@@bimshen6171 jb baba ka bulwa ayega....Maine 1 sal intezar Kiya tab Aya number...es beech kayi bar program bane aur cancel huye..but jb darshan huye to bas sukh hi sukh tha
Thank you so much mam.. apka video pehle hi dekh liya.. becoz we are heading to both of the same Dhams with my family in 6-13 oct from Kanpur.. Thank you again mam..
Main aaj hi Kedarnath baba ke darshan karke aaya hun, aisa laga mano maine duniya ki sabse khoobsoorat jagah dekh li…aur Jyotirling Dekh ke main apne emotion kaabu nhi kar paya aur main excitement main rone lag gaya tha ki finally maine darshan kar liye.
Me aaj 19 September me guptkashi me ruka hua hu... Kal morning me mata pita ke sath kedarnath darsan par ja rha hu... Aap sab mujhe aashirwad dijiyega...... Dhanyawad....
Haridwar phuchne ke adhe ghante me hmari booked car hame pick krne aa gyi thi or poore din driving or food break lene ke baad evening me 6 bje hum log PHATA village pahuche or hotel le liya or next morning ,PHATA se gaurikund phuche sirf ek set kapde , jacket,toilet essential or slippers lekr mobile purse charger lekar or baki ka saman car me chor diya, or trekking krke upar phuch kr tent liya jisme Sara saman rakh diya or Khali hath darshan kiye agle din sirf mobile or cash le gye the ,or slippers mandir ke pas utar diya tha. Pura video dekh lena ap idea lg jayega.
Ek bahut choti si jankari chahiye ki jo mandir prangan h jise sabha mandap bola jata h. Kya wahi mandir k bahar se. Jo shivling h unk darshan ho skte h ya nahi. Hum log 28 ko jane wale h. Lekin abhi andar nahi jane diya ja rha h bahar se darshan karwaye ja rhe h. Kya bahar se darshan ho payege
Mandir ka jo gate hai jo apne bhut se video me dekha hoga, usme entry hoti hai mandir ke bahar se darshan nahi hote. Or agar jyada crowd hoga to garbhgrih ki entry nahi hogi ,jaise hum jab gye the to garbhgrih me entry nhi ho rahi thi. Or mandir ka jo pragan hai jahan log photo video reels bnate hai vahan se darshan nahi ho skte hai.
hum log last year may mein bhi gaye aur September mein bhi... aur jitni bheed may mein thi utni hi bheed same September m bhi thi..😅 .. har har mahadev 😇🙏
मैं अब तक 8 बार केदारनाथ जा चुका ,,गजब की जगह है ,,
Kitana time lagta h aane or jaane mai
Jai ho Modi Ji
Lucky hote h wo log jo Baba kedarnath k darshan kr pate h....Maine 10 min tak baba k darshan kiye ache se...
Sir garbhgrah m jane d rhe hai kya
Sahi bola bhaiji ptani hum kb jayenge 😟😟😩
@@shubhrasahu394 haan parchi katwa ke
@@bimshen6171 jb baba ka bulwa ayega....Maine 1 sal intezar Kiya tab Aya number...es beech kayi bar program bane aur cancel huye..but jb darshan huye to bas sukh hi sukh tha
Im also lucky 😌❤️
Sri Adi Shankaracharya ji samadhi ka kuch bola aapne
I missed that place
I am in kedarnath now watching your video and feel the real experience.
Now the snow fall is going on till last. Night .
Jai baba Kedar 🙏🙏🙏
Hi my friends are going to kedarnath the next week, is there any chances of experiencing the snowfall during that point of time.
Mai bhi lko se hu and September me kedarnath dham ja Raha hu jay baba kedarnath 🙏
September main jaa raha hu 10 ko doon exp hai asansol se 12 ko charai suru karunga, jai shri kedar
Ma b 18th September ko ja ra gu baba ke Darshan ka la jai bhola baba❤❤
Nice exposure
Thanks for the view
You explain very gently nd softly. Very nice information
Thanks a lot 😊
@@GeetsTreasure10 हलौ मैम
Mam bht achi video thi apki and main bhi bhi last sep m ja rhi hu kedarnath group frds k sth 🕉️
Bhut badiya
Mai kal ja rha hu kedarnath ke liye... bahut excited hu mai..
Very well done. Bless you. Jai baba Kedarnath 🙏
Har har mahadev
Thanks for the video . Im planning in September 2023. God bless you 🙏
Hm v haridwar gye h
16 October ko mai bhi ja raha hu haridwar se
Awaz me proper awadhi touch hai...
Par achaa explain kia..hai.
I going next week 3rd oct this will get me more knowledge
Well explained everything....
Thank you so much mam.. apka video pehle hi dekh liya.. becoz we are heading to both of the same Dhams with my family in 6-13 oct from Kanpur.. Thank you again mam..
All the best thankyou.
We went to temple on 12 sep... Same visual..same feeling
I am very happy. Hearing that it is snowing in Kedarnath because I am going to Kedarnath in October!
Mat jao. Yea RUclips wale galat information date hai. Bohut karap road hai. Chal ke jana ka to soch na mat. Kana vi achha nahi hai.
Mai bhi recently kedarnath temple gayi thi aisa lag raha tha ki mai swarg me aa gayi .......
Next mant mein ja raha Hun didi kedarnath dame baba ke pass thank you so mach didi samjane keliya
Very nice information❤❤❤🔱
Aapki Aavaj Bahut badhiya hi madam
Sab kuch Aache se samj aaya
thank you🙏
Main aaj hi Kedarnath baba ke darshan karke aaya hun, aisa laga mano maine duniya ki sabse khoobsoorat jagah dekh li…aur Jyotirling Dekh ke main apne emotion kaabu nhi kar paya aur main excitement main rone lag gaya tha ki finally maine darshan kar liye.
Very well.
Har Har Mahadev
thanks a lot Geet. very well explained
Geetha ji excellent video flowing as rivers in himalayas.Total information is furnished we are planning in oct 2nd week.Cleared so many doubts
very nice
you r so innocent
Beautifully explained 👏 and helpful video.
Har Har Mahadev 🚩.. tq .. mem. Good information...జై Kedarnath... 😇🙏🚩
Jai sree kedar nath 🌹🌷🙏🙏
Jai shree kedarnath ji ki jai
Har har mahadev
Hum bhi gye the ma'am September me hi
Medam hum September 7 ko jaenge fir thorasa braf dikhega please sir or barish hoga
Barf door pahadon pr dikhegi
Or barish dikhegi
सप्टेंबर मे कोन से तारीख के बाद जाना चाहिऐ बताओ
Starting September best hai kyuki last tk bhut thndi ho jayegi
Happy to see you from Raebareli.
Madam echo sound par to thoda work kar letin
Thank you so much beta very nice information ❤️ har har mahadev jay baba kedarnath ji 🚩🚩🌹💥🌹🙏🙏
thankyou so much 😊😍🙏
Nice vedio thanks for this vedio
Very nice.Let us know the hotel exp.ect.please
Kb gye the aap
05sep2022
Har har mahadev 🙏mai June mein gyi thi uss tym bhi bht acha experience rha baarish bhtt thi tb
Theek hai....
ruclips.net/user/shortsgw2iUY60ejI?feature=share jai shri Kedarnath...केदारनाथ मंदिर के पास रूम बुक kijiye 🙏😊जय श्री केदारनाथ
i am also from raebareli and was planning to visit kedarnath and this video which you made helped a lot..thank you
Har Har Mahadev
Very logical and good work, best thing you never asked for subscription or like.
Doing well, keep it up 👍
Thankyou so much 😊
@@GeetsTreasure10 hello mam
Bohot acha tha apka vlog Didi Har Har Mahadev 🔱🚩🙏
Thankyou Har har mahadev ji 🙏
Red Alert show kr rahe h haridwar ke police kya y sach hai
ha red alert aaya hai or weather forecast agle 10 din ka thunderstorm dikha raha hai it's true
@@GeetsTreasure10 Mam App Insta Yh kisi or social side p hai jahan apse agr kuch punchna yh info chahiye ho toh mil jy ?
geet treasure insta
@@GeetsTreasure10 Thank You 🙏🏻 I ll followed you 🤙🏻
Mandir ke pass locker/clock room hai mobile rakhne ke liye aur bag rakhne ke liye
Locker ka to nahi pata,
Mobile le kar ja skte hai or luggage tent me rakh skte hai.
Mobile lekar Mandir mein ja sakte hain
Ha
Thanks 🙏
Thank you for information 😊🙏 Really Helpful
Mera 5 logo. Ke group me 6 days kedarnath badrinath dono ka 12000/- khrch hua.
What about washrooms in the way to mandir
Decent enough to fulfill your purpose.
Baki travel me utna hygienic toilet to ni milega.
RAIN STATUS IN SEPTEMBER/?
Hoti hai baris September me bhi , check weather forecast for updates.
Ham Aaye the June mein char dham Yatra per 🕉️ jay 🌹🐂 Kedarnath 🙏
Ap raebareli se ho kya di
Yes
U missed to explain the dress code....for men and women. Will be very helpful if you can tell plz. I'd jeans allowed for women?
Jeans maine bhi phna tha kyuki thndi thi to salwar suit maine carry nahi kiya tha
Winter Wale kurta sets are great option for women
jai shri kedar.. hum 3th oct ko sonpryag aa rehe hain kya wahan per room mil jayenge easily..
Ha easily mil jayega
How much car costs from haridwar to sonprayag
It depends on the car variant
Mam vaha sare networks k network ate Hain Kya
Kyunki mere pass Vodafone hai to ap mujhe bata skte ho kya vaha per voda k network ate hai ya nhi
trekking path par network fluctuate krega but mandir ke pass bhut acha chlata hai sare network like wifi speed, jio voda, airtel any
Me aaj 19 September me guptkashi me ruka hua hu... Kal morning me mata pita ke sath kedarnath darsan par ja rha hu... Aap sab mujhe aashirwad dijiyega...... Dhanyawad....
Happy Yatra.🙏
Hello bro please btana agar zayada barish toh nhi hai ?
Apne morning me haridwar pahuchne ke baad kya kia tha kaise pahunchi thi ap gaurikund..Vha pahuch ke apne apna main luggage kha rakha tha..
Haridwar phuchne ke adhe ghante me hmari booked car hame pick krne aa gyi thi or poore din driving or food break lene ke baad evening me 6 bje hum log PHATA village pahuche or hotel le liya or next morning ,PHATA se gaurikund phuche sirf ek set kapde , jacket,toilet essential or slippers lekr mobile purse charger lekar or baki ka saman car me chor diya, or trekking krke upar phuch kr tent liya jisme Sara saman rakh diya or Khali hath darshan kiye agle din sirf mobile or cash le gye the ,or slippers mandir ke pas utar diya tha.
Pura video dekh lena ap idea lg jayega.
Mem ap akeli gai thi yaa koi apke sath the me bhi akela Janeki soch raha hu 2023 suptember me to kya hota hai jay kedarnath
Hum group me Gaye the.
All the best for solo travelling.
Ham bhi aye hai kal vlog a jayega
Pls.domt use plastic bags and don't throw any wrappers bring it back with u
Hmne 14aug ko darsan kiya
Garbhgrah m jane d rhe hai kya
05 sep 2022 ko darshan kiye the,
Allowed nahi tha.
Bahut badiya
gauri kund se haridwar phuchne me kitna tym lgta h ?
8-9 hours
Meri Bhabi aur bhai jana chahte hai but unko hart ki bimari to o ja shkte hai kya
Agar jaane vale ko lgta hai ki vo kr skta hai to ok hai ,
Rest please take care of your health because the climbing is so steep.
Good video 👍
Tum sidha bus bhi kr skte the yrr
Me bhi waha hi hi abhi
Thankyou
what it so much cold temprature ?? How much warm cloths we need to carry?
October will be very cold ,you can check the temperature on Google .
Don't forget to carry a nice jacket, warmer ,raincoat socks cap and medicine.
@@GeetsTreasure10 thanks a lot ma'am
Good
Ek bahut choti si jankari chahiye ki jo mandir prangan h jise sabha mandap bola jata h. Kya wahi mandir k bahar se. Jo shivling h unk darshan ho skte h ya nahi. Hum log 28 ko jane wale h. Lekin abhi andar nahi jane diya ja rha h bahar se darshan karwaye ja rhe h. Kya bahar se darshan ho payege
Mandir ka jo gate hai jo apne bhut se video me dekha hoga, usme entry hoti hai mandir ke bahar se darshan nahi hote. Or agar jyada crowd hoga to garbhgrih ki entry nahi hogi ,jaise hum jab gye the to garbhgrih me entry nhi ho rahi thi. Or mandir ka jo pragan hai jahan log photo video reels bnate hai vahan se darshan nahi ho skte hai.
Please share a budget video.....har har mahadev
Sure.
Mejhe parsanl tips chahi ye
insta geet treasure
Jai baba kedarnath
So sweet
Bro ,is there any ice and snow in mid of september
Yes far on mountains
Cab ka price kyt h
ruclips.net/video/_JBumC5_N9E/видео.html
Isme mention hai or description me details hai
👌👌👌👌 very nice 👌👌💕
Subscribed..👍👍👍🙌🙌
Stay connected thankyou.
@@GeetsTreasure10 your welcome 🙌🙌
Mai v 19 ko jaa rahae hu ..baba ka darshan krne 🙏🙏
Happy journey 🕉️
Bro sach me me bi 19 september ko jarhahu
@@rahulahire8367 ao bhai fir Milo .. HARIDWAR MAI ...
Ap kaha Sai ho bhai
i am in laos now and shooting videos and i hope sooner and later i will be able to make good quality videos like you... 😊
Me aaj ja raha hu
Kya apke car driver ki detail mil sakti hai to book Innova ?
+91 97564 30359
Surendra bhaiya Uttarakhand
Good 👍
Jay badri vishal🙏
Hum to 6 ganta ma pouch giya tha maharaj ka mandir o v chal kar 🕉🔱🙏
Booking karna parta hai root or booking hota hai to hota kaha
Vip Darshan mein Kitna time laga aapko
10-15 minute
hum log last year may mein bhi gaye aur September mein bhi... aur jitni bheed may mein thi utni hi bheed same September m bhi thi..😅 .. har har mahadev 😇🙏
Family trip hain mera
Jal abhishek kse krenge
Garbhgriha me entry 🚫 hi nahi ho rahi hai.
@@GeetsTreasure10 tx..
Kedarnath dham me Garbh Griha me jane pe rok laga di hai kya?
Shayad Haan ,
Kyuki Hum jab gaye the recently to koi nahi ja raha tha bs dur se dekh kar aage badha de rahe the.
Haridwar to sonpryag last bus
8-9 bje tak last bus jati h jiske liye extra time lekr phle phuchna chahiye bus stand par.