ek to 5 marks wala hu pta nhi tha....
      Aur baaki 150 marks perfect kiya to usme 90 marks samjh lo because kitna hi achha likho, jb boht achha likhoge to vha 60% score ho pata h.... Bache 50 marks me se 7-10 aur Maan lo bs..... To marks to 95-100 ke bich hi honge... Haa +- 3-4 marks le kr chalo, bs yhi....

  • @SC-mj3zn
    @SC-mj3zn 4 месяца назад +3

    हिंदी की मार्किंग सबसे हार्ड रहेगी

  • @saurabhsaurabh6439
    @saurabhsaurabh6439 4 месяца назад +1

    😢