Kin Cheezon Se WUZU Tootay Ga | WUZU Torne Wale Kam | Nawaqiz-e-Wuzu | Engineer Muhammad Ali Mirza

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 21 окт 2024

Комментарии • 26

  • @waqasahmad8662
    @waqasahmad8662 3 года назад

    SubhnALLAH Muslim ka parda ALLAH k nabi (SAW) nay bhot acha tarika bhtia hay agar wozo namez may toot jay tu muu pay heth rakh lo ta k pata chaly tumry nak say nakseer arhii hay

  • @MuslimiLmikitabi1992
    @MuslimiLmikitabi1992 5 лет назад +3

    We Upload short videos in parts for viewers so they can watch videos easily as they want.... We also upload short clips which have been selected from Different Videos of Engineer Muhammad Ali Mirza....

  • @MRSKALEEM1
    @MRSKALEEM1 Год назад +1

    thank you Ali bhai

  • @ShakeelKhan-xd9ru
    @ShakeelKhan-xd9ru 5 лет назад +2

    Shukriya bhai

  • @raziaabdul9643
    @raziaabdul9643 23 дня назад

    Assalamo alaikum Kya gair maheram samny sar sy dupita utrah ho to wazou ho usky sath namaz hojay gi

  • @irfanshaker4987
    @irfanshaker4987 5 лет назад +1

    Haq a gia batil mit gia

  • @IRFANLATIF-n5b
    @IRFANLATIF-n5b 3 месяца назад

    Tarjuma `` Aur jis din zalim apnay haath kat kat khai ga aur kahay ga kay ay kaash kay main nay Paigumber (SAW) ka saath rasta ikhtiar kia hota hi shamat aye kaash main nay phalawn shakhas ko dost na banaya hota usnay mujhey kitab-e-naseehat kay anay kay baad behka
    diya aur shetan tou insan ko waqat per daga denay wala hai `` So Mirza Engineer jo Mirzaiyoun ki himayat ka koi mouqa zaiya nahi janay deta For example apni ik video main kehta hai kay Nabi (SAW) apnay umatiyoun ko hoz-e-kousar per unkay wozu ki waja say roshan aza ki waja say pehchanay gain aur qadiyaniyoun ko bhi unkay roshan aza ki waja say pehchanay gain aur bhoot kuch is ki videos main say dekha ja sakta hai

  • @ladiesstitchingcourse6073
    @ladiesstitchingcourse6073 8 месяцев назад

    Khana khany ya chay piny k bad koli krna zrori h nmazk k liy ya nahi??

  • @Ghost-xn6kk
    @Ghost-xn6kk 11 месяцев назад

    Apny kapry badli krty huey apni sharmga ko hath lag jay yo b wazu toot jata ha? Explain

  • @imaanfatima7175
    @imaanfatima7175 4 года назад

    gaany sunny se wzu toot jata hai ya ni??

  • @muhammedimam1792
    @muhammedimam1792 4 года назад

    Bhai wazu ki halat me so jane se wazu nhi toot ta hai kya?

  • @sadafather2710
    @sadafather2710 5 лет назад

    Muhtram, kia naak may oongli dalne se bhi wazoo toot jata hai?????
    Mene aksar logon ko dekha hai k naak may oongli derahe hain or wese hi jakr namaz prhli ya Quraan shareef prhne lage....
    Plz rahnoomai frmain

  • @malikabubaker8194
    @malikabubaker8194 11 месяцев назад +1

    Kiya zor sa hasna sa roza tot jata?? Anyone who know

  • @afshaniftekhar1094
    @afshaniftekhar1094 5 лет назад +2

    Plz tell if we wash children after their urine or potty n we r in wadu so we need to do wadu again ?

  • @zahranali8761
    @zahranali8761 5 лет назад +2

    اگر وضو کر کے کپڑے بدلے تو ستر ننگا کرنے سے وضو ٹوٹ جاتا ہۓ

  • @babersarfraz2370
    @babersarfraz2370 5 лет назад +2

    Aik SAWAL tha mera ager koi insaan farz namaz imam kay peechay per raha hu aur wo pehley Saf ma namaz perh raha hu aur hawa kharij hu jai tu farz namaz ko torday?
    Phir Kiya karain peechay sab namaz perh rahay ha namaz kay agai say guzarna gunah ha likin ager ussey waqt wazu kerlay tu shahyad imam kay peechay akhri rikaat mil jai jamat ka sawab Milay ga
    Is condition ma Kiya karain

    • @thesalim55
      @thesalim55 5 лет назад

      Pyare bhai jis imam ke piche namaj padte ho aur wo imam Alim hai to usi imam se yah masala puch le, Allah ne chaha to imam Shahab tafseel me bata denge ki kya karna hai.

    • @abuzaransari.4823
      @abuzaransari.4823 5 лет назад +1

      Imam ka sutra muqtadi k liye bhi kafi hota h so wodu k liye jaye bnaye aur jama'at me shamil ho jaye .
      Wallaho Aalam

    • @babersarfraz2370
      @babersarfraz2370 5 лет назад

      @@abuzaransari.4823 bhai kesay jai peechay sab namaz perh rahay ha AUR jagha BHI band kesay jaye namazi kay agay say guzarna bhot bara gunah ha
      Hadeese ha
      Jis insaan ko pata chal jai namaz may agai say kitna gunah milta ha wo 100 saal tak wait ker layga likin us namazi kay samnay say nahi guzraye ga
      Mujhay mera jawab nahi Mila likin apnay comment ka shukriyan
      Mujhay apna jawab Quran aur hadeese ya Shabah KARAM R.A ki zindagi say chahye
      Kiya kabhi Shabah KARAM R.A nay sath aisa huwa phir unhu nay Kiya keya

    • @abuzaransari.4823
      @abuzaransari.4823 5 лет назад

      @@babersarfraz2370 Sahih hadees me h ki imam ka sutra muqtadi ka sutra h , ye waeed uske liye h Jo ki tanha namaz padhne wale k samne se guzre but Jo imam k peeche muqtadi rahte hain unke aage se guzar sakte ho
      Hadees me h ki Abdullah ibne Abbas radiyallaho anhoma ne ek baar aisa kiya tha Maine khud padha h sahih Bukhari k shru me , aur aap Ali bhai ka sutra Wala clip zaroor sunle wazahat ho jayegi

    • @babersarfraz2370
      @babersarfraz2370 5 лет назад

      @@abuzaransari.4823 hadeese no hadeese ka hawala du

  • @Love_forever9722
    @Love_forever9722 9 месяцев назад

    mazi kya hota h ali bhai ?

    • @capturethemoment3221
      @capturethemoment3221 5 месяцев назад

      Shahwat ki wajah sa jo sharmga sa pani niklta hai usa kehta hai