ब्रहस्पतिवार व्रत उद्यापन विधि 2022 | Guruvar vrat ka udyapan kaise kare | Samagri & Puja Vidhi

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 24 июл 2024
  • नमस्कार साथियों, आज की विडियो बहुत ही खास है | मेरी बहू ने पिछले गुरुवार को अपने ब्रहस्पतिवार व्रत का उद्यापन किया था और वह उद्यापन बिना पंडित जी के ही किया गया था | आज की इस विडियो को देखकर आप भी खुद अपने वीरवार व्रत का उद्यापन ठीक तरीके से कर सकते हैं | मैंने इस विडियो में बहुत ही आसान तरीके से पूरी उद्यापन की विधि और पुजा का तरीका दिखाया है जिससे की आपको उद्यापन करने मे कोई परेशानी ना हो । अगर इस विडियो में आपको कोई कमी नजर आए या आपको कोई प्रश्न्न पुछना हो तो आप कमेंट बॉक्स में लिख सकते हैं |
    इस विडियो में गुरुवार व्रत उद्यापन विधि 2022 को दर्शाया गया है और इस विडियो में आपको पूरी विधि और पुजा की सामाग्री के बारे में विस्तार से बताया गया है ।
    Time Line:
    00:00 Preview
    00:13 Introduction
    00:36 Guruvar Vrat Udyapan Puja Thali Samagri
    02:52 Kele ke ped ki puja vidhi / Banana Tree Puja vidhi
    08:53 Veervar vrat udyapan ke liye Kalash kaise ready kare
    09:32 Ghar me Guruvar vrat udyapan ki puja kaise kare
    16:50 Kshama Prarthana / Forgiveness Pray
    18:05 Daan dene ke liye samagri / Thali
    Somvar Vrat Udyapan Vidhi Video:
    • सोमवार व्रत उद्यापन वि...
    #GuruvarVratUdyapan #VeervarUdyapan #BrahaspativarVrat

Комментарии • 612

  • @DeepakChaturvedilive
    @DeepakChaturvedilive 2 года назад +33

    👌🏻👍 गुरुवार व्रत के उद्यापन की विस्तार से जानकारी दी गई है इस वीडियो में। धन्यवाद।

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  2 года назад +4

      Thank you

    • @anitasharma-mt9bs
      @anitasharma-mt9bs 2 года назад +1

      thanks a lot.valuable information.

    • @mayaomkiduniya
      @mayaomkiduniya 2 года назад

      आप ने गुरुवार की पूजा कैसे करें शुरू विधि शेयर किया है या नहीं और गुरुवार की पूजा में क्या-क्या नियम होता है

    • @kirtisingh5764
      @kirtisingh5764 9 месяцев назад

      Udyapn krne ka bd hm parn kr skte h kya

  • @vloggersushmasharma8677
    @vloggersushmasharma8677 3 месяца назад

    Bahut badhiya se bataya ji aapne 👍👌 with bell

  • @paramanandojha9349
    @paramanandojha9349 2 года назад

    Bahut hi acchhi video hai apki ... jay Shree Hari Vishnu ji

  • @JiniJyotiVlogs
    @JiniJyotiVlogs 2 года назад +7

    Wahh thanks for sharing this 🙏👍🏼

  • @surendermalik3407
    @surendermalik3407 2 года назад +6

    Aap ki video bhot achi h
    Aap ne bhot achi information d
    Dhanyavaad 🙏

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  2 года назад

      Video dekhne ke liye aapka dhanyawad.. 🙏😀

    • @jayantinautiyal6568
      @jayantinautiyal6568 Год назад

      आपने बहुत ही विस्तार से बताया है , विधि विधान से बताया है , बहुत अच्छा लगा , धन्यवाद ! ओम नमो भगवते वासुदेवाय नमः 🙏🙏

  • @MadhuSingh-iq9xr
    @MadhuSingh-iq9xr 2 года назад +1

    Acchi jankari di hai aunty ji. 🙏🙏🙏 dil se dhanyavaad

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  2 года назад

      Video dekhne aur itne pyare comment ke liye aapka bhi dhanyawaad. 😀🙏

  • @avnisoni253
    @avnisoni253 Год назад

    Bhut simple trike se sari bidi apne batai hai .bhut ache se samjh aya hai sabh.🙏

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  Год назад

      Video dekhne aur comment karne ke liye aapka dhanyawaad.

  • @shakyawal_bhawana
    @shakyawal_bhawana 2 года назад +2

    ओम नमो भगवते वासुदेवाय 🙏🙏

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  2 года назад

      Video dekhne aur comment ke liye aapka dhanyawad.. 🙏

  • @shivdubey4399
    @shivdubey4399 Год назад

    Bohot achi jankari di h aap🙏

  • @shivbhaktikisakti777k3
    @shivbhaktikisakti777k3 2 года назад +1

    Thanks bhut sarl tarika batane ke liye

  • @SantoshSantosh-em9mi
    @SantoshSantosh-em9mi Год назад

    Anti aap na bhot aschha sa samjya ha thanks you,

  • @vandanakajal2839
    @vandanakajal2839 2 года назад

    Aunty ji bhot acha...

  • @narangibairwa7312
    @narangibairwa7312 2 года назад

    Bhut bhut dhyanvad mam🙏🙏🙏🙏🙏

  • @user-qc3np5ks1t
    @user-qc3np5ks1t 21 день назад

    Bahut bahut dhanbad

  • @VikramSingh-qk8vx
    @VikramSingh-qk8vx 2 года назад +2

    Mata ji ap ne subse ache aur saral vidhi btaye thankyou

  • @reetasharma439
    @reetasharma439 2 года назад

    Bahut achha lga video

  • @d.psharma7591
    @d.psharma7591 2 года назад +2

    So sweet information

  • @ankitasingh7337
    @ankitasingh7337 10 месяцев назад

    Thank you Auntyji….salon se pending tha aaj kar payi aapki help se

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  8 месяцев назад

      Aapka comment padhke bahut achha laga. Dhanyawad.

  • @mayaslifestyle5992
    @mayaslifestyle5992 Год назад +1

    ॐ ब्रम बृहस्पतए नमः 🙏🌺🌻

  • @SantoshSantosh-em9mi
    @SantoshSantosh-em9mi Год назад +1

    Bhot ac sa batya ha aap na

  • @oxyffyt617
    @oxyffyt617 2 года назад

    Bahut Sundar didu 👌🙏🌹🥰 nice

  • @Story_hindi65
    @Story_hindi65 Год назад

    Wah एक एक सवाल का जवाब दिया आपने इतना विस्तार से कोई नही बताता ... धन्यवाद ...
    🙏 ❤️

  • @trilochanpaneru7513
    @trilochanpaneru7513 Год назад +1

    बहुत सुंदर विधि।
    ॐ श्रीसद्गुरु परमात्मने नमः।।

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  Год назад +1

      विडियो देखने और कमेंट करने के लिए आपका धन्यवाद पंडित जी ।

  • @virpurdakshintolalaukaha3056
    @virpurdakshintolalaukaha3056 2 дня назад

    Guru devay Namah

  • @ankitasingh7337
    @ankitasingh7337 10 месяцев назад

    Bahut bahut support mila

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  8 месяцев назад

      वीडियो देखने के लिए आपका धन्यवाद

  • @nirusingh2142
    @nirusingh2142 2 года назад

    Bahut bahut dhanyawad apka udhyapan vidhi batane ke liye 😊🙏

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  2 года назад

      Video dekhne aur itna achha comment karne ke liye aapka dhanyawaad.. Stay Connected

  • @nehashukla839
    @nehashukla839 Год назад

    Jay shree barhshpati dev ki Jay ho maa mahalaxmi jiki Jay ho 🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  Год назад

      Video dekhne aur comment karne ke liye aapka dhanyawaad.

  • @SunitaDevi-ty3cw
    @SunitaDevi-ty3cw Год назад

    Bhut bhut dhanyawad

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  Год назад

      video dekhne aur comment ke liye aapka bhi dhanywad.

  • @preetidwivedi9265
    @preetidwivedi9265 2 года назад +1

    Jai shree hari vishnu🙏🙏

  • @royal_arpit_kushwaha_king_8090
    @royal_arpit_kushwaha_king_8090 8 дней назад

    Jay shree hari

  • @soniathakur1316
    @soniathakur1316 2 года назад +2

    🌺🌺🌷🌷Om Vishnu devaye namaye 🌻🌻🌹🌹👏👏

  • @dhannudevi61
    @dhannudevi61 2 года назад +5

    Hari Vishnu Ke charno Mein Koti Koti pranam 🙏🙏

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  2 года назад

      Bhagwan aapko khush rakhe, Apki manokamnaye puri ho. 🙏😀

  • @soniasharma936
    @soniasharma936 Год назад +1

    Jai mata di ji 🙏🙏🙏

  • @soniyatomar8902
    @soniyatomar8902 2 года назад +1

    Dhanyvaad 🙏🙏aapne bahut achhe se samjhaya h sab kuchh

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  2 года назад

      Mujhe khushi hai ki aapko video pasand aayi.. Please stay connected.

  • @NibhaKumari-sz8bd
    @NibhaKumari-sz8bd 2 года назад +1

    Jai hari vishnu 🙏🙏

  • @jankikandpal6237
    @jankikandpal6237 2 года назад +1

    Pooja ki vidhi aapne bahut hi sahi batai hai

  • @aartitomar7036
    @aartitomar7036 2 года назад +1

    Thanks mam

  • @alax6662
    @alax6662 Год назад

    જય જયશ્રી રાધે રાધે

  • @monikasaini580
    @monikasaini580 4 дня назад

    Vishnu devaya namah

  • @shilakumarishaw5583
    @shilakumarishaw5583 2 года назад

    Jay shree Veshno maharaj

  • @ashwani12321
    @ashwani12321 Год назад

    Nice vedio

  • @nitufamilychannel-kn9ed
    @nitufamilychannel-kn9ed 2 года назад

    Dhanbad mata ji
    🙏🙏🙏🙏🙏

  • @PunamKumari-jd1xm
    @PunamKumari-jd1xm Месяц назад

    Om namah bhagwate bhasudeva h namay

  • @rupaliarora6656
    @rupaliarora6656 Год назад

    Thankyou. Very informative video

  • @harkeshparjapti6401
    @harkeshparjapti6401 2 года назад

    Nice👌👌

  • @kartikasaxsena3454
    @kartikasaxsena3454 Год назад

    thank u so much

  • @sunitasharma5048
    @sunitasharma5048 2 года назад +1

    Mujy vi 13 January ko udyapan karna ha is video ke liy thanku meny time par apka video deka

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  2 года назад +2

      Mujhe khushi hai ki aapko video helpful laga. Dekhne ke liye dhanyawaad. Aapka udhyapan safal ho. 🙏😀

    • @sunitasharma5048
      @sunitasharma5048 2 года назад +1

      @@BijleshKeLokgeet thanku mam

  • @SeemaSharma-qc4bm
    @SeemaSharma-qc4bm 2 года назад

    Nice video mam

  • @user-hf5ms6vb4f
    @user-hf5ms6vb4f 5 месяцев назад

    Jai vishnu ji 🙏🙏🙏🙏🙏

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  4 месяца назад

      जय विष्णु भगवान की 🙏

  • @soniasharma936
    @soniasharma936 Год назад

    Jai mata de🙏🙏

  • @nathiram6365
    @nathiram6365 Год назад

    Jai.shree.vishnu.bhagvan.ji

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  Год назад

      Video dekhne aur comment karne ke liye aapka Dhanyawad Nathi Ram ji..

  • @vandanachaturvedi7632
    @vandanachaturvedi7632 2 года назад

    Jay vishnu bhagwan ki jay ho

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  2 года назад

      विष्णु भगवान की जय हो 🙏🙏

  • @PRIYANKASAHANI-py4kj
    @PRIYANKASAHANI-py4kj Год назад +1

    श्री मन नारायण 🙏🙏

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  Год назад +1

      Video dekhne aur comment karne ke liye aapka Dhanyawad

    • @PRIYANKASAHANI-py4kj
      @PRIYANKASAHANI-py4kj Год назад

      Ji apka bhi bahut bahut sukriya itne ache se ap narayan pooja ki vidhi batayi hai,, mam bahut bahut sukriya 🙏🏻🙏🏻🙏🏻

  • @nathiram6365
    @nathiram6365 Год назад +1

    Jai.shree.hari.jai.ma.lakshmi

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  Год назад

      Video dekhne aur comment karne ke liye aapka Dhanyawad Nathi Ram ji..

  • @shovakumari965
    @shovakumari965 5 месяцев назад

    Om namho Vagbate Basudevay

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  4 месяца назад

      वीडियो देखने और कमेंट करने के लिए आपका धन्यवाद 🙏

  • @Englishwithranimambackup
    @Englishwithranimambackup Год назад +3

    23 March ko Mai udhyapan karne wali thi kharmas lag Gaya kya kare

  • @ManishaKumari-vb1wk
    @ManishaKumari-vb1wk Год назад +1

    🙏🙏

  • @suhaniverma1167
    @suhaniverma1167 Год назад

    Thankyou

  • @mitrajsinghjadeja1096
    @mitrajsinghjadeja1096 2 года назад

    Jai,,,Guru,,,dav🙏🙏🙏

  • @ShyamShah-lv3kc
    @ShyamShah-lv3kc Год назад +1

    Thanks

  • @babymehta2305
    @babymehta2305 Год назад

    Om namo narayana

  • @Shivmahapurankeupay7
    @Shivmahapurankeupay7 2 года назад

    Pranam maa ji, aap ne bahoot aacche jankari di h

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  2 года назад

      Pranam, Hamesha Khush raho aur Dhanyawaad.. video dekhne aur tareef karne ke liye 🙏😀

  • @pawanSharma-nd2ou
    @pawanSharma-nd2ou 2 года назад

    Jai vishu bhagvan ki jai ho

  • @virendarverma6582
    @virendarverma6582 Год назад

    OM namo narayna

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  Год назад

      Video dekhne aur comment karne ke liye aapka dhanyawaad.

  • @santoshidevi7077
    @santoshidevi7077 2 года назад +1

    Nice

  • @aditisingh8807
    @aditisingh8807 2 месяца назад

    Jitne din ka fast rkhne ka sanklap utne din rkhne k baad agle Thursday ko puja karna hai kya

  • @prabalkulshreshtha
    @prabalkulshreshtha 4 месяца назад

    Radhe radhe aunty ji

  • @sachinthakur2977
    @sachinthakur2977 Год назад

    Mam please reply jarur krna bahut jaruri hai mam mene 21 ka sankalp liya tha jo complete ho gye to kal brashpati baar haii hai to kal mein udayapan kr du koi problem to nai hai please reply mam

  • @PreetiSaini1589
    @PreetiSaini1589 3 месяца назад

    🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏

  • @anitasarvjeetpasi636
    @anitasarvjeetpasi636 Месяц назад

    Mene b khud se hi udyapan kiya par us din Krishna paksha or amavasya thi to kya mera udyapan safal hoga

  • @nikita3068
    @nikita3068 2 года назад

    mujhe 20 January ko bhrahspati vrat udyaapaan karna hai kya mai kar shakti hu please rply apka video bahutttt acha h apne bahutttt ache se samjhaya mam🙏

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  2 года назад +1

      Yes Nikita, Aap 20 January ko udhyapan kar sakti ho. Video dekhne ke liye aapka dhanyawad 🙏.

  • @PreetiSaini1589
    @PreetiSaini1589 3 месяца назад

    Dhanyvad aapki video se pata chal gaya Dan mein kya kya dena h

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  3 месяца назад +1

      Video dekhne aur appreciation ke liye aapka dhanyawad.

  • @bhavyasingh8379
    @bhavyasingh8379 3 месяца назад

    Hello kya aap kshama Prarthana likh skti h description m? Bhut hi achi lgi

  • @asdfgh918
    @asdfgh918 2 года назад +3

    Kya udyapan mandir me jakr kr skte hai? Mai kl udayapn kr rha hu.. to kripya kr btae

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  2 года назад

      Yes udyapan mandir ya ghar kahin par bhi kar sakte hain. Par mandir me karna jyada achha hai.

  • @swetakudeshia9193
    @swetakudeshia9193 Год назад

    Mam mere brat August me pure ho rhe he to is mahine udhyapan ho jayega kya kyuki bolte h ki devshayani ekadashi k bad koi Puja nai lgti pls batye

  • @user-hz1hh2bd4n
    @user-hz1hh2bd4n Год назад

    Hello mem ish Puja mein brihspativar vrat ki book mein Laxmi ji ka photo hai to Tulsi ke patte chadana chahiye Vishnuji ko ?

  • @Healthypregnancy_healthybaby
    @Healthypregnancy_healthybaby 2 года назад

    Aapne bahut acha vidhi bataya h Maine 16 guruvaar vrat rakha h to thik h mam mera 5 may ko 16 guruvaar h to uske baad Valley guruvaar ko udyapan kare kya

  • @kiran_sharma81
    @kiran_sharma81 Год назад +1

    Ram Ram ji

  • @rosanisingh4085
    @rosanisingh4085 2 года назад +1

    Namste ji..mere iss mahine gurdwar 30 December tarik ko vart khatam ho rahe hai..kya mai udhyapan kar sakti hun kya 30 tarik ko ??

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  2 года назад +3

      Namaste Rosani ji, 30 December ko krishna paksha hai isliye aapko is din udyapan nahi karna chahiye. Aap aane wali 6 January 2022 ko udyapan kar sakti ho. Aapka udyapan safal ho. 🙏

  • @varunanand1442
    @varunanand1442 2 года назад

    Aunty jii aap bahut ache se explain krte h bahut acha LGA sunkr Maine 7 bihaspati vrat Kiya per ab tak mera Mannat Puri nhi hui to kya Mai Aisa hi lgatar vrat Krti rhu ya udyapan kr du please reply

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  2 года назад

      Dhanyawaad.. Aap abhi vrat continue rakho, kam se kam 16 vrat jaroor rakho. Uske baad udhyapan kar dena. Aapki mannat puri hogi.

    • @varunanand1442
      @varunanand1442 2 года назад +1

      @@BijleshKeLokgeet ok thanku

  • @prernabokde2700
    @prernabokde2700 2 месяца назад

    Mam maine vrat suru kiya tb tb kitni vrat kru eska sankalp nhi to kya mai 7 vrat kr skti hu???

  • @sangitaprasad1800
    @sangitaprasad1800 Год назад

    Sawan mah me gurubar vart ka udyapan kr skte hai kya??

  • @PoojaRahulSoniVlogs
    @PoojaRahulSoniVlogs Год назад +1

    Jo apne puri sbji bnai esme namak dala h kya ?
    Or mne 7 vrt krne the to mera udyapan 8th vrt m hoga ?

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  Год назад +1

      Yes, isme namak daala hai, Aur udhyapan ke baad aap bhi isko kha sakte hain. Tabhi udhyapn sampann hota hai. yes aapko 8th thursday ko udhyapan karna hoga.

  • @lalitasharma8873
    @lalitasharma8873 2 года назад

    Namsty mem aapne bhoot acchi pooja ki h accha bataya per dipak se deepk ya dhoop nhi jalana chahiye nhi to punay nhi milta 🌹🌷🌷

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  2 года назад

      Thank you Lalita ji, aapne video bahut dhyan se dekha. Yes, Aapne sahi kaha deep se deep nahi jalana chahiye par ye tab dhyan me rakha jata hai jab hum alag alag bhagwan ke liye deep jalate hain. Jab ek he bhagwan ki puja karte hain to usme aisa kar sakte hain.

  • @mansirathor5043
    @mansirathor5043 3 месяца назад

    Kisi k pass time kam ho to kya sirf prashad se udiyapan kr skte h

  • @ManjuYadav-gn1ev
    @ManjuYadav-gn1ev Год назад

    Jo peela vastr le ke Mannat mange the bandh k guru bhgwan k pas rkhe the aaj udyapan krna Hai us ka kya kre

  • @lekhikathapa6060
    @lekhikathapa6060 4 месяца назад

    Bena barhaman k keya ja sakta hey mam plz batayeye na

  • @Makeawish512
    @Makeawish512 2 года назад +9

    Very nice explanation 🙏 Pila vastra kon sa hona chaiye? Cotton ya satin?

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  2 года назад +1

      Aapko Cotton ka Vastra lena hai, Wo uttam hota hai. Thanks for watching video.

    • @gudiyachaudhary2799
      @gudiyachaudhary2799 Год назад

      @@BijleshKeLokgeetmam mandir m maharaj g nhi mil rhe kya kree

    • @santoshmahato2357
      @santoshmahato2357 Год назад

      ​@@BijleshKeLokgeet pill m DDS

  • @teena407.
    @teena407. 3 месяца назад

    Daan usi din karna chaiye kya aur 16 ua 17ve kb krna hai udhyapan

  • @teena407.
    @teena407. 3 месяца назад

    Kya udhyapan me bhi paksh dekhna hoga ???

  • @tanudubey810
    @tanudubey810 Год назад

    Jo vastra Kele k PED per pehnaya, wo wahi rehne dena Ya Kisiko dedena chahiye?

  • @nitufamilychannel-kn9ed
    @nitufamilychannel-kn9ed 2 года назад

    Jai bisnu binu bhagvan

  • @richakumari8868
    @richakumari8868 Год назад

    Magh me udhyapan kr skte h mam bhut dino se mai kr rhi hu

  • @vandanabajaj4234
    @vandanabajaj4234 7 месяцев назад

    Pls mam batye 17ve din periods h to udhyapan nhi krr paugi prr kya 17ve brahspativar ko bhi vart krna hoga kya ?

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  7 месяцев назад

      Periods ke hone par aapko puja nahi karni chahiye, par aapke badle koi ghar ka sadasya puja kar sakta hai. Aur aapko vrat rakhna chahiye aur uske agle brahaspativar ko udhyapan kar do, aur udhyapan karne ke baad jo ghar par banaya ho vo satvik khana kha sakte hain. aapka udhyapan safal hoga.

  • @PreetiSaini1589
    @PreetiSaini1589 3 месяца назад

    Please yah bataiye udyapan per Ghar per Kanya ko kya jimaye aur agar Mandir mein pujari Ji ko kya Jimaye . Jo aapane bataya hai halva Puri sabji yahi jamana hai

  • @rinkiyadav5437
    @rinkiyadav5437 2 года назад

    Hello ma'am... maine Virahspati var ka vrat kiya hai jo ki kal ( 21-7-22) ko 16 pure ho ja rhe hai to mai udhyapan kb kru mujhe date btaye plz🙏🙏

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  2 года назад

      Rinki ji, Aane wale Brahaspativar ko Savan ki Amavasya hai aur ye din udhyapan ke liye shubh nahi hai. agar aapne 16 bol kar uthaye the to aap Agle veervar ko puja karna par vrat mat rakhna aur puja karte huye sankalp lena ki 4 august ko aap udyapan kar dengi. Aur 4 August ko fir udyapan kar dena. Aapka udyapan safal hoga.

  • @rajjikaur1215
    @rajjikaur1215 4 месяца назад

    Deepak atte k ly sakte h

  • @sanskritisingh9331
    @sanskritisingh9331 2 года назад

    Mam mujhe udhypan karna hai . Maine aur mere husband ne 1sal se vrat rkha tha beech me kisi karan se chhoot gya tha. Aj se fir suru kiya hai. Kya mai 9 June ko udhyapan kar sakti hu. Koi ki last june mujhe naye ghar me shift karna hai. Reply plz 🙏

    • @BijleshKeLokgeet
      @BijleshKeLokgeet  2 года назад

      Yes Aap udyapan kar sakte ho, Aapka udyapan safal hoga.

  • @anjalivishwakarma509
    @anjalivishwakarma509 Год назад

    🙏
    Hello
    Apne jo saman bhagwaan ko chadaya h vo pandit ji ko diya h ya fir alag se le kar diya h #
    @ Agr alag se diya to apne bhagwaan ko jo paan supari chadaya h uska krna h @ #
    @ Mujhe bhi karna h to please bataiye #