Masail E Zakat | Part 1 | Mufti Nizamuddin Misbahi | Zakat Dene Se Pehle Ye Zaroor Sune

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 22 окт 2024

Комментарии • 41

  • @sohilluhar8722
    @sohilluhar8722 2 года назад +8

    List of all Questions asked by Qari Rizwan Khan and answered by Mufti Nizamuddin Misbahi
    00:00 Introduction
    02:00 Zakat kiyu fard he?
    04:20 Zakat ,Sadqa,Fitra kya he?
    08:06 Zakat kis par fard he?
    12:13 FD,LIC,PF pe zakat deni hogi?
    13:00 Saal bhar ke guzarne ke taluq se masail
    17:00, 22:00 Malike Nisab kab hue ye yaad na ho to kya kare?
    20:01 Mahe Ramzan ke baad ya pahele Zakat de sakte he?
    20:14 Zakat fard hona or Zakat ki adaiyegi fard hona dono me kya farq he?
    20:48 Ek saal se pahele zakat de skte?
    23:15 Agr Zakat lene layak koi na mile to kya kare
    26:05 Income Tax,Logo ke qarz ko nisab se kam kar sakte he?
    28:27 PF ki Zakat kab or kese ada kare
    30:52 Crypto Currency/BitCoin pe Zakat hogi?(Note: Answer is given only for zakat question and not on whether cryptocurrency is allowed or not)
    33:54 Crypto Currency/BitCoin le sakte he?
    34:23 Mutual Fund pe zakat hogi?
    34:50 Ghar karid liya lekin qabza (possesion) nhi mila esi soorat me zakat deni hogi?
    36:14 Installment/EMI pe ghar kharida to uspe zakat kese ada kare?
    38:35 Ghar rahene ke liya to kya zakat deni hogi?
    39:00 Personal Loan ko nisab se kese kam kare
    40:55 Kisi bewah ka beta tizarat krta he to us bewah ko zakat de skte he?
    41:34 Esi bewah jis ke paas gahene ho (utne gahene jis ki kimat nisab tak pahochti ho) to use zakat de skte he?
    (Note: Question title is only for reference purposes please listen to the entire question asked by Qari Rizwan Khan)

  • @saiyadaadilaliqadri
    @saiyadaadilaliqadri 7 месяцев назад

    ماشاءاللہ

  • @heraislamicchennelbarwani7252
    @heraislamicchennelbarwani7252 7 месяцев назад

    مَا شَاءَ ٱللَّٰهُ‎ سُبْحَانَ ٱللَّٰهِ ٱلْحَمْدُ لِلَّٰهِ😊

  • @mohammedhasnain2614
    @mohammedhasnain2614 2 года назад

    MashaAllah

  • @sohilluhar8722
    @sohilluhar8722 2 года назад +1

    Masha Allah

  • @SDINaatOBayanChannel
    @SDINaatOBayanChannel 2 года назад +1

    Subhan Allah Bohot Khoob

  • @alinagmladiestaior
    @alinagmladiestaior 2 года назад

    Subhanallah mashaallah alhamdulillah❤💐🌷❤💐❤🌷❤

  • @bashirsayyed7954
    @bashirsayyed7954 2 года назад +1

    Subhanllah 💚 MashaAlla

  • @HIC_Kurla
    @HIC_Kurla 2 года назад +1

    Subhan Allah

  • @gulameqaririzwansahabmoinl5423
    @gulameqaririzwansahabmoinl5423 2 года назад +1

    Subhan Allah ❤️

  • @mdjabed6172
    @mdjabed6172 2 года назад +2

    Subhanallah bahut khub masallah alhamdulillah alhamdulillah

  • @tasminashaikh6887
    @tasminashaikh6887 2 года назад +2

    mashAallah

  • @mehrunnisamohammedarif5559
    @mehrunnisamohammedarif5559 2 года назад

    Masha Allah
    Subhanallah

  • @syednawab9147
    @syednawab9147 2 года назад +2

    🌹🌹ماشاءالله سبحان الله‎ الحَمْد للهْ الحَمْد للهْ🌹🌹🌹

  • @sajidraza7769
    @sajidraza7769 2 года назад

    Mashallah😊

  • @mdmehtabalam5302
    @mdmehtabalam5302 2 года назад +1

    Subhan Allah 💐💐🌺🌺

  • @rizwankhankhan8880
    @rizwankhankhan8880 2 года назад +4

    MashaAllah subhanAllah
    Qari sahab ❤👌🌷👍❤

  • @aarifmemon3239
    @aarifmemon3239 2 года назад +2

    MashaAllah Subhanaallah ❤💛🤎💙💜🤍🧡💚

  • @gulammohammadnoorie
    @gulammohammadnoorie 2 года назад +2

    Subhanallah Mashallah
    Good Video Quality And Voice Quality 👍👍

  • @alt9697
    @alt9697 2 года назад

    Assalam o alykum

  • @mohammedhasnain2614
    @mohammedhasnain2614 2 года назад

    Assalamhuhalikum Ana's udupi

  • @mehrunnisamohammedarif5559
    @mehrunnisamohammedarif5559 2 года назад

    Assalamualaikum

  • @alt9697
    @alt9697 2 года назад +3

    Assalam o alykum - Silver 653 gram or 693 gram ? which one is correct, as Hazrat Mufit Saheb mentioned both numbers in the speech

  • @MuhammadIbrahimofficial786
    @MuhammadIbrahimofficial786 2 года назад

    Is channel ke videos dusre log utha utha ke apne channel par upload karte hain
    Kya aap ne ijzat di hui hai

  • @shaikh12121
    @shaikh12121 2 года назад

    Pray for muslim their conditions are worst in india... 😢

  • @nizamnizamuddin9388
    @nizamnizamuddin9388 2 года назад

    Asalamualaikum wa rahmat ullahi wa barkatahu.
    7.5 tola gold ku zakat farz hai.
    Samjhe Hamare paas 10 tola gold hai kya pure 10 tola ki zakat dena ya 10 minus 7.5 = 2.5 ki zakat Dena.
    Barae mehrbani rahnuma farmaye.

  • @MohammedAli-civil14
    @MohammedAli-civil14 2 года назад

    Assalamu alaikum Maulana... Mera sawal ye hai agar hum isteta'at nisab Hain. Aur kisi ko karz diye hain toh wo bhi count Kiya jayega

  • @ansariansari2186
    @ansariansari2186 2 года назад

    Hazrat 1 Sawaal Isi Video Ko Dekhkar Zehen Mai Aaya Ki
    Maa Ko Ya Baapko Zakaat Dena Jayaz Hai Ya Nahi ?
    Jis Tarah Aapne Bataya, Beva Ka Beta Apni MAA Ko Zakat De Sakta Hai .
    To Kya Koi Shakhs Apne MAA BAAP Ko Zakaat De Sakta Hai?

    • @armaanamina5604
      @armaanamina5604 2 года назад +1

      Apni Asal ko aur apni nasal ko zakat dena naajayiz hai use zakat aada nahi hoti
      Video mey joa baat bataayi gayi hai o zakat maa ko dene ki baat nahi hai apni pak rakam mey se maa ko diya jaaye taake usko kisi aur ke paas haat pailane ki zarurat naa padhe
      Zakat ke paise Maa,Baap ko nahi diya jaa sakta

  • @tanugupta6193
    @tanugupta6193 2 года назад

    Maine February me 40rs ka gold purchase kiya hai to kya iss saal is gold PR zakat dena padega ya nhi

  • @hassanshaikh4801
    @hassanshaikh4801 2 года назад +1

    Bewa ko us ka beta nahi dusre log zakat de sakte h Hazrat n ye farmaya h

  • @tanugupta6193
    @tanugupta6193 2 года назад

    Itni rakam PR zakat dena padega

  • @mobilepouch6238
    @mobilepouch6238 2 года назад

    السلام و علیکم
    اگر ایک یا دو تولہ سونا بیوی کے پاس ہو اور وہ بیوی کی ملکیت ہو اور اس کا خاوند اتنا کما رہا ہو کہ اس پر گھر چل رہا ہو باقی کچھ بھی جمع نہیں ہو رہا۔ تو صاحب نصاب اس کی بیوی ہوئی اور چونکہ کے اس کے خاوند کے پاس کچھ بھی نہیں تو کیا اس کے خاوند کو زکات دی جا سکتی ہے ،؟؟

  • @khanKhan-oe4cn
    @khanKhan-oe4cn 2 года назад

    MashaAllah

  • @tasminashaikh6887
    @tasminashaikh6887 2 года назад +2

    SubhanAllah