kya Safar Main Nimazon Ko Jama Keya Ja Sakta Hai ? | Dr. Israr Ahmed R.A | Question Answer

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 23 окт 2024
  • کیا دوران سفر نمازوں کو جمع کیا جا سکتا ہے؟ ۔ ڈاکٹر اسرار احمد رحمہ اللہ
    #Drisrarahmed
    #shortClip
    #QuestionAnswer
    #swalojawabdrisrar
    May Allah (S.W.T.) shower blessings on the Founder of Markazi Anjuman Khudam-ul-Quran and Tanzeem-e-Islami, Dr. Israr Ahmed (R.A.A.), who communicated this holistic view of the Holy Qur’an on a large scale in the present age. We sincerely hope that this series of Question Answer will help you understand the true teachings of the Qur’an with greater precision and clarity. We pray to Allah (S.W.T.) that may this service of Islam help Dr. Israr Ahmed (R.A.A.) to get loftier ranks in the Hereafter. Aameen!
    Instagram Account : / drisraroffi. .
    Visit Our Official website: drisrar.com/
    Follow to our twitter account: / tanzeemorg
    Visit Tanzeem e Islami Official website: tanzeem.org/
    Visit Khuddam ul Quran Official website: khuddamulquran...

Комментарии • 47

  • @elexorventures9438
    @elexorventures9438 Год назад +40

    Intihiyi motadil aur insaf pasad shaksiyat. Allah apke qabr ko noor se bhar de

  • @aamiransari8734
    @aamiransari8734 7 месяцев назад +11

    Kya bahtreen jawab hai ...warna maslak ke bare me aate hi log apne maslak ko sahi aur indirectly doosro ko galat sabit karke jawab Dene lag jate hai

  • @MuhammadAslamGhumman-my3qu
    @MuhammadAslamGhumman-my3qu 8 месяцев назад +19

    Allah give you high rank in jannah ❤

    • @passion4study
      @passion4study 5 месяцев назад +1

      Inshallah Bhai I Hope He Will Be Successful In His Second And Last Life❤️❤️❤️🔥🔥🔥🔥🤕🤕🤕🤕🤕😊😊😊

    • @khurram3616
      @khurram3616 Месяц назад

      Ameen

  • @shahalan9829
    @shahalan9829 Месяц назад +1

    Is wajah se hi Hazrat se mohabbat karta hu

  • @muhammadayancv3213
    @muhammadayancv3213 Год назад +10

    Dr Israr Ahmed great teacher

  • @sarmadsidhu3593
    @sarmadsidhu3593 Год назад +4

    MASHALLAH dr sahb ki

  • @kamalshah383
    @kamalshah383 4 месяца назад +1

    Masha Allah well explained....with nice way...other wise our Mufti sahiban are ready to fire Fatwa any time on any body...

  • @khurram3616
    @khurram3616 Месяц назад

    Mashallah true

  • @muhammadkhalil9753
    @muhammadkhalil9753 Год назад +2

    Allaha.pak.sab.muslmano.ko.jma.hnay.ke.tofeeq.den.......ameen...

  • @arifamalik3394
    @arifamalik3394 4 месяца назад

    Ameen suma ameen

  • @asimasabir900
    @asimasabir900 Год назад +1

    Allah talah hamin hadyat kamla pr istaqamat atta kre or neak amal krne ki tofiq de ameen ya Rab ul alameen

  • @ayubkhan.g.m.h395
    @ayubkhan.g.m.h395 Год назад

    Subhanallh 🔥❤️ kitna behtaren andaaz 🎉hi

  • @imhabib7863
    @imhabib7863 4 месяца назад

    Subha Allah.

  • @Biologypoint.Official
    @Biologypoint.Official 11 месяцев назад +3

    अल्लाह इसरार साहब के अमल को क़ुबूल करे, आमीन

  • @farazmohammed1434
    @farazmohammed1434 Месяц назад

    Wese nabi s.a.w se ye bhi saabit hai namaz e muqtadi ka ada karna yaani zuhr k waqt mai hi zuhr aur asr mila kar parhna

  • @ParvezAhmad-ml5zg
    @ParvezAhmad-ml5zg Год назад +2

    Allah israr Sahab ko Jannat me Alla mukam de ameen ameen ameen

  • @FahadAli04
    @FahadAli04 Год назад +11

    زبیر بن خریت نے عبداللہ بن شقیق سے روایت کی انھوں نے کہا : ایک دن حضرت ابن عباس رضی اللہ عنہما عصر کے بعد ہمیں خطاب کرنے لگے حتیٰ کہ سورج غروب ہو گیا اور ستارے نمودار ہو گئے اور لوگ کہنے لگے : نماز ، نماز ! پھر ان کے پاس بنو تمیم کا ایک آدمی آیا جو نہ تھکتا تھا اور نہ باز آ رہا تھا نماز ، نماز کہے جا رہا تھا ، حضرت ابن عباس رضی اللہ عنہما نے کہا تیری ماں نہ ہو ! تو مجھے سنت سکھا رہا ہے ؟ پھر کہا : میں نے رسول اللہ ﷺ کو دیکھا آپ نے ظہر و عصر کو اور مغرب و عشاء کو جمع کیا ۔
    عبداللہ بن شقیق نے کہا : تو اس سے میرے دل میں کچھ کھٹکنے لگا ، چنانچہ میں حضرت ابوہریرہ رضی اللہ عنہ کی خدمت میں حاضر ہوا اور ان سے پوچھا تو انھوں نے ان ( ابن عباس رضی اللہ عنہما ) کے قول کی تصدیق کی ۔
    Sahih Muslim#1636
    Status: صحیح

  • @alphahelix2812
    @alphahelix2812 Год назад +3

    Sahi muslim k 10 hadith hai ki ibni abbas riwayat karte hai ki nabi(saw) ne bagair kisi khof k ur bagair safar k ur bagair barish k nimazu ko jama kiya hai.

    • @Peaceforall-f5o
      @Peaceforall-f5o 5 месяцев назад

      😂😂 mirza k bhakt aa gaye ..
      Tab to tumhare according .. hum aalas k wejeh se v namaz chhod sakte h ..aur puri umr sirf 3 time hi namaz padh sakte h ..??
      Kabhi quran v padho ... Sirf imam muslim aur bukhari k muqallid na bano ..

    • @Baba26023
      @Baba26023 4 месяца назад

      Chawal ​@@Peaceforall-f5o

    • @mohammadamaan9523
      @mohammadamaan9523 4 месяца назад

      Lol
      Alas alag cheez hai wo safar ke liye hai
      Namaz jama karna safar mein hai, engineer Mohammad ali mirza sahab toh ye bhi hadees se kehte hai ki jisne jankr namaz chodi wo kafir hai, alas koi reason toh nahi hua
      ​@@Peaceforall-f5o

    • @Peaceforall-f5o
      @Peaceforall-f5o 4 месяца назад

      @@mohammadamaan9523 wahi to Mirza keh Raha h ki ..BINA REASON k v namaz jama karna sunnat h ..... Dhyan se suno ..
      Reason ho to ispar sabhi log mutaffik h ..

    • @bilalansari166
      @bilalansari166 3 месяца назад

      ​@@Peaceforall-f5omatlab tum nabi ki baato ke age jaage baat kroge??? Unhone bataya h ki padhsakte to mano usko bs ulti baat mt kro... Likha h saaf saaf

  • @adeebishaq436
    @adeebishaq436 Год назад

    Lekn aap nay fatiha khalf al imam mn apna tarz e amal bataya tha
    Yaha b bata dety

    • @Adil-uk7vh
      @Adil-uk7vh Год назад +2

      Dr Israr ka inteqaal ho gaya hai

  • @qariasifrehmani
    @qariasifrehmani 6 месяцев назад

    How is it possible while short prayer is allowed in journey?

    • @mohammadshahrukh9816
      @mohammadshahrukh9816 5 месяцев назад

      As he said follow ur maslaq which u feel to accurate....

    • @anonymous5k434
      @anonymous5k434 5 месяцев назад

      Bro atleast pray, if you can and can’t delay, pray. If u got delayed instead of leaving the prayer, pray it with the next one. Its not only imply on journey, also included if u r busy. Pray to Allah with ur pure heart that all its needed.

  • @ranafakharvlog077
    @ranafakharvlog077 5 месяцев назад +1

    Hanfi maslak bilkul alag hain baqi sare maslak se. Mujy 1 bat ki samj ni ati K jb Islam 1 ha...jb Allah k Nabi 1 ty... to pir aj tak Hamari namaz 1 jesi q ni aj tak hui.

    • @Peaceforall-f5o
      @Peaceforall-f5o 5 месяцев назад +1

      Sabko namaz ek jaisi hi h ...
      Namaz me jo farz h use har muslim karte h ..even shia v ..
      Ikhtilafi masla to hamesha rahega ...in sab ka sawal qyamat me nahi hoga ..

    • @amirpk9777
      @amirpk9777 Месяц назад

      Ji nabi eik qutan eik.aur maslak bhi eii hanfi.1400 sal se yahi eik to yehi bat hanet samgh nai ati ke 1400 sal bad angrez ka banaya howa firqa kese aur kaha se agiya

  • @ankee-e3t
    @ankee-e3t Год назад +1

    Subhanallah

  • @amitgada392
    @amitgada392 4 месяца назад

    Clear nahi batate hai nabi paak (S) dono time namaz zama karte the

  • @Ponderofdepth
    @Ponderofdepth 2 месяца назад

    Quraan ki salaat mazhabi ki namaaz nahi😮

  • @MohammadAli-fd1rw
    @MohammadAli-fd1rw Год назад +3

    Ap log kiu chuphate ho Sahi bukhari Mai itni ahdees hai. Ke nabi paak a.s begair ksi waja se namaze jama krte the .kiu Haq baat nhi krte molvi hzrat

    • @adeelmazhar9074
      @adeelmazhar9074 Год назад +1

      Sura nisa ki ayat 103 main likha hay k namaz ko us k waqt par ada karo.. ap quran k muqablay main hadith la rahay hain.. quran ko manay ya hadith ko??? Hum hadith ko bhe nh jhutlatay is liye hanfio ka moqaf hay k jo hadith jama karnay k hay wo asal main jama e suri hain yani suratan jama ki hay na k jama e haqiqi matlab ye k wo dikhnay main jama lagay gi lakin hogi apnay waqt par yani zohr ki naaz ko asr ki namaz say 5 mint phelay ada kya or phr foram asr hogai or asr parhli.. ab daikhnay wala yehi kahaiga k ye namaz jama hay lakin asal main ye apnay waqto par ada ki gai hain... hadith main jo ap bayan kar rahay hain kahin nhe likha k maghrib ki namaz kaza kardi hay or phr maghrib esha parhi hay...

    • @MohammadAli-fd1rw
      @MohammadAli-fd1rw Год назад

      @@adeelmazhar9074 or Jo time Mai namaz parhna wo ye hai ke fajr ko time pr .or zhur ko magreb se phle asr ke sath parh sakte hai. Isi trha asr ko magreb se pehle or isi trhaa magteb ko asr ke waqt ke baad magreb ke waqt kr isi trha magreb ko esha ke sath or esah ko magreb ke sath parh sakte hain na ke fajr ke waqt esah or magreb parh rehe hon

    • @MohammadAli-fd1rw
      @MohammadAli-fd1rw Год назад

      @@adeelmazhar9074 Sahi bukhari Mai bhuat c hadeese hain..hum se in molviu ne cheen li hoi asani sirf apne firqe ko bachane ke leae bs bulke tauheen krte hain nabi paak a.s ki sunet ki na parh kr.

    • @tahakashif3793
      @tahakashif3793 11 месяцев назад

      ​@@MohammadAli-fd1rwBhai ap mufti Tariq Masood ki is pr video deklen apko sahi se smj ajaye gi 9 min ki h video probably

    • @Newsmemes.723
      @Newsmemes.723 8 месяцев назад +2

      ​@@adeelmazhar9074to pehle Quran se namaz ke 5 waqt sabit Karo Quran me namaz ke aukat sirf 3 aaye hai