Namaste Aunti ji, Sabse Pahle apka bahut bahut aabhar jo aap itani achhi tarah se batati hai. Aunti ji ghar Mei Satya Narayan ki katha Kaise Karni chahiye please bataiyega.
nice video mata ji...very useful aap bhut ache se btati hai jaisi pooja hum ghar per kar sakte hai bilkul w aisi.. mata ji aap ye bta sakte ho ki laddu gopal ji ki sewa ka kya kaise karte hai ghar per rakhkar..
लड्डू गोपाल जी को दिन में तीन बार भोग लगाया जाता है और वस्त्र बदला जाता है, केसर का तिलक लगाया जाता है। वैजयंती का पुष्प चढ़ाना चाहिए, भगवान को भोग लगाने से पहले ताली बजाई जाती है, भोग लगाने के बाद आँख मूंदकर बैठा जाता है भगवानजी के पास।
Shardaji namskar bahut achi jankari deti h app me puchna chahti hun ki klash per jo nariyal rakhte hn uska kya karte hn hm to usay parsad me bant datey hn kya ye sahi h
Mataa g panchaamrit kyaa pital ke patra mai bana sakthe hai?? kyoo k sunaa hai k panchamrit tambe k patra mai nahi rakhaa jata .. kyaa hum kaach k bartan use kar sakte hai? Prasad rakhne k liye?? plzz bataiyee
Bahut acchi jankari hai mata ji ..thank you...par ek shanka hai ki panchmrut me ghee aur shahad saman matra me nahi lena chahiye ye vish jaisa hota hai.....ghee aur shahad ki matra saman nahi kam jyada honi chahiye...ye sahi hai kya?
Kitna bhi dale but dono ki matra saman naa ho.....saman hone par hi wo vish. jaisa kam karta hai.....aur waise bhi ghee 1 ya 2 boond. hi daale kyu ki ghee ki chipchipahat nikalati nahi jaldi bhagwan ki murti par se Thank.u mataji pranam
जैसे मठरी या खुरमा बनाने के लिए मैदा को गुंथते है,उसी प्रकार से चूरमा बनाने का मैदा भी गुँथा जाता है बैगर नमक डाले उसमे कोई भी सामग्री अलग से नहीं पड़ती है फिर उसको बड़ा बेल के पतला पतला मठरी के जैसा काट लिया जाता है फिर उसको भूरा होने तक तल के ठंडा कर ले फिर मिक्सी में दरदरा पीस के जितना चूरमा है उसका आधा चीनी और मिश्री पीस के मिलाये ऊपर से मेवा डाल दे आपका चूरमा प्रसाद तैयार हो गया आप इसमें थोड़ा सा खोवा मिला के लड्डु भी बना सकते है।
Asan Zindagi thank you so much ......apke upar jagat jannani jaroor kripa kregi yeh ek shakt Ka kathan avasheya satya hoga ......may god bless you aunty ji...!""
aunty koi bhi panch meva se bana sakte hai ya yehi panch meva hone chahiye? hum badam, khus khus, magaz ,munakka ya laung ya choti elachi kaam mein le sakte hai kya?
di agar sbhi chijo se alg alg snan krvaya jaye to b to pnchamrt ya charnamrat bn jata h qk mere laddu gopal h m unko alg alg hi krvati hu vo b to thik h na
Panchamrit banane ke liye mantra bhi hota hai na.? Please Aap pacho ingredients ko apne alag alag mantra se banane ki vidhi bataiye. Aur Kya kush se hi Panchamrit ko mix kiya jata hai?
Mata apka video bhot achaa laga om shumbhu sankar om namah shivay🤗🤗🤗🤗
Pahli bar Mene vidhi dekhi he muje panchmrt vese b testy lagta he ab me mere liye banaugi bhagwan ka Nam lekr aapka dhanywad 😂😁
Sahi ha ji
bahut bahut shukriya...bhagwan aap par kripya bnaye rakhe
आपका बहोत-बहोत धन्यवाद और आशीर्वाद :)
thank you mam itna sab batane ke liye aap bahut ache se batati hai aise hi vrat ki chije batate rahiye
Ram Ram mata ji, thank you mata ji🙏🙏🙏
Wow. ...........
👌👌👌👌👌👌👌
Namaste Aunti ji, Sabse Pahle apka bahut bahut aabhar jo aap itani achhi tarah se batati hai. Aunti ji ghar Mei Satya Narayan ki katha Kaise Karni chahiye please bataiyega.
आपका धन्यवाद, सत्यनारायण की व्रत कथा बाजार में उपलब्ध है आप उससे मार्गदर्शन ले सकती हैँ या फिर पंडितजी से कथा करा सकती हैँ।
Radhe Radhe 🙏anti ji
बहुत अच्छा
Namaste, thank you. Even we are learning via your tutorials in London. Thank you very much. 🙏
Nice 👌joined u...
bahut bahut thanks .....prnam
mam ma ki jaishi apho itne ache se batati hai
Thanks a lot mam 👌💐😊👏
Aapki savi vidio sey bahatkuch jaanneko miltaahey Thanks
thank u aapne bahut achhe se bataya
आपका धन्यवाद :)
nice video mata ji...very useful aap bhut ache se btati hai jaisi pooja hum ghar per kar sakte hai bilkul w aisi..
mata ji aap ye bta sakte ho ki laddu gopal ji ki sewa ka kya kaise karte hai ghar per rakhkar..
लड्डू गोपाल जी को दिन में तीन बार भोग लगाया जाता है और वस्त्र बदला जाता है, केसर का तिलक लगाया जाता है। वैजयंती का पुष्प चढ़ाना चाहिए, भगवान को भोग लगाने से पहले ताली बजाई जाती है, भोग लगाने के बाद आँख मूंदकर बैठा जाता है भगवानजी के पास।
Aapka bhut bhut danayawad mata ji btane ke liye😊
thanks..aunti aap bahut sweet ho
Shardaji namskar bahut achi jankari deti h app me puchna chahti hun ki klash per jo nariyal rakhte hn uska kya karte hn hm to usay parsad me bant datey hn kya ye sahi h
Panchamrit mein gud ka upyog kar sakte h desi khand ya shakkar ke jagah
mata ji bohot nice
Thank u mata ji.
Yasmee
Lot's of thanks
Thank you maa
Aunty ye panchamrit sawan mai shiv ling per chada skte h
Sitaram didi dhanyavad
Shivling pe ghee kis patra se chadhaye bataeye plzzz🙏
pital ke patra me cdha skte hai
@@AsanZindagi thank u 🙏
Mataa g panchaamrit kyaa pital ke patra mai bana sakthe hai?? kyoo k sunaa hai k panchamrit tambe k patra mai nahi rakhaa jata .. kyaa hum kaach k bartan use kar sakte hai? Prasad rakhne k liye?? plzz bataiyee
aap steel ke bartan me rakhe
Dhanyavad mata ji
Nice tricks by her
Very nice video
namashkar mataji .krishna janm ka vidhi batayein . please
ruclips.net/video/-Si4BjjBd1M/видео.html
Bahut acchi jankari hai mata ji ..thank you...par ek shanka hai ki panchmrut me ghee aur shahad saman matra me nahi lena chahiye ye vish jaisa hota hai.....ghee aur shahad ki matra saman nahi kam jyada honi chahiye...ye sahi hai kya?
ghee aur shahad milne se vish hota hai, panchmrut me ghee ek chammch hi dale
Kitna bhi dale but dono ki matra saman naa ho.....saman hone par hi wo vish. jaisa kam karta hai.....aur waise bhi ghee 1 ya 2 boond. hi daale kyu ki ghee ki chipchipahat nikalati nahi jaldi bhagwan ki murti par se
Thank.u mataji pranam
ठाकुर जी की सेवा नही कर सकते जबाप जरूर देना हमारे घर मे भी लडडू गुपाल है
aap mandir me rakh dijiye
Good
jai ho
Mata ji hme ye btaie barah mass ki Purnima ke Pooja bidhi
ruclips.net/video/dgfU-TeXLSc/видео.html
aise hi puja kare
thank u aanti ji
आपका धन्यवाद :)
Asan Zindagi
Asan Zindagi
m...z
Aapne Ganesh ji ke abhishek me use kiya hua pani panchamrit me milakar firse Gopal ji ke abhishek me upyog kiya. Aisa karna theek hai?
ji ha
Kya ham Gai ki jhagah bhais ka milk use karsakte hai di
Isame aap gaay ka hi doodh use kare
Kya hum khand ki jagh gur dal skte hain?
ji ha
churme Ki recipe bhi zaroor bataye mam!"
जैसे मठरी या खुरमा बनाने के लिए मैदा को गुंथते है,उसी प्रकार से चूरमा बनाने का मैदा भी गुँथा जाता है बैगर नमक डाले उसमे कोई भी सामग्री अलग से नहीं पड़ती है फिर उसको बड़ा बेल के पतला पतला मठरी के जैसा काट लिया जाता है फिर उसको भूरा होने तक तल के ठंडा कर ले फिर मिक्सी में दरदरा पीस के जितना चूरमा है उसका आधा चीनी और मिश्री पीस के मिलाये ऊपर से मेवा डाल दे आपका चूरमा प्रसाद तैयार हो गया आप इसमें थोड़ा सा खोवा मिला के लड्डु भी बना सकते है।
Asan Zindagi thank you so much ......apke upar jagat jannani jaroor kripa kregi yeh ek shakt Ka kathan avasheya satya hoga ......may god bless you aunty ji...!""
Agar roj narayan ke idol ko snan karya jal ko Pooja ke bad charanamrit ke roop mein bath sakte h kya
charanamrit ko piya jata h
Tij ke vrat me panchamrit bnate h ya chrnamrit...pls bataye pls mam
video ko dhyan se dekiye plz
Thanku maa
Accha ha aunty ji
thanks again
आपका स्वागत है।
thank u aunty
आपका धन्यवाद।
Mam please reply kijiye naa Friday fast ka kyonki kal bhi Friday hai toh confused nahi rahungi main
thanks
Iss panchamrit se hum bhagwan shiv ka bhi abhishek kar sakte hain
ji haa kar skte hai
Panchamrit brass container mein rakh sakte hein kya? Plz bataye
steel ke bartan me rakhe,Panchamrit ko 2 ghante se jyada na rakhe,use kar lena chahiye,mitti ke handi me bhi rakh skte hai
Chandi ka patr me rakh sakte hain
Agar gobar na melaya to kya haldi or roli say nag nagin banaya sakataya hai
jau ke aate se bnaye
ruclips.net/video/VDz4CYX6k5c/видео.html
क्या आप लङङू गोपाल की पूजा नहीं करते हैं
ji ha karte hai
guru ma ye deshi khand देशी खांड Kya hai or kaha milta hai hame bataye or ye kaise bana hota hai...bataiye
gud ke paudar jaisa hota hai,or ye thandh ke mahine me kirana dukan me milta hai
Asan Zindagi guru maa me Mumbai me raheta hu to kirane ki dukan me milega ye or Kya bolne ka dukandar ko Jo jaldi samjh Jaye deshi khand
माता जी, क्या पंचामृत का भोग भी लगाया जा सकता है?
ji haa
aunty koi bhi panch meva se bana sakte hai ya yehi panch meva hone chahiye? hum badam, khus khus, magaz ,munakka ya laung ya choti elachi kaam mein le sakte hai kya?
पंचामृत में लौंग, इलाइची, खस-खस नहीं डाला जाता।
Kaju, kismis, chironji, khajur, nariyal/gari... aise hi hona chahiye
ham khud se Ghar me satynarayan ki katha poojan Kar sakte Hai ? maa
जी हां करे सकते है।
ma'am panchamrit me kis tatah ka kaccha ya boiled dudh use karte hai? plz bataiye
कच्चा दूध।
Asan Zindagi thanks maam
chini ki jagah gud dal sakte hai kya panchha mitrame
ji haa daal skte hai
Agar dahi na khate ho ya allergy ho to kya kare ya kaise bnaye
jinko allergy ho wo mathe par lga leve,khaye nhi
Ya hum dahi ki jagah...doodh ,ganga jal,shahad,shakaar,ghee ni daal k 5 amrit bna skte
माँ जी प्रणाम ! केसी है आप कुशल की आस है ,माता जी क्या देवी दुर्गा को भी यही पंचा मृत से स्नान करते है
ji haa
माता जी जो हम तुलशीे बिवाह करते है तो वया उस दिन तुलशी डाल सकते है
ruclips.net/video/eEp-79M957E/видео.html
di agar sbhi chijo se alg alg snan krvaya jaye to b to pnchamrt ya charnamrat bn jata h qk mere laddu gopal h m unko alg alg hi krvati hu vo b to thik h na
जी हाँ।
You can add gulab jal too
ji nhi
panchamrit se maata ko ishnaan kra sakte hain? Plz reply fast
जी हां।
Mam panchamrit banane me to kewal 5 cheez hi dalti hai na
baki or chije bhi dal skte hai..
nice
Mata ji mata rani ji ko chrnmrt chda skta ha
जी हां चढ़ा सकते है।
Asan Zindagi Thanku mata ji.
Mam Pooja k liye dahi kaise jamaya jata h
jaisa khane ke liye jmaya jata hai
Mata ji AGR kesar na ho to
haldi ka tilak kar skte h
Na ganne ka ras h or na hi khand h mataji kya kre
ap chini se bnaye..
sugar ke badle aapne kya dala hai mumbai me mil payega
आप गुड़ या खांड इस्तेमाल कर सकती हैं, ये आपको किराने की दुकान में आसानी से मिल जायेगा।
Dood kaccha dalna h kya
ji ha
Aajkl ghee aur milk suddh kha milta hi aap kha se late ho
patanjli se late hai
Aunty mujhe kaccha doodh nahi mil Sakta kya karu
डेरी से मंगवाए।
Panchamrit banane ke liye mantra bhi hota hai na.? Please Aap pacho ingredients ko apne alag alag mantra se banane ki vidhi bataiye. Aur Kya kush se hi Panchamrit ko mix kiya jata hai?
ap jis devta ke liye Panchamrit bna rhi h
unke nam ka jaap krti rhe
शारदा जी लड्डू गोपाल लाल गोपाल में क्या अंतर है
क्या पूजा की अलग बिधि है
एक ही विधि है।
Charan Amrit ka kya Karen..
Charanamirit piya jata hai
mam makhanbanana batai kanhajikopasandhai
we
khand kyaa hota h
sakar kand mitha kand hai ji khaya jata hai..
oo.....okh
Thanks
chini ki jagah gud dal sakte hai kya panchha mitrame
जी हाँ, आप गुड़ डाल सकती हैं।