Mai 2017 se is channel ko visit kar rahi ,,,aur maine 2017me admission liya tha computer course ke liye ek bade institute me ,,,lekin waha par mai achhe se samjh nhi pati thi ,,,fir maine RUclips par search Kiya aur mujhe gyanyga channel mila ,,,,mai aaj bhi bahut abhari hu is channel aur arti ma'am ki kyunki inke Bina Mera course complete nahi hota aur na hi mai kuchh Sikh pati ,is channel par basic se lekar advance level Tak ki har ek video available hai jo ki ek bade bade institute me v nhi dikhai jati o yaha dikahi jati hai ,bas fark ye h ki yaha koi certificate nahi milta ,,,,par mujhe afsos hai ki itne achhe content aur itne achhe teaching aur itni pyari awaj ,ekdam saaf aur saral sabdo me ,man ko lubhane wali awaj hoti h ,fir v ye channel jyda grow nhi Kiya ,,,kyunki mujhe lagta hai ki is channel ko jo manage kar rahe hain ,,,unko aur thodi si mehnat kar k achha keyword use kare taki suggestions me video aaye aur students ki v help ho or is channel ka v growth ho ,,,,mai arti ma'am ki bahut badi fan hun ,,,I love you ma'am aap n hoti to hum itne achhe se computer nahi dikh pate ,,,kash aapse milne ka kabhi mauka pradan ho🙏 aapka bahut bahut dhanyawad 🙏
Good morning mam Mam tally prime mai batch ko lekar meri ek problem hai Mam hamara kaam hai wire or cable ka jisme jo wire or cable aati hai wo drum mai aati hai jispe batch no laga hota hai Jab mai tally prime mai entry karta hu to cable ke drum ka batch no wise enter karta hu or wahi batch wise sale bhi karta hu Sale karne ke baad jab jab us drum ka sara cable sale ho jata hai to fr us batch no mai kuch bhi cable nahi bacha ab jab mai New drum ke cable ki entry karunga to new batch no create karna hota hai Meri problem ye hai ki us purane batch no ko mai kaise delete karu Mam iska koi solution bataye please🙏
Ek purchase order ka bhi video bana dijiye aur mam kuch question bhi de dijiye stock management ka aur uska pdf bhi Ek problem aur hai yadi kisi items me GST pahle se hai to uski entry kaise kare
Tally/Gyanyaga की सभी वीडियोज़ क्रमानुसार देखने के लिए इस लिंक पर क्लिक करें - goo.gl/Y6wlrR
Thank for sharing such kind of valuable content.
Mai 2017 se is channel ko visit kar rahi ,,,aur maine 2017me admission liya tha computer course ke liye ek bade institute me ,,,lekin waha par mai achhe se samjh nhi pati thi ,,,fir maine RUclips par search Kiya aur mujhe gyanyga channel mila ,,,,mai aaj bhi bahut abhari hu is channel aur arti ma'am ki kyunki inke Bina Mera course complete nahi hota aur na hi mai kuchh Sikh pati ,is channel par basic se lekar advance level Tak ki har ek video available hai jo ki ek bade bade institute me v nhi dikhai jati o yaha dikahi jati hai ,bas fark ye h ki yaha koi certificate nahi milta ,,,,par mujhe afsos hai ki itne achhe content aur itne achhe teaching aur itni pyari awaj ,ekdam saaf aur saral sabdo me ,man ko lubhane wali awaj hoti h ,fir v ye channel jyda grow nhi Kiya ,,,kyunki mujhe lagta hai ki is channel ko jo manage kar rahe hain ,,,unko aur thodi si mehnat kar k achha keyword use kare taki suggestions me video aaye aur students ki v help ho or is channel ka v growth ho ,,,,mai arti ma'am ki bahut badi fan hun ,,,I love you ma'am aap n hoti to hum itne achhe se computer nahi dikh pate ,,,kash aapse milne ka kabhi mauka pradan ho🙏 aapka bahut bahut dhanyawad 🙏
Bahut bahut dhanyawad mam bahut hi achha tarika se aapne samjhaya 👍🙏
Aapka bahut bahut dhanyawad mam 🙏🙏.
Mam aap bahut achi tarah se teach karti ho .
Bahut badhiya se hindi and English language main samjhaya hain💖
Good Analysis mam🙏
Thank you ma'am for making so many tally videos.
please make one more video on tds in tally.
I will be grateful to you
It's been long time I watching your videos ite really helpful for me, so thankyou mam.
Thank you so much ma'am 🎉
very nice and knowledgeable video
Really helpful ❤
Very nice
Awesome 👍
Thank you
Thank you mam
i like your video very much
Very Good 👍
Thank you so much mam 🙏
Shandar
Thank u very much
Thank u mam😊
Can i alter a manufacturing date and expiry date in stock journal
Job work order par bhi video upload kijiyega mam
Mam, please make a video for payroll 🙏
Madam video bahot accha tha pr tally me batch no. Dalte hi uski sari details aye aisa kuch option hai kya & excel me batch kaise manage kare
आपकी पुरानी वीडियो देखने के लिए कहां पर जाएं
Good morning mam
Mam tally prime mai batch ko lekar meri ek problem hai
Mam hamara kaam hai wire or cable ka jisme jo wire or cable aati hai wo drum mai aati hai jispe batch no laga hota hai
Jab mai tally prime mai entry karta hu to cable ke drum ka batch no wise enter karta hu or wahi batch wise sale bhi karta hu
Sale karne ke baad jab jab us drum ka sara cable sale ho jata hai to fr us batch no mai kuch bhi cable nahi bacha ab jab mai New drum ke cable ki entry karunga to new batch no create karna hota hai
Meri problem ye hai ki us purane batch no ko mai kaise delete karu
Mam iska koi solution bataye please🙏
Ek purchase order ka bhi video bana dijiye aur mam kuch question bhi de dijiye stock management ka aur uska pdf bhi
Ek problem aur hai yadi kisi items me GST pahle se hai to uski entry kaise kare
Mam O level ki class ki video bhi upload kijiye plz
Thanks 🙏🏻
Binary number kya hai uska bhi video bana dijiye
Mem mero ko tally PRIME me exp hone 1ya 2 mahine pehele dekhe asa koi gatvy of tally me pela pop aya asa tdl he
Hi
👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍
Aapka bahut bahut dhanyawad mam 🙏🙏.
Mam aap bahut achi tarah se teach karti ho .