Namaste mataji, Mai Aapke videos bahut saalon se follow kar Rani hun. Aap he se Maine bahut kuch seekha hai, isiliye aapko koti Koti dhanyavad. Kya Navaratri pooja me Navagraha supari se sthapna karna Chahiye, aur Kaise, Vidhi Kya hai?
बिना चावल से भरे पूर्ण के कलश पे नारियल नहीं रखते है , कृपया प्रमाणिक ग्रंथों का आश्रय ले । “नित्य कर्म पूजा प्रकाश- गीताप्रेस ” इसका उपयोग सभी सनातनी करे 🙏🏻
❤ didi saadar charan sparsh. Aapne bahut achchhi jaankaari di. Didi mere pati ke bade bhhaayi ki death kayi saal pahle amaavasya ke din hui thi aur shaardiy navraatra ke pahle navraatra ko unka sanskaar hua tha to kya ye navraatra hmaare yahan rahe jaayenge kalash sthaapna hogi ki nahi kya kaise hoga kripya margdarshan karen dhanyvaad❤
Mata ji , Mai Shree Durge Saptashati ka path Mahavidya karm se karta hu , lekin iss bar panchmi 2 din par raha hai (7 Oct or 8 Oct) tho jo panchmi ke din 9th or 10th adhya ka path karte h usse 7oct ko hi dono path karenge ya fhir ek 7 ko or ek 8 Oct ko ? Please marg Darshan kare
Lekin mam Koi bhi puja ke Saman Nariyal kuch bhi mandir ke pass Nadi mein Rakhana mana hai Kanunan Apraadh hai Jurmana hai Beijjati hai fir kya karen please yeh bhi batayen
Aunty ji mujhe ye btao na ki mai sirf phle din aur Astmi ke din fast rakhti hoo to mai shree Kailash rkh sakte hai ....aur vo kalash kab htana hai ...please rply
Mam agar juware ugate hain ghar me to 9 din ka fast rakhna jarori hai ? Ya sirf first aur ashtami rakhte hain to bi Kalash aur jaware laga sakte hain ?? 🙏🙏
Mam ji namaskar kalash jo shika dhalte hai kya tamba ka use kare aur jab kalash rakkana ho tho kya use kar sakte hai aur use ke baad kaha rakhe please bataye❤
Mam mere ghar mein Chachere devar ji ke Death hoga hai 13/9/2024 ko Barshi bhi Sath mein hi kardiye hain to Chatthpuja apne ghr mein Kar Sakte hain arag de Sakte hain ki nhi bataiye please🙏
Namste guru maa 🙏 kya pregnant women mata ka puja nhi kr skti mai do saal se mata rani ka vrat kr rhi hu aur abhi 7month chal rha hai to is saal bas puja kr skti ki nhi kyoki log hai jo mna kr rhe hai puja krne ke liye please reply kriye 🙏🙏🙏
@@AsanZindagi likan Mera babu January main 3 saal pura hoga aunty ji pandit bol raha hai ekadashi din kar sakte hai isliye ap thi kya ekdeshi din hota hai kar sakti hu ekdashi ko aunty ji
Radhey Radhey ji didi ji 3taikh ko mughe 4din ke liye jana hai to kya mai din me kalash sthapna kar sakti hu husband rahege ghar me to diya bati kar denge please didi marg Darshan karen🙏🙏
Mera first life first comment hai bahan mujhe bataiye aap Mera do hi Kamra hai ek mein khana banati hun ek mein ham log rahte hain Navratri mein lahsun pyaj ka kya kar deti hun aur kya jismein khana banate Ho usi mein Puja kar sakti hun Navratri ka aur mujhe bich mein periods bhi a jaate Hain 9 din mein please reply me sister 🙏🙏 koi Kamra nahin hai jismein main Puja kar sakun
Didi parnam 🙏 Didi btaiye jaise pooja ka saman mai thoda badha ke lati hu to bach gya jaise diwali pr Lai bachai ktha krai usme navratri me Lai To ye bchasaman jaise laung ilachi supari dhoop deep hai to use karu ki har pooja me Sara saman kharidna jaroori hi Hamse 1 log bol rhe the ki har tyohar me har devi devta nya saman khridna chahiye mai tension me hu abhi tk to mai jo hi use nhi kharidti thi please poora padh ke btaiye🙏🙏
Aunty ji mujhe please btye mai kya kru nariyal k fool ko nariyal to kha liye the prasad k roop me sb log jamun jitna bada fool h mere ghar me sb log nolte h isko lal kapde me rakh k locker me rakh lo but ap btye kya krna chahiye maha laxmi maa ko chadya tha maine last wale din jo nariyal usme nikla h olease auty btye kya subh h please
माताजी हम कुलदेवी मंदीर गए थे तोह वहा पंडित जी हमे नारियल दिये लाल रंग के कपड़े में और कहा अपने घर के मंदीर में रखे जो सुखा जटा वाला था उसे हमने अपने मन्दिर में रखा है इसे कब तक रखे
Bahut achi jankari hai aunty ji aapko dil se dhanyawad 🙏
Bahut badhiya jankari di h..jai mata ki
Pranam aunty ji ❤️🙏 bhut achhi jaankari diye h
Aapki videos bahut achche tareeke se samjhne me madad karti hain.
Namaste mataji, Mai Aapke videos bahut saalon se follow kar Rani hun. Aap he se Maine bahut kuch seekha hai, isiliye aapko koti Koti dhanyavad. Kya Navaratri pooja me Navagraha supari se sthapna karna Chahiye, aur Kaise, Vidhi Kya hai?
बिना चावल से भरे पूर्ण के कलश पे नारियल नहीं रखते है , कृपया प्रमाणिक ग्रंथों का आश्रय ले । “नित्य कर्म पूजा प्रकाश- गीताप्रेस ” इसका उपयोग सभी सनातनी करे 🙏🏻
Bahot hi Aacha didu🎉sapot kariy hmra bhi pelush didu❤❤❤
Very helpful video ❤
Namaste aunty 🙏
Very nice information mam
Bhutt bhutt Dhanyawad pranam 🙏🙏
Dhanyvad didi aapane Mera Shanka dur Kiya nariyal rakhne ki vidhi batai Jai mata di
दिदी प्रणाम 🙏🌹
Thank you so much ❤ ji
Happy Navratri.... Mujhe To Khushi Hori he bahut jayada🙏🏻😌
Bahut bahut dhanyawad 🙏🙏
Dhnyawad mam jai mata ki 🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Pranam maa ji 🙏🙏🙏🙏🙏🙏thank u maa ji ❤❤❤❤❤❤
Nice video Ram Ram Ji ❤❤❤
Thank you aunty
जय माता दी 🙏
🙏🙏 jai mata di anty Ji🌹🌹🙏🙏
Om namah shivaya 🙏
Prnam aanti ji 🙏
Dhanyawad ❤
Jay ho gaya ❤or ❤❤
Mere Ghar Mein Kisi Ki death ho gai hai aur usko 3 mahine Ho chuke hain To Ham Kalash sthapna ghar mein kar sakte hain
Nhi
No
Nhi
No
ji ha
Radhe Radhe dii
Nice information
Jaware vaala vlog kb aayegi
ruclips.net/video/i8RG_Fsz3NQ/видео.html
❤ didi saadar charan sparsh. Aapne bahut achchhi jaankaari di. Didi mere pati ke bade bhhaayi ki death kayi saal pahle amaavasya ke din hui thi aur shaardiy navraatra ke pahle navraatra ko unka sanskaar hua tha to kya ye navraatra hmaare yahan rahe jaayenge kalash sthaapna hogi ki nahi kya kaise hoga kripya margdarshan karen dhanyvaad❤
subh aasirvad,aap navratri kar skti hai
or puja kar skti hai
jai mata di 🙏🙏🙏
Jay mata di maa je
Didi sarvapitra wale din mahilao k liye ek video bnayea plz.
Pranam 🙏
Meri ma nhi hai ....aap meri ma ki trah lgti ho❤🙏🙏
Mata ji , Mai Shree Durge Saptashati ka path Mahavidya karm se karta hu , lekin iss bar panchmi 2 din par raha hai (7 Oct or 8 Oct) tho jo panchmi ke din 9th or 10th adhya ka path karte h usse 7oct ko hi dono path karenge ya fhir ek 7 ko or ek 8 Oct ko ? Please marg Darshan kare
apko 9 din me 13 adyaay pura krna hai
ap jaise bhi padh skte hai
@@AsanZindagi thank you so much Mata ji
Lekin mam Koi bhi puja ke Saman Nariyal kuch bhi mandir ke pass Nadi mein Rakhana mana hai Kanunan Apraadh hai Jurmana hai Beijjati hai fir kya karen please yeh bhi batayen
kisi ped ke niche gadda karke dba skte hai
ruclips.net/video/n5ePK0rfEMI/видео.html
Aunty ji mujhe ye btao na ki mai sirf phle din aur Astmi ke din fast rakhti hoo to mai shree Kailash rkh sakte hai ....aur vo kalash kab htana hai ...please rply
pehle din kalas rakhna hai
or dashara ke din kalas hataye
Dipawali Puja mein hamara Kalash ke upar Rakha nariyal chatak Gaya iska matlab kya hai bataiye
Jsk 🙏 puja mai last navratri ka jo jatta wala nariyal rakha h, wo toh sukh gya h..kya visarjan kare ya kha sakte h ?
visarjan kar dijiye
@@AsanZindagi ji thank you 🙏
Mata ji ke charno me pranam .mata ji navratri me kalash muhurt bataie
subh aasirvad, aage video denge
Mam agar juware ugate hain ghar me to 9 din ka fast rakhna jarori hai ? Ya sirf first aur ashtami rakhte hain to bi Kalash aur jaware laga sakte hain ?? 🙏🙏
first aur ashtami ka vart kar skte hai
Kalash aur jaware laga sakte hain
@@AsanZindagi matlab juware lagane k liye poore 9 din fast ne rehna jarori nai hai na ? 🙏🙏
प्रणाम दीदी क्या नवरात्री व्रत में कमलगट्टा और तिखुर का हलवा कहा सकते है कृपया बताये
ji ha
दीदी प्रणाम
श्राद्ध अमावस्या पर कद्दू की सब्जी पंडित जी परोस सकते हैं।
पितृ पक्ष में पीला सिंदूर लगाया जाता है plz reply
subh aasirvad, ji ha kaddu ki sabzi de skte hai
or sindur lga skte hai
Mam ji namaskar kalash jo shika dhalte hai kya tamba ka use kare aur jab kalash rakkana ho tho kya use kar sakte hai aur use ke baad kaha rakhe please bataye❤
namaskar, jo sikka chalan me ho.use dale,aap sone ya chandi ka sikka dal skte hai,dubara kalas use kar skte hai
use ke bad puja ghar me rakhe
Thank you ❤
Tho hao ham bhi nariya ko chil sakte hai ya nhi🙏jay mata di 🙏
chil sakte hai
Namaste mata ji 🙏🙏
Kya aap bhi navratri ka 9 din ka vrat karti hai or falahar karti hai ?
प्रणाम दीदी जी घर में नवरात्रि में कलश रखा हो और तेरहवीं मे जाना जरूरी हो तो क्या करे
वहाँ कुछ खाना है या नहीं
subh aasirvad, jo puja krta hai
wo na jaye
ghar ke dusre sadasy ja skte hai
🙏🙏
Mam mere ghar mein Chachere devar ji ke Death hoga hai 13/9/2024 ko Barshi bhi Sath mein hi kardiye hain to Chatthpuja apne ghr mein Kar Sakte hain arag de Sakte hain ki nhi bataiye please🙏
ji ha puja kar skte hai
Diwali laxmi puja m bi rakh sakte hai
ji ha
🙏🙏
Mata ji pranam kya may navratri me kalash rakh sakte h Q ki mera piriyad ka pachwa din rhe h pls btadijiye plz Q ki hum hamesha rakhti hu
subh aasirvad, 7ve din kalas rakhe
DIDI HAMARE YAHA JATA WLA NARIYAL ME PANI NAHI RAHTA YAHI MILTA HAI TO YAHI LE SAKTE HAI? PANI WALA JO MILTA HAI UNKE UPER JATA NAHI RHAHTI
namaste, ji ha le skte hai
Hamare naye ghar me ye pehli navratri hai.. Kya hame kalash sthapna karni chahie? Kya ne navratra shubh hai?
ji ha aap navratri kar skti hai
Mam Mera av 16 Somvar k vrat chal ra h or Mai is bar navratri karna chah rahi hu . To somvar k vrat k din kaise karungi plz bataye ...
navratri ke somvar me namak or anna na khaye
apka vart mana jayega dono
Navratri k pehle din jo khaungi wahi 9 din khana hoga n mam jse halwa fruits ye sb kha sakte h
Pooja me jo nariyal use krte hain ...kya usko prasad k roop me kha sakte hai
sva mahina rakh kar visarjan kar dijiye
❤❤@@AsanZindagi
जय माता दी, क्या मैं नवरात्रि व्रत के दौरान अपनी दाढ़ी saving कर सकता हूं। क्योंकि मैं पुलिस में कार्यरत हूं, बिना ठोस कारण के दाढ़ी नहीं रख सकता।
aap aisa kar skte hai
Pranam mataji, meri devrani mayk m h jise baby hua h to kya mai kalash rakh skti hu ya fir sutak ka palan hame bhi Krna chahie kripya margdarsan kare
subh aasirvad,12 din agr nhi huva hai to kalas na rakhe
Radhe Radhe aunty ji fir se grahan ke bare mein Bata rahe hain kya Bharat mein fir se grahan lagega
ji nhi
Mata ji keya hum ek nariyal hi kalsh wala rakh sakte hai ???????????
Kya piriod ke 5 day se kalas rakh sakte hai.please anti bataiye.....
ji nhi
❤❤
Mata ji hamari gotiya me ek Jan ka swargwas ho gaya hai to aise me Durga path kare ya na kare kripa karke batayea 5 October ko 13 din hoga to kya kare
agr sage sambhandi hai
to 13 din bad puja kare
@@AsanZindagi Mata ji hamare paros ke gotiya hai
Didi navratra mein mitti ke Jo Kalash rakhte Hain use visarjan kar dena chahie ya rakhna chahie
ghar me bhi rakh skte hai
Ma ji mere yahan dath ho gai hai kya ham Navratri vrat kar sakte hain❤❤❤,🙏🙏🙏
agr sutak chal rha hai
to vart na kare
🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Aunty ji namaste aunty ji mujhe yah Bata dijiye Bina akhand jyot jalaye kya ham Kalash aur jaware ki sthapna kar sakte hain
namaste,ji ha Bina akhand jyot jalaye aap Kalash aur jaware ki sthapna kar sakte hain
Aunty ji pranam kya Navratri vrat mein paath karte samay naye kapde dharan karna chahie yah purane kapde dho kar istemal Kiya ja sakta hai kripya margdarshan Karen
subh aasirvad,purane kapde dho kar istemal Kiya ja sakta hai
Kya Navratri ka saman pitra Paksha mai la sakte hai saman bahut dor milta hai kal la sakti ho
ji ha le skte hai
Didi ghar mein nariyal Rakha hai Sukh Gaya use kahan Mandir bhi Dena chahie ya pravahit kar dena chahie
Mai sirf ...phla din aur Astmi ke vart karti hoo...to kya shree.... kalash rkhna hai?...agar rakhu to Kab tak rakhu
pehle din se bhi kalas rakh kar puja kar skti hai
@@AsanZindagius kalash ko Kab tk rakhna hai?
Namste guru maa 🙏 kya pregnant women mata ka puja nhi kr skti mai do saal se mata rani ka vrat kr rhi hu aur abhi 7month chal rha hai to is saal bas puja kr skti ki nhi kyoki log hai jo mna kr rhe hai puja krne ke liye please reply kriye 🙏🙏🙏
namaste,aap puja kar skte hai
🙏🙏🙏🙏🙏
नवरात्रि व्रत रख सकते बिना कलश रखे please jaldi reply 9 din ka
no
ji ha
Nariyal mukh apne or rakhna hai or yadi bina kalsh ko chawal ke plate ko rakhe nariyal rakh diya ho bhul kr to kya kre?
kalas par aam ki patti par nariyal rakha jata hai
Aanti ji rojana ki puja me still ka diya lagana chahiye ya pital ka diya lgana chahiye kon diya subh hota hsi
Pital
apke pas jo bhi ho
aap usi se diya lga skti hai
Mata ji keya hum Ek kalsh bhi rakh sakte hai? Or jo jwar ugate hai usko jal prwah karna hai or kalash ko parshad mein khana hai???????????????
Ek hi kalsh bhi rakha jata hai
jwar ugate hai usko jal prwah bhi kar skte hai
ya gaay ko de skte hai
kalas ka nariyal visarjan kar dijiye
@@AsanZindagi shukriya apka bhut bhut
Hm agar kalash isthapna or jawar lagate hai to kya akhand Jyoti jlana jaruri hai ?
akhand Jyoti jlana jaruri nhi hai
Kalas sthapna jaruri hai@@AsanZindagi
Radhe Radhe aunty ji dipawali mein puja karne ke bad Bahar deep jalana chahiye kya ya pahle jalana chahiye please bataiye
pehla deep puja ke liye
jlane ke bad
fir bahar deep jalva skte hai
Aunty ji pitra amavasya me ghar se chul dadi nakhun katke ganga ji jana chahiye ya nahi
aap ja skte hai
Mam kya mitti ke kalash ko puja ke baad 1 saal tak ghar par hi rkhna chahiye
ji ha rakh skte hai
Mam
Karwachoth ke time period aa jaye to kya pooja kr sakte h
aap puja na kare
Namaste aunty ji Mera beta ka munden karna kya main Kartik ekdashi kar sakte hu 12 November ko ekdashi wala din munden kar sakte hai
namaste,abhi koi muhurt nhi hai
2025 me krvaye
@@AsanZindagi likan Mera babu January main 3 saal pura hoga aunty ji pandit bol raha hai ekadashi din kar sakte hai isliye ap thi kya ekdeshi din hota hai kar sakti hu ekdashi ko aunty ji
Radhey Radhey ji didi ji 3taikh ko mughe 4din ke liye jana hai to kya mai din me kalash sthapna kar sakti hu husband rahege ghar me to diya bati kar denge please didi marg Darshan karen🙏🙏
ji nhi aap puja na kare
Kisi ko navratri krte huye in nav diwas k bich me period aajaye to wo kya kre .. Mata ki pujhan kaise puri kre 🙏 please reply jarure de❤
Kishi aur se puja krwa sakti h aap kewal mansik puja kre in dino me kishi bhi puja ya mata ko sparsh na kre
ghar me kisi dusre sadasy se puja karvaye
Mera first life first comment hai bahan mujhe bataiye aap Mera do hi Kamra hai ek mein khana banati hun ek mein ham log rahte hain Navratri mein lahsun pyaj ka kya kar deti hun aur kya jismein khana banate Ho usi mein Puja kar sakti hun Navratri ka aur mujhe bich mein periods bhi a jaate Hain 9 din mein please reply me sister 🙏🙏 koi Kamra nahin hai jismein main Puja kar sakun
aise me kalas sthapna or murti sthapna na kare
aap vishesh thithi me mandir jakr puja kar skti hai
Ashtmi aur navami ek din hai kya mata jee..
ji ha
Mam jaware chonki ke paas hi ugana hai jaan kenhi v uga skte hain?
chauki ke pas
Didi parnam 🙏
Didi btaiye jaise pooja ka saman mai thoda badha ke lati hu to bach gya jaise diwali pr Lai bachai ktha krai usme navratri me Lai
To ye bchasaman jaise laung ilachi supari dhoop deep hai to use karu ki har pooja me Sara saman kharidna jaroori hi
Hamse 1 log bol rhe the ki har tyohar me har devi devta nya saman khridna chahiye mai tension me hu abhi tk to mai jo hi use nhi kharidti thi please poora padh ke btaiye🙏🙏
subh aasirvad, aapke pas agr pehle se saman hai
to aap puja me use kar skti hai
Mai to ulta rkh di hu kya sam ki puja m shi kr skti hu
ji ha
Kya navrathri me nibu paani pi sakte hai ?please reply
ji ha
Maa ji yeh bato aap ki meri beti 3saal ki h to woh mandir se bhole baba aur ganpati utha lati h bed par beth kr khelti hkya kru
aisa na karne dijiye
Navratri me nariyal kaise rakhe bataiye please
ruclips.net/video/JZPCyUMV_UA/видео.html
Didi sarvapitra amavsya k din suhagan aurat ko hairwash kb krna chahiyea. Subah hi krna chahiyea ya sab kaam ho jane k baad.
subh baal dhoye
Jo pahale puja ka nariyal h use kya Karen, bisarjan n kya Karen, pas suvidha n h
jo pahale puja ka nariyal h use visarjan kar dijiye
new nariyal le aaye
Colours per Jo chadhai Hui Nariyal ko khana chahie ya Visarjan kar dena chahie
visarjan kariye
Aunty ji mujhe please btye mai kya kru nariyal k fool ko nariyal to kha liye the prasad k roop me sb log jamun jitna bada fool h mere ghar me sb log nolte h isko lal kapde me rakh k locker me rakh lo but ap btye kya krna chahiye maha laxmi maa ko chadya tha maine last wale din jo nariyal usme nikla h olease auty btye kya subh h please
Please aunty ji btaiye
दीदी जी नमस्कार मेरे घर मे पंडित जी कलश पर सीधा ही नारियल रखवाते है तो क्या करे
namaskar,ped me lga bhag upar ki taraf rehta hai
pandit ji ko btaye
Mam maine nariyal ko galat rakha hai aab kya kiya jaye
sahi rakh skte hai
kalas hilaye bina
Ham Teej Mein chadhae the usmein ankuran ho gaya tha Jo Main kha gai ab kya hoga
माताजी हम कुलदेवी मंदीर गए थे तोह वहा पंडित जी हमे नारियल दिये लाल रंग के कपड़े में और कहा अपने घर के मंदीर में रखे जो सुखा जटा वाला था उसे हमने अपने मन्दिर में रखा है इसे कब तक रखे
pandit ji jab tak ke liye bole hai
tab tak rakhe