Ye Jo Halka Halka Saroor Hai - Ustad Nusrat Fateh Ali Khan - OSA Official HD Video

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 19 мар 2014
  • From SDVD 003 Live in Concert Volume 3
    recorded at
    Wallace Lawly Centre Birmingham
    3rd November 1983
    (c) & (p) 2004 Oriental Star Agencies Limited
    Ye Jo Halka Halka Saroor Hai - Ustad Nusrat Fateh Ali Khan - OSA Official HD Video
    #OSAWorldwide #OrientalStarAgencies #NusratFatehAliKhan #Nusrat #Rahat Fateh Ali Khan #Qawwalie #Naats #Islamic #OSA
  • РазвлеченияРазвлечения

Комментарии • 2,8 тыс.

  • @Man_hAs_nO_name
    @Man_hAs_nO_name 2 месяца назад +9

    2024 attendance----->

  • @KumarRishiEntertainment
    @KumarRishiEntertainment Год назад +19

    I am leaving this comment here becoz after few years if someone likes it, it will remind me this song & performance . I am at the feet of Nusrat Sahab.❤❤❤❤

  • @eqbalnooruddin9317
    @eqbalnooruddin9317 25 дней назад +1

    Mere gham pe hansne wale tujhe kaunsi dua dun...

  • @Rakesh-l5i
    @Rakesh-l5i 13 дней назад +1

    Ye kale vale bhai ki aavaz bahot badhiya hai apart from ustad and rahat

  • @uniquecomedy5074
    @uniquecomedy5074 5 месяцев назад +27

    Outstanding performance...
    I'm leaving this comment, so that if someone like this it reminds of this legend. ❤❤❤❤
    Today is Saturday 18 Feb 2024.

  • @Kumarayush2871
    @Kumarayush2871 Год назад +17

    Even the clapping is better than whole carrier of Neha and Tony kakkar

  • @mohdisaaq999
    @mohdisaaq999 3 года назад +329

    Nusrat Fateh Ali Khan
    Faruk Fateh Ali Khan(first harmonium)
    Mujahid Mubaarak Ali Khan(middle)
    Atta Fareed (second harmonium)
    Maqsood Hussain (first Row right side last)
    Iqbal kasuri (Right to Nusrat Saab specs men)
    Tabla (Tabla Nawaz Dildar Hussain)
    Second line
    Fat Guy (Asad Ali Khan)
    Gulam Abbas (man right to tabla Nawaz Dildar Hussain)
    Rahmat Hussain (second line right side second last one)
    Elyas (second line right side last one)
    Thank you 💞

    • @mohdisaaq999
      @mohdisaaq999 3 года назад +5

      1:06:35

    • @mohitverma2518
      @mohitverma2518 11 месяцев назад +2

      I was looking for these names... thank you

    • @Gulshan_20
      @Gulshan_20 9 месяцев назад +2

      Dildar Hussain 😊

    • @gauravdahal2
      @gauravdahal2 9 месяцев назад +2

      im still trying to find the fat guy you're referring to

    • @user-jf3sy5dm4t
      @user-jf3sy5dm4t 8 месяцев назад

      ​@@gauravdahal2behind Nusrat sahab guy with moustache clapping and singing

  • @RaafiAdnan
    @RaafiAdnan 22 часа назад

    everyone is the team, is damn mathematician ❤

  • @Santiago-ie7mb
    @Santiago-ie7mb 4 года назад +624

    Yee Jo Halka Halka Suroor Hai
    Saaqi ki har nigah pe bal kha ke pii gaya
    lehron se khelta hua lehra ke pii gaya
    Ay Rehmat-e-tamaam! Meri har khata maaf!
    Main inteha-e-shauq mein ghabra ke pii gaya
    Dar par tha chashm-e-yaar ki sheh paa ke pii gaya
    Zahid! Ye meri shokhi-e-rindana dekhna
    "Rehmat" ko baaton baaton mein behla ke pii gaya
    Mutribon ki nawaain aati hain
    kis ke geysoo khulain hain saawan main
    Mehki mehki hawain aati hain
    Aao sehn-e-chaman main raqs karain
    Saaz lai kar ghataain aati hain
    Dekh kar un ki aankhnion ko adam!
    Maikadon ko haya-ain aati hain
    Paas rehta hai door rehta hai
    Koi dil mein zaroor rehta hai
    Jab se dekha hai un ki aankhon ko
    Halka halka suroor rehta hai
    Aisay rehte hain wo mere dil main (4:45)
    jaise zulmat mein noor rehta hai
    Ab adam ka ye haal hai har waqt
    Mast rehta hai choor rehta hai
    Ye Jo halka halka!
    Ye Jo halka halka suroor hai
    Ye teri nazar ka kusoor hai
    K sharaab pina sikha diya
    Teray pyaar ne, teri chaah ne (8:20)
    Teri behki behki nigaah ne
    Mujhe ik sharaabi bana diya
    Sharaab kaisi, khumaar kaisa (12:40)
    Ye sab tumhaari nawaazishain hain
    Pilaai hai kis nazar se tune
    k mujhko apni khabar nahi hai
    Saara jahan mast
    Jahaan ka nizaam mast
    Din mast raat mast sahar mast shaam mast
    Khum mast sheesha mast sabuu mast Jaam mast
    Hai teri chashm-e-mast se har khaas-o-aam mast
    Yun toh saaqi har tarha ki, tere mai-khaanay main hai
    Wo bhi thori si, jo in aankhon k paimaanay main hai
    Sab samajhta hun teri Ishwa-gari
    Kaam karti hai nazaar naam hai paimaanay ka
    Mere Saaqi! Mere Saaqi! Mere Saaqi Saaqi mere Saaqi! (17:00)
    Lehra k jhoom, jhoom k la, muskura k la
    Phoolon k ras main chaand ki kirnain mila k la
    Kyun ja rhi hai routh k rangeen-e-bahaar?
    Ja aik martaba ise wargala k laa
    Saagar shikan hai Shaikh bala Nosh ki nazar
    Sheeshay ko zair-e-daaman-e-rangeen chupa k laa
    Kehte hain Umr-e-Rafta kabhi laut'ti nahi
    Ja maikaday se meri jawaani utha k laa
    Maine maana Janaab! Peeta hun
    Zindagi ka Azaab peeta hun
    Ban k khaana kharab peeta hun
    Roz-e-mehshar hisaab ho na sakay
    Is liye be-hisaab peeta hun
    Jaam hai, maahtaab hai Saaqi, Saaqi!
    Saara mousam Sharaab hai, Saaqi
    Bahaz lamhaat aisay hotay hain
    Jin main peena sawaab hai, Saaqi
    Achi pi li, kharaab pi li
    thi aag, misaal-e-habaab pi li
    Aadat hai ab to nasha na Kaif!
    Paani na piya, Sharaab pi li
    Nasha "Imaan" hota hai, Suraahi "Deen" hoti hai (23:40)
    Jawaani ki ibadat kis qadar rangeen hoti hai
    Tumhara husn agar benaqaab ho jaye
    Har aik chehra khuda ki kitaab ho jaye
    Jo Qaaiday se naa ho to fuzool hai Sadja (25:20)
    Adab k saath khata bhi sawaab ho jaye
    Sharaabion ko Aqeedat hai is qadar tumse
    Jo tum pila do paani, Sharaab ho jaye
    Dil uska namaazi ban jaye (27:10)
    Aankh uski gulaabi ho jaye
    Jis ko tu muhabbat se dekhe
    Saaqi! Wo sharaabi ho jaye
    Mere Saaqi Saaqi! Mere Saaqi!
    Naa Namaaz aati hai mujhko na wuzu aata hai
    Sajda karleta hun jab saamnay tu aata hai
    Kyun K
    Bass meri zindagi tera pyaar hai
    Main Azal se banda-e-Ishq hun
    Mujhe Zohd-o-Kufr ka ghum nahi
    Mere sar ko dar tera mil gaya
    Mujhe ab Talaash-e-Haram nahi
    Meri bandagi hai wo bandagi
    Jo ba-Qaid-e-Dair-o-Haram nahi
    Mera ik nazar tumhein dekhna
    Ba-Khuda Namaaz se kam nahi
    Tera Naam loon! Subho Shaam tera naam loon (41:00)
    Tera Naam loon zubaan se, tere aagay sar jhuka doon
    Mera Ishq keh raha hai, main tujhe khuda bana loon
    Tera naam mere lab par, mera tazkira hai dar dar
    Mujhe bhool jaaye dunya, main agar tujhe bhula doon
    Mere dil main bas rahay hain, tere be-panaah jalway
    Na ho jismain noor tera, wo chiraagh hi bujha doon
    Teri dillagi k sadkay, teri sangdilli k qurbaan!
    Mere ghum pe hasne waale, tujhe konsi dua doon?
    Qayamat main tera daagh-e-muhabbat le ke uthun ga
    Mere ghum pe hasne waale, tujhe konsi dua doon?
    Zulf rukh se hata k baat karo
    Raat ko din bana k baat karo
    Maikaday k chiraagh madham hain
    Zara aankhain utha k baat karo
    Phool kuch chaahiyen huzoor humain
    Tum zara muskura k baat karo
    Ye bhi andaaz-e-guftugu hai koi?
    Jab karo dil dukha k baat karo
    Teri dillagi k, main sadkay!
    Zara apni shokhi to dekhiye
    Liye zulm kham-shuda haath main
    Mere paas aaye dabbay dabbay
    Mujhe "Saanp" keh kar dara diya
    Dil ki talab hai aur tamanna hai jaan ki (54:08)
    Kya meherbaaniyaan hain mere meherbaan ki
    Naazuq mizaaj ho na koi yaar ki tarah
    Khichta hai baat baat pe talwaar ki tarah
    Dil muft chaahta hai magar sab k saamnay
    Qeemat laga raha hai khareedaar ki tarha
    Qayamat main tera Daagh-e-Muhabbat le ke uthun ga
    Teri tasweer us dam bhi kaleje se lagi hogi
    Tera pyaar hai meri zindagi
    Teri yaad hai meri bandagi
    Jo teri khushi wo meri khushi
    Ye mere junoon ka hai Mojaza
    Jahan apne sar ko jhuka diya
    Wahan maine Kaaba bana liya
    Mere baad kisko satao gy? (57:55)
    Mujhe kis tarha se mitao gy?
    Maine un k saamnay, awwal to khanjar rakh diya
    Phir kaleja rakh diya, Dil rakh diya, Sar rakh diya
    Aur Arz kiya, Mere baad kisko satao gy?
    Mene kaha Mizghaan hai ye, usne kaha ye teer hai
    Mene kaha Aabroo hai ye, usne kaha shamsheer hai
    Mene kaha chehre pe kyun bal khaati hain Zulfain, bata?
    Usne kaha ye aashiqon k waaste Zanjeer hai
    Mene kaha furqat main teri, Jaan par khela hun
    Usne kaha zinda raha ye bhi teri taqdeer hai
    Mene tumko dil diya, Tumne mujhe ruswa kiya
    Maine tumse kya kiya, Aur tumne mujhse kya kiya
    Jitna jee chahay satao, waqt hai
    Be-kason par muskurao, waqt hai
    Dekh lena main na tarpoon ga, Zaheer!
    Shok se khanjar chalao, waqt hai
    Meri wafa-ain yaad karo gy, Ro'o gy, faryaad karo gy
    Mujhko to barbaad kiya hai, Aur kise barbaad karo gy?
    Aa kar bhi naashaad kiya hai, Jaa kar bhi naashaad karo gy?
    Tera Zulm nahi hai shaamil gar meri barbaadi main
    Teri aankhain bheeg rahi hain kyun meray afsaanay se?
    Par ye to bata do, phir
    Mere baad kisko satao gy?
    Jo pucha k kis tarha hoti hai baarish,
    Jabeen se paseenay ki boondain gira deen
    Jo pucha k kis tarhay girti hai bijli
    Nigaahain milaaeen, mila kar jhuka deen
    Jo pucha shab-o-roz milte hain kese
    To chehre pe apne wo zulfain gira deen
    Jo pucha k naghmon main jaadu hai kesa
    To meethe Takallum main baatain suna deen
    Jo apni tamanna-on ka haal poocha
    To jalti hui chand shammain bhuja deen
    Main kehta reh gaya, Khata-e-Muhabbat ki achi saza di
    Meray dil ki dunya bana kar mitta di, Acha phir!
    Mere baad kisko satao gy (01:06:20)
    Kuch aisi qaatilaana nigaahon main dhal gaye
    Armaan, aarzo k jinaazay nikal gaye
    Kismat phiri to phir gaye Ehbaab is tarha
    Dekha humain to door se rasta badal gaye
    Mere baad kisko satao gy?
    Mujhe kis tarha se mitao gy?
    Kahan ja kar teer chalao gy?
    Meri dosti ki bala-ain lo
    Mujhe haath utha kar dua-ain do
    Tumhain aik qaatil bana diya
    Ye Jo Halka Halka Suroor Hai
    Ye teri nazar ka Qusoor Hai
    K sharaab peena sikha diya
    ....

  • @mukulaggarwal6660
    @mukulaggarwal6660 4 года назад +105

    One like for tablaa player
    Playing for an hour 🙏🙏

    • @bhagatabhi
      @bhagatabhi 3 года назад +8

      Ustad Dildar Khan saab... He was the heartbeat of this party. Do listen to one of the versions of Chaap Tilak where for first 90 seconds he just plays one single beat accompanied by harmonium. One of the most magical moments for me.

    • @HAMMADOFFICIAL110
      @HAMMADOFFICIAL110 Месяц назад +1

      Ty for that information ❤

  • @gulhassan3403
    @gulhassan3403 7 месяцев назад +11

    Mere ghum p hasne wale tujhe konse Dua don 😍

  • @AwanmalikWaheed-cv4fd
    @AwanmalikWaheed-cv4fd 13 дней назад

    Koii kehta hai aik ghanta gayia bhaio ye pura program hota tha live jismy Khan sb aor party ktny song ga lety thy, pura program ghanto pe mushtmil hota tha aor Khan sb bahot kmm rest krty thy wo mehfil e sama mein rehty thy, ye unki aor unk galy ki power thi jo itni itni deir live ga lety thy

  • @tejas4039
    @tejas4039 3 года назад +11

    Just wanna be the sardaar ji in this video. Ek baar aise naachna hai mehfil mei bas. Zindagi ke poore ho jaenge.

  • @gayatriv1624
    @gayatriv1624 3 года назад +8

    कितने खुशकिस्मत लोग होंगे जो उस्ताद को सामने बैठ कर सुन रहे हैं

  • @ahsantaj2065
    @ahsantaj2065 2 месяца назад +3

    वो क्या ज़माना रहा होगा सादगी और सकून भरे पल

  • @love_media_status
    @love_media_status 3 дня назад

    i have thank to youtube who made this kind of app so we listen this kind of legend i save all video in my playlist of guruji bu this not because if some one like than i visit this video

  • @MuhammadAhsanMaab
    @MuhammadAhsanMaab 6 лет назад +917

    I am seeing comments asking who is listening in 2016, 2017 etc. Let me tell you something guys, this is eternal. It will always be in our playlists, no matter what century it is.

  • @sidharthasingh9178
    @sidharthasingh9178 3 года назад +34

    *It's not in your Suggestion, You Search this* 🔥

  • @themohitpoint
    @themohitpoint 14 дней назад

    now its july 22,2024 and i am listening at night with dim light and heavy rain,,,,,sukoon

  • @HAMMADOFFICIAL110
    @HAMMADOFFICIAL110 Месяц назад +2

    Dunya chand sw b aagaye challi gai mein Pakistan se Europe aagya pr ap since my childhood until now living only and one in my heart really missed you so much 😢 i wish i could join this party 😭

  • @kartikvishwakarma2157
    @kartikvishwakarma2157 4 года назад +98

    Yeah Jo Halka Halka Saroor Hai 1 Hour 8 mints version
    Saqi Ki Har Nigah Peh Bal Kha Ke Pee Gaya
    Lehroon Say Khailta Hoa Lehra Ke Pee Gaya
    Ey Rehmat-e-Tamaam Meri Har Khata Muaf
    Mein Intiha-e-Shouq Mein Ghabra Ke Pee Gaya
    Peta Baghair Izm Yeah Kab Thi Meri Majaal
    Dar Pardah Chashm-e-Yaar Ki Shai Pa Ke Pee Gaya
    Zahid Ye Meri Shokhi-e-Rindaana Dekhna
    Rahmat Ko Baaton Baaton Main Bahla Ka Pi Gaya
    Uudii Uudii Ghaataa’en Aatii Hain
    Mutribon Ke Navaa’en Aati Hain
    Kis Ke Gesuu Khule HaiN Saavan Main
    Mahki Mahki Havaa’en Aati HaiN
    Aao Sah’n-e-Chaman Main Raqs Karen
    Saaz Lekar Ghaataa’en Aati Hain
    Dekh Kar Unki Ankhriyon Ko “Adam”
    Maikadon Ko Havaa’en Aati hain
    Paas Rehta Hai Duur Rehta Hai
    Koi Dil Mein Zaroor Rehta Hai
    Jab Say Dekha Hai Unki Aankhon Ko
    Halka Halka Suroor Rehta Hai
    Yeah Joh Halka Halka Saroor Hai
    Yeah Teri Nazar Ka Qasoor Hai
    Ke Sharaab Peena Sikha Diya
    Tere Pyar Ne, Teri Chaah Ne
    Teri Behki Behki Nigaah Ne
    Mujhe Ik Sharabi Bana Diya…
    Sharab Kaisi, Khumaar Kaisa
    Yeh Sub Tumhari Nawazishein Hein
    Pilai Hai Kis Nazar Say Tu Ne
    Ke Mujhko Apni Khabar Nahi Hai
    Teri Behki Behki Nigah Nai
    Mujhe Ik Sharabi Bana Dia
    Sara Jahan Must, Jahan Ka Nizam Must
    Din Must, Raat Must, Saher Must, Shaam Must
    Khum Must, Sheesha Must, Sabu Must, Jaam Must
    Hai Teri Chashm-E-Must Say Her Khaas-o-Aam Must
    Yoon To Saqi Her Tarah Ki Tere Mae'Khane Mein Hai
    Wo Bhi Thori Si Jo In Aankhon Ke Paimane Mein Hai
    Sub Samajhta Hoon Teri Ishwa-Kari Hai Saqi
    Kaam Karti Hai Nazar Naam Hai Paimane Ka.. Bus
    Teri Behki Behki Nigah Nai
    Mujhe Ik Sharabi Bana Diya...
    Meray Saqi Saqi Meray Saqi
    Lahara Jhoom, Jhoom Ka La, Muskra Ka La
    Phoolon Ka Raas Main Chaand ke Kirnian Mila Ka La
    Kyun Jaa Rahi Hai Rout Ka Raangeen-e-Bahar
    Jaa Ek Martba Isay Phir Wargala Ka Laa
    Sagar Shikan Hai Sheikh Bala Noush Ke Nazar
    Sheesha Ko Zeer-e-Daman Raangeen Chupa Ka La
    Kahtain Hai Umer-e-Rafta Kabhi Lout Ti Nahi
    Ja Mainkda Sa Meri Jawani Outha Ka La
    Main Na Mana Sharab Jaanab Peeta Hoon
    Zindagi Ka Aazab Peeta Hoon
    Baan Ka Khana Kharab Peeta Hoon
    Rooz-e-Mahshar Hisab Ho Na Sakay
    Is Liya Ba Hisab Peeta Hoon
    Jaam Hai Mahtab Hai Saqi
    Sara Mousam Sharab Hai Saqi
    Baaz Lamhat Asay Bhi Hotay Hain
    Jiss Main Peen Sawab Hai Saqi
    Achi Pee Lee Kharab Pee lee
    Thi Aag Misala-e-Habab Pe Lee
    Aadat Hai Aab Tou Nasha Na Kaif
    Pani Na Piya Sharab Pee Lee
    Nasha Imaan Hota He Surahi Deen Hoti He
    Jawani Ki Ebadat Kis Qadar Rangeen Hoti He
    Tumhara Husan Agar Benaqab Ho Jaya
    Her Ek Chaira Khuda Ke Kitab Hojaya
    Jo Qaida Sa Na Ho Tou Fazool Hai Sajda
    Adab Ka Sath Khata Bhi Sawab Ho Jaya
    Sharabiyo Ko Aquidadt Hai Is Qadar Tum Sa
    Jo Tum Pila Dou Pani Sharab Ho Jaya
    Dil Us Ka Namazi Bun Jaya
    Aankh Us Ki Gulabi Ho Jaya
    Jiss Ko Tou Mohabbat Say Daikhe
    Saqi Wo Sharabi Ho Jaya
    Yoon To Saqi Her Tarah Ki Tere Mae'Khane Mein Hai
    Wo Bhi Thori Si Jo In Aankhon Ke Paimane Mein Hai
    Sub Samajhta Hoon Teri Ishwa-Kari Hai Saqi
    Kaam Karti Hai Nazar Naam Hai Paimane Ka
    Teri Behki Behki Nigah Nai
    Mujhe Ik Sharabi Bana Diya
    Tera Pyar Hai Meri Zindagi
    Tera Yad Hai Meri Bandagi
    Tera Pyar Hai Bas Meri Zindagi
    Tera Pyar Hai Bas Meri Zindagi
    Na Namaz Aati Hai Mujhko, Na Wazoo Aata Hai
    Sajda Kar Leta Hoon, Jab Saamne Tu Aata Hai
    Kyun Ka Bus Meri Zindagi Tera Pyar Hai
    Mai Azal Say Banda-E-Ishq Hoon, Mujhe Zohd-O-Kufr Ka Gham Nahin
    Mere Sir Ko Dar Tera Mil Gaya, Mujhe Ab Talash-E-Haram Nahi
    Meri Bandagi Hai Wo Bandagi, Jo Ba-Qaid-E-Dair-O-Haram Nahi
    Mera Ik Nazar Tumhein Dekhna, Ba-Khuda Namaz Se Kam Nahi
    Tera Naam Loon Subho Sham Tera Naam Lou
    Tera Naam Loon Zubaan Say, Tere Aagay Sir Jhuka Doon
    Mera Ishq Keh Raha Hai, Mein Tujhe Khuda Bana Loon
    Tera Naam Mere Lub Per, Mera Tazkara Hai Dar Dar
    Mujhay Bhool Ja'ay Dunya, Mein Agar Tujhe Bhula Doon
    Mere Dil Mein Bus Rahe Hein, Tere Bepanah Jalwe
    Na Ho Jiss Mein Noor Tera, Woh Charagh Hi Bujha Doon
    Teri Dillagi Kay Saadka Teri Saag Tulmaa
    Mera Ghum Pa Hasna Wala Tujha Kon Se Dua Doon
    Qayaamat Main Teraa Daagh-e-Muhabbat Lekar Outhungaa
    Teri Dillagi Kay Saadka Teri Saag Tulmaa
    Zulf Rukh Se Hata Ka Baat Karo
    Raat Ko Din Bana Ka Baat Karo
    Mae Kaday Ka Chiragh Madham Hain
    Zara Ankhain Utha Ka Baat Karo
    Phool kuch Chahye Huzoor Humain
    Tum Zara Muskara Ka Baat Karo
    Ye Bhi Andaz-e-Guftugo He Koi
    Jab Karo Dil Dukha Ka Baat Karo
    Zara Apni Shokhi To Daikhiyeh
    Liyeh Zulf-e-Khamshuda Haath Mei
    Mere Paas Akay Dabay Dabay
    Mujhe Saanp Keh Ke Dara Dia
    Dil Talab Hai Aur Taman Hai Jaan Ke
    Kya Maharbaniyan Hai Meray Mehrban Ke
    Nazuk Misaaj Hona Koi Yaar Ker Tarha
    Kinchta Hia Baat Baat Pa Talwar Ke Tarha
    Dil Muft Chahta Hai Magar sab Ka Samnay
    Keemat Laga Raha Hai Kharidar Ke Tarha
    Teri Dillagi Kay Saadka Teri Saag Tulmaa
    Mera Ghum Pa Hasna Wala Tujha Kon Se Dua Doon
    Qayaamat Main Teraa Daagh-e-Muhabbat Lekar Outhungaa
    Teri Tasver Us dam bhi Kaleje Se Lagi Hogii Kyun Ka
    Kyun Ka Tera Pyar Hai Meri Zindagi
    Teri Yad Hai Meri Bandagi
    Jo Teri Khushi, Wo Meri Khushii
    Ye Mera Junoon Kaa Hai Mo’jizaa
    Jahaan Apne Sir Ko Jhukaa Diyaa
    Wahan Maine Kaaba Banaa Diyaa
    Mere Baad Kisko Satao Gay
    Main On Ka Samna Awal tu Khanjar Rakh Diya
    Phir Kalaja Rakh Diya Dil Rakh Diya Sir Rakh Diya
    Aur Arazz Kiya Mere Baad Kisko Satao Gay
    Main Na Kaha Mishga Hai Ya Os Na Kaha Ya Teer Hai
    Main Na Kaha Abru Hai Ya Os Na Kaha Shamshir Hai
    Main Kaha Cheera Pa Kyun Baal Khati Hai Zulfain
    Tou Us Na Kaha Ya Ashiqon Ka Wastay Zanjeer Hai
    Main Kaha Furqat Main Teri Jaan Per khala hon Main
    Os Na Kaha Zinda Raha Ya Bhi Teri Taqdir Hai
    Main Tum Ko Dil Diya Tum Na Mujha Rouswa Kiya
    Main Tum Sa kya Kiya Aur Tum Na Mujha Sa Kya Kiya
    Mere Baad Kisko Satao Gay
    Jitna Jee Chaya Satoow Waqt Hai Beqason Per Muskaro Waqat Hai
    Dekh Lana Mian Na Tarpoo Ga Zaheer Shouk Sa Khanjar Chalao Waqt hai
    Meri Wafain Yaad Karo Ga Rou Gay Faryad Karo Gay
    Mujh Ko Tou Barbad Kiya Hai Aur Kisay Barbad Karoo Gay
    Akar Bhi Nasahad Kiya Ha Ja Kar Bhi Nashad Karo Gay
    Tera Zulum Nahi Hai Shamil Kar Meri Barbadi Main
    Teri Ankhian Bheeg Rahi Hain Kyoun Mere Afsanay Say
    Per Ya Tou Bato Mere Baad Kisko Satao Gay
    Jo Pucha Ke Kis Tarah Hoti Hai Baarish, Jabeen Se Paseene Ki Boondein Gira Deen
    Jo Pucha Ke Kis Tarah Girti Hai Bijli, Nigahein Milaein Mila Kar Jhuka Deen
    Jo Pucha Shab-O-Roz Milte Hain Kaise, To Chehre Pe Apne Wo Zulfein Hata Deen
    Jo Pucha Ke Naghmon Mein Jaadu Hai Kaisa, To Meethe Takallum Mein Baatein Suna Deein
    Jo Apni Tamanaon Ka Haal Poocha, To Jalti Howi Chund Shamein Bujha Deein
    Main Kehta Reh Gaya Khata-E-Mohabbat Ki Achi Saza Di
    Mere Dil Ki Dunya Bana Kar Mita Di,
    Acha Phir Mere Baad Kisko Satao Gay
    Kuch Asi Qatilana Nighon Mian Dhal Gaya
    Arman Arzo Ka Janazay Nikal Gaya
    Kismat Phiri Tou Phir Gaya Ehabab Is Tarha
    Dekha Humain Tou Dour Sa Rasta Badal Gaya
    Mere Baad Kisko Satao Gay Mujhe Kis Tarah Se Mitao Gay
    Kahan Ja Ke Teer Chalao Gay Meri Dosti Ki Balaein Loon
    Mujhe Haath Utha Kar Duaein Do Tumhein Ek Qatil Bana Diya
    Yeah Jo Halka Halka Saroor Hai
    Yeah Teri Nazar Ka Qasoor Hai...!!

    • @Jys71208
      @Jys71208 2 года назад +1

      Outstanding , effort for the lyrics , amazing

    • @ravi1301
      @ravi1301 Год назад +1

      Thank you bhai

    • @nirbhaytarde780
      @nirbhaytarde780 Год назад

      Mujhe dekho khwahishe e janeja
      Mai wahi hu Anwar e nim Jaa
      Tumhe itna hosh tha jab kaha
      Na chalao is tareh tum juba
      Karo Mera shukriya mehrban
      Tumhe baat karna sikha diya...

  • @karankumar-qf5xr
    @karankumar-qf5xr 6 лет назад +22

    Jitne bhi inhe sunn rahe hai sab mohabbat ke sataye huye hai
    Say truly if I am correct

    • @parasgupta4210
      @parasgupta4210 4 года назад +1

      Bilkul bhai ! Mere Maa baap ke Aapas ke jhagdo ki vajah se meri mohabbt mujhse door ho gayi ! 😞😞😞😞😞😞😞

  • @balajipatil9180
    @balajipatil9180 Год назад +2

    जिसने उनको सामने से लाईव्ह सुना उनकी किस्मत 👍👍👍👍👍👍

  • @taduyapa548
    @taduyapa548 2 месяца назад +1

    Pakistani s are back ward but Nusrat sahab will always rock

  • @NitinSingh-bt8cg
    @NitinSingh-bt8cg 4 года назад +936

    god bless to the people who saved all his videos and uploaded on youtube.. its a relief watching nusrat saheb.. Sukoon

  • @showkatakbar2112
    @showkatakbar2112 Год назад +110

    I hear Ostad Nusartsab at the age of 16. Now I am 52! His sweet voice make me fresh! May all rest him in peace.

  • @usmanmohammadkazi
    @usmanmohammadkazi 4 дня назад +1

    5:15 harmonium 🫠❤️‍🔥

  • @goodmorningindia.5835
    @goodmorningindia.5835 2 года назад +6

    नुसरत साहब की आवाज़ में माँ सरस्वती साक्षात् कंठस्थ है .वो गाते वक़्त अलग ही रूहानियत की दुनिया में है....kashmir de dete Pakistan ko lekin kohinoor le lete

  • @modernsheepfarming4431
    @modernsheepfarming4431 5 лет назад +49

    If any body ever deserved noble prize in the field of art it was only ustad NFAK

    • @qadeer.hussain786
      @qadeer.hussain786 4 месяца назад

      No ok 😞📴🇹🇷🇦🇪🎂😞🌹👤 NFk 😭😷🍨📴🪐🥃💺🇺🇸🥃

  • @nfakfan7265
    @nfakfan7265 4 года назад +11

    Know NFAK=know life
    No NFAK=No life
    ❤️❤️❤️❤️❤️
    Forever missing
    😢😢😢😢😢

  • @vinodmehra4044
    @vinodmehra4044 Месяц назад +1

    मेरे गम पे हंसने वाले
    तुझे कौनसी दुआ दूं

  • @HunnyMobileReparingSREWale
    @HunnyMobileReparingSREWale Месяц назад +1

    🦾Marte Dam Tak Kon🫶 sunta Rahega 🫡🤟

  • @shashanktambe7534
    @shashanktambe7534 3 года назад +4

    मुझे तो बस एक ही बात समझ मे आती है वो ये की, हमारी कोई औकात नही उस्ताद नुसरत फतेह अली खाँ साहेब की गाने पे टिप्पणी करने की. क्यूँ की इतने अल्फाझ याद करना कोई खाने का काम नहि. इसिलिये अपना ज्ञान अपने पास ही रखिये और एसको बस एन्जॉय करिये 😘❤️

  • @vedanshkushwah11111
    @vedanshkushwah11111 6 месяцев назад +6

    1 hour 8 minutes of peace ❤❤

  • @Girish4944
    @Girish4944 2 года назад +5

    The club isn't the best place to find love so Maikhana is where I go.

  • @rahilrs11
    @rahilrs11 Год назад +4

    I'm leaving this comment , so that if someone like this it reminds of this legend

  • @VishalThakur30620
    @VishalThakur30620 3 года назад +6

    aaj RUclips ka asal use kiya h nfak ji ko sunkr 🙏❤️

  • @imtiyazshaikh9218
    @imtiyazshaikh9218 3 месяца назад +1

    Chachu jaan jaisa na koi tha na koi rhega Qayamat tak...or ye ek aisi hawa jo Qayamat Tak chalegi inshallah...Miss uh chachu jaan🥺😔❤️

  • @all_about_king1578
    @all_about_king1578 6 месяцев назад +3

    I heard this song many and many a times but it's 2024😊

  • @naveenkrsingh8122
    @naveenkrsingh8122 4 года назад +101

    Whoever loves the -- Mere saki saki mere saki segment

    • @bilalsaeed5463
      @bilalsaeed5463 3 года назад +1

      Me ...best tune ever❤️

    • @sanketghate
      @sanketghate 3 года назад +3

      yeah man... psychedelic stuff

    • @shivankdubey598
      @shivankdubey598 3 года назад +1

      Tera naam lu by Farrukh fateh ali khan

    • @senashish711
      @senashish711 3 года назад

      The conversation with saki , it has deep meaning of life , one bagging for good from saki ki usse sab loutaa kr le aa jo bhi pi he rh gyaa life mai

  • @naveedchishti2002
    @naveedchishti2002 4 года назад +10

    !! تنہائی میں سننے والی واقعی لازوال موسیقی۔۔۔۔۔

  • @vishalsingh-ne9qd
    @vishalsingh-ne9qd 2 месяца назад +1

    Listening now 1hr full on 3/6/24❤

  • @sikanderkhan8383
    @sikanderkhan8383 2 года назад +2

    When you start maturing in life you start listening Nusrat Fateh Ali khan. Kids badshah & honey singh k type singers ko suntay hain.

  • @arslantariq206
    @arslantariq206 4 года назад +31

    Who Need Drugs When You Have Ustad Nusrat Fateh Ali Khan♥️

  • @prashanttripathi6014
    @prashanttripathi6014 8 лет назад +140

    shabd nahi hai...kya taareef karu...meri haiseeyat bhi nahi ...k mai kuch kah bhi paau....great!

    • @ashutoshrawat2139
      @ashutoshrawat2139 5 лет назад +9

      Kisi ki nhi hai bhai

    • @muhammadqasimjaved1291
      @muhammadqasimjaved1291 5 лет назад +5

      love u bros

    • @shahfaisal1631
      @shahfaisal1631 2 месяца назад

      Sir, his qawwalis are master pieces in music history, similarly Ali da Malang, Must Qalander, Tou ik Ghorak dhanda hey, every qawwali is master stroke in public and to the listeners, listen once and listen than always.

  • @moviesnseriesedits
    @moviesnseriesedits 2 года назад +2

    Can someone praise Ustad Dildar Hussain for unstoppable 1 hour tabla.

  • @KumarRishiEntertainment
    @KumarRishiEntertainment 2 года назад +5

    मेरे ग़म पे हँसने वाले
    तुझे कौन सी दुआ दूँ 🔥🔥🔥🔥❤️❤️❤️

  • @yewatanhamarahay2426
    @yewatanhamarahay2426 3 года назад +218

    I m countinusly listening this from 4 month every night
    Addicted 😂

    • @shwetakirar9067
      @shwetakirar9067 3 года назад +1

      Same✌👍

    • @arjanhussain2784
      @arjanhussain2784 3 года назад

      Same bro

    • @xsabhishek
      @xsabhishek 3 года назад +3

      you should not drink every day

    • @yewatanhamarahay2426
      @yewatanhamarahay2426 3 года назад +7

      @@xsabhishek i cant live without drinking .......it gives relief to my soul....aik aik sur dimag main baith gya hai is kaaa ab......

    • @sirtshk
      @sirtshk 3 года назад +2

      I don't even remember how many i listened this... addicted to Ustaad

  • @AForAbhishek1
    @AForAbhishek1 4 года назад +159

    एक आजकल के गाने हैं जिसको लगातार 5 min भी लोग बर्दाश्त नहीं कर पाते।
    एक ये हैं जिसको लगातार 2 घंटे सुनो फिर भी मन नहीं भरता।
    Legend NFAK

  • @productivelife7
    @productivelife7 2 месяца назад +5

    Its 2024 may 17 still going on 10 yrs of madness

  • @quranversehubyt
    @quranversehubyt Месяц назад +4

    Nusrat Fateh Ali Khan
    Faruk Fateh Ali Khan(first harmonium)
    Mujahid Mubaarak Ali Khan(middle)
    Atta Fareed (second harmonium)

  • @subratagupta3580
    @subratagupta3580 5 лет назад +31

    34:00 brotherhood !!! That's why this trio was so successful

  • @BarackObama-ti4mf
    @BarackObama-ti4mf 6 лет назад +274

    one of the best hour spent on youtube

  • @arbazansari7396
    @arbazansari7396 21 день назад +2

    Ustad ustad hi hai...bada sukoonnn milta hai sun ke

  • @harendersingh5749
    @harendersingh5749 3 месяца назад +2

    Antraatma ko Hila Dene wala hai ,
    Nfak world. 8th wonder of the world

  • @bhavyabissa8278
    @bhavyabissa8278 3 года назад +201

    34:05. Drinking water and playing harmonium without looking down. Only ustaad Farookh ji could do🙏🏽 Wahh!

  • @yadavjiop84
    @yadavjiop84 Год назад +5

    Ustad nusrat fateh ali khan ki ruhani awaj har din dil ko sukoon deti hai. Yadi mauka mila to Pakistan aa kar unke patrik awas aur unki kabra per jaroor jaonga

  • @DigitalJuhaib
    @DigitalJuhaib 4 месяца назад +25

    Kon Kon 2024 me sun rha hai yh Qwwali

  • @M.2010RJ
    @M.2010RJ 2 года назад +6

    यकीन ही नही होता की ऐसे भी कोई गा सकता है........ इतना दिल से 👌🙏

  • @vaijayantihardas1609
    @vaijayantihardas1609 4 года назад +176

    Ek mahine pahile maine sahab ko suna.Ab ye hal hai ko roj sun rahi hun phir bhi dil nahi bhar raha.

    • @hamza3065
      @hamza3065 3 года назад +7

      Khan saab ki gayaki wo samundar hai jis ka kinara nahi. Mein bhi 1 saal se sirf ustad g ko sun raha hu nagar abhi buhat kuch sunna baaki hai.

    • @ashrafsayyed2675
      @ashrafsayyed2675 3 года назад +2

      Aap addict hogae ho mey bhi addict hogya hu

    • @imransitarmaker6965
      @imransitarmaker6965 3 года назад +3

      Mam meri bhi haalat aise hi huwi hai

    • @rashidmujawar4725
      @rashidmujawar4725 2 года назад +1

      👌👌👌👌👌👍👍👍👍👍👍

    • @abdulaminyfc3217
      @abdulaminyfc3217 2 года назад +1

      @@rashidmujawar4725 p

  • @shivanshshukla989
    @shivanshshukla989 Год назад +5

    Life mein ek baar yeh sardarji se milne ki tamanna hai ❤

  • @zainshaikh2428
    @zainshaikh2428 Год назад +1

    Who said real magic doesn't exist...

  • @IbrahimAli-gv7mw
    @IbrahimAli-gv7mw 2 года назад

    Smile andar se nikalti hai jab ustad ke lafj rooh tak pahunchte hain

  • @armedgamer3636
    @armedgamer3636 7 лет назад +334

    Who watched the whole clip without forwading.
    Amazing voice

  • @naeemshah2067
    @naeemshah2067 5 лет назад +43

    37 sal BD qawali sun k ye haal hua hai..
    Agr 37 sal pahly live sunta to Pata ni Kya hota????

    • @kashifburhan1739
      @kashifburhan1739 3 года назад +3

      maybe we all are like that sardarji

    • @pradeepsughra152
      @pradeepsughra152 4 месяца назад

      @@kashifburhan1739 i just though of same reply 🤣.

  • @freetips2900
    @freetips2900 3 года назад +2

    Date=13/07/2021 को सुन रहा हूं।। तहसील पीलीबंगा,, जिला हनुमानगढ़,, राजस्थान।।
    संगीत के उस्ताद नुसरत फतेह अली खान साहब दुनिया में अमर रहेंगे।। जब तक दुनिया रहेगी,, तब तक आपके संगीत हर किसी की जुबां पर रहेंगे।।

  • @Minhajvlogs1997
    @Minhajvlogs1997 8 месяцев назад

    Kash Main yeh Live Dekh paata...🥲🥲

  • @vikramarora9292
    @vikramarora9292 4 года назад +80

    Imagine the ability to convert the same qawwali to any length!

  • @shivanshshukla989
    @shivanshshukla989 6 лет назад +353

    35 years and still it is so fresh. Legends never die \/
    Edited this comment on 18th March 2023 - 40 Years - cheers to this masterpiece! And, 1:06:30 hits really hard

  • @illiterate.4337
    @illiterate.4337 2 года назад +2

    Mein is mehfil mein mojud tha.... Bohat hi yaad aarahe hain...

  • @anshuman177
    @anshuman177 2 года назад +1

    One for India and one for Pakistan. GOOD ONE uncle

  • @raghupathy9377
    @raghupathy9377 5 лет назад +68

    That Sardarji was representing me. I am doing the same when I watch this. Awesome!!!!

    • @tylerb8032
      @tylerb8032 3 года назад +1

      Same here bhai 😆

    • @shivnarayansose6570
      @shivnarayansose6570 3 года назад +1

      @@tylerb8032
      ?

    • @shivnarayansose6570
      @shivnarayansose6570 3 года назад +1

      ,,

    • @ravinderfzr01
      @ravinderfzr01 3 года назад +1

      @@shivnarayansose6570 the guys saying that he is dancing same like the turban guy dancing infront of legend near the stage

  • @gurvinderdhawan5829
    @gurvinderdhawan5829 4 года назад +8

    Rooh se rooh ka mel ....... kuch der orr jo ruk jaate sahib....... kuch reham hum pe bhi ho jata....... 🙏

  • @klverma9274
    @klverma9274 2 года назад +1

    JAB TAK SANSAR RAHEGA SHRI NUSRAT SAHEB JINDA RAHENGE.USTAD NUSRAT JI ABHI BHI MERE SATH HAIN AISA MAIN MAHSOOSH KARTA HUIN.

  • @itscool2397
    @itscool2397 2 года назад +1

    No one competition in front of this group of qawali

  • @rajpriyadarshi6016
    @rajpriyadarshi6016 5 месяцев назад +5

    NFAK is an addiction. No need to comment " i am writing this so that someone likes it and then I will listen to this etc. ". Believe me you are an addict. You will come back to this.

  • @muhammadjawadbashir583
    @muhammadjawadbashir583 4 года назад +8

    37:37...ik lafz p sur lga dia yrrrr♥️♥️♥️ then 39:11, then 41:20...legendddddd♥️♥️♥️

  • @ashishpatter1396
    @ashishpatter1396 5 лет назад +147

    App ko sunkr kisi or ko sunne ka dil nhi krta...... Love from india haryana.... Legend

    • @mirzafaisal9656
      @mirzafaisal9656 4 года назад +1

    • @rehmantariq
      @rehmantariq 4 года назад +2

      Sach he me Nusrat ko sunne ke baad kisi aur ko sunne ke qabil nahi rehta

    • @Ratnaji44
      @Ratnaji44 3 года назад +2

      @@rehmantariq Ustad Nusrat Saheb kaho ji

    • @SajjadKhan-qp7fu
      @SajjadKhan-qp7fu 3 года назад +1

      aik hi haal hy bhai

    • @SurinderKumar-bb1ux
      @SurinderKumar-bb1ux 3 года назад

      P"oppop0pp0ppp0000pppppGood Night 💤🌙
      😊 Sweet Dream
      🌠🌠🌠🌠🌠🌠🌠

  • @ChandanKumar-oy6kq
    @ChandanKumar-oy6kq 2 месяца назад +1

    Purey song ko dada apney 5 minutes mei ek ley mei bna kr bol diya aaj tak koi samjh hi nhi payega ye Hollywood aur Bollywood ko 7 nanam k baad v kuch v pley nhi prega mind blowing koi nhi samjheyga ek line mei sarey song ko piro kr rakh dya: dada apney....thanky thank you very much:🙏🕉🇾🇪
    Mai behead khus hu apse apki INDIAN respect se:

  • @priyamalok2159
    @priyamalok2159 3 месяца назад +3

    sardar ji after 16:50 ❣❣

  • @RobbeennHood
    @RobbeennHood 7 лет назад +41

    Bhai channel ek request he ki bhai plz ustaad ke saare original videos songs upload kar do...

  • @anandsali5063
    @anandsali5063 2 года назад +26

    To anyone who listened the whole thing, you have an amazing music choice.

  • @ashokbhosale1873
    @ashokbhosale1873 3 года назад +4

    ईनके गाणे में नशा है ,सुनते वक्त तल्लीन हो जाते है .अवलीया हे नसरत जी .एकमेव अद्वीतीय

  • @hanaanbhai518
    @hanaanbhai518 2 года назад +2

    Aaj mujhe exam hai lakin mein aap ki awaaz sunn ke jaata hoon ❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️ love you Khan Sahab from SRINAGAR Jammu and Kashmir ❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️
    11 December 2021

  • @AssuPanju
    @AssuPanju 3 года назад +6

    Moral: They ask for a Loan from Nusrat Sahab After the Show is Over, to reach home...

  • @beautyblast9241
    @beautyblast9241 5 лет назад +75

    Socha tha kl jldi uthenge Lekin aapne to puri rat sone hi nahi diya...♥

  • @shanadam5691
    @shanadam5691 7 месяцев назад +2

    Who is the sardar jee enjoying and dancing at the front ???? Wish he could see this video on RUclips that he had witnessed this historical event!!!

  • @gayatrishilaka5547
    @gayatrishilaka5547 2 года назад +1

    Kaha dekhne milte hai ab inke jaise deewane fankar ✨

  • @rahul7186
    @rahul7186 4 года назад +45

    49:37
    Phool kuch chahiye huzoor humein, tum zara muskura kar baat karo.
    Hats off the Writer, aur NFAK sahab ka toh kya hi kahe.❤️❤️❤️❤️❤️❤️

  • @sheetaltakkar4442
    @sheetaltakkar4442 4 года назад +272

    Sardarji danced for whole 1 hour 7 minutes and 59 seconds. lol hats off to his stamina

    • @h0w0w
      @h0w0w 3 года назад +19

      It’s probably the alcohol lol

    • @socratik
      @socratik 3 года назад +20

      Perhaps, he did not anticipate it would go on this long, and giving up in between would have been "shaan ke khilaaf". :)

    • @sheetaltakkar4442
      @sheetaltakkar4442 3 года назад +22

      @@socratik don't worry, those who can run 100s of miles in military carrying a lot of weight on them, an hour dance is nothing for them. Those who can work in farms for hours in heat and cold this is like a warmup for them.

    • @amitsangowalia3379
      @amitsangowalia3379 3 года назад +13

      @@h0w0w shraab kaisi khumar kaisa yeh sab to uski nawazeshe hai understand qawali bhai 🤲

    • @user-tn7kl3sq2r
      @user-tn7kl3sq2r 3 года назад +10

      @@h0w0w qawaali hai nasha, pee k insaan sharabi ho jaata hai

  • @vipinsaroha4554
    @vipinsaroha4554 10 месяцев назад +2

    Pichhle 1000 saalo k sabse mahaan SINGER hain Nusrat Fateh Ali Khan...
    Undisputed GOAT.

  • @noorshaheb4698
    @noorshaheb4698 3 года назад +3

    All the soulful people in the comment section seems like a community, as same as the people in this concert.

  • @harshitkandpal6584
    @harshitkandpal6584 2 года назад +4

    I am not sure who are the 1k people who disliked this. Like, what are your criteria, thought process. I literally can't understand.

  • @sachink3927
    @sachink3927 7 лет назад +78

    I regret that I can't see him live😥

    • @TheJaggi1974
      @TheJaggi1974 5 лет назад +13

      I did and he hugged me aswell....i eas 8 years that time....hurraaaayyy

    • @manavsingh7378
      @manavsingh7378 4 года назад +1

      Same regret

    • @manavsingh7378
      @manavsingh7378 4 года назад +1

      @@TheJaggi1974 you're very lucky

    • @laraibali5287
      @laraibali5287 3 года назад +1

      @@TheJaggi1974 seriously boss

  • @lakhwindermintu6361
    @lakhwindermintu6361 2 года назад +1

    Jnaab aap vo hai jinko sune bina hamari shaam shaam nhi

  • @funnyplanetyt
    @funnyplanetyt 3 года назад +1

    Khan Sahab ki tufani gaayki ki jitne prsansa ki jaye kam h

  • @amalashinde4505
    @amalashinde4505 5 лет назад +304

    Out of this world singing. True Ustaad of singing!🙏🏽

    • @jahidahmad8415
      @jahidahmad8415 3 года назад +5

      Absolutely right

    • @mohammadkhan1590
      @mohammadkhan1590 2 года назад +4

      best of best

    • @tjay_79
      @tjay_79 2 года назад +5

      Ustadji is an entire Orchestra in himself. This team almost creates the same sound effects as any Music Studio would do these days with modern instruments.

    • @hanaanbhai518
      @hanaanbhai518 2 года назад +3

      Offcourse yes

    • @tjay_79
      @tjay_79 2 года назад +4

      Since the past 2 years, I am listening to the Qawwals of Ustad Nusrat Fateh Ali Khan saahab once every week, most preferably on weekend in utter silence. The tunes reverberate in a closed room relieves all my Burden-Pressure-Tension of the entire week within just a few hours. Also, taking inspiration from these Qawwals and Zakir Khan's literary works, I have now started writing a few Shayaris in Urdu+Hindi language. I have got them reviewed from some experts and they like it. So, I listen these Qawwals every week. I get to learn many Urdu words from these Qawwals. Thank you Oriental Star Agencies to post these Qawwal videos on RUclips. Probably you may not know but you are getting the blessings and appreciation from a lot of people all across the globe. 🙏

  • @rayyanmohammed7996
    @rayyanmohammed7996 6 лет назад +63

    26:40
    "One for Mr. Kohli."
    "One for India."
    "One for Pakistan."
    Nothing but love. ❤

  • @AwanmalikWaheed-cv4fd
    @AwanmalikWaheed-cv4fd 13 дней назад

    Sikh bradri love so much with Khan sb

  • @Bhupender_Thakur
    @Bhupender_Thakur 11 месяцев назад +2

    We are the last generation to make legcy continue of Master piece.......❤❤❤❤❤