How to Connect Realme Buds T300 to Phone Using Realme Link App

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 14 дек 2024

Комментарии • 41

  • @TechSaoshyant
    @TechSaoshyant  2 месяца назад +1

    Agar aap case ko open karke ek Earbud usme rakh do to apko Realme Link App mein case ki battery show hogi.

  • @venkatagopal5752
    @venkatagopal5752 4 месяца назад

    Good information and explanation, its worked out

  • @I_anurag_panchal
    @I_anurag_panchal 7 месяцев назад +2

    Brother iphone me kese hoga?

  • @xogaming3939
    @xogaming3939 Месяц назад

    Brother mere pr s23ultra hai but realme link me dolby atom show nhi ho rha

  • @TrollToLaugh
    @TrollToLaugh Месяц назад

    Kitne watt ke charger se charge kre bhai ?

    • @TechSaoshyant
      @TechSaoshyant  Месяц назад

      @@TrollToLaugh aap ke pass Jo charger usse charge kariye aisa specific kuch bataya nhi hai brand ne

    • @vishwas1401
      @vishwas1401 Месяц назад

      ​@@TechSaoshyant120 watt se kar skte kya?

  • @jeetkarana
    @jeetkarana 7 месяцев назад

    iPhone me kese?

  • @shyamsharma3833
    @shyamsharma3833 21 день назад

    Bhai mere earbuds mai find my earphone ka option nhi aara

    • @TechSaoshyant
      @TechSaoshyant  20 дней назад

      @@shyamsharma3833 aap ek baar Realme Link app ko delete karke phir se install kariye, aur acche se earbuds ko phone se connect kariye option AA jayega

  • @vishalgaur3104
    @vishalgaur3104 3 месяца назад

    Bhai ye app sirf realme phone support karta hai kya

    • @TechSaoshyant
      @TechSaoshyant  3 месяца назад

      @@vishalgaur3104 nhi sare phone ko karta hai

  • @yogesh2-j1f
    @yogesh2-j1f 4 месяца назад

    Bhai mere mai case ki battery show nhi ho rhi ?? Please help

  • @TechnicalBlast
    @TechnicalBlast 6 месяцев назад

    Brother mere app me sound effect modes k name alag hai
    And eq modes likha hai 😅

    • @TechSaoshyant
      @TechSaoshyant  6 месяцев назад

      Philhal mere app mein bhi name change hogaya hai. Company ko ye name jyada accha laga hoga 😀

    • @TechnicalBlast
      @TechnicalBlast 6 месяцев назад

      @@TechSaoshyant mujhe laga mere me alag kyo aa rhe hai 😅
      Clear bass hai mere me waise Maine bhi review dala hai

    • @TechSaoshyant
      @TechSaoshyant  6 месяцев назад

      @@TechnicalBlast Maine aapka video dekhbi liya tha reply karne se pahle 😁

  • @sankarpriscillaodisha7805
    @sankarpriscillaodisha7805 6 месяцев назад +1

    Nice explain

    • @TechSaoshyant
      @TechSaoshyant  6 месяцев назад

      Thank you 🙏🏻

    • @amanrao904
      @amanrao904 4 месяца назад

      ​@@TechSaoshyant brother mere app me case ki battery percentage Nehi dikha rha
      Ya kisi ke me bhi Nehi show kerta
      And option like camera option+ find my earbuds . Ye 2 option bhi show Nehi ker rha

    • @amanrao904
      @amanrao904 4 месяца назад

      ​@@TechSaoshyant And charging ke time pe green light kese blink kerti ha ?
      I mean frequency, mere Wale me green aati ha fir chai jati ha in a fast way .

    • @TechSaoshyant
      @TechSaoshyant  4 месяца назад

      @@amanrao904 apko buds ki charging dikhegi jab aap apne buds par click karenge app mein. Aap Ek baar Realme link app ko reinstall karke buds ko phir se connect kariye sab thik ho jayega.

    • @TechSaoshyant
      @TechSaoshyant  4 месяца назад

      @@amanrao904 aap apne earbuds ko ek baar reset kar ke dekhiye.

  • @Wilkinsonn7
    @Wilkinsonn7 3 месяца назад

    Not showing in iphone

  • @Dukk602
    @Dukk602 4 месяца назад +1

    Permission kon kon se hain voh to batao, sahi hai ya nahi permission❓🤷

  • @pubggamers880
    @pubggamers880 2 месяца назад

    Case ka battery nahi dikh raha

    • @TechSaoshyant
      @TechSaoshyant  2 месяца назад

      @@pubggamers880 apko sirf earbuds ki battery hi show hogi, jab Case red light blink karne lage tab samjh lijiyega ki Case ki battery khatam ho gayi hai.

    • @pubggamers880
      @pubggamers880 2 месяца назад +3

      @@TechSaoshyant Shayad aapko ye pata nahi hoga. Maine dusre ek RUclips video se check kiya. Agar aap case open karke ek bud usme rakh do to app mein case battery show hoga

    • @TechSaoshyant
      @TechSaoshyant  2 месяца назад

      @@pubggamers880 Apka Dhanyawad Mujhe aaj pata chala aise bhi check kiya ja sakta hai.🥲

    • @AdilKhan-br2zg
      @AdilKhan-br2zg 2 месяца назад +1

      Thankyou Bro ho rha h show ..!

  • @RohanRohan-c3e
    @RohanRohan-c3e 4 месяца назад

    Yaar mere dolby atmos nhi dikh rahahe😢

    • @TechSaoshyant
      @TechSaoshyant  4 месяца назад

      @@RohanRohan-c3e phone mein bhi Dolby Atmos ka support hona chahiye tabhi dikhega