Mere b same problem hai baar baar paani suka deta hai ... Maine is pay ko or inverter lga diya fir vo sahi chal rha hai.... Exide star 850 va mai overcharging problem kr rha hai
900 va inverter me transformer ka winding bhi 900 va ka load lene ke liye bnaya jata hai. 700 va circuit lagaya ja sakta hai lekin load 700 va se jyada nahi dena hoga.
@@diyrepairs mera excide 900va pure sine wave ka inverter kharb ho gaya tha to company waalo n circuit change kr diya abhi work kar raha hai lekin load Dene se LED bulb blink krte hai , to mujhe doubt ho raha tha ki kya unhone 700va ka circuit to nhi laga diya , Transformer wagera change' nhi kiya hai bass circuit kiya hai ,
@@habibiedits1565 900 va ka matlab hai 900 x 0.8 = 720 watt. 720 watt ka load dekar check kar lijiye. waise company ka service engineer aisa nahi karega.
kisi bhi inverter me AC voltage ka low aur high level set kiya rahta hai. agar AC voltage set voltage se jyada ya kam aayega to inverter battery mode pe chala jata hai.
@@srjk7725 check the heat sensor wire which is connected with the heat sink, if it is good then the mosfet could be weak producing more heat or the microcontroller is not working properly.
ok sir, i will try. agar aap replace karna chahte hain to kharab mosfet ko board se nikale nahi balki mosfet ko thoda upar se kat le aur naya mosfet purane wale pin me solder karen. kyuki board me uper niche dono taraf track hai. purana mosfet nikalne me kharab ho sakta hai.
BHAI main isko upgrade kr sakhta hun kya aur ek battery lagake.. . Actually sir mera na usage baad gaya hai iss inverter ka toh main kya karu PLZZ bataie.. mujhe naya inverter nahi lena 😭
agar aap replace karna chahte hain to kharab mosfet ko board se nikale nahi balki mosfet ko thoda upar se kat le aur naya mosfet purane wale pin me solder karen. kyuki board me uper niche dono taraf track hai. purana mosfet nikalne me kharab ho sakta hai.
Achhi jankari ke liye Dil ❤ se dhanyawad, thanks
thanks and welcome
GOOD TICHING KARTE HO AP THANKS 👌✌️👍👌👍✌️
Is inverter maih charge hone k bad v charging led continue blink kar rehi haih Kiya problem ho sakti haih sir
battery purana hai ya naya?
3 years old 130 r boss
@@deepakbhanoki battery change karke dekhiye
@@diyrepairs ok sir
Mere b same problem hai baar baar paani suka deta hai ... Maine is pay ko or inverter lga diya fir vo sahi chal rha hai.... Exide star 850 va mai overcharging problem kr rha hai
In this set chagering dose not cut off ,where the falt.
Mere ko b btana kuj is ka hal nikla ja nhi
Sir isme microtek 24x7 sinewave kit fix kar sakte hai kya
haan
Sir 900va inverter me circuit change kr ke 700 va circuit lagane se work karega
900 va inverter me transformer ka winding bhi 900 va ka load lene ke liye bnaya jata hai. 700 va circuit lagaya ja sakta hai lekin load 700 va se jyada nahi dena hoga.
@@diyrepairs mera excide 900va pure sine wave ka inverter kharb ho gaya tha to company waalo n circuit change kr diya abhi work kar raha hai lekin load Dene se LED bulb blink krte hai , to mujhe doubt ho raha tha ki kya unhone 700va ka circuit to nhi laga diya , Transformer wagera change' nhi kiya hai bass circuit kiya hai ,
@@habibiedits1565 900 va ka matlab hai 900 x 0.8 = 720 watt. 720 watt ka load dekar check kar lijiye. waise company ka service engineer aisa nahi karega.
Exide xtatic 850 switch off me hi ups on hota he
Sir, can you tell me the number of this transistor ?
kis section ke transistor ka value ke baare me puch rahe hain?
bhai kya sine wave low High voltage pr sahi se kaam nhi krta, battery se backup lene lgta h kya?????? plz btye
kisi bhi inverter me AC voltage ka low aur high level set kiya rahta hai. agar AC voltage set voltage se jyada ya kam aayega to inverter battery mode pe chala jata hai.
Transformer ka red and blue kitne volt ki looping hai
Mere ko b btana kuj is ka hal nikla ja nhi
Same bord kothay pabo?
Sir I have same inverter, heat sink fan is running continuously either its off
any other problem?
@@diyrepairs no sir only fan problem
@@srjk7725 check the heat sensor wire which is connected with the heat sink, if it is good then the mosfet could be weak producing more heat or the microcontroller is not working properly.
Check transistor BD139 near fan connector
Sir same inverter me main nahi aa reha hai. Main tranfarmer 23 0 23 ok hal. Main lead bhi thik hai. Sir kya problem ho sakti hai.
dono relay aur uska driver transistor check karen
@@diyrepairs thanks
Sir ji inverter k wire battery par lagane par kuch bhi motion nahi kar raha hai exide 650 va sin wave
battery par charging voltage aa rahi hai kya ?
Sir i have same inverter...
But pcb faulty
Can i purchesed new pcb board..
New pcb mil sakti hai kya
Plsss tell me.........///////
हाँ, आप इसे एक्साइड सर्विस सेंटर से खरीद सकते हैं या कोई 850 वाट साइन वेव सर्किट बोर्ड खरीद कर फिट कर सकते हैं।
MOSFET replacement ka video bhi upload kare
ok sir, i will try. agar aap replace karna chahte hain to kharab mosfet ko board se nikale nahi balki mosfet ko thoda upar se kat le aur naya mosfet purane wale pin me solder karen. kyuki board me uper niche dono taraf track hai. purana mosfet nikalne me kharab ho sakta hai.
@@diyrepairs sir ji drive ke liye kya karna padega
Is board mai 7390 SMD lagi hai
@@mohdidrish8650 board replace karna hoga
Fuse blow sir what do
check relay and then main transformer
@@diyrepairs tq sir
Please share connector details of this kit / card
Already mentioned on the circuit board. Clean the board to see it.
Good
Thanks
Isme fuse kitne ampere ka lagega pls koi jaldi se reply kro
10 Amp
@@diyrepairs ok thanks
@@kamal-pm6ro welcome
Argent requirment he
BHAI main isko upgrade kr sakhta hun kya aur ek battery lagake.. . Actually sir mera na usage baad gaya hai iss inverter ka toh main kya karu PLZZ bataie.. mujhe naya inverter nahi lena 😭
battery parallel me laga ke aap time badha sakte hai. agar load badh gaya hai to aap kuch nahi kar sakte.
Sir mospaid kaisr change hoga
agar aap replace karna chahte hain to kharab mosfet ko board se nikale nahi balki mosfet ko thoda upar se kat le aur naya mosfet purane wale pin me solder karen. kyuki board me uper niche dono taraf track hai. purana mosfet nikalne me kharab ho sakta hai.
Why charging level is not blinking. Brother...
if charging LED is not blinking that means your battery is full or bad
Sir kitna wait load chala Sakta hu?
850 VA ka inverter hai. 850 x 0.8 = 680 watt
Motherboard cheye sir
original motherboard ke liye service center se contact kijiye.
Contact number mil skta he kya
Helpline for Exide Consumer Complaints · Call Toll Free No. at 1800 103 5454 · SMS "COMP" to 09211805454 · Give a missed call to 09211805454
MOSFET open karna k bad bhi over load bata ra hai
relay aur uske sath laga transistor thik hai?
@@diyrepairs thanks sir ji