I love how much smaller and lightweight this is than my older power banks ruclips.net/user/postUgkxU45wIUiiQjrUWgrFNORkYxVlmCsYWENJ and yet it charges even more. Bought one a couple months ago and loved it so much I purchased a second one and gave it to my granddaughter as a gift. We're avid campers so power banks are an absolute must have. I also like to keep these charged for when the power at home goes out which has happened a couple times this year. They are so convenient and easy to use. You can charge multiple devices at the same time. The compass is a nice added bonus. I appreciate how quickly this arrived. I am curious to see how long these take to charge in the sun.
Bhai mere pas 15w or 12v ki solar panel he or mene old powerbank k ache cell se 12volt ka(ek cell 2500mah..3.7×3) battery banya he to kya me direct charge kr skta hu ya fir koi circuit lagani pdegi?
Aapki ye 12V ki battery kitne Ampere & price ki h? + Warranty kitne months ki h?? Full charge hone par kaise pta chalega?? Agar pta nhi chalega to battery kharab ho jayegi.
@@hrrobotics7223 Panel kitne watt ka h is video m + Panel ka price kitna h?? Panel se kitni der m full charge ho jati h ye battery?? Solar Panel ko agar plastic item k ooper rakh den to plastic melt to nhi hogi???
20 v 18 w solar panel main kya 12v 7.5 ah ki battery charge hosaktihai aur kaun kaun se capacitor aur diode lagane honge, aur kitne watts ka bulb jalasakte hain is battery se
Yes ho sakti hai appko capicator 4700uf ka lagana hai aur diode 1n4007 lagana hai,air kitne watt ka bulb zala sakte hai battery aur inverter par depend karta hai
Bhai capacitor ki zarurat nhi thi , bekar hain wo , wo capacitor hardly 2 second tak backup degi , agar drop 1- 10 min ke bi6 rha to capacitor ku6 nhi kr paeigi
Bhai kyun pagal bana raha logon ko capacitor lagane par charge support karega bilkul theek par voh 1 sec ke liye bhi ni karega jab dhup ati jati ha tab koi fyada ni capacitor ka . Aur capacitor lagane se output badti ni ha solar panel ki . Fir bhai 2-3 ghante me nahi kam se kam 7 ghante lagenge charging me Time = battery capacity / ampere by solar panel
Bhai direct charge bhi app kar sakte hai magar appko battery charge hone ke baad solar panel nikal dena hai,bhai humare is channel ko app apne dosto ko zarur share kare
I love how much smaller and lightweight this is than my older power banks ruclips.net/user/postUgkxU45wIUiiQjrUWgrFNORkYxVlmCsYWENJ and yet it charges even more. Bought one a couple months ago and loved it so much I purchased a second one and gave it to my granddaughter as a gift. We're avid campers so power banks are an absolute must have. I also like to keep these charged for when the power at home goes out which has happened a couple times this year. They are so convenient and easy to use. You can charge multiple devices at the same time. The compass is a nice added bonus. I appreciate how quickly this arrived. I am curious to see how long these take to charge in the sun.
How to protect battery from overcharging from solar.
Is it have battery overcharging protection?
How to charge and use the battery at the same time is it possible?
Ya
Wrong plan
Did it works?really
Direct connection to the battery doesn't works😢
120 watt 12 volt ke solar panel me kitne power ka diode lagega aur capacitor Kaun sa bhai jaldi batana
Same values will work
Bhai mere pas 15w or 12v ki solar panel he or mene old powerbank k ache cell se 12volt ka(ek cell 2500mah..3.7×3) battery banya he to kya me direct charge kr skta hu ya fir koi circuit lagani pdegi?
App direct charge kar sakte hai bhai channel ko share kar dena please
@@hrrobotics7223 kya 12v solar penal se 12 voltse jayada voltage aa skta he or battery fat skti he?
Nhi aayega battery nhi fategi
Ham fan bhi chala sakte hai charging controller se please reply
Yes
Sir 12v 14 amp ki battery 🔋 ko 30 watt Tata solar panel ko kounsa number Ka doide lagega plz reply
Aapki ye 12V ki battery kitne Ampere & price ki h? + Warranty kitne months ki h?? Full charge hone par kaise pta chalega?? Agar pta nhi chalega to battery kharab ho jayegi.
Bhai ye battery 7 ah ki hai warranty 6 months ki hai
@@hrrobotics7223 Panel kitne watt ka h is video m + Panel ka price kitna h?? Panel se kitni der m full charge ho jati h ye battery?? Solar Panel ko agar plastic item k ooper rakh den to plastic melt to nhi hogi???
Ham charging controller ka use kar sakte hai kya please reply
Yes
Mere pass 12v ka solar hai usse 12 v ka inter battery ko charge kar sakte hai kya? Kitne house me charge hoga?
6 v battery ko12 v solar se charging kar Saket he Kay
🤔🤔🤔🤔🤔
Replay please 🙏
🤗
Yes but u have to use voltage regulator
Sir kya is battery me D. water(acid) dal sakte h kya
Yes distilled water dal sakte hai
I have 20ah battery which dolat pannel is better gor me
6v-100mAh solar panel se 3.7v-2Ah rechargable battery ko charge karne Mai kitna samay lagta hai....on a sunny day
20 hrs
55 watt solar panels and 12v 7.2Ah battery kitani ghante charge kare
Bhai direct charge nhi kr skte kya??
Yes kar sakte hai magar teek se charge krne ke liye use karna hai
Can't we use transformer
4700uf but kitana volt ka capacitor
20 v 18 w solar panel main kya 12v 7.5 ah ki battery charge hosaktihai aur kaun kaun se capacitor aur diode lagane honge, aur kitne watts ka bulb jalasakte hain is battery se
Yes ho sakti hai appko capicator 4700uf ka lagana hai aur diode 1n4007 lagana hai,air kitne watt ka bulb zala sakte hai battery aur inverter par depend karta hai
12 volt battery को चार्ज करने के लिए कितना amper का सोलर पैनल लगता है
5amp
9 वॉल्ट की सोलर प्लेट मी कितना टाइम लगेगा चार्ज होणे मे
Sir 20 voltege ki bettery me change nhi Hona kya problem sir
Bahi 20 volt ki battery ke liye 24 volt ka solar panel lagega
Bhai ye Capacitor aur Diode ki specification Msg krdo.. Kaha milega..
Diode 1n4007
Capicator 4700 uf
Ye aapko amazon pe ya phir kisi bhi electronic shop pe lena hai
Pls indicate the name of transistors please
Bina capacitor aur diode ke bina batrry change nahi hogi kya direct yadi charge hogi to battry ko koi nuksan to nahi hogi n plz comeet me
Bhai hogi magar aapko capicator aur diode lagana chaiye
Bhai kya isme diode lagana jaruri hai
Yes bhai lagana isli zaruri hai kunki raat ke samay battery se current bapis solar panel mein Jane lagta hai,please share our channel
@@hrrobotics7223 okay bro
@@hrrobotics7223 thanks for giving me information
सोलर पेंनल बनाने के लीये कीया साये मेरेको वापसजबाव दीजीये
House wiring me connection kar Load kitna dena chahia 220volt me line se connection hota hai like jane Ke Bad me balb on hata hai kitna watt
Capciter lagana kya jaruri hai
Bhai zaruri to nhi hai magar laga rahega to acche se battery charge hogi
Bhai capacitor ki zarurat nhi thi , bekar hain wo , wo capacitor hardly 2 second tak backup degi , agar drop 1- 10 min ke bi6 rha to capacitor ku6 nhi kr paeigi
Batary charge hone ke bad atomatic charging off kisa hoga wuska vedio send karo
Bhai 12v k solar panel k liye battery kitne Ah ki lgana h orcapcitor kitne ka lgana h please reply 🙏
Bahi aap 12 v 2 ampere solar panel me 12 v 8 ah ki battery laga sakte hai capicatpr 4700 uf ka lagana hai
Keya ese direct laga sakte hai
Yes laga sakte hai
How much time will it take to charge 7ah battery with exide solar charge controller and 10w panel?
At least 5 to 6 hour to complete charge
@@hrrobotics7223 OK thanks
4700 micron faret aur volt kitna rahega capacitor ka
10w 12v solar panel keliye best battery bathavo bhai please
Diode lagane ki जरुरत नहीं है already solar panel dc current deta hai Jo ki ek hi disha me flow करता है.
Bhai रात me sun light नहीं होती ना. इसलिए diode लगा h
Kaya ismae ham small capacitor use kar saktae hai??
Mainae use kiya 400v 2.2uf but wo garm honae laga..
Please bhai 4700 uf capicator hi use kare
@@hrrobotics7223 4700mf Ka condenser but kitne volt mein
12v 23ah ki battery mein kitne watt ka pannel lagaye ?
50watt
Bhai ... Mere pas sunking por 2 solar panel he leking muje bike ya bike jese battery charge karne he.....?
Haa hogaegi
@@hrrobotics7223 solar panel dairek battery ko attach karta hu..? Battery charge hogi na
Sir 170 v ki penal par kine vat ka divod lagana h
Bhai appko usmein solar charge controller lagana hai
Diode konsa he bhai
1n4007 diode please share our channel
Bike ki battery change ho jayegi kya
Yes bahi ho jayegi plese share our channel
30watt का सोलर पैनल 3ah 12 वोल्ट मे कितना डायोड और cepisiter लगेगा
Same ye hi lagega
@@hrrobotics7223 thanks
Please share our channel on what's app please we need to grow our channel
4700uf kitne volt ka lgyege
Same question
12 volt to 5 volt 2.4 amp kaise kare 7805 ic se slow charge hota hai kiyun
Kun ki Bhai 7805 ic se 1 ampere current aur 5 volt current hi bazar ata hai
35amp ki battry aur 100 watt ke solR pannal me kitne ka capacitor aur kitne ka diode lagaye bataiye plz
MOHIT VISHVAKARMA capacitor zarori nahi ha sirf diode laga lo
12 volt 8 ah battery ko 15 watt solar kitne time me charge krega
8 hours
6.4hrs
bike ki battery charge ho jayegi kya? ...
aur full charge ho jane pr kaise pta chalega?
Full charge ke liye app multi meter se check kare aur charge ho jayegi
full charge per auto cut system hai kuch
Din rat continuously solar panel or battery connect rak sakete he
Yes
Thanks bhai
Ise 12v battery kuch nahi hoga aur Din rat connect rak kar ketine Dino tak rakh sakete he
App solar panel ko din aur raat connect karke ke rakh sakte hai
Sir 12volt ki lead acid battery 7ah ko direct solar 10watt panel se kitane hours me charge hoga
8 to 9 hours
Bina Kisi controller ke 8,9hours me charge hoga?
Yes hoga
Bhai kyun pagal bana raha logon ko capacitor lagane par charge support karega bilkul theek par voh 1 sec ke liye bhi ni karega jab dhup ati jati ha tab koi fyada ni capacitor ka .
Aur capacitor lagane se output badti ni ha solar panel ki .
Fir bhai 2-3 ghante me nahi kam se kam 7 ghante lagenge charging me
Time = battery capacity / ampere by solar panel
12 whatt kitna mp ki betry full charge hogi 20 whatt solar panel se replay dena
Bhai 12 watt solar panel se app 8 ampere ki battery charge kar sakte hai or us se zyada ki Bhi par time lagega
@@hrrobotics7223 12.whatt solar panel se 12 whatt betry charge ho jayegi
1Amp ki
Bhai school ke solar panels 6v ki battery charge kayse kare pura har muje sma kar dena
Bhai battery charge karne ke kiye appko solar panel ka + battery me + se connect karna hai aur - ko - se connect karna hai
Nhi ho Raha hai
4700uf 25V capacitor..
IN4007 diode
20v solar panel
12V battery
Hello
@@mdaftabkhan5407
Haaan ji bolo
Bhai mere paas 12 v 2.5 Ah ki battery hai
Aur 10 watt 0.59 A ka solar panel hai kitne hour mai battery charge kar dega calculation krke bta do bhai
4 ghante me
Battery full charg honeke bad autocut kaise hoga
Bhai ismein auto cut nhi hoga aur full charge hone par battery ko nikal Lena hai
Bhai continual solar panel rakh sakete he
Continual MATLAB bhai
10 watt ke solar panel se 12v ki battery charge ho jayegi
Haa ho jayegi bhai plese share our channel
Can
Bbnnn
sir agar sollar plate se batrry direct chagre kre bina wire nikale waise hi rahne de to kuch effect hoga kya battery ke backup pe
Bhai direct charge bhi app kar sakte hai magar appko battery charge hone ke baad solar panel nikal dena hai,bhai humare is channel ko app apne dosto ko zarur share kare
@@hrrobotics7223 ha bhai dosto me jaruru share krun ....
@@hrrobotics7223 mai wahi puch raha hu agr soller panel se dinbhar battry ko charge krne ke bad agdr rat kobhi connection nahi nikala ho kya hoga
Agar raat ko nhi nikala to battery se current wapis solar panel mein jayega
@@hrrobotics7223 eska mtlb agr hmne connection nhi nikala hamari batrry jyadya backup nahi degi
Solar ko bettry ke sath jod Kar led balb jlaya ja skta hi kya
Yes bhai jalaya ja sakta hai
bhai agar ham mobile ki battery se chhota Bala bhartendu refuses to kya lagaya kyon Nahin future bhai please comment jarur video dalna please
घर के चार्जर से चार्ज करके दिखा रहे हो कि सोलर के चार्जर से बैटरी पहले तार किस तरह बांधी गई थी और और फिर किस तरह बांधी है वह देखो
15whatt solar se 12 whatt betry charge hogi
Yes bhai ho jayegi please share our channel
How to charge 12 volt 15 ampere silicon gel battery with 8 volt solar panel
You need two solar panel of 8 volt and then connect in series and charge the battery
Sorpaenal ka wat to ntana chahiye
20 watt
9v. Ke solar me 12v. Ka battery charge Hoga Kay
Yes hoga par dire se hoga apko diode lagana padega
@@hrrobotics7223 pure din me hoga na
Bhai ye diode khn se lena yrrrrrr
Electronic shop se kharidna hai bhai
Which capacitor use
4700 uf plese share
Kitna volt....?
How much volt of capacitor
@@TheGamingUniverse786 use above 20v
Dhop me rakha hai aur bolta hai ki dhoop me nahi rakha
Hai
Solar panels 12 valt ki praise kya he
Sir video me niche link hai iski price 700 rs
Mere pass 12v 20 Watt ka solar panel h..
Solar panel kitane watt ka h
Sir 18 watt ,please share our channel
ok
Cepaciter man kitna
Can u explain capacitor +&- connection properly
Capictor - is seen on capictor and the other one is positive
Capacitor on white line is nagative and black is positive
@@techdaddu3449
Black line negative
No marking positive
Bina capacitor ke direct solar panel se battery charge kar sakte hai?
Haa kar sakte hai
@@hrrobotics7223 thanks
Bhai please channel ke bare mein apne dosto ko batayeye
@@hrrobotics7223 ok
Bina capacitor ka battery ko charge Nahi kar sakta
Kar sakte hai
bro. 1000 uf. v 16 capacitor working or no
Bhai aapko 4700 uf ka hi lagana hai
@@hrrobotics7223 done thank you bro
Kharidna hai
9898494716
Kewal Solar se charge ho jaiga
Haa ho jayegi bhai please share our channel with friends
Ok
Twelve volt solar kaitna ki sir
800
What is the number of capacitor and diode?
Capicator 4700 uf and diode no is 1n4007
@@hrrobotics7223 4700 uf ....?volt
25 v
@@hrrobotics7223 thank you
Please share our channel
40w se 9ah battery diyret charge hogi
Yes ho jayegi magar diode lagana padega
12v battery charger hogi
Yes bahi hogi please share our channel
Capictor number kitna hai bhai plzzz reply
4700uf
Thanks bruhh ❤️
Please share our channel🙏
very good bro thank you
Please share our channel
Vgood
Battery ka volteg pahile kiv nahi chek karke dikhaya
100wat par bhi hoga
Nahi hoga bhai use ke liye app solar charge controller kharid le
@@hrrobotics7223 think hai Bhai
Please share our channel with friends
thiz video shows how to destroy ur battery in a week....
Good and knowledgeable video
Thanks Sir please share our channel
Not working frought
Bhai me to rat me battery ko hta deta hu fir to thik he
Ok
@@hrrobotics7223 fir to koi dikat nhi he
I know Avasva has the best online plans ever
Very good
Mai direct charge karta hu bhai
Yes kar sakte hai bhai,please share our channel
Marapasha
Nice video
Please share our channel 🙏
Kitna Vodka Lena Padega
12 volt ka sir