Bhai sahab Jo purane Asia mein ki pipeline pahle Se Hi kamre mein padi hoti underground on pipeon ka kya hota hai unmen bhi to vahi aisi lag jaate Hain aur chalte bhi hain
Kai baar Mistry 5/8 ke pipe ki jagah reducer (magic nut) lagar 1/2 pipe laga dete h Kya vo successful h. Especially in Mitsubishi heavy duty AC me pl.advice
End customer hi "kam se kam paise mai kaam karke do" demand karte hai. Majority Technicians market demand ko satisfy karne k liye, sasta sasta maangte hai. Retailer and wholeseller bhi same pattern follow karte hai. Customer ko hi sudhaarna padega ✊👊
Sabko sasta chahiye Mistry ko margin chahiye Malik ko sasta chahiye Kai bar Mistry 1/4 vrv +1/2 ordinary lagata hai Yeh sab technical tricks h. Sabhi Mistry china ka mal khojte h.
Costmer ko chahiye 600 per MTR ..+ cable+ insulation..aap battao 1200 per kg khareed ke aur 600 mein lagaenge.. Aisa video bnao ki customer ko bolo ki acchi chiz lagaen.. customer to khud saste ke chakkar mein rahata hai
Why always promote mpcl kuch to locha ha . Dusri baat mpcl me pro (blue color) wali best pipe thi woh wali company me band kerdi kyu k sayad company ko us me faida kam tha es li pro+ ko promote ker rehe ha advises ker k Socho technical logo
@@sharandeepsingh89 kyu ke main dealer hu MPCL ka.. paisa lagaya hua hain maine material me.. aakhir me ek general statement bhi di gayi hain, aap buddhimaan hain shayad aap ne uspe dhyan nahi diya.. jisme sabhi copper company ki baat ki hain Dusri baat- copper company by weight bechti hain.. use koi fark nahi padta aap chahe jo marzi lo Pro+ me kami batao.. ? Jiske liye aap bina sir pair ki baat kar rahe ho.. Note- aap ke Instagram comment pe maine reply kiya tha, aaj tak uska reply nahi mila hai, jisme aap ke hisaab se maine kam price ki r32 gas maangi thi Apki bachkaani harkato se mujhe ek dost ko khone ki jhalak nazar aa rahi hain.. Jo ke main nahi chahta 🙏🏼
Aap ki Sare video dekhta par aap ki is video se me ittefaq nhi rakta market maximum Malaysia use hota usme kitna log ko malum ki asli hay ya nakli doctor dawai likhta us ko yhi nhi malum ki asli nakli aap bhi itna geyan mat pelo samne wala tumko kuch bolde
@@Nawabbeg-i3g for your kind information- Delhi NCR ke bahar Mettube-Malaysia ko koi puchhta tak nahi.. Baki aap ka baudhik star main samajh nahi paya, kyu ke topic pe aap ki baat jud nahi rahi.. Namaste ji
Half quarter pipe prr hum Mitsubishi ka ac chla sakte hai?
Sir mexflow ac copper pipes are good or not?
For 2 and 2.5 ton AC which size of pipe is suitable?
Bhai sahab Jo purane Asia mein ki pipeline pahle Se Hi kamre mein padi hoti underground on pipeon ka kya hota hai unmen bhi to vahi aisi lag jaate Hain aur chalte bhi hain
@@rohitsonkar4801 Han ji, nitrogen flush karke chala sakte ho..
Lekin is video me best pipe lene ke jo baate dhyaan rakhi jaati hai wo btayi gayi hain
Kai baar Mistry 5/8 ke pipe ki jagah reducer (magic nut) lagar 1/2 pipe laga dete h
Kya vo successful h.
Especially in Mitsubishi heavy duty AC me
pl.advice
@@pawankumarkhatri1225 aap ko iski detail video bana ke jalad deta hu sahab 🫡
Thnx
End customer hi "kam se kam paise mai kaam karke do" demand karte hai.
Majority Technicians market demand ko satisfy karne k liye, sasta sasta maangte hai.
Retailer and wholeseller bhi same pattern follow karte hai.
Customer ko hi sudhaarna padega ✊👊
Sir live kab aao ge
Mere paas MPCL ka green pipe hai or wait 1/2 ka 3.25 & 1/4 ka 1.25 kg hai
If customer want cheapest one wat we should do for that, instead of technician, blame customers....
I am 🥇 viewer 31 secent
Sabko sasta chahiye
Mistry ko margin chahiye
Malik ko sasta chahiye
Kai bar Mistry
1/4 vrv +1/2 ordinary lagata hai
Yeh sab technical tricks h.
Sabhi Mistry china ka mal khojte h.
Costmer ko chahiye 600 per MTR ..+ cable+ insulation..aap battao 1200 per kg khareed ke aur 600 mein lagaenge.. Aisa video bnao ki customer ko bolo ki acchi chiz lagaen.. customer to khud saste ke chakkar mein rahata hai
Sahi baat
Aap ne kabhi 1200₹ kg me khareed ke 600₹ meter lagaya hain ?
Why always promote mpcl kuch to locha ha . Dusri baat mpcl me pro (blue color) wali best pipe thi woh wali company me band kerdi kyu k sayad company ko us me faida kam tha es li pro+ ko promote ker rehe ha advises ker k
Socho technical logo
@@sharandeepsingh89 kyu ke main dealer hu MPCL ka.. paisa lagaya hua hain maine material me.. aakhir me ek general statement bhi di gayi hain, aap buddhimaan hain shayad aap ne uspe dhyan nahi diya.. jisme sabhi copper company ki baat ki hain
Dusri baat- copper company by weight bechti hain.. use koi fark nahi padta aap chahe jo marzi lo
Pro+ me kami batao.. ? Jiske liye aap bina sir pair ki baat kar rahe ho..
Note- aap ke Instagram comment pe maine reply kiya tha, aaj tak uska reply nahi mila hai, jisme aap ke hisaab se maine kam price ki r32 gas maangi thi
Apki bachkaani harkato se mujhe ek dost ko khone ki jhalak nazar aa rahi hain..
Jo ke main nahi chahta 🙏🏼
Aap ki Sare video dekhta par aap ki is video se me ittefaq nhi rakta market maximum Malaysia use hota usme kitna log ko malum ki asli hay ya nakli doctor dawai likhta us ko yhi nhi malum ki asli nakli aap bhi itna geyan mat pelo samne wala tumko kuch bolde
@@Nawabbeg-i3g for your kind information-
Delhi NCR ke bahar Mettube-Malaysia ko koi puchhta tak nahi..
Baki aap ka baudhik star main samajh nahi paya, kyu ke topic pe aap ki baat jud nahi rahi..
Namaste ji