Agar aap Karachi se Islamabad ya Shumaali Ilaaqa Jaat ja rahay hoon aur Lahore na jaana chahen to Faisalabad ki taraf se bhi ja saktay hn, safar km ho jata hai.
Bro mera bhi jane ka plan hai hunza tk cultus 2020 ags pe, is se phle me 1600 cc Corolla pr gya hun, mjhai adat hai bagair ruke jane ki so mene almost bagir stop kiye 8 gnte drive ki but kyun ki ye 1000 cc hai ap ko experience bhi hai is gari ka so ap bata skte hain kitne time bd gari ko rest dete huwe jana chahye?
Punjab ghumnay ka behtreen time October se March tk ka hy weather pleasant hota hy
Punjab ziada nhi ghuma.
Agar aap Karachi se Islamabad ya Shumaali Ilaaqa Jaat ja rahay hoon aur Lahore na jaana chahen to Faisalabad ki taraf se bhi ja saktay hn, safar km ho jata hai.
G bro khi se isb ki jo video Alto mai bnai hai us pe faisalababd motorway se he gyaa hu
Azadi Chowk..shadra .
Very nice
Thankyou Bro ❤️ 😍
Weather is best
Aagya bhae agya.❤️❤️
Love you bro ❤️ 💙 🙏 ♥️
@@thekarachiiet aap still safar me hain. Ya wapis akr vlogs upload krhe hain?
@@shahrukhshahbaba8437 bs khi se lahore safar mai upload kia tha, ab baki sb ghar se horahy ❤️
@@thekarachiiet ooohk.. chlen.. dekhte hain series apki . Kaha kaha gye aap.. ❤️
MashaaAllah.my kids like Ur video very much.be safe and come back home safely insha'Allah.
Thank you so much bro and lots of love for your kids😍
Brother baqi or. Video kab upload hogi
In process, will upload asap
Nice journey
@@MuhammadImran21345 thankyou bro ❤️
Kitna feul laga karachi to islamabad tak
@@nadeemshaikh8368 98 liters
Khi se Islamabad Jany k liay Faisaabad ki tarf se jaen lhr Jany ki zrurat ni hy bohat time save ho jata apka
Bhai lahore mai bachon ko ghumana tha is liye gaya
Pan kaisay sath ley k gaye?
@@Kgi-bq2mc bhai mai pan nhi khata
@@thekarachiiet Sorry bhai
Bro mera bhi jane ka plan hai hunza tk cultus 2020 ags pe, is se phle me 1600 cc Corolla pr gya hun, mjhai adat hai bagair ruke jane ki so mene almost bagir stop kiye 8 gnte drive ki but kyun ki ye 1000 cc hai ap ko experience bhi hai is gari ka so ap bata skte hain kitne time bd gari ko rest dete huwe jana chahye?
Jahan ziada ascend nhi wahan to koi issue nhi, but babusar pass pe rest dety huye jaye ga becoz wo bohat steep slop hai.
Bro ap karachi kis site rehty
Shah Faisal side rehty hun
Airport side
Axha
I am a from live in hydrabad
Mein hydrabad rehta hoon
Aslamuallykum
@@HasnainShaikh-v9h w salam
Bro ap ki car average kam de rahi hai meri city mai 17 to 18 deti hai or long 21 to 22.5 easily cultus hai mere pas 19 model
@@HassanRazakhajro Bro average depends on speed you maintain while driving ❤️ 😍
@@thekarachiiet do you drive 140 plus ?🙄
@@HassanRazakhajro depends on road
Hmm
Hi brother
@@HasnainShaikh-v9h hi bro
Karachi me barish nahin hai yaar bonda bande hai 😢
@@Idreesshahjan han yr bohat garmi hai mai kal aya to pta chala wapas.