Ram Ram Vai phasing correction ka video bana deteh toh aatcha rehta. Ta ki mobile phone pe aatchi sound sunai deh like stereo. Or yeah video toh bohot hi helpful thi uske liye dhanyavad
Thank you so much sir 🙏🙏❤️❤️❤️❤️, pata h aapki na vibe bahut achi h. Koi bhi sikh lega aapse bahut aasani se . Aap bahut ache se batate ho sir bilkul dost ki tarah ❤️❤️🙏🙏🙏🙏
Bhai bahut interesting video hoti aapki aur knowledgeable bhi, Maine bahut Saare video dekhe hai ki music kaise banaye lekin unki video Dekh ke himmat hi nahi juta paya lekin jab aapki video dekha ekdam easy lagne laga. Ab bas ek request hai Bhai ek video aisi banao ki jisme ek complete song banao hariyanvi song ke Jaise , jisme sab clear ho jaaye ki ek song me kya kya bajana jarrori hota hai Thank you bhai
Jeatu bhai aap board pr hi isi tariqe se samzhaya kro or baad mai daw mai explain bhi kiya kro isse ham sub bhut acche se seekh payege Love you brooo from UP ❤️❤️❤️
Hey bhiya ye audio technica 20x mene order kiya h lekin mujhe confusion ho rhi ki online ye dikha rhe h ki ye mastering ke liye acha nhi ...... Please mujhe btaye ki kya h acha nhi mastering ke liye ...
Bro real baat to ye hai ki koi bhi headphone mastering ke liye accha nahi hai, mastering ke liye studio monitor speakers ka koi alternative nahi hai, but agar tum pta kar lo ki alag alag frequency kaisa sound karti hai kisi headphone me to usse kaam ho jata hai
@@JeetuBeats okay bhiya but studio monitor .. too high.... Headphone me mere hisab se ye le lena chahiye .. mera b........ Only 4500 hi to I think un senhe...hd 206 se jada acha hogq🔥
Bro 2 kaam kar skte ho, 1 to sabhi faders ko ek sath select kar down kar do thoda Ya agar jyada clip nhi kar rhi to master par first plugin soft clipper lga kr vha se down kr do
Sir -12 dv par set karne ke bad fir mixing me fir gain Kam ya jyada Kiya jata hai ya nahi ye bat samjh nahi aaya. But aapki yah video mere bahut Kam ka raha
Hello sir, i have a very very important question is , agar hum ek 320 kbps ka gana lete hai, or us mp3 ko agar DAW main dalte hai n play karne ke baad kya us gana ki pick 0 db se kaam hoti hai ?
Sir kya gain staging se vocal aur baaki saare instrument ko -12db hi kar hai kisi ko jada ya kam toh nahi rakhna hai na agar volume kam lagne lage toh i am your new subscriber video was very good and informative ❤️
@@JeetuBeats Sir. Mere Comment Ka Reply Karne Ke Liye Shukria...Me Aap Ke Video Dekta hu or Seekh Raha Hu....Indian Classical music me Or westeron Music me Kuch Diffrence Hota Hai....Westoren tuning me Keval 12 Notes hote Hai...Jab Ke Indian Classical me ye Notes 22 Hote Hai...Westeron Music me Sabhi Notes Equal Doori(Dstance Per Hote Hai)....Jab kee Indian Classical me ye Kuch Diffrent Hote Hai....Indian Classical me Re ,4 Type ke Hote Hai...Jaise ....Komal Re,Ati Komal Re..Taar Re ,Ati Taar Re....isi Parkaar Ga Bhee 4 Parkaar ke Hote Hai...Is Tarha....Note Sa or Pa ke Ilava Sabhi ke 4-4 Type Hote Hai....In Kee Frequency Alag Alag Hoti Hai....Mai Ye Jaana Chahta Hu Kee Keyboard me FLStudio ka Use Karke...Keyboard me ye Setting Kaise Kar Sakte Hai....Matlab Fl Studio me keyboard kee Frequency Set Karne Kee Option Kaha Hoti Hai....Taaki Hum Apne Keyboard ko 24 Shruti Ke Anusaar Set kar Sake...🌹🙏
Oh bhai maaro mujhe maaro , yarr ye koi mazaak chal ra h, aise Kon samjhata h bhai, osm lesson, Love u yaar ❤️,,,
Ram Ram Vai phasing correction ka video bana deteh toh aatcha rehta.
Ta ki mobile phone pe aatchi sound sunai deh like stereo. Or yeah video toh bohot hi helpful thi uske liye dhanyavad
Thank you so much sir 🙏🙏❤️❤️❤️❤️, pata h aapki na vibe bahut achi h. Koi bhi sikh lega aapse bahut aasani se . Aap bahut ache se batate ho sir bilkul dost ki tarah ❤️❤️🙏🙏🙏🙏
Dil se respect bai big confusion solve ho geya bro ❣️❣️🙏
Bhai vocal pe video banana jrur.vocal ki tunning melodyne mai,jo vocal sound acha kre
Great tricks ke liye aapko salute🙏❤️💚
Thanks bhai apne meri problem solve kardi.. love from Tripura
Jeetu Ji kya badiya explain karte ho
The most fundamental yet very essential, ,,,, helped me a lot.
🙌🏽Ram Ram
That rasna, glass and water example was on point 💯👏
Bro was the retired juice maker ☠️
Honestly he provides pure wisdom🙏
Thnx bro tusi ina vdiya gaid karde o 🙏🏻🥰
Mane ye video dekhi sala kisne itani sahi tarah se nahi batai hu thank you bhai for this video
Thank you sir hame v ban na hai music ap k jeshe bahut bahut bahut shukhria.
Super bhai mene ye super unique chij sikhe.🙏🙏🙏🙏🙏
Very Usefull video bro nhi to log krte Kuch h bolte Kuch h
Thanks sir aap hamare bhot help kr Rahye ho Dil se aapko salam hai sir
Great knowledge thanks sir ji
❤️From Kolkata
Best and useful video on gain staging ❤
Bahut sandar
Wow Helpful tips tnx bro
One of the best teacher 💓🔥
Good information sir
Rabb khush rakhe
wow very use full video sir
bhaiya aap to ek dum badiya sikhate ho ❤️🔥
I wish u get everything in your life... Thanks for make other's ✨
Nice explain
This man deserves much more🤘🏾likes
Please🙏 iske age bhi banaye part 2,3,4,5
bhut acha lesson hai sir
apse bhut kus sikhne ko milta hai.
thnx sir
Sick knowledge brother 🤒🤧
best gain staging video
Bhai bahut interesting video hoti aapki aur knowledgeable bhi, Maine bahut Saare video dekhe hai ki music kaise banaye lekin unki video Dekh ke himmat hi nahi juta paya lekin jab aapki video dekha ekdam easy lagne laga.
Ab bas ek request hai Bhai ek video aisi banao ki jisme ek complete song banao hariyanvi song ke Jaise , jisme sab clear ho jaaye ki ek song me kya kya bajana jarrori hota hai
Thank you bhai
good job
great
very helpful video
Jeetu vai best hai ❤️
super iska iska ful music making video dijie pls
Jeatu bhai aap board pr hi isi tariqe se samzhaya kro or baad mai daw mai explain bhi kiya kro isse ham sub bhut acche se seekh payege Love you brooo from UP ❤️❤️❤️
badia bhai..👍
Best tutorial ❤️
Nice bhai
Good content ❤️❤️
Thankyou ✌️✌️❣️❣️bhaiya
Thank you Sir. Very useful video ever.❤️❤️
tip for mixng yhi chhiye thaa, alwz share this type of tips
Sir je good tips 👍
thank you so so much sir g. lots fo love 🧡
Great Man... You are Rocking / Love from Sangrur - Punjab
Thanks bhai really informative
Iska next episode video bnao mixing level se mastering tak final....
Tum bohat mast kam karte ho maksud bhai
Apon ko tere ko thank you bolne ka ❤️❤️ 🙏
Bas bhi kar pagle ab rulayega kya😂
Itna details me samjhate ho ki ek hi bar me samajh aa jaati hai bhai 🙏🙏🙏 god bless you
THanks sir..helped alot
well nd good explanation
Best ever
Done ✅
Super bro❤️❤️❤️
Jeetu Sir. Bhojpuri ka koiii beats bnaye 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Awesome
Wahh❤️❤️
Mast
Congratulations bhai in advance for 10k subscribers
Thank you so much sir,
Honestly all videos are very helpful...
Keep it up bro..
God bless you 🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Keep smiling ☺
Bhai please ek video Bana do
Sir ek request thi ki aap 2-3 video dalla karo 1week mein
Bhai time nhi milta nhi to me din me 2 video daal du
@@JeetuBeats we understand sir . Thank you so much ki aap hume apna itna bhi time de rahe h❤️❤️❤️🙏🙏😊😊
Thanx alot brother!
sir vocal ka level bhi 12 rakhna h kya
Very nice 🙏
Sir..cubase ke vidios..shuru jar dijiye
Thankyou❤
bhai koyle ki khan me hira he tu lage raho
Mere bhai love you
Hey bhiya ye audio technica 20x mene order kiya h lekin mujhe confusion ho rhi ki online ye dikha rhe h ki ye mastering ke liye acha nhi ...... Please mujhe btaye ki kya h acha nhi mastering ke liye ...
Bro real baat to ye hai ki koi bhi headphone mastering ke liye accha nahi hai, mastering ke liye studio monitor speakers ka koi alternative nahi hai, but agar tum pta kar lo ki alag alag frequency kaisa sound karti hai kisi headphone me to usse kaam ho jata hai
@@JeetuBeats okay bhiya but studio monitor .. too high.... Headphone me mere hisab se ye le lena chahiye .. mera b........ Only 4500 hi to I think un senhe...hd 206 se jada acha hogq🔥
@@JeetuBeats aapko is pr video jrur bnnai chhiyee bhiya . Ye logo ko bahut confused kr rhi h
Gain staging ke baad jab sound clip kr rhi thi master me toh mixer faders se jo faders kam kiye hai usko kaise kam zaada krna hai? Ek video uspe bhi
Bro 2 kaam kar skte ho, 1 to sabhi faders ko ek sath select kar down kar do thoda
Ya agar jyada clip nhi kar rhi to master par first plugin soft clipper lga kr vha se down kr do
❤️❤️❤️
Sir ye beat ka tutorial laiye
Sir gain staging krne k baad pink noise k sath mixing kre ya kese m confyus hu
Jeetu bhai episode 6 jldi plzzz🙏
Thanx sir
Sir mera wave candy niche hi nhi jaa rha kaafi baar try kr liya kya krun level down krke bhi dekh Liya pls help?
Fl studio mai bass fatti hai video baneie plz
thank you sir
Sir aapne mixing to dikhaya hi nahi Please mixing ki ek video banane ki kripa kare 🙏🙏
Bhai wildup banana bataye
Ram Ram Vai 🚩
Sir -12 dv par set karne ke bad fir mixing me fir gain Kam ya jyada Kiya jata hai ya nahi ye bat samjh nahi aaya. But aapki yah video mere bahut Kam ka raha
❤
Jeetu bahi m apni beat apko kaise bheju mujhe review chaiye tha
Bhaiya iska 4 th episode kahan h?
👍
Sir video kon sa software use karte Hai ❤️....
Fl studio
Hello sir, i have a very very important question is , agar hum ek 320 kbps ka gana lete hai, or us mp3 ko agar DAW main dalte hai n play karne ke baad kya us gana ki pick 0 db se kaam hoti hai ?
Your#Smile 🙃🙃🙃
Sir kya gain staging se vocal aur baaki saare instrument ko -12db hi kar hai kisi ko jada ya kam toh nahi rakhna hai na agar volume kam lagne lage toh i am your new subscriber video was very good and informative ❤️
Sir mixing Kitne db me kiye ho 😮
Brother ep - 4 kaha gayaa....???????????!!!????!!😔
Sir but compressor ad krne ke baad jab track ko mp4 me export krne ke baad track ka firbhi volume kam sunai deta hai plzz help
Hello sir please mujhe aap yeh batao ki aap ka chenal ko me join kyu nahin kar pare hai sir please bataye
Leveling pr video bna do Bhai bhut dikat aati he
Bhai mene gain staging par bnai hai vo dekh lo
Sir Fl Studio me 24 Shruti Kaise use karte Hai.🌹
Bhai me smjha nahi