Abhi U-WIN portal par keval pregnent Aur 0-6 varsh ke bachhe hi chadhne hai.... TD 10 aur TD16 physical hi report karni hai.. Kyoki U-WIN new system hai abhi
Phle pregnent women ko add kro or uski pregnency declare karte samay LMP, Blood group, Date of last Pregnency Outcome (last delievery date) bhare... Agar 3 years ke andar last deleivery hui hai tabhi TD booster update kar paaoge
Kyoki jo session site bnai gyi hai... Usme Health Facility Manager ne LGD tag nhi kiye hai.... Iske liye aap apne health facility manager se contact kijiye
Thank you so much भाई महिनों से परेशान थी सही ढंग से नहीं हो पा रहा था thank you so much और एक बार 👍
Very very helpful ❤
Thnq bhya ji
8:34 from where u get this???
Thankyou bhut badhiya se smjhaya aapne
Thank you sir...😊
Bas delete mat krna pls.....
BHM,BPM,BCM,BAW,MRW,STS,DTO,DEO,BPCM, job profile par ek vedio banaye
Is channel par abhi ekavach Or u-WIN ki video bnai ja rhi h.
@@Vipulhealth different between e kavach,udsp and u win app?
Sir ji, agar 1 baby galtise 2 baar baby registered ho gaya ho to second 2nd registration kaise delete kare...?? Pls reply sir ji...
U-WIN मे आपकी ID से delete नही होगा l वह online registration portal से ही benficairy अपने नंबर से OTP डालकर स्वय delete कर सकता है
Td 10 saal or 16 saal feed krne ka video bnaiye feed nhi ho rha h
Abhi U-WIN portal par keval pregnent Aur 0-6 varsh ke bachhe hi chadhne hai.... TD 10 aur TD16 physical hi report karni hai.. Kyoki U-WIN new system hai abhi
U win per TD Buster keshe bare
Phle pregnent women ko add kro or uski pregnency declare karte samay LMP, Blood group, Date of last Pregnency Outcome (last delievery date) bhare... Agar 3 years ke andar last deleivery hui hai tabhi TD booster update kar paaoge
Mobile number kaise check kare OTP ke liye login ke pahle
Pregnant women TD1st update ho jata hai
Likine TD2nd Tika update nahi ho raha hai
Iske bare mai bhi video banayie
Kuch galat update kiya hoga.sabhi session par easily update ho rhi. Hai
Ri ka dose date galat hai.usko kaise correction kare?U-win mai
Preregistered Beneficiary me jaakr usko serach kre usk bad uska vaccination update kar skte h
Iski video jald hi bnakar share ki jayegi
Bhaiya asha manegement me asha add karne par lgd option nahi aa raha kyu?
Kyoki jo session site bnai gyi hai... Usme Health Facility Manager ne LGD tag nhi kiye hai.... Iske liye aap apne health facility manager se contact kijiye
Bhaiya pahle se parents registered hai
Select bhi ho jate hai pr submit nhi hota aisa q...
Kya error aati hai??
Already exist ya Aisa hi kuch
Meri v yahi problm h
Tq sir
Bhaiya date of birth mai kya year change nhi ho skti bacche ki
Ho skti hai.... Edit Icon ata hai pencil wala.... Change karne par OTP vaccinator ke phone pr jayega.. Usko bharne ke bad hi change hogi
Bhaiya maine check kr liya hai date and month change ho jayega pr 2022 nhi ho rahi