JEE का Exam कितने बार दे सकते है? | Most important News

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 21 окт 2024

Комментарии • 493

  • @bihariadarshyadav
    @bihariadarshyadav 11 месяцев назад +173

    Jiski hame jaroort thi wo mil gai sir
    Very Very thank you 😊

  • @vexash_
    @vexash_ 11 месяцев назад +34

    Thank sir bhaut dundh ke baad ye information mila 👍👍

  • @Clipmirzapur
    @Clipmirzapur 4 месяца назад +20

    1 hours se is chize ko khoj rahe the❤❤

  • @gaming_proff263
    @gaming_proff263 Год назад +72

    THANKS SIR ❤

  • @farhanshah6496
    @farhanshah6496 Год назад +39

    Thank you very much sir ❤❤❤

  • @Rahulkumar_rk95yt
    @Rahulkumar_rk95yt 6 месяцев назад +2

    Jan & apr wala JEE mains
    Ye dono compulsory hai ya dono me koi ek de sakte hai ?

  • @creativeworld8813
    @creativeworld8813 6 месяцев назад +3

    Sir mera 12th board 2023 mai tha aur maine 12th appearing mai 2023 ka january bala attempt bhara tha lekin mujhe lga ki shayad mera 75 percent nahi aayega isliye maine 2023 mai board exam diya hi nahi aur maine 2024 mai 12th board diya hu aur january bala attempt bhi hum bhare the 2024 bala aur board mai bhi 75 percent aa gya.... Ab kya hum 2025 bala jee advance ka exam de sakta hu kinahi sir... Please reply sir

    • @Artventuretimep
      @Artventuretimep 5 месяцев назад

      Class 12th ke result se pehle exam de sakte hai jee mains or advanced dono ka please reply

    • @Artventuretimep
      @Artventuretimep 5 месяцев назад

      Aapka jee mains clear ho gaya ?

  • @infinity_0005
    @infinity_0005 Год назад +24

    Thanks sir 😊😁

  • @ayaan_saifi_1
    @ayaan_saifi_1 7 месяцев назад +28

    ye information mujhe jee main clear krne ke baad mili h😂

    • @expertwithsm5654
      @expertwithsm5654 6 месяцев назад +3

      😂😂

    • @RudraPanda-f9e
      @RudraPanda-f9e 6 месяцев назад +1

      😮

    • @goodfact3037
      @goodfact3037 5 месяцев назад +1

      Kitni rank thi?

    • @Artventuretimep
      @Artventuretimep 5 месяцев назад

      Mera ek question hai agar maine 12th kar liya or rejult abhi tak nahi aaya to bhi mai exam de sakti hu please reply

    • @Artventuretimep
      @Artventuretimep 5 месяцев назад

      @@allahkiladli6834 and jee advanced ke liye 12th ka result jaruri hai ya nahi please reply

  • @Pratham_8963
    @Pratham_8963 3 месяца назад +1

    Agar 12th ke sath nhi diya to attempt waste ho jata hai kyaa please reply mi❔️❔️❔️

  • @NikhilVishwakarma-he1ue
    @NikhilVishwakarma-he1ue 7 месяцев назад +6

    Sir maine 12th 2023 me passed out kiye hai kya main 2025 me advanced ka exam de sakta hu

    • @Artventuretimep
      @Artventuretimep 5 месяцев назад +1

      Jee mains ka exam de diya

    • @rachitmina
      @rachitmina 4 месяца назад +1

      Bhai me 2023 me pass out hu and mene ek saal padaii chod di thi mene abhi Tak ek bhi jee attempt nhi Diya hai tho kya me jee advanced de sakta hu kya 2025 me ​@@Artventuretimep

    • @kundanBauri-jh8qt
      @kundanBauri-jh8qt Месяц назад

      @@NikhilVishwakarma-he1ue nhi ap jee mains 2025 bas de skti ho

  • @KUMARIANAMIKA-zt7gt
    @KUMARIANAMIKA-zt7gt 8 месяцев назад +9

    Sir to agar koi candidate 2025me jee main qualify karta h to usko
    Jee advanced attempt karne ka chance nhi milega

  • @SSAJAD-ui2kf
    @SSAJAD-ui2kf 16 дней назад +1

    12th 2024 me kia adv.nahi dia kya
    25 & 26 me adv. De sakta hun ?

  • @faizgamerytff6822
    @faizgamerytff6822 5 месяцев назад +3

    Thank You So Much Sir😊

  • @officialrohiteducation
    @officialrohiteducation 10 месяцев назад +1

    Thank you sir ❤❤❤

  • @skatinglover6592
    @skatinglover6592 10 месяцев назад +4

    Thanks you sir u help me lots ❤❤❤😊😊😊😊

  • @HitYanHub
    @HitYanHub 5 месяцев назад +1

    Very very thanks 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
    This video is short but it contains a very informative knowledge

  • @ramphalyadav06
    @ramphalyadav06 9 дней назад

    1st.
    IIT JEE m kya 11pass k pass ek main exam de skte h exam pattern samjne k liye or kya uske baad 3 attempts fir b Milenge.
    2nd.
    JEE pre dene se kya hota h or advance kb dena hota h or IIT m admission k liye dono exam dene hote h kya?

  • @Zig-zag18
    @Zig-zag18 8 месяцев назад +2

    Kya attempt khali jaye ga kya

  • @Hemant-t7p
    @Hemant-t7p 6 месяцев назад +1

    Ek doubt tha ki ye class 10th aur 11th se independent hota hai kya Jase kise ke 10th aur 12th ke bich me Agar 3yrs ka gap hai tho kya fir vo student apne DROP year me adv ka exam de sakta hai ???

    • @salikmalik6054
      @salikmalik6054 4 месяца назад

      Yes sir same doubt frome my side

  • @Yaduvanshiaman11
    @Yaduvanshiaman11 5 месяцев назад +5

    Best sir ji😊😊😊

  • @SajanRaj-m8s
    @SajanRaj-m8s 3 месяца назад +3

    Sir ager 12th me advance na diye toh bhi 2 baar de sakte hai ya na

    • @ShlokAgarwal-i5f
      @ShlokAgarwal-i5f 2 месяца назад

      Samne likha to bhi phooch rhi ho didi

    • @ShlokAgarwal-i5f
      @ShlokAgarwal-i5f 2 месяца назад

      Agar 12mein advanced ni diya to sirf next year de sakte h varna ni

  • @Danish__khan__751
    @Danish__khan__751 2 месяца назад

    Thanks sir,
    isi video ko khoj raha tha

  • @LakshayKumar-u7k
    @LakshayKumar-u7k 2 месяца назад

    Sir aap bahit hi Saral tarika se samjahye maza aa gya ❤

  • @ISHU_CHAUDHARY
    @ISHU_CHAUDHARY Год назад +3

    really helpful sir
    i dont have words to say thank you

  • @itzdreammotivational8697
    @itzdreammotivational8697 6 месяцев назад +3

    Koi board exam 2023 me diya phir 2024 me 5 subject me improvement diya,toh kya wo 2024, 2025, 2026 tak de sakte hai mains

  • @Zoyasadkhan
    @Zoyasadkhan 2 месяца назад +3

    Kya agr jee mains ka exam jan 2025 me diye aur nhi nikla to April 2025 me firse de sakte hai?

  • @Reddy-v3k
    @Reddy-v3k 7 месяцев назад

    Sir m 12th 2021 me diya tha uske bad m bimar hi rha abhi tak kya m jee exam de sakta hoon? Plz hely me😢

  • @vikashverma3494
    @vikashverma3494 Год назад +3

    Sir 12th me board exam to Feburary or March me hota hai or result late se nikalta hai to hum January or April me jee main kaise de payenge

    • @Aasthagoutam_
      @Aasthagoutam_ Год назад +1

      Without result bhi mains da sakta hai

  • @aryanjaiswal7399
    @aryanjaiswal7399 5 месяцев назад +4

    Sir lekin hm 2023 me board exam diye the lekin Mera 75% nhi aya to maye fhir 2024 me improvement diya to ky maye 2025 ka jee advanced de sakta hu

  • @AnkitGautam-g9m
    @AnkitGautam-g9m 2 месяца назад +1

    Bahut accha ❤❤❤

  • @yogeshrai2006
    @yogeshrai2006 Год назад +7

    Thankyou sir jii

  • @OmFartade5611
    @OmFartade5611 9 месяцев назад

    Sir jee forms filling abb Kiya to chalega kya

  • @Utsav_IITian_202_
    @Utsav_IITian_202_ 9 месяцев назад +2

    Thank you sir mai bahot dino se ye Janana chahata tha❤

  • @anshikayadav7210
    @anshikayadav7210 4 месяца назад

    Agr 2025 me jee mains k exam diya to jee advanced ka fir nhi de skte kya ?

  • @artiyadav4005
    @artiyadav4005 5 месяцев назад

    Sir mai 2023 mai nhi diya hai to kya mai 2025 mai de sakte hai kya

  • @thakuradarshsuryavanshi8788
    @thakuradarshsuryavanshi8788 4 месяца назад

    Kya feb aur April dono month me exam Dena hota hai ya fir kisi ek me

  • @mannukumar1884
    @mannukumar1884 7 месяцев назад +1

    sir b tech karne ke liye kon sa entrance exam Dena padega bhir entrance exam Dene ke baad admission ho jaega please sir reply me

  • @SureshKumar-l1f2n
    @SureshKumar-l1f2n 11 месяцев назад

    Sir EK question h agar JEE 12 th ke baad EK bhi Baar nhi Diya h main ne or Mera JEE attempt year khatam ho Gaya h Kya main 12th repeat karke JEE de sakta hu
    Please sir reply i am in stress 🙏

  • @Anjaliyadav0200
    @Anjaliyadav0200 8 месяцев назад +1

    Sir agr kisi ko pta nh hoto ki jee kya hota h or usko 7 saal hogye ho 12 pass kiye hue or ab koi insaan chta ho ki ma ab exam du to vo de skta h kya or agr de skta h to uska procedure kya hoga

    • @MdSaquib-rt8nv
      @MdSaquib-rt8nv 7 месяцев назад

      Pta chaley to hamein bhi bataiyega?

  • @safikhan2387
    @safikhan2387 9 месяцев назад +1

    Sir kya polytechnic diploma ke bas par exam de sakte h

  • @adityaraj86283
    @adityaraj86283 6 месяцев назад +1

    Thanks 🙏 sir

  • @PoojaKumari-ot1rq
    @PoojaKumari-ot1rq Год назад +9

    If i repeat 11th with RBSE board how many chances for jee adv. please reply sir...

    • @Om-xx8rb
      @Om-xx8rb 4 месяца назад +1

      Mera ek friend hai usne 11th repeat kar ke jee advanced ka paper Diya aur AIR1027 laya

    • @PoojaKumari-ot1rq
      @PoojaKumari-ot1rq 4 месяца назад +1

      @@Om-xx8rb chances kitne milte hai repeat krnen pr

    • @Om-xx8rb
      @Om-xx8rb 4 месяца назад

      @@PoojaKumari-ot1rq two changes for advance and 3 for mains

    • @Om-xx8rb
      @Om-xx8rb 4 месяца назад +1

      @@PoojaKumari-ot1rq apko karna hai kya

    • @PoojaKumari-ot1rq
      @PoojaKumari-ot1rq 4 месяца назад +1

      @@Om-xx8rb me repeat kr chuki hu

  • @Graidi506
    @Graidi506 5 месяцев назад

    Hlo sir kya ye sare exams clear krne ke bad bhi fees lgti hai

  • @karukonge109
    @karukonge109 2 месяца назад

    Sir agar 12th ke saath jee advance ke liye agar qualified nahi hue to kya jee advance only 1st drop me de skte he

  • @abufreefire6507
    @abufreefire6507 5 месяцев назад +1

    Sir 2 year ke attempt me appearing form me daalke de skte h??

  • @Bumbadiya10
    @Bumbadiya10 2 месяца назад

    Thank you sir muje jee ki jankari Dene ke liye

  • @aakritigupta9608
    @aakritigupta9608 8 месяцев назад +1

    Sir if maine 2023 me 12th pass Kiya and mains ke dono session me exam diya (Jan and April). And fir maine drop liya to kya mai 2024 me Jan aur April dono attempt dekar jee advanced k exam de sakti hu, please reply

  • @Vlogerbhai0001
    @Vlogerbhai0001 Год назад +21

    sir 12rh pass 2023 me ki hai par jee mains nhi diya,kya jee advanced 2025 de sakte hai???

    • @surendrasodha6508
      @surendrasodha6508 Год назад +7

      Nhi ,sirf 2 bar vo bhi 12th ke sath or agle or 1sal

    • @morro66
      @morro66 Год назад +3

      ​@@surendrasodha6508bhai kitne advance 2 baar se jyada ni de skte kya

    • @surendrasodha6508
      @surendrasodha6508 Год назад +2

      @@morro66 tumne 12th 2023 me kr Li hai, or ab tum JEE main 2025 th kitni bhi bar de sakte ho ,or JEE advanced only 2024 tk hi de sakoge

    • @morro66
      @morro66 Год назад +2

      @@surendrasodha6508 arre Bhai lekin 2 baar toh bohat Kam hai iss exam ke liye , iska mtlb 11 se hi start Krna hoga mujhe btw thnx

    • @surendrasodha6508
      @surendrasodha6508 Год назад +1

      @@morro66 ha Bhai,11th se hi start Krna pdta hai

  • @RekhaSharma-mg1he
    @RekhaSharma-mg1he 3 месяца назад

    Sir ek baat aur agr kisi ne 12th ki exam di ho pr vo fail ho gya ho to uske pass kitne chance rh jayenge

  • @RajamaniRaj-jv2kc
    @RajamaniRaj-jv2kc 11 месяцев назад +2

    Thanku sir

  • @THRED74
    @THRED74 8 месяцев назад

    1 year mai dono var jee mains ka form bhur sakte hai?

  • @sakshimeena3758
    @sakshimeena3758 8 месяцев назад +3

    Sir if i clear jee mains in 2024 but not jee advanced so next year directly can i give jee advanced

  • @SKY_boy48
    @SKY_boy48 8 месяцев назад

    Sir reply me jee main ka exam 12th ke aage dete he ..na 12 th ke bad ....kab dete he...date and month.... bolna ji...sir

  • @NishantScienceProjects
    @NishantScienceProjects 4 дня назад

    😢thank you sir you are great for me

  • @Uttrakhand-13
    @Uttrakhand-13 7 месяцев назад

    Sir mene class 12th 2023 me pass kiya ,ky me jee mains 2025 de skta hun directly. Even i didn't give jee mains exam in 2023 and 2024 due to some reason, please tell me 😢 mujhe NIT jana hai.

  • @PrernaDewangan-ue2wh
    @PrernaDewangan-ue2wh 4 месяца назад +1

    Thank you sir ji❤🙏🏻

  • @bhojpuriyabeats2292
    @bhojpuriyabeats2292 10 месяцев назад

    Sir maine 10th 2021 me pass kiya hu fir paise ke karn pdai chhod di fir se start kiya hu aur 2025 me 12th denge to kya hm jee mains cutup par krne ke bad jee advance de skte hai ya mera chance khatm ho jayega
    Please koi confirme bata do bhai

  • @udayshukla9311
    @udayshukla9311 11 месяцев назад

    Sir Agar 12th ke sath exam nahi Diya To Maximum JEE Advance kitne baar de sakte Hain
    Plz Bataiye sir 🙏🏻

  • @butterfly-mm9fj
    @butterfly-mm9fj 4 месяца назад +2

    Hello sir
    Maine 2023 me boards ka exam diya tha lekin usme mere 75% ni aaye the to maine 2024 me improvement exam diya to kya main 2025 me jee advanced de sakti hu ??

    • @kundanBauri-jh8qt
      @kundanBauri-jh8qt Месяц назад

      Ap bina 75% ke jee advanced exam di ho kya

    • @butterfly-mm9fj
      @butterfly-mm9fj Месяц назад

      @@kundanBauri-jh8qt nahi

    • @VipinsinghPatel-j9n
      @VipinsinghPatel-j9n Месяц назад

      Nahi de shakta bhai me bhi bahot paresan hua tha 2 bar de sakte ho pehla jab pehli baar 12th ka form bhara chahe fail ho gaye ho or ek agle saal bas or agar doubt ho to is saal jee advance ka exam IIT kanpur lega to IIT kanpur ki website par jakar chek karle nahi de shakta 😢

    • @kundanBauri-jh8qt
      @kundanBauri-jh8qt Месяц назад

      @@VipinsinghPatel-j9n bhai agr jee mains qualify ho aur 1st drop year main jee advanced de skte haina without 75% creatia ke please bolo bhai

    • @VipinsinghPatel-j9n
      @VipinsinghPatel-j9n Месяц назад

      @@kundanBauri-jh8qt dekh bhai drop me fir se 12th ka exam diya hai kya agar diya ho to sayad kyoki uska result nahi aata form filling ke time tak or agar nahi diya hai to fir sayad nahi de shakta or agar de bhi diya to admission to nahi hoga bhai

  • @STAR.X.2.2
    @STAR.X.2.2 2 месяца назад

    Sir 23 me 12th paas krne pr ,result to April tk aata hai,to kya 12 class paas krne se pehle hi jee ki exam de skte hai.

  • @gopal_kumar_80443
    @gopal_kumar_80443 11 месяцев назад

    Sir kya January or April dono ka exam dena hota hai ya only ek exam

  • @tejuthegreat07
    @tejuthegreat07 8 месяцев назад +4

    Sir usually jo students 11th me hote hai unki age kitni hoti hai

  • @priyankasinha2583
    @priyankasinha2583 9 месяцев назад

    To agar 2023 january ka exam clear nhi ho paya to kya second attempt 2023 april me usi year de skte h..?

  • @MOHITRATHOUR-9
    @MOHITRATHOUR-9 9 месяцев назад

    Thank you sir bahut acchi lagi

  • @deepadishu8670
    @deepadishu8670 4 месяца назад +1

    Sir 🙏ham 12 ka paper 2025 denge to ham kab jee ka paper denge

  • @hey_kittu_
    @hey_kittu_ Год назад +1

    Agr sir jee mains diya h 2023 me aur advance ka ji diya
    To kya sir 2024 me advance ka to de skte h na

  • @MDYASIN-kl4do
    @MDYASIN-kl4do 9 месяцев назад

    Good morning sir
    Sir hme Jaana Hai ki jo baccha ka board exam me 75%marks nahi aaye
    Toh wo improvement exam dega .
    Fir toh hme ye Jaanna hai ki improvement exam qualified krne ke baad uss bacche ke JEE MAINS and JEE ADVANCE KE LIYE kitna chance hai.
    Sir please help .......

  • @RahpSharma-k9t
    @RahpSharma-k9t 10 месяцев назад

    Sir kya hum January me jee mains ki exam nhi de to kya April vale attemp me de sakte h kya

  • @mr.adityasuryavanshi5301
    @mr.adityasuryavanshi5301 5 месяцев назад

    12th pass out karne ke 3saal baad kya jee mains and jee advance ka exam kitni baar de sakta hai

  • @sainathsainath7107
    @sainathsainath7107 Год назад

    Hello sir i was completed the 12bords in 2023 and got 74% in bord i was applyed for NIOS 2024 due to 75% criteria, and i am preparing for jee 2025 can i write jee advance exam after qualifing jee mains 2025 please reply to this comment i am confused about this😢🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏

  • @NehaKumari-SBSN
    @NehaKumari-SBSN Год назад

    Hey , plz reply me agar maine 2022 me 12th pass Kiya hai , aur 2023 me jee mains ka exam Diya hai , but percentile is not good, to Kya me 2024 ka exam de sakti hu

    • @sh2005sh
      @sh2005sh Год назад

      Ha de sakti ho 100%

  • @Kundankumar.a
    @Kundankumar.a Год назад +4

    to kya result jee mains ka dono ka ek saath aata hai

  • @charansinghcharansingh2231
    @charansinghcharansingh2231 Месяц назад

    Sir 12th mein matlab Bina 12th pass kiye jab 12th ki padhai chal rahi ho

  • @suryakantgupta6240
    @suryakantgupta6240 Год назад +3

    Sir, Agr jee 2024 me denge aapke liye hue example ke according to Advanced sirf ek baar hinde skenge ya phir do baar.....

    • @ravirajpatel491
      @ravirajpatel491 Год назад

      Same Question 😢

    • @Monika_meena_06
      @Monika_meena_06 7 месяцев назад

      Ager 2023 me 12th ki h or tb diya ho ya nhi diya ho pr advance only 2time hi de skte h 2024 me de skte ho but 2025 me nhi or 12th 2024 me ki h to 2024 or 2025 me de skte ho I mean two times

  • @mfkhan1947
    @mfkhan1947 2 месяца назад

    Agar 12th 2022 pass wale nahi de sakte kya sir

  • @Ritessh_yadav
    @Ritessh_yadav Год назад +1

    Thankuu sir😊

  • @HafizaKhatun-x4e
    @HafizaKhatun-x4e 2 месяца назад

    Kya jee mains Jan and April both Dene hote he

  • @factzone4453
    @factzone4453 8 месяцев назад

    I have passed 12th and cleared jee mains in first attempt got 99%ile but had health issues and not able to walk on my feet... And on bed rest till 2022 now I want to restart but can't as per rules

  • @Baby-s9z6h
    @Baby-s9z6h 2 месяца назад

    Sir agar 2025 me mains nikal gaya to advance nahi de sakte kya?

  • @abhisheksingh.9229
    @abhisheksingh.9229 Год назад

    Sir jee ke liye 11th ka slybus padna jaruri hai kya 😢sir mere school main dono year 12th hi padaya jata hai 😢 please reply sir kya mujhe jee ke liye 11th padna padega kya please sir reply please 😢😢

    • @komalyadav1928
      @komalyadav1928 11 месяцев назад +1

      Jee ke liye dono padhna padega or ye exam school ke exam jaisa nahi h jo school se cover ho jayega isliye khi or se preparation kijiye school ke bharose nahi rahiye

  • @RudraPanda-f9e
    @RudraPanda-f9e 6 месяцев назад

    Dhanyabad

  • @RANJEETKUMAR-nr7bn
    @RANJEETKUMAR-nr7bn Год назад +1

    Sir ji jo student 2023 me ( jee advanced exam) nahi diya to kya vo student 2024 aur 2025 me jee advanced ka exam De sakte h.

  • @rohit_jx
    @rohit_jx 3 месяца назад

    Kya 12 ki re exam dene se ak or baar mauka mil sakta h kya

  • @Its_facts_mind
    @Its_facts_mind 10 месяцев назад

    Very thanks sir ji yahi janana tha

  • @BhumikaKumari-v6r
    @BhumikaKumari-v6r 9 месяцев назад

    Aur jo 2024 me 12 pass ho toh vo kitni baar de skte h

  • @technicaltips7687
    @technicaltips7687 4 месяца назад

    After changing boards

  • @altafraja5423
    @altafraja5423 Год назад +4

    Sir agar hamara 12 ka result April ke baad aaya to kya hamara 1 year Waste ho jaega???????

    • @HSLs2024
      @HSLs2024 Год назад

      12th mai rahe kar de sakte koi

    • @altafraja5423
      @altafraja5423 Год назад

      @@HSLs2024 12 ka result chahiye bhai

    • @HSLs2024
      @HSLs2024 Год назад

      @@altafraja5423 nahi chahea par jab iit yea nit mai admission ke liya jaoga tab chahea

  • @allen.1234
    @allen.1234 10 месяцев назад

    Thak sir

  • @NitinFF_official
    @NitinFF_official 4 месяца назад

    Agar mains me pass or adv me fail ho gaye to next year firse mains Dena hoga ya sirf advance

    • @kundanBauri-jh8qt
      @kundanBauri-jh8qt Месяц назад

      @@NitinFF_official hnn 12 ke baad bas next year hi de skte ho bas

  • @apnacareer1418
    @apnacareer1418 4 месяца назад

    जो छात्र 2023 में एडवांस एग्जाम नहीं दिया है क्या वह 2025 में देगा?

  • @SoyalSayyad-c1d
    @SoyalSayyad-c1d 19 дней назад

    Sir मेरा 2019 में 12th हुवा है jee दे सकता हु क्या ❓❓❓

  • @krishnwanshajshubham8416
    @krishnwanshajshubham8416 Год назад +1

    Sir kya January aur April dono de sakta hu ya fir inme se ek

  • @riktahalder6979
    @riktahalder6979 10 месяцев назад

    Sir mehne 2023 me 12th pass kiye....agar mehne 2025 me jee mains clear kar liya to keya me jee advance nahi dee paungi?
    Please reply 🙏

    • @Rishukum237
      @Rishukum237 10 месяцев назад +1

      Nahi

    • @Rishukum237
      @Rishukum237 10 месяцев назад

      Isiliye jee aspirants kabhi bhi 2nd drop nahi lete

  • @vikashyaduvanshi8501
    @vikashyaduvanshi8501 11 месяцев назад

    Ye achhi lagi.., kya ye neet me bhi aese hi hota hai

  • @doctorshine8505
    @doctorshine8505 Год назад +1

    Thanks you sir for your information

  • @kamleshJi440
    @kamleshJi440 11 месяцев назад

    Jee main padhne ke liye kitna time lagta hai?

  • @AADITYA291
    @AADITYA291 11 месяцев назад

    Kya hum January ka paper nhi dilakr April ka dila skte hai kya.... please koi reply krna 🥺

  • @Dearzindgi.05
    @Dearzindgi.05 2 месяца назад

    Sir result to march mein aayega to kya ham v January me mainka exam de sakte hai please sir bataiye 😢

  • @AmitKumar-i5n4l
    @AmitKumar-i5n4l 10 месяцев назад

    सर जनवरी और अप्रैल में तो 12 का रिजल्ट नही आया होता है