Kyunki kurukshetra yuddh mein Arjun ke bad dronacharya hidusre number per shaktishali yoddha the aur unhen aparajit hone ka vardan tha ki jab tak unke sath mein Shastra hai unhen na to Devta aur na koi asur unhe prajit kar sakta hai
Jab Nar Narayan Bhagwan Krishna our Arjun yek sath ho tab kuchh bhi Asambhav nahi hai Bhagwan Krishna to swayam Narayan the lekin Arjun khud me yek Divya shakti the unka samana karana kisi ke liye bhi sambhav nahi tha
@@RajeshDas-tf7qz Kaha padh liye ki Karan ko chhal se mara gaya tha Karan ko Yudhbhumi me Shashtra ke sath mara gaya tha Ha uska Rath ka pahiya shap ke karan jarur Jamin me dhasa hua tha lekin o Nihatha nahi tha Karan ne Jamin par khade khade hi Arjun par Divyashtra chalyaa tha uske jabab me Arjun ke chalaye Anjalika Ashtra se Karan mara gaya
@@anishyadav8801 Tumhari pass kitni akal hai mujhe samajh me AA rah hai Virat Yudh me bhagwan Krishna nahi the fir bhi Arjun ne akele puri Kourv sena ko parajit kiya jisme Karan bhi tha Mahabharata ka Van Parav Ghosh yatra jab Chitrsen ne Karan our kourva sena ko parajit kar Duryodhana ko bandi bana liya tha tab Karan Vikaran ke Rath par Baithkar Bhag khada hua tha tab Yudhishthir ke aadesh par Arjun ne Chitrsen ko parajit kar Duryodhan ko chhuda liya tha barana Karan ke liye Hastinapur me muh dikhana mushkil ho jata Arjun Rishi Nar ka Avtara tha usko parajit karana impossible tha Niwat Kawach jaise Rakshas jinko Rawan our Indrajit Tak nahi hara paye the unko Arjun ne akele hi 3 lakh Rakshaso ke sath maar dala tha Yudh ke 14 din Arjun ne Jaidrath badh ke prayas me Kourvo ki 7 Akshohini sena ko maar dala tha our Karan Dronacharya Ashwashthama Kripacharya Kritvarma Duryodhan Dushashan sab dekhte rah Gaye the usi din Duryodhan ne kah diya tha ki Arjun ke rahte Mahabharata nahi jita ja sakta Pahale kuchh padh lo jitni book dekhe nahi hoge utni padh kar side me rakh Diya hu pahale Karan Parav ke kul 96 Adhaya padh lo fir baat karo
1).Duryadhan....agar Sri Krishna Ney uskey jangha k aur ishara na kio hota toh uska vadh bhout hi mushkil hota kyun k uska pura sharir Vajra jaise ho chuka tha. 2). Dronacharya unko bhi saral tarike se maarna mushkil tha. 3). Ashwathama uska mathe k maani usko kaafi suraksha pradan karta tha...jisse Sri Krishna Ney aanth me chin Li. Aur usney Dron k mrity k baad Narayan aastra bhi chala dia tha jiske saamne pura pandaav sena ko atma samarpan karna par gaya tha. 4). Kripacharyaa jinka tho vadh hi nahi ho paya jo 7 chiranjeevi Mai se 1 hai.
Karn ne Vasavi shakti kavach kundal k jagah li thi. Aur vasavi shakti se kai adhik shaktishali pashupatastra, bhramsatra, maharshi dadhichi k asthi se bane Vajraastra jiske pass ho voh kshan bhar me karna ko mar sakne vala arjun pichle janam me Nar k rup me dambhodak k kavach kundal bhi 999 baar tod chuka tha. Karna ko satyakey, bheem aur abhimanyu ne bhi hara diya tha.aur Virat nagar yuddh ki baat kare toh karn, bhisma, dhrona, kripacharya, ashwathama, dushashan aur aadhi kaurav sena ko akela harane vala arjun tha jab ki unka sarthi uttar tha - krishna k vaha na hote huve bhi arjun ko harana asbhav tha. Shivji se yuddh kar sakne vale veer arjun ko bhisma maharathi me shresth gin k 2 maharathi jitna shaktishali ginte hai jabki karna ko ardh rathi kaha gay hai aur is baat pe dhronacharya bhi sahmat the. Arjun akele hi aise vyakti the jo dhanurved k panch kriya ko kar sakte the. Aise kala mahabhart me kisi aur k pass nahi thi. Pichle janam k mile kavach kundal aapko papo se nahi bacha sakte. Aur lon kaheta hai ki karna chal nahi karte the lakshgrah me aag lagane ki sahmalit the kya voh chal nahi tha aur kya dhraupadi k sath jo kiya gaya voh sahi tha. Papi ka ant mrutyu hi hota hai chahye voh bhgwan ka putra hi kyu na ho.
He had already defeated karna in virat yudh and jaydrath was hiding from arjun all that time in that war . bhishma pitamah was also defeated in virat yudh.
Dhanyawad iss gyan ke liye.. ek sawal mere mann me bar bar uthta hai ki kya arjun sach me saksham the pitamah bhishma, guru dron, or karn ko swayam parajit karne me? Yadi ha, to bhagwan ko unka vadh karne ke liye itni lilayein kyu karni padi? Jaise shikhandi ka hona, ashwathama hathi ki mrityu, karn ka rath dharti me dhasna or vidhya ka vismaran.. Kya granth me isko spasht kiya gaya hai? Apne padha hai to kripa uttar dene ka kasht karein.
Brother, we humans don't see and analyse our scriptural events in depth especially Mahabharata and Ramayana. In Hinduism nothing is as powerful as 'Dharma' and since Pandavas had the privilege of Dharmic, they were destined to withstand. Talking about Arjuna particularly, if you consider his skillset, he was by far the greatest. If you talk of him only Shree Rama and Lakshaman comes next to him when achievement is considered. And if you consider his sattvik guna intensity, his Dharma was so intense that Mahadev consider as a opponent to take a 1 v 1 duel, that Dharma of all the universes had to take Physical form in Krishna's appearance and assist him. So I don't think, Arjuna could anyway be defeated in Mahabharata in any way. Universe believes in equilibrium, why do you think destiny bestowed onto Bhisma, Drona and Karna all those seemingly impossible boons? Just coz they could withstand Arjuna to some extent and war could have been fought on the equilibrium state. When Pandavas were loosing coz Arjuna more than annihilating Kuru army, he was preoccupied in saving Yuddhisthira, while on the other hands Drona, Karna and Ashwathamma had a free hand, so when decisive step was to be taken, Universe created Abhimanyu Vadha, Abhimanyu was slated, Arjuna enraged and turned the scenerio of the entire war towards the final decisive state. Abhimanyu was slayed in that manner so as only to pave a path for Karna and Drona's death. Why didn't Ashwathamma showed the resistance to Pandavas like Bhisma, Drona and Karna? He was Rudra(who has the power of invincibility) and Arjuna had Dharma(he earned it all along his life and passed the test by choose Dharmesh over Narayani Sena) because their stand till death fight would have designed the universe in a very unappreciable way. So I believe Krishna through his Leela showed it to the world that assistance of Dharma prevails over any of blessings or curses. Who do you think always triumph over a MahaDaitya vs Vishnu/Shiva/Shakti fight? Is it Vishnu/Shiva/Shakti, no it's Dharma that prevails in a conclusive battle. Even Rama cheated on Bali, and Lakshana over Indrajeet. Do you think Lakshmana couldn't have played Indrajeet without vanquishing the Indrajeet Yagna, or Rama couldn't slay Ravana without Vibhishan. They all would have been defeated in any of the alternative realities, but it would have costed them violation of some boons of the past. Coz even tridev ain't powerful than Dharma. So to finally answer your question, Arjuna would have slayed all them on his might in some other alternate reality even where Krishna is not present. But in that case, that Universe would not have given them those boons of being unslayable, or it would allow Arjuna to violate those boons. Coz Dharma is the mightiest force of what we call Parbrahma. And that is what I believe Mahabharata and Ramayana teaches us. Become the absolute best, and become the staunch path tracer of Dharma, Universe itself has to come to guide you.
@@AbhishekSharma-ix2qt arjun ke sambhav tha parantu unke mrityu drishtduyum ke hatho likha tha par drishtduyum ke liye dronacharya ko marana sambhav nhi tha isliye shri krishna ko chal Karana pada . And which was fair because dronacharya was one who was senapati on whose command and instructions Abhimanyu was killed unfairly.
Minaxi Behen Aap Radha Ke Upper Video Banaye Kya Radha Kalpanik He Ya Nahi Mene RUclips Pe Bohot Se Video Dekhe Usme Log Keh Rahe He Ki Radha Kalpanik He 🙏
Bhai bism pitama 40 din thodi na mere th mahabarat ka you'd tho 18 hi din chla tha na Bhai ye mhuj thoda saa ghlt lga bs baki aap bhi chek Krna ki aapne last m 40 ve din ki hi baat boli hena
Mahabharat REAL hai ya FAKE STORY I don't know par serial dekh ke bohat maza aata tha MAHABHARAT yudh smapt hone ke baad Jab barbarik ne jo pandav ur Krishna ko kaha bas wo sun lo sab pata chal jayega
@@TheKALYAN1988Bhuto na bhavisya na kran jsa Yodha kbhi pda huwa h or na hi kbhi peda hoga yeh Guru parsuram ka vachan h Jay shree Ram 🙏🙏🙏 Jay DADA SHRI KRISHNA BHAGWAN 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Galat bataya apne karna ke pass kavach -kundal n hote to bhi karna ko hara pana mushkil tha kyuki unke hat mein Vijay dhanush tha wo jab tak hat mein tha unko marna asambhav tha jab karna ka rath jamin mein dhas gaya tab karna ne vihay dhanush niche rakha tab unka vadh kiya gaya
Krishna bhagwan ne pandavo ki madad kya ki tum aise bol rhe ho. Ye btao kaurav sb bina chhal sajish se pandavo ko hara skta tha. Taali ek hath se nhi bajti dost.
तो इस वजह से एक सभरन योद्धा को छल से मरना पड़ा उसको हरने के लिए तीन लोक के स्वामी को छल कर ना पड़ा या अर्जुन को बच्चा ने के लिए बार बार छल करना पड़ा हनुमान और कृष्ण के रहते कर्ण ने रथ को हिलाया था
🌅 number Van Shri Krishna number do pitamah number number 4 suryaputra Karn number panch jarasandh number 6 jaidrath number 7 Duryodhan ine sabhi ko Bina chhal se haraya nahin ja sakta tha kyunki yah kabhi har hi Nahin sakte aaj ke jamane mein ek Hi saikdon senaon ke barabar Mahabharat ka koi bhi ek yoddha ka yo Akshar se naam ke barabar aaj ke jamane mein aur unhen yoddha kyon to koi bhi Tod hi nahin hai Maine Kisi bhi yoddha ka chhoda ho to mujhe comment box mein comment karke bataiye Kisi bhi tarike se bataen mujhe kaun 🏳️
आपने द्रोणाचार्य गुरु के बारे में नहीं बताया क्योंकि उनको भी मारना इतना सरल नहीं था बल्कि छल से मारा गया था।😊
without the boon of "icchhamrityu" , pitamah was still so powerful......
Karna fan like here ❤
अर्जुन पूत्र अभिमन्यु का वध सबसे कठिन था | जय श्री कृष्णा
Vo kese😂
@@Golukodapyaha kya puch rha hai karn bhakt Mahabharata padh serial chord kar "wo kese"
@@Golukodap चक्रव्यूह
ये भी सही है
@@AshishSharma-jb7lctu kya kar Raha ha ye video deakh ke napunsak bhakt
आप अपने हर वीडियो मे बहुत अच्छी हिन्दी का प्रयोग करते हैं। य़ह बहुत ही अच्छा और प्रभावी लगता है।
धन्यवाद
Jai Shree Krishna 🙏🙏
Jai shri Krishna 💕🙏
जय श्री कृष्ण 🙏🙏
Jai shri krishna
🕉।ॐ নমঃ শিবায।🕉
Kyunki kurukshetra yuddh mein Arjun ke bad dronacharya hidusre number per shaktishali yoddha the aur unhen aparajit hone ka vardan tha ki jab tak unke sath mein Shastra hai unhen na to Devta aur na koi asur unhe prajit kar sakta hai
हा मैं तुम्हारे बातो से सहमत हू
Yahi baat mahadev ne arjun se bhi kahi thi
🌷💐 Good. Video. 💐🌷
जय श्री राधे कृष्णा 🚩🙏
Jab Nar Narayan Bhagwan Krishna our Arjun yek sath ho tab kuchh bhi Asambhav nahi hai
Bhagwan Krishna to swayam Narayan the lekin Arjun khud me yek Divya shakti the unka samana karana kisi ke liye bhi sambhav nahi tha
To phir Karn ko chhal se mara q be😂😂
@@RajeshDas-tf7qz Kaha padh liye ki Karan ko chhal se mara gaya tha Karan ko Yudhbhumi me Shashtra ke sath mara gaya tha
Ha uska Rath ka pahiya shap ke karan jarur Jamin me dhasa hua tha lekin o Nihatha nahi tha Karan ne Jamin par khade khade hi Arjun par Divyashtra chalyaa tha uske jabab me Arjun ke chalaye Anjalika Ashtra se Karan mara gaya
Tujhme thodi akal h agar bhagwan shree Krishna nhi hote to pata h na kya hota
Yudh ke pahle hi din Arjun haar jata
@@anishyadav8801 Tumhari pass kitni akal hai mujhe samajh me AA rah hai
Virat Yudh me bhagwan Krishna nahi the fir bhi Arjun ne akele puri Kourv sena ko parajit kiya jisme Karan bhi tha
Mahabharata ka Van Parav Ghosh yatra jab Chitrsen ne Karan our kourva sena ko parajit kar Duryodhana ko bandi bana liya tha tab Karan Vikaran ke Rath par Baithkar Bhag khada hua tha tab Yudhishthir ke aadesh par Arjun ne Chitrsen ko parajit kar Duryodhan ko chhuda liya tha barana Karan ke liye Hastinapur me muh dikhana mushkil ho jata
Arjun Rishi Nar ka Avtara tha usko parajit karana impossible tha Niwat Kawach jaise Rakshas jinko Rawan our Indrajit Tak nahi hara paye the unko Arjun ne akele hi 3 lakh Rakshaso ke sath maar dala tha
Yudh ke 14 din Arjun ne Jaidrath badh ke prayas me Kourvo ki 7 Akshohini sena ko maar dala tha our Karan Dronacharya Ashwashthama Kripacharya Kritvarma Duryodhan Dushashan sab dekhte rah Gaye the usi din Duryodhan ne kah diya tha ki Arjun ke rahte Mahabharata nahi jita ja sakta
Pahale kuchh padh lo jitni book dekhe nahi hoge utni padh kar side me rakh Diya hu pahale Karan Parav ke kul 96 Adhaya padh lo fir baat karo
@@RajeshRai-od2rk 🤣🤣Wah wah 🤣🤣 bhai mujhe Mahabharat ki kahani suna A Arjunbharat ki kahani Nahi🤣🤣🤣
हरे कृष्णा ❤
जय जय श्री कृष्ण हर हर महादेव सत्य सनातन धर्म की सदा ही जय हो 🙏🕉️🔱⚔️🚩
Ma'am Please Make a vedio on Shishupal vadh vritant.... Please ma'am
Jay sree krishana
🚩जय श्री कृष्ण 🚩
1).Duryadhan....agar Sri Krishna Ney uskey jangha k aur ishara na kio hota toh uska vadh bhout hi mushkil hota kyun k uska pura sharir Vajra jaise ho chuka tha.
2). Dronacharya unko bhi saral tarike se maarna mushkil tha.
3). Ashwathama uska mathe k maani usko kaafi suraksha pradan karta tha...jisse Sri Krishna Ney aanth me chin Li.
Aur usney Dron k mrity k baad Narayan aastra bhi chala dia tha jiske saamne pura pandaav sena ko atma samarpan karna par gaya tha.
4). Kripacharyaa jinka tho vadh hi nahi ho paya jo 7 chiranjeevi Mai se 1 hai.
❤
राधे राधे
जयश्रीराधेकृष्ण
जय श्री कृष्ण
Karn ne Vasavi shakti kavach kundal k jagah li thi. Aur vasavi shakti se kai adhik shaktishali pashupatastra, bhramsatra, maharshi dadhichi k asthi se bane Vajraastra jiske pass ho voh kshan bhar me karna ko mar sakne vala arjun pichle janam me Nar k rup me dambhodak k kavach kundal bhi 999 baar tod chuka tha.
Karna ko satyakey, bheem aur abhimanyu ne bhi hara diya tha.aur Virat nagar yuddh ki baat kare toh karn, bhisma, dhrona, kripacharya, ashwathama, dushashan aur aadhi kaurav sena ko akela harane vala arjun tha jab ki unka sarthi uttar tha - krishna k vaha na hote huve bhi arjun ko harana asbhav tha.
Shivji se yuddh kar sakne vale veer arjun ko bhisma maharathi me shresth gin k 2 maharathi jitna shaktishali ginte hai jabki karna ko ardh rathi kaha gay hai aur is baat pe dhronacharya bhi sahmat the.
Arjun akele hi aise vyakti the jo dhanurved k panch kriya ko kar sakte the. Aise kala mahabhart me kisi aur k pass nahi thi. Pichle janam k mile kavach kundal aapko papo se nahi bacha sakte. Aur lon kaheta hai ki karna chal nahi karte the lakshgrah me aag lagane ki sahmalit the kya voh chal nahi tha aur kya dhraupadi k sath jo kiya gaya voh sahi tha. Papi ka ant mrutyu hi hota hai chahye voh bhgwan ka putra hi kyu na ho.
Missing Lines
Veer Barbarik
Vijay dhanush of karna
Immortal Ashwasthama
Om Ganpatye Namaha 🎉🎉🎉
Make video on ganesh Avatar
THE REAL MAN ARJUN WITHOUT ANY WORSHIP DEFEAT BHISHMA JAYDRATH and karn 😂😂
He had already defeated karna in virat yudh and jaydrath was hiding from arjun all that time in that war . bhishma pitamah was also defeated in virat yudh.
Arjun itna saktisali tha to apne bete ke hatho se se q mara gaya😊
@@BMscenepoori story toh pata kariye.
Jay shri ram
Dhanyawad iss gyan ke liye.. ek sawal mere mann me bar bar uthta hai ki kya arjun sach me saksham the pitamah bhishma, guru dron, or karn ko swayam parajit karne me? Yadi ha, to bhagwan ko unka vadh karne ke liye itni lilayein kyu karni padi? Jaise shikhandi ka hona, ashwathama hathi ki mrityu, karn ka rath dharti me dhasna or vidhya ka vismaran.. Kya granth me isko spasht kiya gaya hai? Apne padha hai to kripa uttar dene ka kasht karein.
Brother, we humans don't see and analyse our scriptural events in depth especially Mahabharata and Ramayana. In Hinduism nothing is as powerful as 'Dharma' and since Pandavas had the privilege of Dharmic, they were destined to withstand. Talking about Arjuna particularly, if you consider his skillset, he was by far the greatest. If you talk of him only Shree Rama and Lakshaman comes next to him when achievement is considered. And if you consider his sattvik guna intensity, his Dharma was so intense that Mahadev consider as a opponent to take a 1 v 1 duel, that Dharma of all the universes had to take Physical form in Krishna's appearance and assist him. So I don't think, Arjuna could anyway be defeated in Mahabharata in any way. Universe believes in equilibrium, why do you think destiny bestowed onto Bhisma, Drona and Karna all those seemingly impossible boons? Just coz they could withstand Arjuna to some extent and war could have been fought on the equilibrium state. When Pandavas were loosing coz Arjuna more than annihilating Kuru army, he was preoccupied in saving Yuddhisthira, while on the other hands Drona, Karna and Ashwathamma had a free hand, so when decisive step was to be taken, Universe created Abhimanyu Vadha, Abhimanyu was slated, Arjuna enraged and turned the scenerio of the entire war towards the final decisive state. Abhimanyu was slayed in that manner so as only to pave a path for Karna and Drona's death. Why didn't Ashwathamma showed the resistance to Pandavas like Bhisma, Drona and Karna? He was Rudra(who has the power of invincibility) and Arjuna had Dharma(he earned it all along his life and passed the test by choose Dharmesh over Narayani Sena) because their stand till death fight would have designed the universe in a very unappreciable way. So I believe Krishna through his Leela showed it to the world that assistance of Dharma prevails over any of blessings or curses. Who do you think always triumph over a MahaDaitya vs Vishnu/Shiva/Shakti fight? Is it Vishnu/Shiva/Shakti, no it's Dharma that prevails in a conclusive battle. Even Rama cheated on Bali, and Lakshana over Indrajeet. Do you think Lakshmana couldn't have played Indrajeet without vanquishing the Indrajeet Yagna, or Rama couldn't slay Ravana without Vibhishan. They all would have been defeated in any of the alternative realities, but it would have costed them violation of some boons of the past. Coz even tridev ain't powerful than Dharma. So to finally answer your question, Arjuna would have slayed all them on his might in some other alternate reality even where Krishna is not present. But in that case, that Universe would not have given them those boons of being unslayable, or it would allow Arjuna to violate those boons. Coz Dharma is the mightiest force of what we call Parbrahma. And that is what I believe Mahabharata and Ramayana teaches us. Become the absolute best, and become the staunch path tracer of Dharma, Universe itself has to come to guide you.
@@AnkitKumar-yg8huDhanyawad bhai itne vistaar me uttar dene ke liye
@@amanbhardwaj1366 I hope I could explain
Pls share video on barbrik
Guru Dronacharya
वीर बर्बरिक
Arjun ke pass pasupatastra tha
Bhishma
Only. Karn. Great. Warriors❤❤
Dron ko bhi marna ashambhav tha
Heart touching line " Bina kavach kundal or vashvi shakti ke karn sadharan manushya tha" 😂😂😂
Moj kardi 😂😂😂
@@AshishSharma-jb7lcaur shadharan manav ko bhi CHal se marna pda 🤣🤣
@@scribblegyan2296kiuki usne abhimanyu ko chhal se mara😂😂
@@scribblegyan2296Kon sa chal be 😅tv serial dekha xor kar to pata chalega na Kya huwa tha laude 😅Kuch vi
Lekin Kavach Kundal ke sath vah Itna Shaktishali To Thana ki Arjun ko Masal De isleye shri krishna ne indra se kaha karn ka Kavach le lo
जिस अर्जुन को गुरु द्रोणाचार्य ने बाण चलाना सिखाया उन्हें ही भूल गए।
Guru Dronacharya ke mrityu drishtduyum ke hatho pehle se taye tha .
@@prasoonpandey835 video ka title kya hai?
@@AbhishekSharma-ix2qt arjun ke sambhav tha parantu unke mrityu drishtduyum ke hatho likha tha par drishtduyum ke liye dronacharya ko marana sambhav nhi tha isliye shri krishna ko chal Karana pada . And which was fair because dronacharya was one who was senapati on whose command and instructions Abhimanyu was killed unfairly.
veer abhimannyu
Hindu sanatan dharm ki jai
अश्वथामा का मृत्यु कठिन था
Voh mara hi kab tha
@@prasoonpandey835 वही तो मै भी बोल रहा हु की अस्वथमा का मृत्यु कठिन था
Minaxi Behen Aap Radha Ke Upper Video Banaye Kya Radha Kalpanik He Ya Nahi Mene RUclips Pe Bohot Se Video Dekhe Usme Log Keh Rahe He Ki Radha Kalpanik He 🙏
गुरू द्रोणाचार्य जी आपसे छुट गए हैं
Guru Dronacharya ka vadh karna bhi asambhav tha
Guru dron aachary ke bare me to bataya hi nahi
Mahaveer Karna
Sayad karna ne iski ladki bhagai h islye karna ke picche hath dho ke pari h
Dronacharya aur ashavthama
दुर्योधन
Bhai bism pitama 40 din thodi na mere th mahabarat ka you'd tho 18 hi din chla tha na Bhai ye mhuj thoda saa ghlt lga bs baki aap bhi chek Krna ki aapne last m 40 ve din ki hi baat boli hena
Dronacharya also
Aap aacharya drona ka naam lena bhool gyi
Arjun rokcs baki shoks ❤ legend jante h ki arjun better than everyone 😊
Guru dron aur ashwathama reh Gaye h
❤️❤️❤️❤️KARNA❤️❤️❤️❤️
Esmain guru drona aur ashwathama , kripacharya reh gye.??
Only Vijay dhari karn ❤❤❤❤
Ar tu gandvi h ka karna ti cheal sa mara usa yudh m marna namukin tha sadharn manushya kava h
Maharathi Drona bhi is list me hone chahiye
Only Arjun ❤
Krana great hai or tha
Kon sa duniya me ho
Ha kahte hai sab tv serial galat hai to kya Geeta ya Mahabharat Jo likha hai aap log dekhne Gaye the ki aisa hi huaa hai aur sabse mahan Arjun hai😂
Toh phir toh tumhe iss bare mein baat hi nhi karne chahiye kyoki tumhe toh Granth pe sandeh hai toh baat kyo kar rahe ho iss vishay par.
Guru Dronacharya reh gaye
Mahabharat REAL hai ya FAKE STORY I don't know par serial dekh ke bohat maza aata tha
MAHABHARAT yudh smapt hone ke baad Jab barbarik ne jo pandav ur Krishna ko kaha bas wo sun lo sab pata chal jayega
Guru dron ko marna sambhab tha ?
Bhishm or karn ko marna asan nahi tha
H shi kha karn bhagoda tha marne k pehle bhaag jata tha😂😂😂
@@TheKALYAN1988savage 😂😂
@@AshishSharma-jb7lc 😂🤪
@@TheKALYAN1988Bhuto na bhavisya na kran jsa Yodha kbhi pda huwa h or na hi kbhi peda hoga yeh Guru parsuram ka vachan h
Jay shree Ram 🙏🙏🙏
Jay DADA SHRI KRISHNA BHAGWAN 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
@@kaptansingh9639😂😂😂 जो योद्धा युद्द मे भाग जाए,.
ऐसा योद्धा पैदा ना हो तो ही अच्छा होता हैं
Ashwatthama aur Kripacharya bhi Amar the
Yudh to 18 din ka thaa to 40 kyu bola ?
Sir yodh samapt hone ke 40 din uttrayan ko unhone apni deh tyagi thi
Kalyavan rah gaya Devi ji
कुंती ने पुत्र नही मांगा था गलत जानकारी है
Phir kisne manga
Vagdutt ko vi marna asambhav tha
Raja Bhagwat
Duryodhana
Galat bataya apne karna ke pass kavach -kundal n hote to bhi karna ko hara pana mushkil tha kyuki unke hat mein Vijay dhanush tha wo jab tak hat mein tha unko marna asambhav tha jab karna ka rath jamin mein dhas gaya tab karna ne vihay dhanush niche rakha tab unka vadh kiya gaya
Abhimanyu
Unka bhi janm🎉hoga
Guru dronacharya?
Guru dron ka badh bhi asambhav tha
Ye to letest news hai sadharan logo ko bhi bhagwan chhal se marte hai😊😅
Kichak
Guru dronachary
Kalnemee (jarasand ka sena nayak)
Duryodhan
Karn Parv(89 adhyay)
Karn ne Arjun ka Brahmashtra ko sadharan bano ke barsha se hee Kat diya tha🤣🤣
Bhai Sony se padhkar aaye ho kya
@@VivekSingh-mp9zu tere pass Mahabharat granth hai to Jake dekh le
@@VivekSingh-mp9zu Karn aur Arjun ke topic per debate karega mujhse
@@RajeshDas-tf7qz भगोड़े कर्ण
@@ra-169 Hindi bol lekin angrezi main likh ke
Ashathama
100 baat ki ek baat bina Krishna bhagwan ke pandav kabhi bhi yudh nahi jit pate😊
Krishna bhagwan ne pandavo ki madad kya ki tum aise bol rhe ho. Ye btao kaurav sb bina chhal sajish se pandavo ko hara skta tha. Taali ek hath se nhi bajti dost.
@@AjitPandit8434 aapka khana sahi hai bro but pandav ko chhalne me bhagwan ne sath nahi diya tha
Barbarik
dronacharya, madra raj shalya
तो इस वजह से एक सभरन योद्धा को छल से मरना पड़ा उसको हरने के लिए तीन लोक के स्वामी को छल कर ना पड़ा या अर्जुन को बच्चा ने के लिए बार बार छल करना पड़ा हनुमान और कृष्ण के रहते कर्ण ने रथ को हिलाया था
JITNI TENSION ME KARN HMESA REHTA THA AGAR UTNI TENSION ME ARJUN REHTA TO BO KABKA KHUD KI HATYA KAR KE MAR JATA😂😂😂😂😂
Eklavya
Bhishma
Karna
Drona
Bhagdatt
🌅 number Van Shri Krishna number do pitamah number number 4 suryaputra Karn number panch jarasandh number 6 jaidrath number 7 Duryodhan ine sabhi ko Bina chhal se haraya nahin ja sakta tha kyunki yah kabhi har hi Nahin sakte aaj ke jamane mein ek Hi saikdon senaon ke barabar Mahabharat ka koi bhi ek yoddha ka yo Akshar se naam ke barabar aaj ke jamane mein aur unhen yoddha kyon to koi bhi Tod hi nahin hai Maine Kisi bhi yoddha ka chhoda ho to mujhe comment box mein comment karke bataiye Kisi bhi tarike se bataen mujhe kaun 🏳️
bhagwan ne bhi sal kya😂😂😂 great krana
Dron left
Mahan Karn the
बरबरीक
Barbrik
Dronacharya
भगदत्त भी powerful था