Bhai Bahut time lga diya Jammu se Jalandhar tak Jo sham ko 5:30 Pm k baad buses jaati hai Haryana Roadways ki woh 4:40 hrs leti hai Jammu se Jalandhar.Aur Narnaul wali se bhi Jyada time lga diya Narnaul wali bus ki kuch speed nhi hai Delhi-Katra wali buses k Saamne.Raat ko ISBT Kashmere Gate se 9:20 Pm Chalti hai aur Jalandhar 4:05 Am Pahunchti hai Aur Delhi-Katra wali Delhi depot ki bus raat ko 9:30 Pm Chalti hai ISBT Kashmere Gate se aur 3:45 Am tak Jalandhar Pahunchti hai
Bhai ab kya btau , timing sahi nhi hai kisi bhi roadways bus ki , ek toh Jalandhar 1 hr waiting and upar se 6,7 Haryana Roadways buses ki apas mai hi fight time ko leke
@@boora_vlogs Bhai Aap Itne Popular aadmi hai unko samjaiye ki aapas mein nhi lado Bhai Waise Narnaul-Amritsar se Pehle Pahunchi hogi Gurugram-Katra wali Delhi
Please try to mention geographic details as well. Like the river which u crossed before entering Punjab was the river Ravi which forms a natural boundary between Punjab and Jammu UT
3 bje din ko jmu se chlti hai hai ore 8.30 ore 9 k beech yeh 5 se 5.30 hours tak ka time leti jalandar tak. HR Ki buses ise route mai bhut time leta hai
@vikrantkhajuria7806 Bhai Haryana Roadways Wale Phir bhi Fast Chalte hai.AurSubah aur Sham Wali HR ki buses Fast hai as compare to Punjab Roadways Punbus Wale 5:30-6:00 hrs lete hai Jammu-Jalandhar tak aur Hr Wale 4:30-4:45 hrs
@@boora_vlogs mai ggn wali mai katra se aya tha bs3 thi us tym 3 saal pehle wo unlock thi usne to 6:30 pm pe hi jalandhar laga di thi fir sawaria gali de ri ho itni der ka stoppage islie jalandhar tak slow late ye night walo ka counter tym nai hai wo sai late fast fast
@@boora_vlogs Bhai ji aap ki baat tk hai per risk ku lie, kbi kbi rush jadya hotta r kbi kbi Ni hotta islie prefer bo kero Jo phele fix ho jaldi sie dair bhali,
@@DivasGulia koi bus nhi hai train hai jind ke liye Jammu se , raat ko 12:10 am Jammu se chlti hai 10 bje jind , and 11 bje rohtak subh pahuch jati hai , daily train hai yh
All sensors MUST WORK whether the bus is going 10 KM or 1000 KM on route... Espeicaly these simple buses since their design and internal features are sold by manufacturer w/ guaranttee that this bus type of bus model will hold in any type of environment... all the stress it's designed to handle... Such as rugged terrain, bumpy roads, potholes, muddy roads etc..
Bhai kuch nhi Google pe type kro like , delhi to Chandigarh Haryana Roadways bus timetable , kuch site open hoti , Haryana Roadways information wali site pe check kar skte
भाई बस ड्राइवर fix route पर चलते हैं रास्ते से जान पहचान हो जाती है लेकिन ट्रक ड्राइवर को देखो ना रास्ते का पता, ना खाने का, ना आराम का । नया चक्कर नयी जगह । उनकी तपस्या को भी देखो 🙏🙏
Bhai ji har kisi ki alg value , ab is bus ke staff ko dekho , 12 bje pahuche katra , mng 4:30 fir se wapisi ki timing , baki truck walo ko poilce and rto bht pareshan krte , in bicharo ke liye bhi dil se salute hai 🙏❤️
is bus ka timing theek nhi hai jo buses subh or rat ko chlati hai unka shi h kuki Jalandhar s delhi 375 km to isne sirf 6.30 hours m nikal diye or us s phle ka time khrab hai iska or Jalandhar m 1:10 hours ka stopage ka koi mtlb nhi bnta govt ko sochna chahiye is bare m Jo distance 12-13 hours m travel Kiya ja skta hai usko 14-15 tak ku le ja rhe h
Hme pura vishwas hai apni hr roadways pe❤
Bilkul ji hr is best 🙏❤️
Jay Mata Di 🙏🙏
अच्छा सड़क बना दिया सरकार ने मजा आ रहा है
Ha Bhai
Jarur.bhai😊
Bhai Bahut time lga diya Jammu se Jalandhar tak Jo sham ko 5:30 Pm k baad buses jaati hai Haryana Roadways ki woh 4:40 hrs leti hai Jammu se Jalandhar.Aur Narnaul wali se bhi Jyada time lga diya Narnaul wali bus ki kuch speed nhi hai Delhi-Katra wali buses k Saamne.Raat ko ISBT Kashmere Gate se 9:20 Pm Chalti hai aur Jalandhar 4:05 Am Pahunchti hai Aur Delhi-Katra wali Delhi depot ki bus raat ko 9:30 Pm Chalti hai ISBT Kashmere Gate se aur 3:45 Am tak Jalandhar Pahunchti hai
Bhai ab kya btau , timing sahi nhi hai kisi bhi roadways bus ki , ek toh Jalandhar 1 hr waiting and upar se 6,7 Haryana Roadways buses ki apas mai hi fight time ko leke
@@boora_vlogs Bhai Aap Itne Popular aadmi hai unko samjaiye ki aapas mein nhi lado Bhai Waise Narnaul-Amritsar se Pehle Pahunchi hogi Gurugram-Katra wali Delhi
Jai.mata.di
Please try to mention geographic details as well. Like the river which u crossed before entering Punjab was the river Ravi which forms a natural boundary between Punjab and Jammu UT
Next time se jrur 🙏❤️
Jai hind jai haryana bhai you do very good job and give us information obout the road ❤❤
Thanks Bhai ji 🙏❤️
अति सुन्दर 😍👌😍👌😍👌😍👌
🙏❤️
Bro aapka vlog bhut acha hotaa h
Thanks Bhai ji ❤️🙏
Delhi to Katra delhi depot me hi dekhna tha ek baar aapki video
Bhai koi na bnaye ge kisi din , Bhai koi or new route ho toh suggest kar skte ho aap
Nice 👍👍👍👍👍👍
u r very very nice driver thanks❤❤
Thanks mam , waise mai bas vlogger hu bas , I was not the driver 😁😂
Nice ❤👍👍
🙏❤️
Bhai ji narmaul to Amritsar bus mein vlog banayo
Narnaul to Amritsar superfast ❤ ye jo😂 video h isme haryana roadways 85/90 chli h last narnaul to Amritsar route Leyland 125+ chlti h
Nice ❤❤
🙏❤️
Bhaii bhot bdiyaa vlog bnaao ho , bilkul professional!!! Bhot mehnt kro ho ,, bdiya haii bhaii
Thanks bhai 🙏❤️
Ayodhya ki bi banyo
Luv hai bhai tane
Hello ladle bhai 🙏❤️
Jai mata di
Jai Mata di bhai
Delhi se Jammu ko jul ketni bus chalti hai or time table kea hai
Jai mata di
Jai mata di bhai
Sir ji kabhi UTC Roadways ke bhi vlog bnao usse bhi dikhao apne vlog mei😊
Nyc bro✌️
Thanks bhai
❤❤
Bhai harayana bus ki time table kaise dekhee koe site h jismee odrinary ki tyming ho
Bhai Google par search kro
Delhi to chandigarh haryana roadways bus timetable
Jai Mata Di bhai
Bhai delhi to leh with hrtc me kro bhai jaldi krna nhi to va bus band ho jaege
Jammu to delhi distance from 590 kms
Thanks Bhai ji
Ekk new route hai paonta sahib to Amritsar uspe banayo
Bhai bilkul yh bhi cover kre ge
Sir panipat ke new bus stand par aana
Bhai delhi Chandigarh route pe kru ga jldi hi safar ❤️🙏
Kab lagega chakkar
Second part dala nhi
Dal Diya bhai
Bhai hansi to Chandigarh route cover karo
Bhai kar liya ctu bus mai , vlog kal ya parso tak aa jaye ga
Good boora sahab
Kadyan sahb thanks , is bus ka driver bhi kadyan hi the
Ok bro
Main b aaj night ko ja raha hu katra vaisno mata
@@r.kadyan6255 happy and safe journey bhai , jai mata di
Chandigarh to Bhiwani ctu
Second part kab dalega
Bhai ji kal 🙏❤️
Bhai delhi rampur bushahr route bnawoo jhajjar और panipat dono depo se 1 m janna dusri m anna
Very soon bhai ji , already in my mind 🙏❤️
@@boora_vlogs bhai jaldi bnana kyunki ye route kbhi bhi bnd ho sakte h
3 bje din ko jmu se chlti hai hai ore 8.30 ore 9 k beech yeh 5 se 5.30 hours tak ka time leti jalandar tak. HR Ki buses ise route mai bhut time leta hai
jalandhar counter tym bahut late sab hr ke old time table hai na islie jalndhar tak slow chalte
Bhai ji bilkul sahi bola , itna aaram se aane ke bad bhi 1 hr 10 min phle pahuch gye Jalandhar
Bhaiyo ek chiz sikhi maine , jis bus ko usi din wapis up and down karna hai woh superfast chlate nd jinko rest hota woh aaram se leke jate
@vikrantkhajuria7806 Bhai Haryana Roadways Wale Phir bhi Fast Chalte hai.AurSubah aur Sham Wali HR ki buses Fast hai as compare to Punjab Roadways Punbus Wale 5:30-6:00 hrs lete hai Jammu-Jalandhar tak aur Hr Wale 4:30-4:45 hrs
@@boora_vlogs mai ggn wali mai katra se aya tha bs3 thi us tym 3 saal pehle wo unlock thi usne to 6:30 pm pe hi jalandhar laga di thi fir sawaria gali de ri ho itni der ka stoppage islie jalandhar tak slow late ye night walo ka counter tym nai hai wo sai late fast fast
Bhai ji Chandigarh 17 sa bhiwani koi bus NH 152D hoke ati h ky
Bhai nhi hai , narnaul wali se hi aana pade ga , fir apko bypas utrna pade ga
Thankyou bhaiya
HR ki ordinary bus ki online bus booking available ni hai to HR roadways akele ki lie to shi hai per friends ki saath ni
Bhai ji agar app time se 15 min phle pahuch jau ge easily available ho jaye gi chaye 10 log ho aap , or socho online toh kisi ke liye bhi nhi hai
@@boora_vlogs Bhai ji aap ki baat tk hai per risk ku lie, kbi kbi rush jadya hotta r kbi kbi Ni hotta islie prefer bo kero Jo phele fix ho jaldi sie dair bhali,
Ambala to Lucknow wala Route cover kro ❤❤❤❤❤
Very soon bhai ji ❤️🙏
bhaiya ye bus katra me kahan se chalti hai
Ambika chowk
Tata ki bus sa Ashok Leyland ki bus ka sound acha ha
Ha bhai , ab new tata ka bhi thik ho gya , purani tata mai vibration bht thi
Bhai Jammu se hisar ka time table bta
Bhai ji yh bus 5:40 ya 5:50 pe chlti hai Katra to hisar toh yh lga lo 6:15 ke aas pass Jammu bus stand ke bahar , andar nhi jati bhai 🙏
@@boora_vlogs night ko hai koi bus Bhiwani ya hisar k liye
@@DivasGulia koi bus nhi hai train hai jind ke liye Jammu se , raat ko 12:10 am Jammu se chlti hai 10 bje jind , and 11 bje rohtak subh pahuch jati hai , daily train hai yh
All sensors MUST WORK whether the bus is going 10 KM or 1000 KM on route... Espeicaly these simple buses since their design and internal features are sold by manufacturer w/ guaranttee that this bus type of bus model will hold in any type of environment... all the stress it's designed to handle... Such as rugged terrain, bumpy roads, potholes, muddy roads etc..
Hello Bhai ya bas sambha rkki h
Ha bhai
Ram ram bhai
Ram ram bhai
❤️👍👍
Bhai Katra m Kahan se milegi ye bus....
Ambika chowk se
Kyoki mai jammu side ka hi hu mai jammu ka hi bta sakta hoo
K bhai ji 🙏❤️
Bhai aap kese check karte ho ki bus kab niklegi
Bhai kuch nhi Google pe type kro like , delhi to Chandigarh Haryana Roadways bus timetable , kuch site open hoti , Haryana Roadways information wali site pe check kar skte
First comment
Thanks Bhai ❤️🙏
Bhai delhi se is bus ki kiya timing hai
Sister 12 pm , 2:45 pm ,3:30 , 3:45 , 4:30 , 7:00 ,7:15 , 7:30 pm yh haryana roadways bus ki timing hai , baki private operators ki and jammu depo ki bhi 2,3 timings hai
Delhi to Katra ticket price?
Bhai 800 rupaye ke ass pass tha, waise. Sari information video mai de rkhi 🙏❤️
Jab kabhi delhi to Katra ka chakkar lage delhi depot me banana
Iska bhi reply do bhai
Bilkul bhai ji , agr koi new route suggest kro 🙏❤️ , jha repeat na krna pde bhai
भाई बस ड्राइवर fix route पर चलते हैं रास्ते से जान पहचान हो जाती है लेकिन ट्रक ड्राइवर को देखो ना रास्ते का पता, ना खाने का, ना आराम का । नया चक्कर नयी जगह । उनकी तपस्या को भी देखो 🙏🙏
Bhai ji har kisi ki alg value , ab is bus ke staff ko dekho , 12 bje pahuche katra , mng 4:30 fir se wapisi ki timing , baki truck walo ko poilce and rto bht pareshan krte , in bicharo ke liye bhi dil se salute hai 🙏❤️
is bus ka timing theek nhi hai jo buses subh or rat ko chlati hai unka shi h kuki Jalandhar s delhi 375 km to isne sirf 6.30 hours m nikal diye or us s phle ka time khrab hai iska or Jalandhar m 1:10 hours ka stopage ka koi mtlb nhi bnta govt ko sochna chahiye is bare m Jo distance 12-13 hours m travel Kiya ja skta hai usko 14-15 tak ku le ja rhe h
Ha bhai ji bilkul 1 hr ghauranda jam tha nhi toh Jalandhar se delhi sirf 5 hrs mai pahucha deti , katra to Jalandhar bht bkwss system
রাধুর বাবা জাম্মু যাচ্ছে জাম্মু 😂😂
Didn’t get ?
Jai mata di
Jai mata di bhai ❤️
❤❤
❤❤👍👍