Salam quran majeeb sorah hod ma ayat number 14 15 ma hn k agr apko apny achy amal ka ajar is dunya ma chahey to isi dunya ma apko on amal ka ajar milega lkn akhirat ma jahanum naseeb hoga To agha sahib is se ham kia mtlb lain k kia ham apni is zindagi ma achi zindagi ki dua nahi krsakty kia ? Mtlb acha dowlat etc wo sb kuch jis se zindagi ka mayar acha hota wo ham dua ma nahi mang sakty kia is se hmary akhirat pe asar hoga ?
Ye Aayat un logo'n k liye h jo sirf duniya talab hote h or Aakherat ki unhe kuch fikr nhi Lehaza Koi harj nhi h Allah se duniya or Aakherat dono me kamyabi ki dua manga kriye Or chahe duniya ho ya Aakherat sirf dua krne or khwahish krne se manzile maqsud me'n kamyabi nhi milti Amal ka hona zaruri h
Salam Mera question h ki Dulha jo sehra lgata h uska islam me kya hukm h Aur 2nd mene dekha ki ek Banda aaya masjid aur usne bina sehra utare hi namaz ada ki kya sehra pehanna itna zaroori h ki namaz me bhi na utare Aur hmare yha aksar afrad bolte h ki nikah se pahle sehra nahi utar sakte Please answer de shadiyo ko pta nahi kya bna chuka h mashra 🙏
@@SabeelAhkamanswer khane ke baad peene ko mana krte hai sab kehte hai digestion me problem hoti hai ... Kya ye sahi hai.. ahkam me iske baare me kuch hai
Agar kisi ladies k parents ki death k baad parents ki property ka hissa mag sakti h Jbki oske maa baap ke inteqal ko 20 saal se zyada ho gaya h Wo apne bhai se zameen k hissa mag sakti h Please ispr video bnaye Beti k jaydad m hissa
Video request : Bachche ke paidaish se pehle, paidaish ke waqt aur paidaish ke baad agar koi akham ho to un par video pls
سبحان اللهجزاك الله
Jazakallah Khair Sabeel Team ❤ ❤
Masha Allah ellti mas dua 🤲🤲
Jazakallah khair ❤❤
mashallah amazing questions
Ji bahut shukriya main ine chijon se apni life ko behtar karne ki koshish karunga inshallah
JazakAllah
❤❤❤❤
Masha Allah.....
Assalam Alikum
Maulana Khade Ho Kar Peshab Karna Kaisa Hai peshaab ki chint padna kaisa hai Ispar Ek video zaroor banaye badi mehrbaani hogi
ws. makrooh hai. parhez kiya jaye
Video request we requested to you many time ak video bana jis ma namz parna ka tarika batya ja plz
Inshallah Thursday ko
Mashaallah ❤
Jazakallah
MASHALLAH ❤
سلام علیکم آغا
میرا سوال یہ ہے کہ کیا شفا پانے کے لئے پانی پر کوئی دُعا یا سورہ پڑھ کر پھونک سکتے ہیں ؟
ws , Sharei etber se koi harj nahi hai .
#Q4sabeelmedia
Assalamu alaikum
ahle sunnat bhai Aksar kehte hai ki baith kr subah pani peena chahiye yeah sunnat hai, aaisa kiyo?
Ghusal khana saaf kaise kare aur commode
Allama sahab kya ek hi khane ya ek hi phal waghairah pr 2 ya 3 marhumeen ki Nazar di ja sakti hai, from India
@@Shaneaza-o6o
Ha'n bilkul di ja skti h balki ek hi khane ya phal pr ap jumla Marhumin ko bhi nazr hadiya kr skte h
Mujhe infection h mere doctor ne mujhe bhut pani pine ki advice di pyas lgi ho ya nhi
doc ne jab kaha hai to peena hai
Salam quran majeeb sorah hod ma ayat number 14 15 ma hn k agr apko apny achy amal ka ajar is dunya ma chahey to isi dunya ma apko on amal ka ajar milega lkn akhirat ma jahanum naseeb hoga
To agha sahib is se ham kia mtlb lain k kia ham apni is zindagi ma achi zindagi ki dua nahi krsakty kia ? Mtlb acha dowlat etc wo sb kuch jis se zindagi ka mayar acha hota wo ham dua ma nahi mang sakty kia is se hmary akhirat pe asar hoga ?
Ye Aayat un logo'n k liye h jo sirf duniya talab hote h or Aakherat ki unhe kuch fikr nhi
Lehaza
Koi harj nhi h Allah se duniya or Aakherat dono me kamyabi ki dua manga kriye
Or chahe duniya ho ya Aakherat sirf dua krne or khwahish krne se manzile maqsud me'n kamyabi nhi milti
Amal ka hona zaruri h
Salam
Mera question h ki
Dulha jo sehra lgata h uska islam me kya hukm h
Aur 2nd mene dekha ki ek Banda aaya masjid aur usne bina sehra utare hi namaz ada ki kya sehra pehanna itna zaroori h ki namaz me bhi na utare
Aur hmare yha aksar afrad bolte h ki nikah se pahle sehra nahi utar sakte
Please answer de shadiyo ko pta nahi kya bna chuka h mashra 🙏
w.s is bare mein koi bhi hukm nahi hai ki lagaya jay , namaz mein to hatana zaroori hai.insha...jawab video mein tafsele se diya jaye ga
@@SabeelAhkamofficial bahut shukriya 🙏 waiting
mujhe bhi request thi is masle par video ki jazakallah ✨
Khane ke waqt paani peena sahi nhi hai toh kis waqt paani piye... Pehle ya baad me?
Khane darmiyan makrooh hai. Us ke alawa aap ki marzi
@@SabeelAhkamanswer khane ke baad peene ko mana krte hai sab kehte hai digestion me problem hoti hai ... Kya ye sahi hai.. ahkam me iske baare me kuch hai
Khana khaane ke 15-20 minutes baad paani Pina chaiye it is scientifically approved by doctors
Agar kisi ladies k parents ki death k baad parents ki property ka hissa mag sakti h
Jbki oske maa baap ke inteqal ko 20 saal se zyada ho gaya h
Wo apne bhai se zameen k hissa mag sakti h
Please ispr video bnaye
Beti k jaydad m hissa
Agar walid sb ke inteqal ke baad nahi mili aap ko miras to aap ka haq hai ki aap mangen
❤❤❤
❤❤