🔥It is time to play and hit the jackpot🔥 👉 bit.ly/3FE8FDJ 💎Promo code - ALSIND 👉App to play - bit.ly/3DJMcnH 🎁Follow the link and get a bonus 230%! Victory is yours💯
@@deeprajbist3631 nahi nahi bhai ye aapke liye nahi tha, sorry in general mera ye ek experience tha is liye socha sir k comment me comment kar k msg poucha du
main yeah janna chahata hun ki yamaha ki xtz 150 main engine oil change karne ke waqt kitni matrame engine oil change karne ho yani ki 1 ltr or 1.25ltr or 1.5 ltr. please mujhe suggest karo main bahut dinose yeh sawal liye ghum raha hun.
I use Castrol power one ultimate and I drain at 2500 km. So I might never flush as the oil already contains detergent to flush the engine. This is the advantage of fully synthetic oil.
Hello Sir, Mera new 250cc bike hai after 3rd servicing mai soch raha tha ki company wale mineral engine oil se full synthetic engine oil pe change kr du. Toh kya woh sahi rahega and kya tab mai ek bar engine flush karwa lu? Plz Help.
Bhai maine used bike li hai jo 8000 chali hui hai, mainy bike lete hi oil change krne se pehly 2 bar diesel dala or nikal lia, or liqui moly 10w 40 street oil use kia lekin wo 2 din mei hai black ho gaya? What should i do? Plz help.
Sir purana engine oil kya uppar he Dalna hae engine flush oil ? Ki purana engine oil drain karke , engine flush oil dal k 10min start or xordke,uska bad drain karna hae ?
Mere paas 100cc ki bike hai or me time pe service karwata hun(3000km/3month), 40,000km chal chuki hai 2 saal me, kya meri bike engine flush karwane ko ho gaya hai ya nahi.
Bhai mere pass bajaj platina hai 110 h gear me uska oil har 2000km me change karta hu or oil fully senthetic dalta har 2000km me oil chage karta hu oil filter change karta hu oil change ke vakt oil kafi badiya hota hai nikla huaa bike abhi tak 35000km chali hai aaj engine flush nahi kiya hai milege muje abhi 75km ka mil raha hai engine condition kafi badiya hai to engine flush kar lu ya nahi
Bhai Mera TVS Radeon BSVI hai, Jo main abhi tak 12300 kms chala liya hai in 9months yeh bike Mera regular use ke liye hai main engine oil 2600-2700kms chalane k baad change karka hoon. Aur main TVS ka fully synthetic engine oil use karta hoon. Mere liye kuch suggest kar sakte hai bike k long life k liye
Maine Jupiter 125 lekar 1 month hua hai...1st service ke time advisor flush karne ke liye bol Raha tha....maine nahi Kiya. 1) Muze kya karna chahiye tha? 2) Agar karna chahiye to abhi karna chahiye kya? Abhi 850 km hai aur 1st service 675 pe ki thi 3) Agar aap flush karne ke liye ha bolte ho aur me karata hu to warranty rahegi kya?
Video bahut hi achchhi aur informative hai qki aapne bahut hi achchhe dhang se samjhaya hua hai. Waise sir aapse mera sawal yeh hai ki aap itni informative video kahan se banate hain aur ismein kitni mehnat lagti hai, matlab har roj ek se badhkar ek video, aapka dimaag hai ya ekka computer???
Today I saw a student having a rider it was looking a very beautiful bike... I didn't have any words to say.. Bhai kya lg rhi thi yrr☺☺ I love it ❤ v.V much....
Kya engine ke andar ki jo Bering aati hain usme gris aata hain ? aur apke javab se gris aata hain to kya engine flus karne pe vo gris bhi to nikal jayega aur fir Bering jese part k liye engin bhi kholna pad sakta hai. Na to aap bataiye kya kare fir Bering jese part ko bachane k liye flus to nahi kar sakte na ham uske liye kya kare
@@davilking4620 Abe chu ti muje nahi pata isliye to jan na chahta hu me micanic nahi hu aur javab jara sambhal k de bho di k aur baap tak bolne kya jarurat pad gai tere ko bhenchod
Brother Maine Apni Bike (Hero Super Splendor) ki cylinder kit change karwai hai or wo 500 kilometres chal chuki hai Kya mein uska Engine Flush karwa sakta hu
Sir koi bhi 100 cc ka bike jese ki splendor 95km/h ka top speed archive kar sakta hai or 125 b itna hi top speed archive kar pata hai yaha tak ki 150cc bike jese k vamaha fz 107 tak ka top speed archive karta hai. Esa kyu cc me itna differents hone ke bawajood top speed me kyu jyada antar nahi dekhne ko milta... Jahan hum scooter ki baat kare to or bhi ajeeb baat dekhne ko milti hai jese ki activa 110cc top speed 90...or activa 125 top speed 90 110/125 almost same top speed esa kyun? is topic pr ek video plz #MACHANICALTECHHINDI
🔥It is time to play and hit the jackpot🔥
👉 bit.ly/3FE8FDJ
💎Promo code - ALSIND
👉App to play - bit.ly/3DJMcnH
🎁Follow the link and get a bonus 230%! Victory is yours💯
Sir
#Add_Lub engine oil treatment
pulser 220 me add kar sakti hai ya nahi ????
Kabhi MOTUL Cng power oil bike me use kar k dekhna maza ajaega cheap price me awesome quantity. Wo bana hai NATURAL GAS se
Bro me kya puch raha hu aap kya bolrahi hoo yr
#add_lub company ka engine oil treatement kya 220 pulser me use karsakti hai ya nahi ..?
@@deeprajbist3631 nahi nahi bhai ye aapke liye nahi tha, sorry in general mera ye ek experience tha is liye socha sir k comment me comment kar k msg poucha du
Sir muje driving test ke liye jana h
but,(new bike) meri bike ka no. nhi aaya h to kya me us bike ko le ja skta hu test ke liye
Thanks Maine motul purchased karke rakha he Kal me krne hi wala hu flush
sir hero passion xpro ke liye kaun se grade ka engine oil best hoga .pls reply
Very well explained. Good information for all bikers out there.
Very very nice video. your video helps a lot me and my friends. thank you so much keep it up.👌🏻🤗
Cbz xtream 2012 model . engine oil filter kya lagahay mere bike par?
Nicely explained and doubts cleared 👍👍👌👌❤️❤️
Hum disel ya fir petrole se engine flash karna chate hay. Inmay se kon behaytar hay,aur tarika kya hay.
Hello sir please let me know about Polytron MTC and FC additive, can I use both with liqui moly additive ? ? ?
please make a video about 🙏🙏
main yeah janna chahata hun ki yamaha ki xtz 150 main engine oil change karne ke waqt kitni matrame engine oil change karne ho yani ki 1 ltr or 1.25ltr or 1.5 ltr. please mujhe suggest karo main bahut dinose yeh sawal liye ghum raha hun.
royel enfield classes 350 bs6 2021 ka model kitne km bad engine flash ka jarurat hey
Srvc.cntr kyun enginflush nahi karta recmd hai. Wht is the resn. My bikeis tvs apache 2015 model bs3.
Sir maine Tecza auto care ka engine flush use kiya tha ?? Equi moly nahi tha unke.pass .
Sir, petrol se engine flush kar sakte hai aur agar kare toh kuch problem toh nahi hogi?
If change oil regularly on time then is it still require to flush engine? If yes after how many kilometres?
I use Castrol power one ultimate and I drain at 2500 km. So I might never flush as the oil already contains detergent to flush the engine. This is the advantage of fully synthetic oil.
Every 20,000km
Hello Sir, Mera new 250cc bike hai after 3rd servicing mai soch raha tha ki company wale mineral engine oil se full synthetic engine oil pe change kr du. Toh kya woh sahi rahega and kya tab mai ek bar engine flush karwa lu? Plz Help.
Fully synthetic engine oil will be healthy for your bike.
@@nuclear9977 Ok but the thing is should i flush my engine before using fully synthetic oil or not I'm confused with that
Thanks for the information of the video 😂I learn lot🎉
Is it recommended to use engine flush if I'm changing from mineral oil to fully synthetic oil?
Same question
No not necessary
Ys absolutely..100% flush is mandatory then....bcz this are 2 differents oil ..
बहुत-बहुत धन्यवाद सर जी इतनी सुंदर जानकारी देने के लिए
Engine flush Activa mein use kar sakte hain
After flush engine oil when add new oil what to mix with oil for smoother lubricant
Sir, I use Suzuki Gixxer SF 2021
Should I use Liqui Molly Shooter or Liqui Molly Engine Flush
Both are same
Video quality accha haa ❤️
Kam price me konse engine flush use kare
Bhai maine used bike li hai jo 8000 chali hui hai, mainy bike lete hi oil change krne se pehly 2 bar diesel dala or nikal lia, or liqui moly 10w 40 street oil use kia lekin wo 2 din mei hai black ho gaya? What should i do? Plz help.
Mai 2500 cmplt hua hai .motul ka engine oil change kar chule hu .2 times..or bajaj ka 1..kya mukhe engjne flush karna chaiye??
Sir purana engine oil kya uppar he Dalna hae engine flush oil ? Ki purana engine oil drain karke , engine flush oil dal k 10min start or xordke,uska bad drain karna hae ?
Mere paas 100cc ki bike hai or me time pe service karwata hun(3000km/3month), 40,000km chal chuki hai 2 saal me, kya meri bike engine flush karwane ko ho gaya hai ya nahi.
yes
Karwalo
Yes
Wich motorcycle
Koi Jarurat Nahi Hai Sirf Oil Time To Time Change Karna Chaiye
My honda X-blade has run for 8000 km. I want to do engine flush. Is it okay?
Sir honda dream yuga me
Oil filter nahi diya.
To kya kare
I have apache rtr 160 bike and I love this model
चयनएस्पोकित लोंग टाइम तक कयेसे चलाए इस के लिए ग्रीस या oil सही है
Bhai bike ki tank main air joma hone ka problem kaise solve koree plz reply
Bhai LIQUI MOLY MOS2 Shooter par ek video please ❤
Love from Nepal ❤
Engine oil k sath abro ka oil tretment dal sakte hain kya
Liqui Moly Motorbike Oil Additive MOS2 Shooter (20 ml) (LM054)
1 video banaye kaise use hota hai
Bhai mere pass bajaj platina hai 110 h gear me uska oil har 2000km me change karta hu or oil fully senthetic dalta har 2000km me oil chage karta hu oil filter change karta hu oil change ke vakt oil kafi badiya hota hai nikla huaa bike abhi tak 35000km chali hai aaj engine flush nahi kiya hai milege muje abhi 75km ka mil raha hai engine condition kafi badiya hai to engine flush kar lu ya nahi
Thanks sir
Best video
Bhai
Mera TVS Radeon BSVI hai, Jo main abhi tak 12300 kms chala liya hai in 9months yeh bike Mera regular use ke liye hai main engine oil 2600-2700kms chalane k baad change karka hoon. Aur main TVS ka fully synthetic engine oil use karta hoon. Mere liye kuch suggest kar sakte hai bike k long life k liye
Mere pass bajaj boxer hai mai gav mai rehta hu new bike konsi best hogi 125 cc mai
Sir 100 cc ke bike ko silencer k bena chla sakta ha yaa nhi
Good sir 😊
Tarpin oil se flush karsakte hai?
3M engine oil additive daalne ke baad kitne time k baad engine oil change krwana rhta hai and new engine oil ke sath ye additive bhi milaya gya hai?
Flush krte samay engine oil me direct diseal dal de to chalega kya
Maine Jupiter 125 lekar 1 month hua hai...1st service ke time advisor flush karne ke liye bol Raha tha....maine nahi Kiya.
1) Muze kya karna chahiye tha?
2) Agar karna chahiye to abhi karna chahiye kya? Abhi 850 km hai aur 1st service 675 pe ki thi
3) Agar aap flush karne ke liye ha bolte ho aur me karata hu to warranty rahegi kya?
Very nice information
good video
THANKS YOU
Good information thank you sir for tips and advice.
Liqul moly moh2 engin additive k bare me video bano
Kya Helmet ka price ex-showroom price mei include hota hai ? Ya Helmet ke liye alag paise dene hote hai ?
Video bahut hi achchhi aur informative hai qki aapne bahut hi achchhe dhang se samjhaya hua hai. Waise sir aapse mera sawal yeh hai ki aap itni informative video kahan se banate hain aur ismein kitni mehnat lagti hai, matlab har roj ek se badhkar ek video, aapka dimaag hai ya ekka computer???
😊
Very informative🤩
SIR honda unicorn bs6 bike mein engine flash use
Agar ham bike k engine oil scooter mey dalsaktey kya ya nai ye video bannaa padega sir🙏
Ok
Bahut acchi information sir tq
Sir kaha massege kare
Bhai bike ka milage accha milaneke liye carburettor ko fual supply aur supply valve ka setting kaise karna hai uske bareme ek vdo banao
Sir ji After how many kmp engine oil need to be changed in scooter
Absolutely right👍💯
Today I saw a student having a rider it was looking a very beautiful bike...
I didn't have any words to say..
Bhai kya lg rhi thi yrr☺☺ I love it ❤ v.V much....
After engine flush can i put inside only kerosene Or petrol and clean
Nice information ❤️ 🔥
Sir 900ml me 100ml engine flush dal skte h kya, actually mughe 50 ml ke ek pack mil ra tha to mene 50ml ke 2 bottle purchase kr lia h ...
Daal sakte hai
Bro agar engine flush karwate samaye hum choke use kar sakte hein ya nahi
Sir ji silencer exhose pipe kese colour kare?
Thanks 🙏👍
Very useful information sirji
Tappad sound ke upar ek video banao bhai
10,000 km pr krwa skte hai..agr new motul engine oil dalna ho ? Please reply 😊
Not necessary. Minm 20000 to 25000 km do it in this range
Engine flush ke baad (( bike engine garam hone ke baad RPM apne aap increased hota hei , jise baad me setting krne hota hei..))) .
Sir long ride ke liye 160 cc ki bike sahi rahegi ya nhi
TQ 👌
Useful information
Thanks for enlightening us
You are best sir
Bro abro engine oil additive ka review karo
Kya engine ke andar ki jo Bering aati hain usme gris aata hain ? aur apke javab se gris aata hain to kya engine flus karne pe vo gris bhi to nikal jayega aur fir Bering jese part k liye engin bhi kholna pad sakta hai. Na to aap bataiye kya kare fir Bering jese part ko bachane k liye flus to nahi kar sakte na ham uske liye kya kare
Yar ap Chu ti ya ho
Kya
Tere bap ne gris dala h engine k berings me
Engine k andar bearing nhi aata ...
@@ankittrivedi8581 crankshaft bearing nahi hotha he
@@davilking4620 Abe chu ti muje nahi pata isliye to jan na chahta hu me micanic nahi hu aur javab jara sambhal k de bho di k aur baap tak bolne kya jarurat pad gai tere ko bhenchod
@@abhish155 hote hi hain beringe ek nai tin char hote hain
Nice video
Good information sir
Thank you so much Sir 🙏🏻
Sir fluel injector cleaning ke upar v video banaye
Kerosene diesel petrol se engine flush kar sakte hai koi luksaan nahi hoga kya? Kitna ml Kerosene Dale?
Daru se kar
@@220RIDER78 🤣🤣
why burn engine oil is used in bike after engine flash ??
Trip A aur Trip B ka matlab aur use ke baareme details me plz 1vdo
Ct 100 me engine flush kitna dalna hai
Meri bike 47500 km chal chuki hai
Jayada daloge to Naya engine oil ko engine flush damage karega kuki Thora bohot Bach jata he
Very informative video
Good information sir❤
My favourite band shart
Nyc information given sir TQ
Nice video Bhai good morning
App kaise instal hoga sir
Link diye hai
Awesome information bro
Shukriya bhai ji
Brother Maine Apni Bike (Hero Super Splendor) ki cylinder kit change karwai hai or wo 500 kilometres chal chuki hai
Kya mein uska Engine Flush karwa sakta hu
Nahi karaye
Thank you So Much Brother
Sir koi bhi 100 cc ka bike jese ki splendor 95km/h ka top speed archive kar sakta hai or 125 b itna hi top speed archive kar pata hai yaha tak ki 150cc bike jese k vamaha fz 107 tak ka top speed archive karta hai.
Esa kyu cc me itna differents hone ke bawajood top speed me kyu jyada antar nahi dekhne ko milta...
Jahan hum scooter ki baat kare to or bhi ajeeb baat dekhne ko milti hai jese ki activa 110cc top speed
90...or activa 125 top speed 90 110/125 almost same top speed esa kyun?
is topic pr ek video plz
#MACHANICALTECHHINDI
Dada please need a full review of xpulse 200t how improve its performance and details
Thank you sir for this video
Kitna KM engine flash korna chaia bro
20 se 30 hajar km ke baad
Engine oil aditive se kya fayda hota h
Ye dalna chahiye ya nahi
Eska nuksan to nahi h