Safar Kitna Ho Kay Namaz Qasar aur Roza Chor Saktay Hain? - maulana ishaq urdu

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 3 янв 2012
  • TUE-09-10-2007 Qasar Namaz Aur Safar Kitna Ho Kay Roza Chor Saktay Hain

Комментарии • 132

  • @fayyazahmedramay6287
    @fayyazahmedramay6287 4 года назад +18

    مولانا کا علم سمندر ہیں❤

  • @haleemasaadia9385
    @haleemasaadia9385 3 года назад +9

    mai kitni khushi se in k bayan sunti huun ye mera dil janta hy r mera dil krta hy k in pr amal b karun Alhamdolillah
    Ap ne dil phair diye Allah ap k darjat blund frmaye ameen
    Amil ba amal ho tu log b parvi karty hn

  • @gam2387
    @gam2387 5 лет назад +52

    ایک عظیم ھستی۔ اللہ پاک مولانا صاحب کے درجات بلند فرمائے ۔آمین

    • @humzaqureshi3015
      @humzaqureshi3015 4 года назад

      Ghazanfar Ali
      بھائ وہ ابھی زندہ ہیں

    • @zarrinsaif9658
      @zarrinsaif9658 8 месяцев назад

      آمین ثم آمین یا رب العالمین

    • @zarrinsaif9658
      @zarrinsaif9658 8 месяцев назад

      ​@@humzaqureshi3015
      2013 میں انتقال فرما گئے تھے

  • @dervaishkhanofficial
    @dervaishkhanofficial 6 лет назад +19

    I agree with Maulana saheb. Ab me b yahi kronga aur khush honga k Nabi ki sunnat per amal pera hon.

  • @abidloni749
    @abidloni749 2 года назад +2

    Hamara Deen kitna asaan hai, Alhamdulillah

  • @aishanoor8782
    @aishanoor8782 3 года назад +6

    may Allah give you janatul firdoos...we miss you

  • @jamshaidakther2241
    @jamshaidakther2241 3 года назад +4

    Allah Tala Maulana Sahab ko Jannat Naseeb farmaye

  • @malikahmedali6776
    @malikahmedali6776 5 лет назад +17

    Kamaal aadmi thay mashaAllah. Islam kitna asaan deen hai in say seekho. Allah aap k darjaat buland karay

  • @ARABSHAN
    @ARABSHAN 5 лет назад +12

    Subhaan Allah!!! may Allah ta'ala reward him & us with jannath....
    Jazak Allahu khair.

  • @usmanmirza31
    @usmanmirza31 4 года назад +13

    اللہ‎ پاک جنت الفردوس میں اہل بیت ع کا قرب نصیب فرماۓ آمین

  • @mohamadnaeemgurchani5898
    @mohamadnaeemgurchani5898 5 лет назад +6

    ماشااللہ واقعی اسلام آسان ھے.میں آپ کو سلام پیش کرتا ھوں جزاک اللہ سلامت رھو سلامتی کے ساتھ تمام

  • @rajaabid5048
    @rajaabid5048 5 лет назад +12

    Allah aap ki Qabar pe Rahmat kary molana Sb. Aap bohet baray aalam thay

  • @HaiderAli-ss5st
    @HaiderAli-ss5st 4 года назад +4

    Kiya zaheen scholar thay
    Maza a jata inko sun k

  • @colshujaat
    @colshujaat 5 месяцев назад +1

    Allah bless Molana sb. Always so clear in his thoughts and explanation

  • @naeemniazi6939
    @naeemniazi6939 6 лет назад +3

    Allah moulana per apni rehmat faarmayee bht hi dil ko chuuuu lenay wala andaz subhan Allah mashha a Allah

  • @liaquathashmi6247
    @liaquathashmi6247 2 года назад +3

    Mashallah Maulana Ishaque Sb is highly knowledgeable doing right interpretation of Holly Quran n Sunnah. Allah Bless him.

  • @DawoodMehmood-pw4wx
    @DawoodMehmood-pw4wx 7 месяцев назад +2

    ماشاءاللہ

  • @AKBARALI-fj6mf
    @AKBARALI-fj6mf 2 года назад +3

    Allah pak darjat buland farmaye

  • @yousafgb
    @yousafgb 7 лет назад +3

    Realy amazing lesson for Muslims to follow Islam in true sense

  • @tayyabbashir3571
    @tayyabbashir3571 3 года назад +2

    Allah ki zaat jannat ul ferrdous main jaga daey

  • @saadbinejaz42
    @saadbinejaz42 4 года назад +2

    MashAllah our deen is very easy and practical

  • @mayourdutv492
    @mayourdutv492 4 года назад +2

    Best molana love u Allah jannat me jaga de

  • @apnamods
    @apnamods Год назад +1

    MASHA-ALLAH ❤️

  • @etrathossayn4850
    @etrathossayn4850 4 года назад +2

    Barak Allah fekum va jazak Allah.I m very satisfied on his narrations and he knows the real Islamic history may God give him long life I need him still

  • @conceptual_coding5486
    @conceptual_coding5486 Год назад

    Mashallah Maulana Ishaque Sb is highly knowledgeable in correctly interpreting Holy Quran and Sunnah. Allah Bless him.

  • @sadiahuma2189
    @sadiahuma2189 5 лет назад +2

    Masha Allah very easy clear and to the point

  • @imtiazahmedchishti8243
    @imtiazahmedchishti8243 6 лет назад +7

    Roshan khayal moulana sb

  • @aursunao7431
    @aursunao7431 3 года назад +1

    What a great scholar

  • @sarmadrehman3304
    @sarmadrehman3304 7 лет назад +6

    subhanALLAH

  • @yaaranmully9486
    @yaaranmully9486 6 лет назад +3

    Mashallah jazakallah

  • @monishfaiz9724
    @monishfaiz9724 5 лет назад +2

    Sab moulana ki video dekh chuka qasar bayaan ki lkin MASHA_ALLAH in bugurg mulana se satisfy hui dil mera..
    JAZAK’ALLAH_KHAIR
    ALLAH umr m izafa farmaye apki

    • @Mib8989
      @Mib8989 4 года назад

      Jinab Hazrat Ka intaqal hogya hai...
      ALLAH pak inki maghfirat farmae aur darjat ko buland kry ameen

  • @naushadnaushad4291
    @naushadnaushad4291 8 лет назад +11

    mashaallah mashaallah mashaallah

  • @asifbasheer6067
    @asifbasheer6067 9 лет назад +2

    Jaza k ALLAH

  • @ansarmahmood8929
    @ansarmahmood8929 4 года назад

    MashAllah Zabberdast

  • @onlymuslim4109
    @onlymuslim4109 6 лет назад +1

    Mashallah jazakAllah

  • @kidsofyoutube7971
    @kidsofyoutube7971 6 лет назад +1

    MashaAllah

  • @tanveergondal4076
    @tanveergondal4076 8 лет назад +4

    mashaAllh

  • @imranawan7896
    @imranawan7896 7 лет назад +3

    v nice

  • @zamzamhashmifood975
    @zamzamhashmifood975 6 лет назад

    Maa shaa Allah kya bat hai

  • @MohsinAli-ez1wh
    @MohsinAli-ez1wh 7 лет назад +2

    mashaallah

  • @usmanmirza31
    @usmanmirza31 9 лет назад +1

    ماشااللہ

  • @arahmanjanjua312
    @arahmanjanjua312 28 дней назад

    ❤❤❤

  • @haleemshahtv4876
    @haleemshahtv4876 2 года назад

    Jazak. Allah

  • @leochoice
    @leochoice 12 лет назад +4

    JAZA KA ALLAH

  • @LONEWOLF-mb7qs
    @LONEWOLF-mb7qs Год назад

    mashaAllah

  • @chasadalikhanchohan4501
    @chasadalikhanchohan4501 5 лет назад +3

    Great scholar

  • @fasihuddinkhan2167
    @fasihuddinkhan2167 6 месяцев назад

    Jab quran surah nisa main farmate hain ki safar main agar tum apni namazon ko kasar karlo to tum par koi harz nahi yani Allah ne aasani ke liye option diya hai lekin agar koi poori padhe to koi gunah nahi

  • @skvkhan7918
    @skvkhan7918 5 лет назад +1

    Mashallah

  • @firozalitkd3280
    @firozalitkd3280 5 лет назад

    सुब्हानअल्लाह

  • @binyamin3747
    @binyamin3747 4 года назад

    Mashlahh

  • @user-fw5pl2cz1q
    @user-fw5pl2cz1q 2 года назад

    MASHALLAH

  • @drafzal7140
    @drafzal7140 5 лет назад

    Jzakalla

  • @muhammadchand2211
    @muhammadchand2211 4 года назад +1

    Plase in sab batun Ka Hawala dy dain Hades bta dain

  • @Saa42808
    @Saa42808 11 месяцев назад

    Interesting people don’t have access to authentic knowledge regarding the basics of Deen in such a big Islamic country and have to rely on online services.

  • @ihsanbari829
    @ihsanbari829 5 лет назад

    Janab mai dubai mai job krta hon sall bad ghar waois jata hon tu kia mujay kasar namaz parhni hay ya porri pls repy karain ...jazak Allah khair

  • @nadeem8687
    @nadeem8687 7 лет назад +2

    jazakAllah

  • @usmanmahi6865
    @usmanmahi6865 2 года назад

    Eik mulazim roz safr krta hai us k leay roza rakhna kesa hai ???? Plz rehnumai kr den

  • @lolofan2726
    @lolofan2726 4 года назад

    Agar apne shehr se bahir nikle or qasar namaz ho gyi lakin parh nai ske tou jo qasar namaz ki ghr a k qaza b qasar hi krein ge ya phr qaza ghr aa k puri parhein ge??
    Ye msla bta dein..

  • @irshadshaikh3162
    @irshadshaikh3162 3 года назад

    I am working in merchant Navy.
    So when I am away on the way to join ship. I pray kasar namaz.
    But clarify me when I reach on board ship. Then further should i continue with kasar namaz or i Start offering full namaz..?
    Note:- Although the my ship wil kip moving from one place to another across the world.
    Please revert as soon as possible.

  • @hafeezahmad590
    @hafeezahmad590 5 лет назад +1

    Mofti shb ky sont pory phrny hon gy ya sont balkul ni phrny

    • @sadaeishaqr.a
      @sadaeishaqr.a 3 года назад

      سفر میں سنت اور نفل بالکل نہیں پڑھنے

  • @Sheheryar_Raza
    @Sheheryar_Raza 10 лет назад +2

    pant waly sawal ka kya jawab dya tha maulana sab ne??

    • @naturalchoice.6825
      @naturalchoice.6825 4 года назад

      Pant pahen sakte Bhai Lekin Takhne se upar honi chahiye. OK

  • @shakeeltanwar4951
    @shakeeltanwar4951 4 года назад +2

    Moulana Saab Pahle Ye to bata de Safar kehte kise hai
    Rahte hai mumbai lekin watan hai Rajasthan aur saal mein ek baar wahan jana hota hai aise mein kya hai
    Qasar ya puri Namaz

    • @amqasmivideos8021
      @amqasmivideos8021 4 года назад

      Molana salman ali khan
      Sawalo ke jawabo ke liye
      Whatsup +966537496817

  • @farzanaazeem6209
    @farzanaazeem6209 5 лет назад

    Can we offer tahajud ashraq and chasht during travel?

    • @azmatali2873
      @azmatali2873 4 года назад

      Yes certainly one can as all these are nawaafil.

  • @yasirjilani6547
    @yasirjilani6547 10 месяцев назад

    Safar k Dora us jaga py agar masjid main jamaat k sath par li to

    • @alisubtainyounas2913
      @alisubtainyounas2913 4 месяца назад

      Allah NY Quran ma Kaha hy Ky agr safar PR jyeo to koi harj nhi TM Qasr Kar lo Jo musafir hu agr jamat Mili waha kisi masjid ma to pory farz phary Ga or agr aekaly ma Namaz phary to ac musafar Pr hy agr pori pharni pori phar ly agr Qasr Kary to BHI thk ac ma BHI koi harj nhi.

  • @sweatpassion
    @sweatpassion 8 лет назад +4

    agar umrah karne jaye to kasar karni cahiye ??

    • @ayshabutt5838
      @ayshabutt5838 7 лет назад +2

      Khatri Gulam yes. lekin 15 din tak .... us sy zyda stay ho to puri

    • @abdullahsayyed5866
      @abdullahsayyed5866 7 лет назад +1

      Khatri Gulam
      Allah paak Quran me sureh nisa aayat 101 me farmaate hai agar safar ko halat me tumhe andesha ho ke kafir taqleef denge toh tum par kuch gunaah nahi ke namaz qasr karke padho
      qasr ki Surat kis haal me hogi Allah ne khud bata diya jab kafir tumhe taqleef denge andesha ho toh qasr karo lekin yeh sab log is me uljhe hai ki safar kitna lamba ho

  • @macboy8473
    @macboy8473 5 лет назад

    Qari Sahab main Lahore Mein Rehti Hoon Lekin Mera Ghar jo hai woh Karachi maybe Hai eid pa Karachi jate Hain k abhi mahine ke liye Kabhi 15 din ke liye Tu is Surt maybe Namaz Kasar adi ki Jayegi

    • @mumtazahmed7334
      @mumtazahmed7334 5 лет назад

      Donon jaga poori parhani hy. Lekin agar kisi aur jaga jayeen to qasar wali parhani hy....

  • @SadiaGhaffer
    @SadiaGhaffer 11 дней назад

    حضرت عائشہ ؓ بیان کرتی ہیں ، رسول اللہ ﷺ نے (دوران سفر) ہر طرح کی نماز پڑھی ۔ آپ نے قصر بھی پڑھی اور پوری بھی ۔ ، «رواہ فی شرح السنہ» ۔
    Mishkat ul Masabih#1341

  • @bilalkhan8573
    @bilalkhan8573 3 года назад +1

    میرا کام ہی مارکیٹنگ کا ہے۔ میں ہر روز کسی نا کسی دوسرے شہر جاتا ہوں۔ تو کیا میں روز کسر نماز ادا کروں یا مُکمل ادا کروں؟

    • @epicgamesbro8047
      @epicgamesbro8047 2 года назад

      Molana sahb ne btaya h k agr job k silsalay mai rozana aap jatay hn, to aap ne qasar nahi krni ..

  • @khalidsiddiquie3788
    @khalidsiddiquie3788 Год назад

    Sir, if a person is going to Pakistan from USA he has green card and he has to come back before six months should he pray qasar namaz or full.

  • @gewnjoga
    @gewnjoga 4 года назад

    Fajar ka sai time kon sa hai

    • @DrYasminVlogs
      @DrYasminVlogs 3 года назад

      Differ karta har season har month har week

  • @mohammedzabi3465
    @mohammedzabi3465 7 лет назад +1

    As Salaam wa alaikum.ji mera Naam Muhammad zabi hai aur mai a Jaan na chataa hoon k maano mai musafir hoon aur Zohar ki namaz adaa karne mai masjid Gaya aur namaaz shuru ho gayi thi mai jab jamaat me shareek hua to 2 rakaat Imaan sahab ne Padha di thi aur mujhe jamaat k saath 2 hi rakaat Mili to kya mujhe jamaat k saath Salaam Phair Dena hai yaa meri baaqi 2 rakaat bagair Salaam k infraadi padlena hai

    • @ayshabutt5838
      @ayshabutt5838 7 лет назад

      Mohammed zabi brother 2rakah jo apki reh gai wo ap infaridi prho ge .or phir salam phero ge

    • @suffyanbhatti7700
      @suffyanbhatti7700 7 лет назад

      Mohammed zabi Bhai G Bilkul Q K Ap Qasar Nimaz Per Rahy Ho To Ap Ki B 2 Rakaat Mukamal Ho Gai To Ap Ko B Sath Me He Salaam Pherna Ho Ga Bhai Jazak Allah

    • @mumtazahmed7334
      @mumtazahmed7334 5 лет назад

      Imam k sath he salam.....

  • @iZacq
    @iZacq 5 лет назад

    But if we are go to Masjid then ?
    Still to prayer only 2 ?

    • @mumtazahmed7334
      @mumtazahmed7334 5 лет назад

      2 alone n 4 with jamaat

    • @malikahmedali6776
      @malikahmedali6776 5 лет назад

      Agar jamat mil jaiy to 4. Agar aap hud imaam ho tou aap 2 perh k salam phair lo or muqtadee baqi 2 perh lain gay or agar jamaat guzar gai ho to 2 perho

  • @sajidmehmood2871
    @sajidmehmood2871 6 лет назад +3

    sir,, jo students hostal rehty hain or friday ko gr jaty hain or sunday ya monday ko vaps aaty hain un k liay nemaz ka kia hukm hy?,, main sahiwal main student hun or multan myra gr hy,, friday 1 2 bjy sahiwal sy nklta hun sham gr,, phr sunday ki sham ya monday ko vaps aata hun,, ab main multan ya sahiwal main safr ki nemaz pardhun?

    • @mumtazahmed7334
      @mumtazahmed7334 5 лет назад +2

      Poori dono jaga. Haan rastay ma qasar wali ....

  • @fahdfadi6300
    @fahdfadi6300 6 лет назад

    What if a Muslim practice only 11 raqah regularly, then what does shariah says about this?

    • @asimsparks
      @asimsparks 6 лет назад

      You do not know what sharia says about people who do not pray obligatory prayer? Are you a Muslim?

    • @fahadfadi8135
      @fahadfadi8135 6 лет назад

      asimsparks are you a religious scholar? If so then you can reply to my inquiry.

    • @m.i.k.niyazi9377
      @m.i.k.niyazi9377 6 лет назад

      Fahd Fadi
      If you are not traveler then you have to perform complete prayer.

  • @MDANWAR-kz5ly
    @MDANWAR-kz5ly 4 года назад

    میرا آبائی گاؤں 120کیلومیٹر کی دوری پر ہے اور میں نے شہر مے بھی اپنا مکان بنا رکھا ہے تجارت کے خیال سے میں شہر میں اپنے اہل و عیال کے ساتھ رہتا ہوں صرف چھٹی کے دنوں میں گاؤں جاتا ہوں ۔ گاؤں مے مجھے قصر کرنی چاہئے یا نہیں ؟

  • @javairiamalikghazal4793
    @javairiamalikghazal4793 7 лет назад

    kia koi hostel mn rh RHA ho to kia isy hostel mn puri prni chaye ya apny ghr mn

    • @imranawan7896
      @imranawan7896 7 лет назад +1

      Javairia Malik Ghazal routine main kasar ni ha nmaz

    • @javairiamalikghazal4793
      @javairiamalikghazal4793 7 лет назад

      Imran Awan thanksgiving

    • @bhaijan3747
      @bhaijan3747 7 лет назад

      Javairia Malik Ghazal
      sis if u lived in hostel less then 15 days than u can qasar other wise complete

    • @mumtazahmed7334
      @mumtazahmed7334 5 лет назад

      Routine ma kisi b haga rehna, ya safar karnay ma qasar nai hy. So ap k liay qasar nai hy.

    • @malikyawar1863
      @malikyawar1863 4 года назад

      Pori parni chaiye

  • @syedhasnainahmed9097
    @syedhasnainahmed9097 Год назад

    ist time not a detailed and convincing reply by molana ishaq ra

  • @mirzakhurambaig
    @mirzakhurambaig 2 года назад

    میں روزانہ 50کلو میٹر جاب پر جاتا ھوں کیا میں روٹین میں قصر پڑھ سکتا ھوں یا نہیں پلیز رھنمائی فرمائیں

  • @sobia7328
    @sobia7328 4 года назад

    aye logo Allah ki namaz main khianat na karo... please. Allah nay Qasr ka hukm Surah Nisa main ayah 101 main wazeh kia hay keh khof ki halat main doran e safr apni namaz mukhtasar ker lo. Aur is se agli aya batati hay keh jang ki halat thi jab qasr ki gaee.
    Kiya Karachi se Islamabad jatay huay koi khatra mehsoos kertay ho keh koi kafir tumhain takleef main daal day ga. Qasr namaz ker ke face book, wattsapp, twitter or tiktok ke liye time to mil jata hay mager namaz puri kiu nahi. agar khof hay to condition puri hoti hay.
    Allah ke Rasool SA nay 17/19 Ghazway kiye (Sahi Bukhari). Madina main hijrat ke baad makkah per fatah ke liye safar kiya. us waqt Qasr namaz perhi Mina main (khof tha/ laraee ki halat thi). Aap SA ka koi safar zati nahi tha (meray ilm main nahi ab tak) jis main namaz qasr ki ho... Socho ....Aye logo Allah ki namaz main khiyanat na karo. Agar kisi sahabi se qasr ki riwayat milti bhi hay to phir Hazrat Usman RA se puri namaz ki daleel bhi to milti hay (Sahi Bukhari). Kiya riwayat Quran se ziada bhari daleel hay.. nahi har giz nahi... Socho aye logo....Sura Nisa 103 main hay "jab itminan main aa jao to namaz qaim karo". iska matalab jab khof se bahar aa jao to.
    Sura NIsa105... 107 ..Aye logo khiyanat daron ki taraf se behes mat kerna ...(mafhoom).
    koi 48 miles keh raha hay koi kuch keh raha. koi 10 din koi 18 din keh raha hay. yeh konsa deen hay keh baat na bata sakay wazahat ke saath keh Qasr kab kerni hay. kiunkeh Quran ko hijrat kara dee gaee hay. yeh theek nahi hay. isi liye koi bhi sahi tor per masla bayan nahi ker raha.
    Aye logo apnay nafs ko khasaray main mat daal dena.. Allah ki namaz main khiyanat na karo. Wama aleina illalbalaghulmubeen.

  • @zaheerasad2038
    @zaheerasad2038 3 года назад

    6我继续了俄我咯63哦哦哦默默哦哦哦66哦哦哦6默默哦哦哦默默哦哦哦默默摸6哦6自己 那6 哦了咳咳咳哦哦哦了空压机我看看哦哦哦哦了🥭🥒🥭🍓

  • @ZulfiqarAli-iw9cy
    @ZulfiqarAli-iw9cy 5 лет назад

    70 کلو میٹر کے بعد قصر شروع
    زیادہ سے زیادہ 14 دن تک قصر

  • @KAZISADDAMHOSSAIN
    @KAZISADDAMHOSSAIN 7 лет назад

    I have so many doubt what ever he said
    .

    • @naseemanwarkhan9644
      @naseemanwarkhan9644 5 лет назад

      KAZI SADDAM HOSSAIN I too have some doubts on the answer given regarding the distance required for kasar

    • @mohammadshahid8324
      @mohammadshahid8324 4 года назад

      Plz do clear and let us know

  • @a2z108
    @a2z108 Год назад +1

    استغفراللہ، سب اپنی مرضی ہے جو چاہیں کریں، نہ کوئی قرآن کی آیت کا حوالہ نہ کوئی حدیث آتی ہے اس بابا جی کو۔ کتنے پاگل لوگ ہیں جو ان سے مسائل پوچھ رہے ہیں 😂

    • @sohaibasghar175
      @sohaibasghar175 4 месяца назад

      آپ کی بدقسمتی ہے کہ مولانا اسحاق صاحب کو جانتے نہیں۔۔ ان جیسا عالم اور محقق صدیوں میں پیدا ہوتے ہیں۔۔ اللہ پاک جنت الفردوس میں اعلٰی مقام عطا فرمائے

    • @SadiaGhaffer
      @SadiaGhaffer 11 дней назад

      حضرت عائشہ ؓ بیان کرتی ہیں ، رسول اللہ ﷺ نے (دوران سفر) ہر طرح کی نماز پڑھی ۔ آپ نے قصر بھی پڑھی اور پوری بھی ۔ ، «رواہ فی شرح السنہ» ۔
      Mishkat ul Masabih#1341

  • @zehrajabeenrana918
    @zehrajabeenrana918 Год назад

    MashaAllah