Best mechanic in the world's good invention apply to foreign automobile company And yeas u r right I seen that in first time in my life it's your magic u started only engine without started the car
7:05 Mobile tripod ke niche aur screw driver ke bagal me ye koncha part hain? Aur 4:09 me return pipe ke upar me engine me laga hua do(two) pipe (coolant flow port ke upar aur niche)koncha koncha hain
Tripod ke niche ye Power steering motor Hai Return pipe ke upar jo 2 pipe hai. Ye Oil Filter mai Connected hai ek pipe mai engine aata hai dusra pipe mai Coolant......
Bhai meri indica v2 ka subehe gadi start karne pr 2.3 baar accerlator deke chod du to gaadi jhatka khake band pad jaati hai....lekin yeh problem 2.3 minut ke baad nahi aata... Kya problem ho sakta hain bhai
Aisa chalaiga without water coolent ke engine heat hoke seize hojaiga piston jam hojaiga.....aise kam mat kro qualified mechanic se kam karwao.... experiment ke liye karrahe ho thik hai.... public ko mat sikhao aise karna....
Best mechanic in the world's good invention apply to foreign automobile company
And yeas u r right I seen that in first time in my life it's your magic u started only engine without started the car
🙏🙏 very nice work good 🙏🙏👌👌💯
Bhai mere indica ka engine chalu hokr आधे एक मिनट चलने के बाद बंद हो जाती है
Superb chachu
Very Good
My favorite engine kyuki ye 27 Tak average deta hai bro
nahi bro 27 nahi deta
@@CarworldTDI bro Mai khud chalata hu bro 27 tho deti hai Meri car bro higway Pai Meri car 2.5 lakh chali hai aur Mai light foot se chalata hu
@@Amulnaiks model kya hai
Indica/Indigo ka lag ra hai ye 1400 cc wala. TDI 15 ya 16 tak deta hai.
CR4 20 22 tak hardly.
@@swarnkarak.1806 Bhai tum ek bar diesel chalao naturally aspirted
Good job 👌👌
Kamal ker diya bahi💪
Petrol se engine chalaw kya 🙂🙂
@@CarworldTDI ok bhai or maja aayega video me🤓
Best engine for Tata
Tata never dies !!!!!!
Best mechanic
Bhai dianuma ka whiring video dalo bhai
Super
Great work bro
Tata Indica engine tata ace ma laga saktha kya
I respect you
Very very good bhai 🤞🏻
Acha video banaya, iss baar... Kisi ek ko rakho tumhara camera pakad ne ke liye.. Taaki tum har ek detail bata sako... Aur ab lamba video banao
sabse bada problem yehi hai camera ek hath mai leke video nahi kar pata islye details mai nahi bolta direct kam karke fir video record karta hu
7:05 Mobile tripod ke niche aur screw driver ke bagal me ye koncha part hain? Aur 4:09 me return pipe ke upar me engine me laga hua do(two) pipe (coolant flow port ke upar aur niche)koncha koncha hain
Tripod ke niche ye Power steering motor Hai
Return pipe ke upar jo 2 pipe hai. Ye Oil Filter mai Connected hai ek pipe mai engine aata hai dusra pipe mai Coolant......
भाई मस्त व्हिडिओ है......वायरिंग कैसे कैसे किया वो डिटेल्स मे दिखाव ना भाई
Rat ko milega video
@@CarworldTDI Thank U Bhai..
Gooooddddd
What is the part the blue wire went onto?
That is for fuel supply switch
भेया टाटा सुपर ऐस गाडी डीजल नही उठाती तो कया करना चाईऐ
Diesel filter assembly check karo jam ho sakta hai
Or ho sakta hai air le rahi hai
Mere pass 2012 model Indigo h usme rpm apne aap he jada ho jata h kya problem ho skti h
Diesel filter wiring check kro.....
Maja aa gaga bro
Suwad Salty hai ya Sweet 🤣 jo maza aya
@@CarworldTDI
Galti kardi video mein comment karke 🤣😂
@@RefinementandPower tumhra Indica kaisa chal raha hai
@@CarworldTDI
Badhiya
❤
👍🏻
Great chuto
Bhai ji ye to engen ciez Karne k chakar men ho start nahe mere dear ustad
Bhai meri indica v2 ka subehe gadi start karne pr 2.3 baar accerlator deke chod du to gaadi jhatka khake band pad jaati hai....lekin yeh problem 2.3 minut ke baad nahi aata...
Kya problem ho sakta hain bhai
fuel supply........ek bar fuel pump line kholke thoda diesel bahar karke fir tight kardo
Jahase aapne chock maarke fuel nikala...same wohi procces karuna bhai
@@valmikkhade579 haaa karne ke baad agar problem solved nahi huwa toh pipe mai leak hai
Bai one day show Indigo cr4 engine sir iam waiting
Bina ecu ke start ho gya
Without radiator, without coolant , how
Tata Indica gadi ka engine aap chalu karke dekh rahe ho bechane ki bhej diya nahin bheja hai to humko batana
matlab?
Aisa chalaiga without water coolent ke engine heat hoke seize hojaiga piston jam hojaiga.....aise kam mat kro qualified mechanic se kam karwao.... experiment ke liye karrahe ho thik hai.... public ko mat sikhao aise karna....
The wire blue and black is for the spark?
No i would tell thé wire yellow and black
Bhai number share karoge
Aap bataiye kya problem hai
Car ko dikhane tha lucknow me ho to koi
@@mayankverma7084 indica ya indigo
Bro aapp apna number de salts ho hamko Bhai kam karwana hai
Bhai mai aapse bohot door hu
Assam se hu mai
Super