उधारी कैसे कम करें। दुकानदार उधार देने से कैसे बचें। five rules of credit, उधारी के पाँच नियम।
HTML-код
- Опубликовано: 5 янв 2025
- for any enquiry please contact my mail id
yugalahuja88@gmail.com
please subscribe my channel business rules of credit @yugal ahuja
#business #credit #rules #information
Bhut hi acha bataya aapne
thankyou
Thank you sir mai aapka baat ko sumke bahut khush ho gaya thanks you sir
1000 percent right bhaiyaa👍🤝🙏
Jab tak udhari ka saman Hai tab tak dukaan hai ❣️❣️❣️
Bhai udhar de do Magar kam do marne ke bat udhar deke Gahak bacha liya per saman nahin hai to Kya fayda
Very informative video
Bilkul sahi advice 👍
Aap bilkul sahi kahe rahe hai bhaiya mera stationary ka shop hai sath hi forocopy ka bhi hai jis area me maine khola hai yaha kai log saman kharid lete hai ya foto copy print out nikalwane ke baad sidhe nikal jate hai yaha tak ki we ye bhi nahi kahete ki paisa baad me dunga sidhe saman lete or nikal lete hai. Ab mai puri tarah strect ho gai hu ab kisi ko bura lage ya sahi lage maine bade se paper me type karke latka diya hai or jo bahut hi acchhe grahak hai kewal unhe hi udhar deti hu.
sahi kiya aapne
Bahut Sandaar video
Very nice sir
Aapki baat bilkul sahi hai
بہت ہی عمدہ ہے
آپ نے بہت ہی اچھی بات بتائی ہے
Hello sir i am shopkeeper a customer as consumer or police station for any problem against us but what if our money is not given by customer what action can we take
Next video kaha h
aayegaa
Dukaan wale bhai apne bilkul shi kaha
Thanks
Udhari de dhe dhe ke thade bhai
Mhuje udhari diya lai paise maganekailhi bhaut bhat hi saram athhiye. 😢😢😢😮😮😮
Sir aapke aaju baaju me kitni dukan he ????
4 5
मेरे पास पेसे वक्त पर देणे वाले कस्टमर हे पर मेरे पास उतने पेसे नहीं हे की उन्हे पुरे महिने समान दे सकु, compitition की वजह से ग्राहकी उतनी बची नहीं हे,मे क्या करू सर,5 साल से दुकान कर रहा हुं ,अभी लगभग न के बराबर समान हे, क्या मे उधारिया बंद कर दु कृपया बताईये
Bhai kar da sahi rhaga
Udhari kaise vasoole
Jab ham new Dukan karenge to hame pata nahi rahega Castmar kaun kaisa hai
Galti sabse hoti hai first time
Ye galti pahle se hi mt karna,
Kitne ka he cepsul
M bhi bahut jayada presaan hoo udhari she
Bhaiya dusre dukan se aloo lekar ata he or hamare dukan se kuch nhi kharidta he bas dusre jagah se aloo ko tolna bolta he to me tolu ki nhi
Thank you bhaiya
welcome
Kitna rs ka udhar dena chahiye
Sir hmre b karyana ki dukan h udar bhut jada ho gya bapis nii aa rha kya kre sir??
next video mai dekhiye
Bhai agar koi sa product Hai ₹200 kilo Hai To vahan ₹50 ya 10 ₹20 ka Kitna aiga
agar 200 rs aapki purchase hai to 15 rs ka 50gram sell kar sakte ho apne customers ko
@@yugalahuja Nahin bhaiya Aise calculator kaise karna hai yah bataiye Ek short video ke Madhyam se
@@manishparmar1266 sawal Mila ya me batau
Ek chiz sikha Maine ....nakad lo sasta lo....
Ss bhaiya
Bhai mera wholesale ka kaam hi main udhari se bht pareshaan hu
सर मुझे भी हीरो गाड़ी बाइक निकली है और कूपन भी मेरे पास है उसे कहा जमा करना है दुकानदार को या फिर कम्पनी मे जमा करना पड़ेगा और गाड़ी मिलेगी या पैसे
apne area distributor ko dijiye or photo save kar lijiye Mobile phone mai
सबसे सही उधार ना के बराबर दो।
😊ooooooooooooooooooooooo
I totally satisfy with you.
Thankyou sir
Mera udhar paisa nahi mil raha haii
Rajpurohit
Bhaiya sman le lete h kha lete h paisa mangne me pe bolte h bad me denge ka kre bhaiya loss ho raha h dukan me
Jo kisi ka paisa rakhta ha .ussa 10 guna paisa unki bimari pa lagta ha
Phone nahi uthate hai kam nikal jane ke badh mango to kahte hai tujhe kaha pese ki jarurat hai udhari ka pesa magne per 2 bat aur uper se sunate hai aur agar udhari se mana kiya to purani udhari nahi aayegi aur agar grahak ko saman lene ke time baar baar pese mange to vah dusri dukan se saman lene lgata hai kuch nahi hota in tips se
Udhari me barbaad ho gaya hu sir mai
1 Nagad lo sasta lo = Chalega dedo ......
2 Acche vyakti ko pehechano= Antaryami banu kya
4 time likh ke mai to tujhe milunga hi nahi
10rupye ka sabun 5rupye ka becho bhout jaldi dukan bhi band ho jaygi 😂😂😂😂
You are right bro... I am from odisha
Thanks