Aap ne galat bola, Kyun ki mere TV mein Aux ka point nahin hai, phir bhi yeh device main use sakta hoon.. Lekin wo kaise?? Mere TV mein RCA points hai, aur us dono ko 3.5mm female ka cable market mein milte hain usi se hi kam ban gaya...
Nahi.... video data ye sab nahi hoga... only aapke pc me jo bhi song sound play hoga wo hi aapke bluetooth speaker me bajega...or ye device ko pc me connect karne ke liye aapko aux cable ka jo ek point he wo bluetooth ke transmitar me connect karo or dusra point pc ke yearphon ki jagah connect karo or ye device ka jo usb port he wo bhi pc ke usb ki jagah connect karo uske baad device me light transmitar mode ki taraf jalni chahiye agar receivr ki taraf jal rahi he wo wo device ke upar Jo button he usko 5 second pres kar ke rakho light transmitar mode me aa jayegi uske baad aapke bluetooth speaker ko on kar ke bluetooth mode me kar dijiye fir ye transmitar device or bluetooth speaker dono automatically connect ho jayega
Ho sakta hai thoda sound let aaye.. uske liye aap ek bar unpair kar dijiye fir usko wapas pair kijiye problem solve ho jayegi..agar fir bhi problem bani rahe to transmitar ke sath AUX cable heavy quality ka lagaiye problem solve ho jayegi
Hello, bhai koi batayega ki ye continue use kitne time tak kar sakte he, isme light jalti rahti he to isko charge karna padta he ya aise hi chal sakta he led me.
Isko charg nahi kar sakte hai jab tak aap isko tv me connect kar ke chlayeng tab tak chalega or light jalti rahegi or agar light band ho gai to nahi chalega
@@myknowledgemyvideoashish मुझे 5.0 Bluetooth receiver and transmiter adopter इस product को हम काहासे मंगा सकते है और कोनसे साइट से by कर सकते हे उसका link तुरुंत दे दो मुझे ये device मंगवानी हे तुरुंत.
Aap earbuds ko thoda duri par laga kar check Karen ya fir Jo device me aux cable laga he wo thoda heavy quality ka laga kar check Karen to aapki problem solve ho jayegi
Tv me audio out ka option hoga to hi bluetooth speaker connect ho payega...or tv me audio out ya to aux port se hota he ya fir RCA se hota he..or RCA left RCA right ye option audio out ka hi hona chahiye kyu ki hame tv ka sound speaker me sunaa he isliye to in do option se hi tv ko ye transmitar se connect kar k bluetooth speaker me tv ka sound sun sakte hai...tv k audio in se connect nahi hoga only audio out se hi hoga
@@myknowledgemyvideoashish mera matlab is device se nahi tha. Kya is ki range ko koi bhi bluetooth speaker pakad lega or ek se jayada speaker bhi pakad lenge? Thanks
Nahi..tv or bluetooth earphone dono me sound nahi aayega..sirf bluetooth earphone me hi aayega...kyu ki ye transmitar divice tv se connect hota he or tv ka sound out karta he jo bhi speaker ye divice se connect hoga usme isliye aap tv se jab bhi ye divice ko connect karoge tab tv me sound nahi aayega only bluetooth speaker ya bluetooth earphone me hi aayega
Ji ha bilkul normal sada headphone ko bhi bluetooth headphone bana sakte he ek chote se bluetooth device se...uske bare me bhi me ek video banane wala hu kuch hi dino me
Nahi.. phone ka song tv me play nahi hoga..ye bluetooth transmitar he ye sirf tv ke yearphon port se hi connect hota he or tv ka sound bluetooth speaker me sun sakte hai
Ji ha bilkul ho sakta hai...agar aapka home theatre bluetooth wala nahi hai to aap ye Wale bluetooth device ko aapke home theatre ke AUX ya audio out Wale option me connect kar ke mobile ka sound home theatre me play kar sakte hai lekin aap jab ye device ko home theatre me connect karenge tab bluetooth device ko receiver mode me karna padega tab mobile se connect ho jayega
Aapke tv me aux port ya fir yearphon port ka option he to aap ye Wale bluetooth transmitar ko tv ke yearphon port me laga ke bluetooth speaker se connect kar sakte ho or tv ka sound bluetooth speaker me sun sakte ho
Ji ha kar sakte hai lekin aapke led tv me aux port ya yearphon port hona chahiye waha par isko connect kar ke aapke bluetooth home theatre ko connect kar sakte hai
Ha ji bilkul le sakte he.. earbuds ko on kar do or ye divice ko tv me connect kar k transmitar mode me kar do fir automatically connected ho jayega or aap tv ka sound earbuds me sun sakte he
Purane jamane ki CTV ka koi 1000 Rs bhi nahi de raha hai. Picture quality hai nahi picture tube bhi bol raha hai LED buy kar lo. 3000 ka box lagana ya dongle lagana emotional decisions hai. Better throw that TV and buy LED TV normal or Android jaisi pocket ki permission 7/15 hazar.
Tv me aux port nahi hai to fir tv se connect nahi hoga... lekin setopbox se connect kar sakte ho.. setopbox se connect kese karte hai uske bare me me kuch hi dino me video banane wala hu
Uske liye aapke sada home theatre me aux port 3.5mm wala he to waha plugin kar dijiye or device me sentar me button he usko 3 second pres kar ke rakhiye or light receivar mode me aa jayegi or or receiver mode ki line me aux port me cable laga dijiye or fir apne mobile se bluetooth on kar ke ye device ko connect kijiye to aapka home theatre bluetooth ho jayega
Or agar home theatre me aux port red or white wala RCA port he or aapko Stereo to 2 RCA ka cable Lena padega or wo cable ka 3.5mm pin receiver me laga do or 2 RCA pin home theatre ke Red white me laga do bas home theatre bluetooth ho jayega
To fir aap ek kaam kariye device ko kisi or usb port me laga k check Karen ya fir pura device hi Cheng kar ke check Karen ho sakta hai device me koi problem ho
Ye device me koi bhi battery nahi hoti he or na hi ye charge hota he...ye sirf usb me plugin karte hi ye device me light on ho jati he isko charge nahi karna hai
Agar aapne sabhi connection sahi lagaye he to sound aana chahiye...agar nahi aa raha he to aap ek baar aux cable he wo Cheng kar ke dekh lo or ye jo receiver he usme light transmitar mode me lagni chahiye or jo aux cable he wo bhi transmitar mode ki taraf hi lagna chahiye or aapke tv bhi yearphon logo wala port ho jaha audio out likha ho to aapke speaker me sound jarur aayega ek baar ye sabhi process check Karen aap
Bhai mere tv main bluetooth hai or mere intex home theater main bhi blue tooth hai par connect nahi ho raha hai home theater ko tv ke pass bhi rakha par fir bhi nahi ho raha hai bhai kya iss bluetooth device se connnect ho jaye ga kya please reply muje purchase karna hai❤❤❤
Home theatre ko on karne ke baad me bluetooth mode me Karo..uske baad me tv ko on karne ke baad tv ke remote se setting me ja kar bluetooth setting me ja kar bluetooth search Kare fir aapke home theatre ka name aayega usko ok kare connect ho jayega
Bhai jesa aapne bataya besa hi kar raha hoon tv or intex home theater ka bluetooth on hai or pair bhi kiya 10 mint. Se tv screen par aa raha hai searching for accessories
Nahi setopbox ka wire hatane ki koi jarurat nahi hai wo wesa hi rahne do...sirf aapke tv me aux port ya yearphon logo wala port hoga to waha he ye bluetooth transmitar device connect hoga Aapke bluetooth speaker ke sath
Ye jo device he usme 2 option he transmitar or receiver to ye device me transmitar mode me light lagna chahiye tabhi aapka bluetooth speaker on kar ke bluetooth mode me rakh kar automatically connect ho jayega
Ji ha aapki baat sahi he...lekin jyada tar public aux port hi bolti he or chahe earphone port boliye ya aux port boliye kaam ek hi he tv se sound ko out karna..or tv me earphone port ka logo ho ya nahi ho to bhi koi fark nahi hai
Tv me agar aux port he to wahi se aux cable lagega or wahi se audio out hoga or bluetooth device ke transmitar mode me lagega or transmitar se audio bluetooth ho kar bluetooth speaker me audio in hoga or sound play hoga
اگر ٹرانسمیٹر کو بند کر کے Device آپشن میں ٹی وی سپیکر بھی سلیکٹ کر لیں تو آواز ٹی وی سپیکر سے نہی آتی Aux کیبل remove کرنے پر ٹی وی اسپیکر سے آواز آنا شروع ہوتی ہے۔
Ji ha ye transmitar device jab TV se connect hota he tab tv k speaker me sound nahi aayega kyu ki transmitar se jo bluetooth speaker connect hoga usme sound aayega 1 time par 1 me hi sound aayega dono me 1 sath nahi aayega jab aap transmitar ka aux cable nikal denge tab sound tv k speaker me aayega
Ok Ye wala bluetooth me AUX cable transmitar mode me laga hona chahiye or aux cable ka dusra point tv ke aux port ki jagah laga hona chahiye...or same esa hi laga he to aap ek bar jo bluetooth ke sath AUX cable he usko dusra laga ke check Karen aapka problem solve ho jayega
Ok Aap sabse pahle ye chek kare ki jo bluetooth adaptor he usme light transmitar ki taraf blink kar rahi he ya nahi...agar nahi kar Rahi he to bluetooth ke upar ek round button he usko 3 second pres kar ke rakhe fir light transmitar mode me blink karegi uske baad aapka earbuds on karte hi automatically connect ho jayega jayega
Old tipe ki LED LCD TV me bluetooth ka option nahi hota he...to video me dikh rahe transmitar bluetooth divice ko laga kar ham apne koi bhi bluetooth speaker se tv ko connect kar sakte he jise hamari tv ka jo bhi sound he wo bluetooth speaker me play hone lagta he...iss tarah se normal ye sada tv bluetooth tv ban jata he
Ye wala bluetooth computer me connect nahi hoga...ye only tv or home theatre me hi hoga... computer ke liye dusra bluetooth aata he uske bare me mene video banaya he me aapko video ka link bhejta hu aap dekh sakte he
Ye wala device Jo he wo Bluetooth receiver or transmitar dono me kaam karta he 2 in 1 or ye device ko led tv ke aux port ya yearphon wala Jo port hota he waha connect karna padta he or ye device ko tab transmitter mode me rakhna padega uske baad aapke home theatre system ko on kar ke Bluetooth mode me kar do uske baad dono ek doosre ko automatically connect ho jayega Ye device ko jab bhi led tv me connect karenge tab transmitter mode me hi rakhna hoga tabhi home theatre connect hoga
Ha.. bilkul chlega... Aux ka 1 point aapke tv k aux port me laga do or or dusra point transmit ki jagah laga do or transmit ke upar Jo switch he usko pres kar ke rakho or transmit mode me light aa jaye uske baad aap bluetooth speaker se connect Karo or sound on ho jayega
Maine tv me usb transmitter lagaya hai or soundbar se Bluetooth connect bhi ho gya lekin soundbar me awaz nhi a rahi.jbki tv or soundbar connect ho gya
Aap ek bar jo aux cable laga he transmitar se tv k aux point me usko Cheng kar ke chek Karo ya fir tv ka jo aux point he wo chek kar ke dekh lo problem solve ho jayega...or ek baat jo transmitar he usme Jo light he wo or aux cable dono transmitar mode me hi hona chahiye tabhi aawaj aa jayega aapke sound bar me
Tv ka aawaj bluetooth speaker ya sound bar me sune ke liye transmitar ko TV se connect karne ke baad me transmitar mode me hi light aana chahiye tabhi aawaj aayegi speaker me
Bilkul bajega Ji ha aap isko aapke led tv ke yearphon port ya aux port me or usb port me connect kar dijiye or transmitar mode me reciver ki light lagni chahiye uske baad aap apna bluetooth wofar ko on kijiye or usko remote se bluetooth mode me laga dijiye uske baad transmitar or aapka wofar automatically connect ho jayega or led tv ka sound wofar me bajega
Thanks bro ❤
First time Bluetooth speaker se pair kaise hoga?? Auto connect to speaker se ne hota first time please help
Aap ne galat bola,
Kyun ki mere TV mein Aux ka point nahin hai, phir bhi yeh device main use sakta hoon..
Lekin wo kaise??
Mere TV mein RCA points hai, aur us dono ko 3.5mm female ka cable market mein milte hain usi se hi kam ban gaya...
Bro can I use it to transmit audio signal from my mobile to my amplifier. How it works here.
Bhai ye kitne meter tk connect ho sakta hai zaruri hai kya uske bazu m speaker rkhe
Good Video....Helped me
Kya is device ko tv ke hi usb slot se hi laga kar power de sakte hai, ya external source se power dena hoga
Ji ha tv ke usb se bhi power de sakte hai
@@myknowledgemyvideoashishKitne ka hain ye Device
350 tak mil jayega
Thanks ❤
Android device mein lag jaye ga ye jo led mein lagti hai device simple led ko android karny wali device
This product is out of stock right now.. Can you suggest any other bluetooth transmitter?
Time lag nahi na hota
And
Muze wo device pc keliye bhi chahiye use kar skte hai kya
Ha bilkul kar sakte hai pc me bhi laga sakte hai
@@myknowledgemyvideoashish matlab pc mein direct USB transmit connect kiya to
Bluetooth se Audio video dekh paunga
And Data share hojayega?
Nahi.... video data ye sab nahi hoga... only aapke pc me jo bhi song sound play hoga wo hi aapke bluetooth speaker me bajega...or ye device ko pc me connect karne ke liye aapko aux cable ka jo ek point he wo bluetooth ke transmitar me connect karo or dusra point pc ke yearphon ki jagah connect karo or ye device ka jo usb port he wo bhi pc ke usb ki jagah connect karo uske baad device me light transmitar mode ki taraf jalni chahiye agar receivr ki taraf jal rahi he wo wo device ke upar Jo button he usko 5 second pres kar ke rakho light transmitar mode me aa jayegi uske baad aapke bluetooth speaker ko on kar ke bluetooth mode me kar dijiye fir ye transmitar device or bluetooth speaker dono automatically connect ho jayega
@@myknowledgemyvideoashish thank you very much
Ohh dear, theoretically it will work but not practically. There will be a delay in sound technically known as "latency".
Ho sakta hai thoda sound let aaye.. uske liye aap ek bar unpair kar dijiye fir usko wapas pair kijiye problem solve ho jayegi..agar fir bhi problem bani rahe to transmitar ke sath AUX cable heavy quality ka lagaiye problem solve ho jayegi
Thank you bro 😢❤❤👍
Agar light jalna badh ho jaye to aage kya karna padega? Mujhe kuch pata nahi he, please koi reply Karo
Yes that true it s work perfectly
Kya hum remote connect karsakte hai kya ? Maise samsung ka remote liya hai ..please reply kariye
It's block wifi signal any solution
Koi aisa device batao jisse purane tv me screen mirror ho jaye
Isse Bluetooth se mobile remote bhi connect ho jaega kya..???
Hello, bhai koi batayega ki ye continue use kitne time tak kar sakte he, isme light jalti rahti he to isko charge karna padta he ya aise hi chal sakta he led me.
Isko charg nahi kar sakte hai jab tak aap isko tv me connect kar ke chlayeng tab tak chalega or light jalti rahegi or agar light band ho gai to nahi chalega
@@myknowledgemyvideoashish ok thanks Bhai for my question, Aaj hi maine Amazon se order Kiya he, isliye puchha aapse
Ok or koi question ho to aap puch sakte ho
@@myknowledgemyvideoashish मुझे 5.0 Bluetooth receiver and transmiter adopter इस product को हम काहासे मंगा सकते है और कोनसे साइट से by कर सकते हे उसका link तुरुंत दे दो मुझे ये device मंगवानी हे तुरुंत.
www.amazon.in/Electvision-Bluetooth-Compatible-Converter-Transmitter/dp/B0BTW66956/ref=asc_df_B0BTW66956/?tag=googleshopmob-21&linkCode=df0&hvadid=649076940130&hvpos=&hvnetw=g&hvrand=17397068608806763259&hvpone=&hvptwo=&hvqmt=&hvdev=m&hvdvcmdl=&hvlocint=&hvlocphy=9302808&hvtargid=pla-1963966693182&psc=1&mcid=e09839f4740a38a1a8ee77957ffaf505
इसका बटन का हर बार प्रेस करना पड़ेगा कनेक्ट करने के लिए जरा बताइएगा
sir kya yeh work kar rha hai abhi bhi matlab jo aapke paas hai wo??
Ha bilkul work kar raha he mere paas he wo
Good
Thank you
Ox cables ko wisdom share lcd tv se Audios Amplifier connect kiya to koi sound nhi mila
Tv ki ox output me problem hai kya ??
Phir tv se ph connect ho sakda aa phir tv me you tube chal sakda aa
Bro me pa's noise ke Bluetooth Vala here phone he me connect Kar sakta hu ye divas ke sath pl reply
Ha bilkul kar sakte ho
kia is se mobile ki chizn Bluetooth se tv pr transfer hoke chl skti hain?
Nahi
Ye device se mobile ki koi bhi chize tv par nahi chlegi... only tv ka sound bluetooth speaker me chlega
PC mei b kaam kr jayega ?
Ji ha aapke pc me bhi ye kaam karega
Are bhai mene earbuds ko connect kiya h
connect krne ke baad earbuds m
Sssssss ki aawaz bhi aa rhi hai ...
Iska koi solution h kya
Aap earbuds ko thoda duri par laga kar check Karen ya fir Jo device me aux cable laga he wo thoda heavy quality ka laga kar check Karen to aapki problem solve ho jayegi
Hello, just asking. how can the bluetooth speaker be connected to the tv? especially if there is no audio in? the only thing there is headphones?
Tv me audio out ka option hoga to hi bluetooth speaker connect ho payega...or tv me audio out ya to aux port se hota he ya fir RCA se hota he..or RCA left RCA right ye option audio out ka hi hona chahiye kyu ki hame tv ka sound speaker me sunaa he isliye to in do option se hi tv ko ye transmitar se connect kar k bluetooth speaker me tv ka sound sun sakte hai...tv k audio in se connect nahi hoga only audio out se hi hoga
Or agar tv me audio out ka koi bhi option nahi he to connect nahi hoga
Agar is ke bluetooth ki range mein ek se jayada device aa jate hein to sab per tv audio aa jayegi?
Nahi sab par nahi aayegi.. only ye wala hi device se aayegi
@@myknowledgemyvideoashish mera matlab is device se nahi tha. Kya is ki range ko koi bhi bluetooth speaker pakad lega or ek se jayada speaker bhi pakad lenge? Thanks
Ha ye device ki reng me koi or bhi bluetooth device koi or bluetooth speaker se connect kar sakte ho
AV port to aux converter se chal jayega
Meri tv me ox port nahi he to ox port kese lagaye kych jugad bataiye
Ok
To aap tv ke sabhi port me check kar ki audio out ka koi option he kya...agar he to waha se connect ho sakta hai
Please give the link to purchase this device early.
www.amazon.in/Electvision-Bluetooth-Compatible-Converter-Transmitter/dp/B0BTW66956/ref=asc_df_B0BTW66956/?tag=googleshopmob-21&linkCode=df0&hvadid=649076940130&hvpos=&hvnetw=g&hvrand=6234213048890201067&hvpone=&hvptwo=&hvqmt=&hvdev=m&hvdvcmdl=&hvlocint=&hvlocphy=9302808&hvtargid=pla-1963966693182&psc=1&mcid=e09839f4740a38a1a8ee77957ffaf505&gclid=CjwKCAiAtt2tBhBDEiwALZuhAGe9xO2BOKK0BhqasvkyYkwU7mQSJDFBRSvvpdCAd-ETDOMmg9rJLRoCeL8QAvD_BwE
@@myknowledgemyvideoashish Thanks. Can I connect to this device from external speaker socket of my MI TV? Please reply.
Ek hi samay mein kitne bluetooth headphone ya speaker connect kar sakte hain ??
Aur audio quality kaisi hai??
Audio Delay hota hai kya ??
Ek time me sirf ek hi connect hoga...or audio normal sound he..or audio delay nahi hoga
Sir Kya ye tv or Bluetooth earphones dono me sound aana chahiye Kya aisa hosakta hae
Nahi..tv or bluetooth earphone dono me sound nahi aayega..sirf bluetooth earphone me hi aayega...kyu ki ye transmitar divice tv se connect hota he or tv ka sound out karta he jo bhi speaker ye divice se connect hoga usme isliye aap tv se jab bhi ye divice ko connect karoge tab tv me sound nahi aayega only bluetooth speaker ya bluetooth earphone me hi aayega
@@myknowledgemyvideoashish mujhe dono me sound aana chahiye batao Kya kiyajaye ya koi aisa device milega Kya
Nahi bilkul nahi dono me sound nahi aayega..or esa koi bhi tarika ya divice nahi he jo lagane se dono me sound aayega
Bluetooth headphone bhi bana sakte hai kya?
Ji ha bilkul normal sada headphone ko bhi bluetooth headphone bana sakte he ek chote se bluetooth device se...uske bare me bhi me ek video banane wala hu kuch hi dino me
Isse earbud connect hoga
Ha bilkul ho jayega
How to use for laptop brother
Sir jbl Bluetooth ke sath connect ho jayega
Ji ha koi bhi brand ka bluetooth speaker ke sath connect ho jayega
Bhaiya fir kya Bluetooth phone se connet krke tv me song chla skte hai
Nahi.. phone ka song tv me play nahi hoga..ye bluetooth transmitar he ye sirf tv ke yearphon port se hi connect hota he or tv ka sound bluetooth speaker me sun sakte hai
Kya iske dwara phn se hometheater connect ho skta h
Ji ha bilkul ho sakta hai...agar aapka home theatre bluetooth wala nahi hai to aap ye Wale bluetooth device ko aapke home theatre ke AUX ya audio out Wale option me connect kar ke mobile ka sound home theatre me play kar sakte hai lekin aap jab ye device ko home theatre me connect karenge tab bluetooth device ko receiver mode me karna padega tab mobile se connect ho jayega
@@myknowledgemyvideoashish thanku
Bro link to purchase??
www.amazon.in/MANYCAST%C2%AE-Wireless-Receiver-Transmitter-Bluetooth/dp/B0BRY1KZZB/ref=asc_df_B0BRY1KZZB/?tag=googleshopmob-21&linkCode=df0&hvadid=666312181658&hvpos=&hvnetw=g&hvrand=1062023400680881020&hvpone=&hvptwo=&hvqmt=&hvdev=m&hvdvcmdl=&hvlocint=&hvlocphy=9302808&hvtargid=pla-2196380035099&psc=1&mcid=71b938d9488832c79685e0afc7cf6880
Sir Namaste , This Bluetooth transmeter when connect to Bluetooth speaker if I want hear sound from TV .What is the procedure ?
Thanks...
Aapke tv me aux port ya fir yearphon port ka option he to aap ye Wale bluetooth transmitar ko tv ke yearphon port me laga ke bluetooth speaker se connect kar sakte ho or tv ka sound bluetooth speaker me sun sakte ho
Agar led ko phone se controll krna ho to kese bluetooth lagana pdega led m
Led tv Phone se control nahi hoga
Sir isse apn led se darect home theatre ko contect kr skte he ya nahi
Ji ha kar sakte hai lekin aapke led tv me aux port ya yearphon port hona chahiye waha par isko connect kar ke aapke bluetooth home theatre ko connect kar sakte hai
Is Bluetooth Dongles se wirless mouse, keyboard and Smart Remote ko support karta hai ya nahi
Nahi iss bluetooth se wireless mouse kiborde nahi chlega
Or na hi smart remote connect hoga
Ye wala bluetooth transmitar or receiver he...ye only normal tv ko transmitar se bluetooth karega or normal speaker ko bluetooth speaker karega
earbuds meim isaka sond le sakate hai kya
Ha ji bilkul le sakte he.. earbuds ko on kar do or ye divice ko tv me connect kar k transmitar mode me kar do fir automatically connected ho jayega or aap tv ka sound earbuds me sun sakte he
Bro after connecting Bluetooth audio still comes out of the TV speakers. What to do?
Bluetooth device ko TV se connect karne ke liye device ko transmitar mode me light on hona chahiye tab aapke tv speaker me sound nahi aayega
Purane jamane ki CTV ka koi 1000 Rs bhi nahi de raha hai. Picture quality hai nahi picture tube bhi bol raha hai LED buy kar lo. 3000 ka box lagana ya dongle lagana emotional decisions hai. Better throw that TV and buy LED TV normal or Android jaisi pocket ki permission 7/15 hazar.
agar me earbuds connect karke earbuds se volume change karu toh hota hai kya change
Ha shayad ho jayega agr vol. Kam jyada ka option he to ho jayega
Head phone socket me ho ga kya
Headphone me nahi hoga..
Bhai aux point na hone par kaise hoga 😢
Tv me aux port nahi hai to fir tv se connect nahi hoga... lekin setopbox se connect kar sakte ho.. setopbox se connect kese karte hai uske bare me me kuch hi dino me video banane wala hu
If you don't have a AUX port then you need a USB sound card. it will solve the issue
Ye Wala device se sada Home thetar ko Bluetooth kese banaye
Uske liye aapke sada home theatre me aux port 3.5mm wala he to waha plugin kar dijiye or device me sentar me button he usko 3 second pres kar ke rakhiye or light receivar mode me aa jayegi or or receiver mode ki line me aux port me cable laga dijiye or fir apne mobile se bluetooth on kar ke ye device ko connect kijiye to aapka home theatre bluetooth ho jayega
Or agar home theatre me aux port red or white wala RCA port he or aapko Stereo to 2 RCA ka cable Lena padega or wo cable ka 3.5mm pin receiver me laga do or 2 RCA pin home theatre ke Red white me laga do bas home theatre bluetooth ho jayega
Bhai kahan se order karna hai ise link bhejo
Lagaya tha thodi Der main disconnected ho jata he
To fir aap ek kaam kariye device ko kisi or usb port me laga k check Karen ya fir pura device hi Cheng kar ke check Karen ho sakta hai device me koi problem ho
It's showing 10% battery how to charge this device please comment
Ye device me koi bhi battery nahi hoti he or na hi ye charge hota he...ye sirf usb me plugin karte hi ye device me light on ho jati he isko charge nahi karna hai
Boat ka sound bar hai 1550 pro uske liye kam karega mere tv me conect ni ho rha hai bhai
Aapke tv me aux port he kya jo yearphon ka logo hota hai wesa....agar he to connect ho jayega or nahi he to nahi ho sakta
Everytime I need to press transmitter mode or it has memeorry function
Nahi.. only 1 time hi aapko transmitar mode me karna hai uske baad automatically speaker se connecte ho jayega
Connect hota hai lekin jab tv ka volume up karte hai up he nhi hota hai
Ear phone ka hai ho jayega
Ipod k sath tv mein conect ho Jae GA
Ji ha bilkul ho jayega
Sir connect to hota hai but blutooth speaker me sound nhi aa rha hai
Agar aapne sabhi connection sahi lagaye he to sound aana chahiye...agar nahi aa raha he to aap ek baar aux cable he wo Cheng kar ke dekh lo or ye jo receiver he usme light transmitar mode me lagni chahiye or jo aux cable he wo bhi transmitar mode ki taraf hi lagna chahiye or aapke tv bhi yearphon logo wala port ho jaha audio out likha ho to aapke speaker me sound jarur aayega ek baar ye sabhi process check Karen aap
Bhai mere tv main bluetooth hai or mere intex home theater main bhi blue tooth hai par connect nahi ho raha hai home theater ko tv ke pass bhi rakha par fir bhi nahi ho raha hai bhai kya iss bluetooth device se connnect ho jaye ga kya please reply muje purchase karna hai❤❤❤
Home theatre ko on karne ke baad me bluetooth mode me Karo..uske baad me tv ko on karne ke baad tv ke remote se setting me ja kar bluetooth setting me ja kar bluetooth search Kare fir aapke home theatre ka name aayega usko ok kare connect ho jayega
Or ek baat aapka home theatre aapke mobile se connect ho raha he kya or mobile ka sound home theatre me play ho raha hai kya ?
Yes bhai mobile connect ho jata hai
To fir tv me bluetooth he to tv se bhi connect hoga..mene jesa bola wesa ek baar tv se connect kar ke dekho
Bhai jesa aapne bataya besa hi kar raha hoon tv or intex home theater ka bluetooth on hai or pair bhi kiya 10 mint. Se tv screen par aa raha hai searching for accessories
Bhiya video dikhega ki nehi bataia
Isme video nahi dikhega...ye transmitar sirf tv me connect hota hai or tv ki sound ko out karta hai bluetooth speaker me
Iss Product ka link 🔗 send kr do sir .........
www.amazon.in/TECHONTO-Bluetooth-Transmitter-Converter-Compatible/dp/B0CBFTS5BM/ref=asc_df_B0CBFTS5BM/?tag=googleshopmob-21&linkCode=df0&hvadid=666205503100&hvpos=&hvnetw=g&hvrand=6543011617093646004&hvpone=&hvptwo=&hvqmt=&hvdev=m&hvdvcmdl=&hvlocint=&hvlocphy=9302808&hvtargid=pla-2194399260441&psc=1&mcid=dd9227623ccd3b5aab01645447d04589
Practical krke dikhao tv mw
Bhai कहाँ से खरीदना है लिंक share करो
www.amazon.in/MANYCAST%C2%AE-Wireless-Receiver-Transmitter-Bluetooth/dp/B0BRY1KZZB/ref=asc_df_B0BRY1KZZB/?tag=googleshopmob-21&linkCode=df0&hvadid=666312181658&hvpos=&hvnetw=g&hvrand=1062023400680881020&hvpone=&hvptwo=&hvqmt=&hvdev=m&hvdvcmdl=&hvlocint=&hvlocphy=9302808&hvtargid=pla-2196380035099&psc=1&mcid=71b938d9488832c79685e0afc7cf6880
Bhai e transmitar se home theater me awaj kharab Aati hai
Bhai Fastway ka seta-box lga hai tv ke sath 🫥 uski wires htani parregi?
Nahi setopbox ka wire hatane ki koi jarurat nahi hai wo wesa hi rahne do...sirf aapke tv me aux port ya yearphon logo wala port hoga to waha he ye bluetooth transmitar device connect hoga Aapke bluetooth speaker ke sath
Bhai ye product kitne ka hi or product ki link bhi do
Ye product aapko kisi bhi electronics parts ki shop par mil jayega...or ye 300 tak mil jayega
www.amazon.in/MANYCAST%C2%AE-Wireless-Receiver-Transmitter-Bluetooth/dp/B0BRY1KZZB/ref=asc_df_B0BRY1KZZB/?tag=googleshopmob-21&linkCode=df0&hvadid=666312181658&hvpos=&hvnetw=g&hvrand=1062023400680881020&hvpone=&hvptwo=&hvqmt=&hvdev=m&hvdvcmdl=&hvlocint=&hvlocphy=9302808&hvtargid=pla-2196380035099&psc=1&mcid=71b938d9488832c79685e0afc7cf6880
Hamara mi tv h..
Usme bluetooth h magar canect nahi horah h..
Ok
To fir aapke tv me aux port he kya ? agar he to ye wala device connect kar ke speaker se connect ho jayega
Tv ka awaj speaker me aya speaker ka awaj tv me samjha nehi😮
Tv ka aawaj speaker me aayega
Module ka name kya hai
Bhai Meny bht try kia lekin pairing nai horahi
Ye jo device he usme 2 option he transmitar or receiver to ye device me transmitar mode me light lagna chahiye tabhi aapka bluetooth speaker on kar ke bluetooth mode me rakh kar automatically connect ho jayega
Aux nahein balky earpho point hona chaey tv mein
Ji ha aapki baat sahi he...lekin jyada tar public aux port hi bolti he or chahe earphone port boliye ya aux port boliye kaam ek hi he tv se sound ko out karna..or tv me earphone port ka logo ho ya nahi ho to bhi koi fark nahi hai
Abe noobda aux aur earphone same hota hai😂😂 jyada dimaag mat chala..
Ye aux wire audio out kr rha hai in kr rha hai thoda ye samjhaye....🤔🤔
Tv me agar aux port he to wahi se aux cable lagega or wahi se audio out hoga or bluetooth device ke transmitar mode me lagega or transmitar se audio bluetooth ho kar bluetooth speaker me audio in hoga or sound play hoga
@@myknowledgemyvideoashish ye device kha milega sir
Ye aapko koi bhi electronics parts ki shop par ya jaha par tv remote milte he waha par mil jayega or online me bhi mil jayega
اگر ٹرانسمیٹر کو بند کر کے Device آپشن میں ٹی وی سپیکر بھی سلیکٹ کر لیں تو آواز ٹی وی سپیکر سے نہی آتی Aux کیبل remove کرنے پر ٹی وی اسپیکر سے آواز آنا شروع ہوتی ہے۔
Ji ha ye transmitar device jab TV se connect hota he tab tv k speaker me sound nahi aayega kyu ki transmitar se jo bluetooth speaker connect hoga usme sound aayega 1 time par 1 me hi sound aayega dono me 1 sath nahi aayega jab aap transmitar ka aux cable nikal denge tab sound tv k speaker me aayega
अरे आपको उर्दू भी आती हे वाह
Mi LED Android tv me ye blue tooth adaptor lagwaya connect bhi ho Raha hai per sound home theatre me nahi aa raha hai
Ok
Ye wala bluetooth me AUX cable transmitar mode me laga hona chahiye or aux cable ka dusra point tv ke aux port ki jagah laga hona chahiye...or same esa hi laga he to aap ek bar jo bluetooth ke sath AUX cable he usko dusra laga ke check Karen aapka problem solve ho jayega
Okay try karke dekhta hu. Aapko reply karunga
Ok
But my adopter is blinking in red color and it is not connected to Bluetooth earbuds
Ok
Aap sabse pahle ye chek kare ki jo bluetooth adaptor he usme light transmitar ki taraf blink kar rahi he ya nahi...agar nahi kar Rahi he to bluetooth ke upar ek round button he usko 3 second pres kar ke rakhe fir light transmitar mode me blink karegi uske baad aapka earbuds on karte hi automatically connect ho jayega jayega
@@myknowledgemyvideoashish red light blinking at transmitter side ...it is connecting with Bluetooth speaker but one plus ear pods not connecting
Ok to fir ho sakta hai aapka earbuds transmitar ko support nahi karta hai..to mushkil hai work nahi hoga
Me isame sirapha optical port hai aur av port hai
Nahi chlega
Ismay tv ko bluetooh tv kaise
Old tipe ki LED LCD TV me bluetooth ka option nahi hota he...to video me dikh rahe transmitar bluetooth divice ko laga kar ham apne koi bhi bluetooth speaker se tv ko connect kar sakte he jise hamari tv ka jo bhi sound he wo bluetooth speaker me play hone lagta he...iss tarah se normal ye sada tv bluetooth tv ban jata he
Can we connect 3 bluetooth speakers to this?
Price please
One time only one Bluetooth speaker connect
Price 350
bhai transmitter ka naam kiya hai
Iska nam 2 in 1 bluetooth transmitar n receiver usb aux dongle adaptor he
Please give buy link
www.amazon.in/TECHONTO-Bluetooth-Transmitter-Converter-Compatible/dp/B0CBFTS5BM/ref=asc_df_B0CBFTS5BM/?tag=googleshopmob-21&linkCode=df0&hvadid=666205503100&hvpos=&hvnetw=g&hvrand=13966789421936281017&hvpone=&hvptwo=&hvqmt=&hvdev=m&hvdvcmdl=&hvlocint=&hvlocphy=9302808&hvtargid=pla-2194399260441&psc=1&mcid=dd9227623ccd3b5aab01645447d04589
koi apk nhi hai kiya transmitter ka
Nahi Aisa kuchh nahin hai..
Isko computer main kaise connect kare
Ye wala bluetooth computer me connect nahi hoga...ye only tv or home theatre me hi hoga... computer ke liye dusra bluetooth aata he uske bare me mene video banaya he me aapko video ka link bhejta hu aap dekh sakte he
ruclips.net/video/OZ8azVFmyjI/видео.html
@@myknowledgemyvideoashish thanks 🙏
Kitne rupaye ka aata
300 tak mil jayega online ya offline
Banvs sakta hai re
Av Kanvotr se
YE LED ME INSTALL KRNE K BD
HOME THEATRE SE PAIR KAISE KRE
HOME THEATRE ME KOI DISPLAY TO H NHI PHONE KI TRHA
Ye wala device Jo he wo Bluetooth receiver or transmitar dono me kaam karta he 2 in 1 or ye device ko led tv ke aux port ya yearphon wala Jo port hota he waha connect karna padta he or ye device ko tab transmitter mode me rakhna padega uske baad aapke home theatre system ko on kar ke Bluetooth mode me kar do uske baad dono ek doosre ko automatically connect ho jayega
Ye device ko jab bhi led tv me connect karenge tab transmitter mode me hi rakhna hoga tabhi home theatre connect hoga
Mere tv me aux ke pin par headphone ka sighn he waha connect kruga aux cable to chlega Bluetooth speaker
Ha.. bilkul chlega... Aux ka 1 point aapke tv k aux port me laga do or or dusra point transmit ki jagah laga do or transmit ke upar Jo switch he usko pres kar ke rakho or transmit mode me light aa jaye uske baad aap bluetooth speaker se connect Karo or sound on ho jayega
Maine tv me usb transmitter lagaya hai or soundbar se Bluetooth connect bhi ho gya lekin soundbar me awaz nhi a rahi.jbki tv or soundbar connect ho gya
Aap ek bar jo aux cable laga he transmitar se tv k aux point me usko Cheng kar ke chek Karo ya fir tv ka jo aux point he wo chek kar ke dekh lo problem solve ho jayega...or ek baat jo transmitar he usme Jo light he wo or aux cable dono transmitar mode me hi hona chahiye tabhi aawaj aa jayega aapke sound bar me
Or mode Cheng karne ke liye transmitar ke upar Jo button he usko 3 second pres kar ke rakhna mode Cheng ho jayega
Tv ka aawaj bluetooth speaker ya sound bar me sune ke liye transmitar ko TV se connect karne ke baad me transmitar mode me hi light aana chahiye tabhi aawaj aayegi speaker me
Price kitna hai baai
Iska price 250 tak aapko kisi bhi electronics parts ki shop par mil jayega or online me aapko 600 tak mil sakta he
দাদাভাই এটা দিয়ে কি দুইটা সাউন্ড বক্স একসাথে বাজানো যাবে?
Bro kis naam se hai yeh bluetooth
Transmitar receiver bluetooth
Fake
Bhai mujhe led me lgana h to kya m isse bluetooth wofar me song sun skta hu kya shop wala to mna kr raha tha ki ese nhi बजेगा
Bilkul bajega
Ji ha aap isko aapke led tv ke yearphon port ya aux port me or usb port me connect kar dijiye or transmitar mode me reciver ki light lagni chahiye uske baad aap apna bluetooth wofar ko on kijiye or usko remote se bluetooth mode me laga dijiye uske baad transmitar or aapka wofar automatically connect ho jayega or led tv ka sound wofar me bajega
bluetooth divice kaha milega or Modl no. Name
Ye wala Bluetooth device aapko koi bhi electronic shop me ya online me mil jayega or price 350 ke lagbhag hoga
Ye device ka name Bluetooth transmitter n receiver he
Buying link....@@myknowledgemyvideoashish
Mai isse bluetooth remote control connect kar sakta hu kya ?
Mera android tv bluetooth karab ho gaya hai
Nahi remote connect nahi hote hai
Kitne ki hai
300
Link
@@myknowledgemyvideoashish3:17
😢😢
So bad
Mere tv me aux nahi hai earphone option hai kya ye hi aux hai
Ji ha yahi he usme connect ho jayega
Bakwas hai yeh
mene ye wala device tv me lagaya par device me receiver me light aa raha he esa kyu?
Device ke sentar me Jo button he usko 3 second pres kar ke rakhiye fir light transmitar me on ho jayega
U r repeating same again and again. Please be brief and come to the point😊