Yes Mam yahi ho raha hai pahle humne jaldi me apaar id generate kardi...ab baad me aadhar card aur doosri problems aa rahi hain... Aapne comment me bataya tabse pahle sab verify karke hi ab generate kar rahe hai to ho rahi easily.
appar id not generating due to different dob in adhar nd 10th marksheet kya karein? it requires birth certificate or 10th marksheet (only for 18 years old) to change adhaar dob I'm not 18 so i will need birth certificate .. now it will take a lot of time to make birth certificate then change dob in adhar.. tb tk examination form fill up date hee expire ho jayegi 🥹
Examination form bina apaar id ke fill ho jayega uski tension mat lijiye..aap apne aadhar me correction karva lijiye birth certificate banake vo jaruri hai...apaar id bahut schools me generate nhi huyi hai...
Inactive students ki list banakar CRC me send kijiye ya unko what's app kar dijiye vo students apke dropbox me aa jayenge.. schools ke pass abhi access nhi hai inactive students ko active karne ka CRC ke paas hai
Student k adhar card aur school me father ka naam Jitendra Kumar Chaudhary hai lekin father k adhar card me Jitendra hai, Kaya koi dikkat hogi. please reply de.
Abhi nahi hogi par board exam me hogi .aapne id generate nahi ki hai to pahle parents se confirm kijiye ki vo apne aadhar ke according rakhenge ya bachche ke according.. kyuki id generate hone ke baad change karna mushkil hai... abhi to aap easily parents name change kar sakte ho
GP save karne ke baad bhi apaar generate karne se pehle aap father's name, mother's name etc change kar sakte ho... aur aadhar validation se pehle DOB bhi change kar sakte ho... kya sudhar karna hai apko please explain
@prabalsingh6210 iske liye parents se aadhar me change karvane ko bole otherwise school record aur udise me Anuj Kumar karvana padega aur fir bhi birth certificate ka issue hota hai ki usme Anuj hoga... isliye aadhar hi change karwana sahi hai
@Vfxtrics sadhli, vadodara me school wale aadhar card me front page pe surname apna nem or father ka name ek line me lao Aisa bolte he.hamare aadhar me front page me surname or apna name hai.or pichhe s/f ka name he
@mukeshrthakor4545 front page par name, gender,DOB jaruri hai baaki information backside par ho to koi problem nahi hoti... mostly aadhar card me father name backside par hota hai
Aap apne school ke udise number se login kar rahe ho jiska password principal ke number par aaya hai...to aapko jarur milega apaar module...purane login se nhi milega
@Vfxtrics vo to theek hai, but kush parents aise hai jo interst nhi le rhe, bol rhe hai abhi time nhi. Aise me department force kre ki jaldi bnao, to kya written me parents se le le ki apply Krna hai abhi?? Gujjar community k bacche hai, unke parents bolte hai bnva lenge but banwate nhi hai. Na hi unke paas adhar bnane k liye koi proof hai . Jaise birth certificate etc. to aisi condition me kya kre
@manjitpathania8441 Haan aise kaafi parents hai...abhi 2, 3 days pahle message aaya hai ki aaj 16th ko un students ki list (hardcopy)CRC ko send karni hai jinki ID generate karne me koi problem aa rahi hai...to aap ek baar CRC incharge se baat kijiye aur aise students ki list send kar dijiye...aapke udise group me aisa message aaya ki nahi dekhiye ek baar
lady with intelligent mind.thnx
🤗
Nice explanation mam
🤗
Thanks mam good information
U are welcome 🤗
Yes Mam yahi ho raha hai pahle humne jaldi me apaar id generate kardi...ab baad me aadhar card aur doosri problems aa rahi hain... Aapne comment me bataya tabse pahle sab verify karke hi ab generate kar rahe hai to ho rahi easily.
🤗
Very nice mam 👍👍👍🎉
🤗
Very nise men
Thank you mam
🤗
Right 👍👍❤
Nice video 👍
🤗
આધાર કાર્ડ વેલિડેટ હો જાણે કે બેડ અગર સ્ટુડન્ટ નામ્મે સુધાર કરકે આયે તો ગ્રીન ટિક કૈસે નીકાલે
Which green tick please explain
Agar kisi k 2 p.e.n ban gai hain to kya karein
Jo pen aadhar se link hai usko rakho doosre ko inactive kar dijiye
Mam kuchh bachcho 5 pass ho gay hai mere vidhyalay 4 nam likha liye hai unake bare me bataye
Class change karna hai apko to apne CRC se baat karni padegi ya so3 form fill karna padega
appar id not generating due to different dob in adhar nd 10th marksheet
kya karein?
it requires birth certificate or 10th marksheet (only for 18 years old) to change adhaar dob
I'm not 18 so i will need birth certificate .. now it will take a lot of time to make birth certificate then change dob in adhar..
tb tk examination form fill up date hee expire ho jayegi 🥹
Examination form bina apaar id ke fill ho jayega uski tension mat lijiye..aap apne aadhar me correction karva lijiye birth certificate banake vo jaruri hai...apaar id bahut schools me generate nhi huyi hai...
GP lock कर दिया
स्टूडेंट नेम priya है (आधार कार्ड में)
स्कूल रिकॉर्ड में priya है
लेकिन Udise पर priya meena hai
अब अपार 🆔 कैसे जनरेट करे
Aap so3 form fill karke CRC me send kijiye name change karne ke liye
Aadhar update krwane ke kitne days bad apaar id generate hogi
Jaise hi aadhar update ho jayega uske baad Apaar ke liye apply karna hoga fir 24 hours me id generate ho jayegi
Inactive students ko vps kese laye wrong entry wali or adhar verification hone k bad student ka nam kese chanj kre
Inactive students ki list banakar CRC me send kijiye ya unko what's app kar dijiye vo students apke dropbox me aa jayenge.. schools ke pass abhi access nhi hai inactive students ko active karne ka CRC ke paas hai
Aur aadhar verification ke baad name change kaha karna hai aadhar me ya udise me
Student k adhar card aur school me father ka naam Jitendra Kumar Chaudhary hai lekin father k adhar card me Jitendra hai, Kaya koi dikkat hogi. please reply de.
Abhi nahi hogi par board exam me hogi .aapne id generate nahi ki hai to pahle parents se confirm kijiye ki vo apne aadhar ke according rakhenge ya bachche ke according.. kyuki id generate hone ke baad change karna mushkil hai... abhi to aap easily parents name change kar sakte ho
@@Vfxtrics Father k adhar ki bhi jarurat padati hai kya,
Student ka adhar aur school k documents seem hai .
Agar udise aur shala darpan me father name same h..aur bache ke aadhar card me father name alag h ..apaar generate ho gya h koi issue ho sakta h kya??
Apaar ID jab download karenge to aadhar wala name show hoga...jab parents aadhar me name correction karva lenge to apaar id me bhi update ho jayega...
@@Vfxtrics student ke aadhar aur parents ke aadhar me father name mismatch ho toh...
@Gunnu_beniwal parents ko apna ya bachche ka kisi ka aadhar change karna padega
Mam adhaar me dob me only year hi likha ha ..
Date , month nhi likha kya kre
Update karva lijiye aadhar ko
School record se name and dob alag h aadar card seor students ke pass birth certificate nhi h ab kese banegi aapar id....
Ya to aadhar change karvana padega parents ko ya apko school record me aur udise me change karna padega
@@Vfxtrics school records me kese change hoga madam
जी पी मैंने सेव कर दिया है फिर उसमें सुधार नही कर सकता तो उसे सुधार कैसे कर सकते है वो बताना।
GP save karne ke baad bhi apaar generate karne se pehle aap father's name, mother's name etc change kar sakte ho... aur aadhar validation se pehle DOB bhi change kar sakte ho... kya sudhar karna hai apko please explain
Adhaar me dob me only year hi likha ha
Day , month nhi ha
Kya solution ha
Apko aadhar update karwana padega
जी पी मैंने सेव कर दिया है फिर उसमें सुधार नही कर सकता तो उसे सुधार कैसे कर सकते है?
Kya change karna hai apko name ya dob
Mam status reqested me hai iska kya matlab
Iska matlab hai abhi apaar ke liye request ja chuki hai 24 hours me ya id generate ho jayegi ya fail hogi to message aa jayega ki kyu fail huyi hai
@Vfxtrics oh thanks i will check it after 24 hours
@ashwinclasses5290 ok
Mem name anuj h or aadhar me anuj kumar iske liye kya kre
@prabalsingh6210 iske liye parents se aadhar me change karvane ko bole otherwise school record aur udise me Anuj Kumar karvana padega aur fir bhi birth certificate ka issue hota hai ki usme Anuj hoga... isliye aadhar hi change karwana sahi hai
मैडम अपार आईडी बनाने के लिए एक फॉर्म फिल करना पड़ता है वह फॉर्म कहां से मिलेगा
ruclips.net/video/7Z6VL3HctSU/видео.htmlsi=UImrYcdt1UY4MGe1
Aap ye video dekhiye... isme bataya hai kaha se download hoga
ruclips.net/video/wqmBlPW7-Rc/видео.htmlsi=bIXwuQ1-o8t2vYFO
ruclips.net/video/wqmBlPW7-Rc/видео.htmlsi=bIXwuQ1-o8t2vYFO
How to change name in gp
Name correction module se....ya so3 form se
Aadhar card me front page pe ek line me name hona jaruri 6
Vo to hum decide nhi kar sakte...hum data dete hai...jaise print hoke aana hota hai aa jata hai..usse koi fark nahi padta
@Vfxtrics sadhli, vadodara me school wale aadhar card me front page pe surname apna nem or father ka name ek line me lao Aisa bolte he.hamare aadhar me front page me surname or apna name hai.or pichhe s/f ka name he
@mukeshrthakor4545 front page par name, gender,DOB jaruri hai baaki information backside par ho to koi problem nahi hoti... mostly aadhar card me father name backside par hota hai
Aapar module show nhi kr raha hai log in karne ke baad
Aap apne school ke udise number se login kar rahe ho jiska password principal ke number par aaya hai...to aapko jarur milega apaar module...purane login se nhi milega
Mam meri appar id download krne ka digilocker pr message aa gya but digi locker app main show nhi ho rhi ha 😢😢😢😢 please help
Kabhi kabhi app me data late update hota hai...aap google par digilocker ki website par dekhiye wahan download ho jayegi
Mam baccha ka pen no show nhi ho rha h isliya aapar I'd nhi ho rha
New students jo baad me add kiye hai unka pen number nhi hai isliye abhi unki id generate nahi ho sakti...thoda wait karna padega...
Jin parents ne bacho k adhar nhi bnvaye,unka kya krna
Unko aadhar ke liye apply karna padega bina aadhar ke Apaar ID nhi banegi
@Vfxtrics vo to theek hai, but kush parents aise hai jo interst nhi le rhe, bol rhe hai abhi time nhi. Aise me department force kre ki jaldi bnao, to kya written me parents se le le ki apply Krna hai abhi?? Gujjar community k bacche hai, unke parents bolte hai bnva lenge but banwate nhi hai. Na hi unke paas adhar bnane k liye koi proof hai . Jaise birth certificate etc. to aisi condition me kya kre
@manjitpathania8441 Haan aise kaafi parents hai...abhi 2, 3 days pahle message aaya hai ki aaj 16th ko un students ki list (hardcopy)CRC ko send karni hai jinki ID generate karne me koi problem aa rahi hai...to aap ek baar CRC incharge se baat kijiye aur aise students ki list send kar dijiye...aapke udise group me aisa message aaya ki nahi dekhiye ek baar
@@Vfxtrics unki strike chal rhi hai
@manjitpathania8441 kiski strike?
Kumari Ko kaise hatana hai
Name correction module se try kijiye... otherwise so3 form fill karke CRC me send kijiye
मा बाप नाम आर आधार चूक गया है क्या करणेका
Id generate abhi nahi huyi to aap change karke verify kar sakte ho
ruclips.net/video/wqmBlPW7-Rc/видео.htmlsi=bIXwuQ1-o8t2vYFO फॉर्म s03