Maine kisi ko diya tha same isi wale stereo me bluetooth lagane ke liye to usne bola ki isme volume badane/kam karne liye liye round dial diya hai to isme nai lagana chaiye ....kyo bola aisa nahi pta aap bata do
Mere car me bhi yehi system hai...iska output kitne watts ka hai? Muje iska model number chahiye internet par bohot serach kiya lekin mahi mil raha....iska model number ya user manual ho to pls link share kare🙏
Sir is system se mujhe isse 30 + 30 watt ke subwoofer driver chalane hai stereo me ghar pe. to ise smps se chalana ho to kitne volts aur ampere ka supply sahi rahega...
Sir usb me se 5 volt lene se supply chalu he rahega b.t kit me power off karne ke baad bhi to b. Rem out supply se 5 volt banaake chalaye to better nai hoga?
Han ji le sakte hain bahut sare log Prem connection se 5 volt nikalna nahin jante isliye humne front panel mein lagane ka system banakar dikha diya okay
Maine old multimeter se check kar raha to usb me jo aapne 1st number pe 5 volt bol rhe ho but wo 8 volt dikha raha to jyada volt me koi dikkat hoga kya sir
Sir aap is stereo ko ghar me kaise chalu karte ho kripya janakari de dete please mujhe check karne ke liye bar bar car ki zaroorat pad rhi hai agar aap bata dete to bahut meharbani hoti
Har kisi ke stereo mein socket milta hai agar kisi stereo mein socket nahin milta to aapko soldring karke lagana padega aur aapko kam se connection bhi samajh kar lagana hoga ulta ulta hoga to stereo kharab hoga theek hai
Same model me koi koi stereo me bluetooth likha rehta hai par usme bluetooth nahi hota hai bt symbol likha rehta hai usme bt adapter use karna ko bola hai ok Bt adapter use kijiye Best Bluetooth adaptor by link amzn.to/3ODnaMd
Sir ismein Bluetooth ka symbol rahata hai lekin ismein Bluetooth nahin hota hai to ismein alag se Bluetooth Laga lijiye Maine jis tarah se lagaya usi tarah se Bluetooth Laga lijiye bahut sare model mein Bluetooth likha rahata hai lekin Bluetooth nahin rahata hai ismein Bluetooth adapter lagane ke liye bol raha hai ok
Maine kisi ko diya tha same isi wale stereo me bluetooth lagane ke liye to usne bola ki isme volume badane/kam karne liye liye round dial diya hai to isme nai lagana chaiye ....kyo bola aisa nahi pta aap bata do
Mere car me bhi yehi system hai...iska output kitne watts ka hai? Muje iska model number chahiye internet par bohot serach kiya lekin mahi mil raha....iska model number ya user manual ho to pls link share kare🙏
Ji awale system mane costomer ko Dilivery kar diya hai Abhi toh apne pass nahi hai bhi age jab bhi ayega apne channel ke community me Dal dunga ok
@@TanushreeElectronics ok
Sir is system se mujhe isse 30 + 30 watt ke subwoofer driver chalane hai stereo me ghar pe. to ise smps se chalana ho to kitne volts aur ampere ka supply sahi rahega...
Sir usb me se 5 volt lene se supply chalu he rahega b.t kit me power off karne ke baad bhi to b. Rem out supply se 5 volt banaake chalaye to better nai hoga?
Han ji le sakte hain bahut sare log Prem connection se 5 volt nikalna nahin jante isliye humne front panel mein lagane ka system banakar dikha diya okay
@@TanushreeElectronics
Ok
mujhe sony stereo ka sound ic chahiye tha... toshiba tcb501hq apke ps hai kya
Sorry bhi
Maine old multimeter se check kar raha to usb me jo aapne 1st number pe 5 volt bol rhe ho but wo 8 volt dikha raha to jyada volt me koi dikkat hoga kya sir
8 volt nahi ana chahiye bhi 8v ke aane se usb pandrive kharab ho sakta hai
Aux connect krte hai toh sound nhi bajta hai fm mein bajta hai kya problem ho sakti hai bhai same music system hai
Pri amplifier me problem ho sakta hai
Sir aap is stereo ko ghar me kaise chalu karte ho kripya janakari de dete please mujhe check karne ke liye bar bar car ki zaroorat pad rhi hai agar aap bata dete to bahut meharbani hoti
Har kisi ke stereo mein socket milta hai agar kisi stereo mein socket nahin milta to aapko soldring karke lagana padega aur aapko kam se connection bhi samajh kar lagana hoga ulta ulta hoga to stereo kharab hoga theek hai
Plz tell me.Remote Control for this stereo.
Iske sath me remote control nahi milta hai
Is bluetooth ko lagane se sound kam thodi hoga kyoki bluetooth adoptor lagane se sound dab jata hai mere paas bhi yahi stereo hai
Koi problem nahi hoti hai 100 % work kare ga jisne bhi ya bat bole usko Bluetooth lagana nahin aata hai isiliye aapko is tarah ka bakwas bol diya okay
bhai aap kha se ho
Assam
Iska model number aur manual kahi milega kya?
Google par check kijiye
Sir same stereo hai blutooth inbuilt hai kaise connect kare
Same model me koi koi stereo me bluetooth likha rehta hai par usme bluetooth nahi hota hai bt symbol likha rehta hai usme bt adapter use karna ko bola hai ok
Bt adapter use kijiye
Best Bluetooth adaptor by link
amzn.to/3ODnaMd
Super
Ye Scorpio ka original audio system hai
Yes
Ise.reset.kaise.karey
Ismein reset option nahin hai
Bhai ye blutooth connect he na ho raha PlZ settings batwo kaise connect kare
Sir ismein Bluetooth ka symbol rahata hai lekin ismein Bluetooth nahin hota hai to ismein alag se Bluetooth Laga lijiye Maine jis tarah se lagaya usi tarah se Bluetooth Laga lijiye bahut sare model mein Bluetooth likha rahata hai lekin Bluetooth nahin rahata hai ismein Bluetooth adapter lagane ke liye bol raha hai ok
Password kya tha bhai
Kon sa password ?