Patta m Jo dana dana hai Usko hatane ke liye aapko one spoon bakingsoda 1 litre Pani mein ghol banakar use per spry kar dijiye aapke patte theek ho jaenge
namaste sir sir maine apne 8 saal purane shammi ped ki cutting karwai thi winter mein. usme abhi tak patte nahi aaye hai. there is special bond I always felt with this plant. please bataiye main use kaise fir se hara bhara kar sakti hu. maine usme gobar ki khad daali hai. please bataiye.
Use per baking soda ka aadha chammach 1 litre Pani mein ghol banakar spry kar dijiye plant theek ho jaega or aur haldi powder one spoon ka ghol banakar paudhe mein dal dijiye plant fir se Hara bhara ho jaaye
7 April '24 Bhai ji Mera bel ka paudha sukhney laga hai.. Leaves Yellow hoker sukhney lag gaye hai. But stems ander se green hai but upper se brown. Kya me ismey haldi powder k packet ( kitchen me jo use keryey hai) se yeh liquid bana ker bel k paudhey me daal du? Thank you fr ur reply 🙏
Namaskar bhai ji Han haldi powder ek gilas mein ek chammach ghol kar dal dijiye Uske bad usmein gay se banaa gobar ka khad aap 200 gram dal dijiye jisse paudhe aapke hare bhare ho jaenge is garmi ke Mausam mein
Bahut sunder jankari di hai aapne dhanyawad
@@prakashmohankapoor161 thanks for watching my videos frds 🙏
Bahut acchi Salah h aapki 👍👌
Thanks for watching my videos frd 🙏
Good information bhai
Thanks 🙏
Very great Good information sir 👍 👍🌺🌹
Thanks for watching my videos frds 🙏
Bahut sunder plant h aur apki jankari tho hamysa h best hoti h nice vedio❤❤❤❤❤
Thanks g🌹🌺
Bahut acchi jaankari..
Thankyou so much
Bahut sundar jinkri Diya hai appna
Nice information sharing
Thanks 🙏🏻
Bahut hi badhiya aur Shandar Jankari aapane di hai friend bahut badhiya Laga yah plan to bahut Shubh Hota Hai
Thanks for compliment 🙏🏻
Very useful ❤❤❤
Thanks for watching my videos frds 🙏
Very good information.
Keep it up.
Thanks
बहुत ही सटीक जानकारी आपके द्वारा ।
धन्यवाद आपका
Thank you soo much for this information
Thanks for watching my videos frd 🙏
Great sharing this amazing video
Thanks for compliment frds
Good information sharing
Bhut bhut dhanyawad sir
Thanks for watching my videos 🙏
Bauth sunder
Good information
Thanks
good information Thanks for sharing
Thanks for watching my videos stay connected frds 🙏
Nice 👍
Thanks for watching my videos 🙏
Shree shivay Namah stubhayam 🙏 🕉 🚩 ♥️
Thankyou so much 🙏
Sir mera sami ka jo paodha h uske ptte mude huye or usme pure dane dane arye h ptto me pls sir koi upay btaye
Patta m Jo dana dana hai
Usko hatane ke liye aapko one spoon bakingsoda 1 litre Pani mein ghol banakar use per spry kar dijiye aapke patte theek ho jaenge
@@gardeningwitharvindkushwaha thank you sir Mai jrur try krungi
Har Har Mahadev 🙏🙏🌹🌹🙏🙏🌹🌹🙏🙏🌹🌹
Har har Mahadev 🙏🙏🙏🙏
Thanks
Thanks for watching my videos frd
Good afternoon bahut badhiya mer ghar me 3 saal se shami ka podha hai per phool nahi aate
Haldi powder ko use kariye aapke plant mein phool a jaenge
Thanks for watching My video 🙏🏻
Humne10barsamikapodhalagayahepodhasukhgayéhe
Aap jab bhi Shami ka paudha lagaen garden soil 50% 20% rever sant 200gm cowduge two spoon Neem Khali dalkar mix soil banakar paudhe lagaiye paudhe lagenge
namaste sir
sir maine apne 8 saal purane shammi ped ki cutting karwai thi winter mein. usme abhi tak patte nahi aaye hai. there is special bond I always felt with this plant.
please bataiye main use kaise fir se hara bhara kar sakti hu.
maine usme gobar ki khad daali hai.
please bataiye.
Usmein gobar ka khad
1 kg ,Seaweed Fertilizer 40 dana, neem Khali onespoon, npk fertilizer ka 20 dana
Daliye aapke paudhe FIR se hare bhare ho jaenge
apka bhaut bhaut dhanyawaad!!
Aur bhi kisi plants ke bare mein Janna hoga to jarur mujhse puchega
Thanks
Kuch patte kake kida type kale kala ho gye h
Use per baking soda ka aadha chammach 1 litre Pani mein ghol banakar spry kar dijiye plant theek ho jaega or aur haldi powder one spoon ka ghol banakar paudhe mein dal dijiye plant fir se Hara bhara ho jaaye
Tand m sami plant kyu sukhne lgta hhhh
Winter m moisture aur over watering ke Karan semi plant sukhne lagta hai
Plant ko dry Ho jaaye tab Pani dijiye paudhe acche se rahe
7 April '24
Bhai ji
Mera bel ka paudha sukhney laga hai.. Leaves Yellow hoker sukhney lag gaye hai.
But stems ander se green hai but upper se brown.
Kya me ismey haldi powder k packet ( kitchen me jo use keryey hai)
se yeh liquid bana ker bel k paudhey me daal du?
Thank you fr ur reply
🙏
Namaskar bhai ji
Han haldi powder ek gilas mein ek chammach ghol kar dal dijiye
Uske bad usmein gay se banaa gobar ka khad aap 200 gram dal dijiye jisse paudhe aapke hare bhare ho jaenge is garmi ke Mausam mein
Mai dalti hu hldi sbhi pedhe ko
Yes
Haldi powder sabhi paudhe ke liye achcha hai
क्या सूखे हुए शमी के पौधे के लिए हल्दी पाउडर पानी में डालकर शमी के पौधे में डालने से पौधा ग्रोव करेगा
पौधे पूरा सूखा गया है तो काम नही करेगा
अगर प्लॉट कम सूखा है तो काम करेगा
बेल के पेड को भी हल्दी का दे सकते हैं क्या
हाँ जरूर
गमले में लग है न कि जमीन में
गमले में लग है तो एक चम्मच एक लीटर पानी में मिलाकर घो बनाकर पौधे में डालिये
Pahle to bata du ye appki asli shami plant nehi hay ye virtarru plant hay..
Shami plant hai Bhai
Good information sharing