maine aaj se pahle itne detail me in teeno ke bare me nahi padha Alhamdulillah jis nne hum ko aap jaise ustaz se milwaya aur is maruful hadees ke tulba banaya Alhamdulillah
ہم سب کو اللہ پاک کا لاکھ لاکھ شکر ادا کرنا چاہیے کہ ہمیں معارف الحدیث ادارے کیساتھ جوڑا، ، میں نے ایسا عمدہ انداز اور آسان اسلوب میں عربی گرامر آج تک نہیں سنا ۔۔۔ جزاکم اللہ خیرا واحسن الجزاء فی الدارین استاذ محترم ۔۔۔۔
Ma shaa Allah... Very interesting class... A Typical topic explained in such a simple way... Ustaad sb. Not only teach us arabic but also increases our love for Allah swt and his beloved prophet (PBUH)... For Qur'aan and Hadees.. May Allah swt bless you and whole MAH team... ❤️✨
اسلام علیکم ورحمتہ اللہ وبرکاتہ۔ نیا ٹاپک، نۓ الفاظ لیکن سمجھانے کا وہی مشفقانہ، فکرمندانہ انداز۔۔۔ کہ کس طرف سبق کو آسان سے آسان کرکے اپنے students کے سامنے لایا جائے۔ واقعی !! بڑے خوش قسمت ہیں MAH کے طلباء۔ ۔ اللہ تعالیٰ محترم استاد اور انکی ٹیم کو بہترین اجر عظیم عطا فرمائے۔ آمین رخشاں 24
Assalam alaikum 😊 Alhamdulillah aaj me bohoooot khush hu 🤗 jab me is week ka lecture sun rahi thi aur Sir padha rhe the, Sir ne Bataaya ki Ye Hadees ham puri ki puri solve kar sakte 🥰 Ye jaan kar itni khushi huiii ki aaj ham iss level par pohanch gae 🤲🏻 Ye Allah ka karam aur Aaplogo ki mehnat ka sila he 🤩 Har lecture ke bad mujhe khouf aata tha ki abhi tak to sab asaan lag rha he… ab aage Tough lecture aaenge 😨 lekin Masha’allah Sir jis tarah mathematics ki tarah padate hain… Tips dete he pata hi nhi chala kese ham Yahaan tak pohanch gae 😇 Maine bohot logo se suna tha Arabic bohoooooot mushkil zuban he… Lekin MAH join krne ke bad meri rae badal gai 😊 We are really lucky to have teacher like You & Sir & all team members Heads off 🫡 Allah aap sabko jazae khair de🤲🏻 MAH ka ye sadqae jariya Qayamat tak jari rhe 🌺 Allah ham sabko uski Azeem Kitab ko padne, samjhne aur amal krne ki toufeeq de 🤲🏻 Jazakallah hu khairan kaseera 🌹
اللہ سبحانہ وتعالیٰ اپنے خصوصی فضل وکرم سے ہم سبکو قرآن سیکھنے سمجھنے عمل کرنے اور اسکو پوری دنیا میں پھیلانے کی توفیق عطافرماےَ.. اُمت محمدیہ صل اللہ علیہ وآلہ وسلم پر اپنی خصوصی معافی عافیت اور خیر وسلامتی عطافرماےَ..آمین الھم ثمہ آمین
Allah tala bht shukr wa ehsan h ki 22 lecutres cmplt ho gye hn alhamdulillah aur 22 lecutre m ek bht hi ahm hadees smjhne ho mil gyi alhamdulillah aur hamre ustaz bht hi asani se sb kuch sikha dete hn Masha allah itna acha andaz pdhane k shyd aise ustaza hume n mile kbhi itne asan tareeqe se hume quran ki ayat hadees arbic grammar sb kuch sikha rhen hn aur hum ghr baithy seekh rhen hn alhamdulillah allah tala hamare sare ustaza ko jazaikhair ata kre aur hum sbko zyada se zyada seekhne aur smjhne ki taufeeq ata kre , mai ek baar phir se shukr guzar hun blki jitna shukr ada krun km h ki hume itni achi jgh pdhne aur smjhne k liye lga diya wo bhi deen se related baten sb ki suno smjho to sunte aur smjhte rhne k hi dil krta h phir ustaz itne ache jisse aur bhi dil krta h smjhne k alhamdulillah , allah tala hum sbka seena quran pdhne smjhne aur deen k raste m chlne k liye khole de.. ameen allah hr kisi ko ilm ki taufeeq de ..ameen
الحمدللہ رب العالمین الحمدللہ بہترین لیکچر استاد محترم بہت اچھے اور ریلیکسڈ ماحول میں پڑھاتے ہیں ہنسی مزاق ،اور ساتھ مزے کی بیستی اور ساتھ خوبصورت ترین عربی سمجھاتے ہیں سب بہت اچھے سے کیلئر ہوجاتا ہے الحمدللہ جزاکِ اللہ خیرا سر اینڈ ٹیچر
The classes are going really well.. we are reaching in a stage of reading the Hadees with understanding.. Allah (swt) give the whole team ajare azeem for their wonderful way of teaching !!
اللہ تعالیٰ ہم سب کو ثابت قدمی عطا فرمائے آمین ثم آمین اللہ تعالیٰ ہمارے استاد محترم جناب محمد طارق صاحب کو جزائے خیر عطا فرمائے آمین ثم آمین۔۔۔ہمیشہ کی طرح مشکل لیکچر کو ٹاپک کو آسان کر کے بہت اچھے طریقے سے سمجھایا۔۔۔۔i am proud of you My Dear respected teacher The class was outstanding alhamdulillah alhamdulillah Ma Sha Allah Tabarak Allah 💕🌹🌹 jazak Allah khair 💕💕💖💖
F 83...... Assalamu alaikum wa Rahmatullahi wa barakatuhu Subhanallah Masha Allah Alhamdulillah Allah tala ka behad ehsan karam hai jisme mujhe ustad Tariq Mohammad jaise behtreen ustad aur mam Shazia aur mam mehwish jaise behtreen helpers ata kiye jo mujhe grammar sikhne bahot bahot madadgaar hai Allah tala puri MAH team ki mehnaton ko qubool farmaye dunya aur aakhirat me aala martaba ata farmaye jazakallahu wa ahsanul jaza ya ustaz mohtram
الحمد للہ❤۔۔ماشاءاللہ واحد کلاس ہے جو میں لمبی ہونے کے باجود توجہ سے سنتی ہوں۔۔۔ کیونکہ سر کے پڑھانے کا انداز،طلباء سے سوالات و جوابات۔۔۔ دھیان ہی بھٹکنے نہیں دیتے ماشاءاللہ بارک اللہ
Student of 7th batch🥀🖊️😊 الحمدلله آج کا یہ لیکچر مکمل ہوگیا اور ہم نے *کُلٌّ* *بَعضٌ* اَکثرُ کے بارے میں بہت کچھ سیکھا۔۔۔ اللّٰہ تعالیٰ سے بہت دعا ہے اللّٰہ ہمارے اس عمل کو قبول فرمائے اور آپ کے سیکھانے اور ہمارے سیکھنے میں برکت عطا فرمائے آمین یارب العالمین 🥀 جزاک اللہ خیرا کثیرا استاد محترم اورMAH team#
Ab hamain bhi lg rha hai k hm bhi kuch aage barh rahe hn aur quran o hadees ki arbi ab hamin thori samajh aarhi hai alhamdulillah.....jazakillah o kheran keseera for our all respected teachers those make this path easy for us.
SS2 السلام عليكم ورحمته الله وبركاته Hamesha sir ki class mein kuch na kuch naya sikhne ke liye milta hai ,jis tarike se sir samjhate hai grammar ke sath sath deen ki batain Alhamdulillah ,Allah hamare sir ki Maam ki our sare admins ki hifazat kare un ko sehat aur time main barkat de, Ameen
Ma sah allah allah ka ahsan hain ka us na hum ko yaha tak seine ka mokha diya our hum ko itna acha samghane wala teachers diiya ya allah ka bohat bada Karam hai mug par allah in teachers ko hamasa apni rahman ma rakha our mug ko mare ahlo aayal ko our mare tamam teachers ko Gahanna ki aag sa mahfooz rakha ameen 😊
Alhamdulillah....jab is me me hamri teacher miss Zoya siddiqi ko sunti hun....bda confidence aata h k hum bhi in sha allah complete kre ge or in sha allah in sha allah aage bhi is puhcha sakte h......alhamdulillah.....or sir k kia hi kehne....sir bahut hi achche or saffakketwale h....alhamdulillah...bahut achche se samajh aajati h....alhamdulillah
Alhamdulillah lecture 22 bahut dah raha...humne kuch naye alfaaz (كل بعض اكثر )sikhen...jinke mukhtalif meaning jumle me form hote hain jab unko mudaaf ki tarah istemaal kiya jata hai Masha Allah humne kuch Ahadees ko v dekha jo hamari zindagi guznarne ke liye Islamic way me bahut ahem hain Jazaak Allahu Khair to our respected sir and team members May Allah reward u all immensely with Khair and Aafiyah in Duniya and Hereafter Aameen nikhat90 Sibgha mam
MashaAllah bht khubsurat andaz hy sir k samjhany ka Allah ka bht bht shukr Allah ne hmain ye khubsurat ilm seekhny ka moqa dia dia aur behtareen ustad diye alhmdulillah 🤲
الحمدلله اس کلاس میں ھم نے تین اسپیشل الفاظ كُلٌّ بَعضٌ أَكثَرُ کا استعمال اور معنی سیکھا کلاس ھمیشہ کی طرح دلچسپ تھی اللہ تعالیٰ سے دعا ہے کہ وہ ہمیں استقامت عطا فرمائے اور ھمارے اساتذہ اکرام کو بہترین اجر عظیم عطا فرمائے آمین
Alhamdulillah Allah ka shukr hai k Allah ne marne se pehle ek mauqa diya aur is idaare se joda, sir khud mehnat karke hamare liye jo asani krte hai, Allah is asani ke liye un ko bahot ziyada jazaye khair ataa kare, sir ki mehnatau ka ya hamari ustaza ki mehnatau ka ham kabhi ehsaan nahi chuka sakte, Miss Faheema ke sikhane ka andaaz mashaAllah bahot motivate krta hai, Allah kare k hamari himmat kabhi na toote, aur ham quran ko samajh kr amal karne walau me shamil ho jayen Ameen
Aap ne jo hadees ka mafhoom bataya usne bohut zayada asar kara dil par hadees pehle bhi suni bhi padhi bhi thee lekin aap ke bayan karne ka andas aur ma shaa Allah aap ki amali zindigi ka asar hai. Aap ki bat dil me utarjati hai Dil se dua hai aap ki family ke liye Allah pak aap logon ko dono jahan me bohut izzzat dain Aameen
Sir ka hr lecture humari Grammar pe grip mazboot krta h hum apna muhasaba krte hain or mazeed himmat ke sath Qur'an se wabastgi hoti jaati h.Allah swt humko sir ki guidance mein mazeed isteqamat or hidayat ata kre or iska haqq ada krne ki taufeeq ata kre🤲🏻ki hum sir ki mehnato ke sath insaf kre.jo unko humse ummeed h usper poora utarne ki koshish kre.
آمین اللھم آمین ہم اللہ کا شکر ادا کرتے ہیں اللہ نے ہمیں آپ جیسے علم سیکھانے کے ساتھ ساتھ دعا دینے والے استاذ عطا کیے ہیں سر جی اللہ آپکو اچھا بدلہ دیں اس کی
Alhumdulillah class mein sir achchi tarah samjhate hain jab bhi kuch doubts hote hain phir se lecture ko repeat karne se clear hojata sir aur team ko bhi bahoot jazakaallahu khairan kaseeran
ماشاءاللہ ماشاءاللہ اب تک میں 22 لیکچر تک سن لیا ہیں اب میں بہر سے لیکچر 1 سے اسٹارڈ کرنگی دن بہر میں سر کی اواز سنتی رہتی ہوں اور ہمیشہ سننا پسند کرونگی سر ہمیشہ سلامت رہے اور میم بہی
Ma'sha'allah the classes are really smooth and understandable, Jazakallah Khair to the teachers for their efforts and contributions. May allah reward you with the best, In'sha'allah ameen.
Jazak Allah Hu khair sir. Ye topic itna asaan nhi tha jitna apne Allah ke Fazal se aur apni mehnt se asaan banaya h alhmdulillah. Allah swt ap ko iska behtreen ajr de. Aameen
Is idary ma dakhil honey k Baad ...yaqinan sir or ye idarah qabil e tarif to Hy hi or duayn bhi bohat ziyadah Hyn .. Jo sub sy phla ahsas Hy wo ye k hum kitny late ho Gye Hyn Lykin is per bhi shoker krty Hyn k Allah ka bohat Karam Hy k Zindagi ma sir ki shagirda ban Gye Hun Allah ap ko dono jhan ma ala marathon per Faiz frmaye Ameen
الحمدللہ ثمہ الحمدللہ اللہ پاک کا شکر ہے۔ آج کے لیکچر میں ایک پوری حدیث کو حل کرتے ہوئے جو خوشی محسوس ہوئی وہ بیان سے باہر ہے۔ اللہ پاک کی توفیق سے اور استاد جی کی محنت سے ہم آج اس قابل ہوئے کے جملہ اسمیہ کو سمجھ سکیں۔ جزاک اللہ خیرا کثیرا و احسن الجزاء فی الدنیا والآخرۃ استادِ جی
I'm thankful to Allah Almighty Who gave me a chance to learn this language to understand His conversation with me.I pray that may Allah beloved keep us on this path honestly and keep learning.Ameen
Jazakallah khair sir for this hardwork...bht ache se hadees smjh ayi Alhamdulillah aur dil me utar gyi hadees ❤... Allah taala hum sabko is par amal krne wala bnaye 🤲
جزاکم اللہ خیر اکثیر Allah bless you and your whole MAH teams , our respected teachers . Ma Sha Allah Allah give us strength (toufeeq )that we are always attach with Quran , and the process of teaching and learning are always continue untill death . AMEEN بے شک تم میں سے بہتر وہ ہے جو قرآن سیکھے اور سکھائے. Aur next hamari life ma Allah ham se b Deen ma ye hidmat lay . Ameen
Aaj Tak kisi ko itni mehnat ke sath or itni achchi tarah se padhate huye ni dekha.sir aap hamare liye Allah ki taraf se Azeem naimat h jab test m marks cut ho jate h koi mistake ho jati to ek dam se ankho ke samne aapka chehra aa jata h or afsos hota h khud p ki apki itni mehnat ke baad kisi galti ki koi gunjaish hi ni thi . Allah apki mehnato ka behtreen sila de ameen
The topic was looking tough,but as always after listening the lacture it looks easy.And very intresting also.Alhumdulillah. Jazak Allahu khair to MOHD.Tariq sir and team of MAH.
الحمدللہ ایک کنفیوژنگ ٹاپک بہت اسان طریقے سے سر نے سمجھا دیا ،،اللہ پاک ہمارے اساتذہ کرام کو دونوں جہانوں میں عافیت اور کامیابی عطا فرمائے آمین Umme dujana #27
Alhamdulillah ... Very easy and interesting lecture .. Or Alhamdulillah hm ny quran ka ak part parha ... Allah pak hmen Quran pak ko achy sy smjhny ki tofeeq den or hmary Respected Sir or all teachers ki mehnatoon ka behtreen ajar den... Jazakumullah hu khairan kaseera
اللہ تعالیٰ کا شکر ہے کہ ھمیں اتنے مخلص اساتذہ نے جو ہمارے ساتھ اتنی محنت کر رہے ہیں
Alllah ka bohat bada ehsaan hai ki usne hame ye idare me shamil kya
Allah ustad ,ustazaat, talib-e-eilm, aur Un ke walidain se Razi hu ❤
Ameen
Pata nai konsi neeki thi jiska itna khubsurat badla duniya mei hi milgaya sir ko class mei admission milgaya …Allah aap ko jazae khair de aameeen
maine aaj se pahle itne detail me in teeno ke bare me nahi padha
Alhamdulillah jis nne hum ko aap jaise ustaz se milwaya aur is maruful hadees ke tulba banaya
Alhamdulillah
Waqai sir aap hamein itni hamdardi or achche se padhate hain
Jazakallhu khaira❤
ہم سب کو اللہ پاک کا لاکھ لاکھ شکر ادا کرنا چاہیے کہ ہمیں معارف الحدیث ادارے کیساتھ جوڑا، ، میں نے ایسا عمدہ انداز اور آسان اسلوب میں عربی گرامر آج تک نہیں سنا ۔۔۔ جزاکم اللہ خیرا واحسن الجزاء فی الدارین استاذ محترم ۔۔۔۔
Zabrdast method
Ma sha Allah Sir best teacher ever 😊
Ma shaa Allah... Very interesting class... A Typical topic explained in such a simple way... Ustaad sb. Not only teach us arabic but also increases our love for Allah swt and his beloved prophet (PBUH)... For Qur'aan and Hadees..
May Allah swt bless you and whole MAH team... ❤️✨
Alhamdulillah
اسلام علیکم ورحمتہ اللہ وبرکاتہ۔ نیا ٹاپک، نۓ الفاظ لیکن سمجھانے کا وہی مشفقانہ، فکرمندانہ انداز۔۔۔ کہ کس طرف سبق کو آسان سے آسان کرکے اپنے students کے سامنے لایا جائے۔ واقعی !! بڑے خوش قسمت ہیں MAH کے طلباء۔ ۔ اللہ تعالیٰ محترم استاد اور انکی ٹیم کو بہترین اجر عظیم عطا فرمائے۔ آمین رخشاں 24
Maa shaa allahu tabark wa Tala bohot achchi class this sir ka samjhane ka tareeqa bohot umdaa ha
Allah SWT dono jahano ma acha balda dy
S69
الحمداللہ ہر مرتبہ کی طرح بہت اچھا لیکچر تھا
Assalam alaikum 😊
Alhamdulillah aaj me bohoooot khush hu 🤗 jab me is week ka lecture sun rahi thi aur Sir padha rhe the, Sir ne Bataaya ki Ye Hadees ham puri ki puri solve kar sakte 🥰
Ye jaan kar itni khushi huiii ki aaj ham iss level par pohanch gae 🤲🏻
Ye Allah ka karam aur Aaplogo ki mehnat ka sila he 🤩
Har lecture ke bad mujhe khouf aata tha ki abhi tak to sab asaan lag rha he… ab aage Tough lecture aaenge 😨 lekin Masha’allah Sir jis tarah mathematics ki tarah padate hain… Tips dete he pata hi nhi chala kese ham Yahaan tak pohanch gae 😇
Maine bohot logo se suna tha Arabic bohoooooot mushkil zuban he… Lekin MAH join krne ke bad meri rae badal gai 😊
We are really lucky to have teacher like You & Sir & all team members
Heads off 🫡
Allah aap sabko jazae khair de🤲🏻
MAH ka ye sadqae jariya Qayamat tak jari rhe 🌺
Allah ham sabko uski Azeem Kitab ko padne, samjhne aur amal krne ki toufeeq de 🤲🏻
Jazakallah hu khairan kaseera 🌹
اللہ سبحانہ وتعالیٰ اپنے خصوصی فضل وکرم سے ہم سبکو قرآن سیکھنے سمجھنے عمل کرنے اور اسکو پوری دنیا میں پھیلانے کی توفیق عطافرماےَ..
اُمت محمدیہ صل اللہ علیہ وآلہ وسلم پر اپنی خصوصی معافی عافیت اور خیر وسلامتی عطافرماےَ..آمین الھم ثمہ آمین
Very informative lecture. JazakAllah o khairan kaseera sir
Allah tala bht shukr wa ehsan h ki 22 lecutres cmplt ho gye hn alhamdulillah aur 22 lecutre m ek bht hi ahm hadees smjhne ho mil gyi alhamdulillah aur hamre ustaz bht hi asani se sb kuch sikha dete hn Masha allah itna acha andaz pdhane k shyd aise ustaza hume n mile kbhi itne asan tareeqe se hume quran ki ayat hadees arbic grammar sb kuch sikha rhen hn aur hum ghr baithy seekh rhen hn alhamdulillah allah tala hamare sare ustaza ko jazaikhair ata kre aur hum sbko zyada se zyada seekhne aur smjhne ki taufeeq ata kre , mai ek baar phir se shukr guzar hun blki jitna shukr ada krun km h ki hume itni achi jgh pdhne aur smjhne k liye lga diya wo bhi deen se related baten sb ki suno smjho to sunte aur smjhte rhne k hi dil krta h phir ustaz itne ache jisse aur bhi dil krta h smjhne k alhamdulillah , allah tala hum sbka seena quran pdhne smjhne aur deen k raste m chlne k liye khole de.. ameen allah hr kisi ko ilm ki taufeeq de ..ameen
Al hamdulillah teeno ko كُلٌّ،بَعْضُ،أَكْثَرُ bhot ache se samjhaya aur bhot ache se example k sath samjhaya jzak allah khair fi ddarain.
allah taala hum sabko sabit qadam rakhe.
الحمدللہ رب العالمین الحمدللہ بہترین لیکچر استاد محترم بہت اچھے اور ریلیکسڈ ماحول میں پڑھاتے ہیں ہنسی مزاق ،اور ساتھ مزے کی بیستی اور ساتھ خوبصورت ترین عربی سمجھاتے ہیں سب بہت اچھے سے کیلئر ہوجاتا ہے الحمدللہ جزاکِ اللہ خیرا سر اینڈ ٹیچر
The classes are going really well.. we are reaching in a stage of reading the Hadees with understanding.. Allah (swt) give the whole team ajare azeem for their wonderful way of teaching !!
اللہ تعالیٰ ہم سب کو ثابت قدمی عطا فرمائے آمین ثم آمین
اللہ تعالیٰ ہمارے استاد محترم جناب محمد طارق صاحب کو جزائے خیر عطا فرمائے آمین ثم آمین۔۔۔ہمیشہ کی طرح مشکل لیکچر کو ٹاپک کو آسان کر کے بہت اچھے طریقے سے سمجھایا۔۔۔۔i am proud of you My Dear respected teacher
The class was outstanding alhamdulillah alhamdulillah
Ma Sha Allah Tabarak Allah 💕🌹🌹 jazak Allah khair 💕💕💖💖
Aameen
Ameeen
▪️رَبِّ اشْرَحْ لِي صَدْرِي،وَيَسِّرْ لِي أَمْرِي، وَاحْلُلْ عُقْدَةً مِّن لِّسَانِي يَفْقَهُوا قَوْلِي
▪️رَّبِّ زِدْنِي عِلْمًا
SS6
آمین
Alhamdu lillah
Jazakallahu Khairann Sir ji
Allah apko hamesha khush rakhe Aameen Ya Rabbal Alamin
F 83......
Assalamu alaikum wa Rahmatullahi wa barakatuhu
Subhanallah Masha Allah Alhamdulillah Allah tala ka behad ehsan karam hai jisme mujhe ustad Tariq Mohammad jaise behtreen ustad aur mam Shazia aur mam mehwish jaise behtreen helpers ata kiye jo mujhe grammar sikhne bahot bahot madadgaar hai Allah tala puri MAH team ki mehnaton ko qubool farmaye dunya aur aakhirat me aala martaba ata farmaye jazakallahu wa ahsanul jaza ya ustaz mohtram
الحمد للہ❤۔۔ماشاءاللہ واحد کلاس ہے جو میں لمبی ہونے کے باجود توجہ سے سنتی ہوں۔۔۔
کیونکہ سر کے پڑھانے کا انداز،طلباء سے سوالات و جوابات۔۔۔
دھیان ہی بھٹکنے نہیں دیتے ماشاءاللہ بارک اللہ
Alhamdulillah very informative lecture of kullun bazun and aksaru
Bohat informative lecture Hai,bohat achy tareqy se sikaya gya humy JazakAllah khair
Student of 7th batch🥀🖊️😊
الحمدلله آج کا یہ لیکچر مکمل ہوگیا اور ہم نے *کُلٌّ* *بَعضٌ* اَکثرُ کے بارے میں بہت کچھ سیکھا۔۔۔
اللّٰہ تعالیٰ سے بہت دعا ہے اللّٰہ ہمارے اس عمل کو قبول فرمائے اور آپ کے سیکھانے اور ہمارے سیکھنے میں برکت عطا فرمائے آمین یارب العالمین 🥀 جزاک اللہ خیرا کثیرا استاد محترم اورMAH team#
Ab hamain bhi lg rha hai k hm bhi kuch aage barh rahe hn aur quran o hadees ki arbi ab hamin thori samajh aarhi hai alhamdulillah.....jazakillah o kheran keseera for our all respected teachers those make this path easy for us.
Masha Allah ap aise trick se samjhate h k alhamdulliah koi b topic mushkil nhi Lagta .. jazakallah Khair sir and MAH team
SS2
السلام عليكم ورحمته الله وبركاته
Hamesha sir ki class mein kuch na kuch naya sikhne ke liye milta hai ,jis tarike se sir samjhate hai grammar ke sath sath deen ki batain Alhamdulillah ,Allah hamare sir ki Maam ki our sare admins ki hifazat kare un ko sehat aur time main barkat de, Ameen
آمین
جزاک اللہ خیرا
الحمد للہ آپ کے ذریعہ گرامر سیکھنا اللہ نے آسان کردیا اللہ رب العزت آپ کا درجہ بلند کرے آمین
Bht difficult topic bhi bht asan krke sir samjhate hai Alhumdulillah
Ma sah allah allah ka ahsan hain ka us na hum ko yaha tak seine ka mokha diya our hum ko itna acha samghane wala teachers diiya ya allah ka bohat bada Karam hai mug par allah in teachers ko hamasa apni rahman ma rakha our mug ko mare ahlo aayal ko our mare tamam teachers ko Gahanna ki aag sa mahfooz rakha ameen 😊
Allah ka shukr Allah ne humein Arabic sikhne ka mouqa Diya or❤
Alhamdulillah nice topic and very well explained..
Jazakumullahu khairan kaseera
الحمدللہ بہت بہترین استاذ مکرم کے ساتھ عربی سیکھنے کا موقع ملا ۔۔۔
جزاک اللّٰہ خیرکثیرا والحسن جزاء فی الدنیا والآخرۃ
Masha Allah
Sir ke samjhane ka tareeka bohat Acha Hai aur Munfarid hai
ma shaa Allah, buhat kuch sekhne ko mila, well explained , tajzia e quranic verses + ahadees really remarkable
Alhumdulillah bohot aasan tariqe se samjhaya
JazakaAllah hamesha ki tarah bhot umda lecture rha aur practice sy concepts achy sy clear bhi hway
Alhamdulillah....jab is me me hamri teacher miss Zoya siddiqi ko sunti hun....bda confidence aata h k hum bhi in sha allah complete kre ge or in sha allah in sha allah aage bhi is puhcha sakte h......alhamdulillah.....or sir k kia hi kehne....sir bahut hi achche or saffakketwale h....alhamdulillah...bahut achche se samajh aajati h....alhamdulillah
Alhamdulillah lecture 22 bahut dah raha...humne kuch naye alfaaz (كل بعض اكثر )sikhen...jinke mukhtalif meaning jumle me form hote hain jab unko mudaaf ki tarah istemaal kiya jata hai
Masha Allah humne kuch Ahadees ko v dekha jo hamari zindagi guznarne ke liye Islamic way me bahut ahem hain
Jazaak Allahu Khair to our respected sir and team members
May Allah reward u all immensely with Khair and Aafiyah in Duniya and Hereafter
Aameen
nikhat90 Sibgha mam
MashaAllah bht khubsurat andaz hy sir k samjhany ka Allah ka bht bht shukr Allah ne hmain ye khubsurat ilm seekhny ka moqa dia dia aur behtareen ustad diye alhmdulillah 🤲
Alhamdulillah masha Allah kitna maza arabic ko smj kr hadees or Quran padhna Allah tala jazai khair dy sir g ko ❤😊
الحمدلله اس کلاس میں ھم نے تین اسپیشل الفاظ
كُلٌّ
بَعضٌ
أَكثَرُ
کا استعمال اور معنی سیکھا کلاس ھمیشہ کی طرح دلچسپ تھی اللہ تعالیٰ سے دعا ہے کہ وہ ہمیں استقامت عطا فرمائے اور ھمارے اساتذہ اکرام کو بہترین اجر عظیم عطا فرمائے آمین
Alhumdulillah....behtareen samjhane ka andaaz❤
Both shukriya ap sub Teacher's ka .... Allah ka both ahsaan mujh esi adray ka pata Chala ❤
Alhamdulillah Allah ka shukr hai k Allah ne marne se pehle ek mauqa diya aur is idaare se joda, sir khud mehnat karke hamare liye jo asani krte hai, Allah is asani ke liye un ko bahot ziyada jazaye khair ataa kare, sir ki mehnatau ka ya hamari ustaza ki mehnatau ka ham kabhi ehsaan nahi chuka sakte, Miss Faheema ke sikhane ka andaaz mashaAllah bahot motivate krta hai, Allah kare k hamari himmat kabhi na toote, aur ham quran ko samajh kr amal karne walau me shamil ho jayen Ameen
ماشاءاللہ لا قوۃ الّا باللہ
بہت ہی بہترین طریقہ ہے سکھانے کا خصوصاً جب آپ پریکٹس کرواتے ہیں تو بہت ہی اچھی طرح سمجھ آجاتا ہے
Jazak Allahu khairan kaseera
Bohat mahnat se lecture explain kiya hai .. JazakAllah khair
Aap ne jo hadees ka mafhoom bataya usne bohut zayada asar kara dil par hadees pehle bhi suni bhi padhi bhi thee lekin aap ke bayan karne ka andas aur ma shaa Allah aap ki amali zindigi ka asar hai. Aap ki bat dil me utarjati hai
Dil se dua hai aap ki family ke liye Allah pak aap logon ko dono jahan me bohut izzzat dain Aameen
Very nice best way of teaching
بارك الله فيكم
وجزاكم الله خيرا
Behtareen tariqe se samjhate hn Sir... Ma sha Allaah. Allaah khoob jaza e khair de....
Allah se dua h k aap logon ko har museebat o pareshani se mahfuz rakhen
Alhamdulillah interesting topic . Jazakallah khair
Jazakallahu khair duain ap k leay knowledge increased thanks
Very interesting and informative lecture
Jzakullah khairun kasirah 🌹
Sir ka hr lecture humari Grammar pe grip mazboot krta h hum apna muhasaba krte hain or mazeed himmat ke sath Qur'an se wabastgi hoti jaati h.Allah swt humko sir ki guidance mein mazeed isteqamat or hidayat ata kre or iska haqq ada krne ki taufeeq ata kre🤲🏻ki hum sir ki mehnato ke sath insaf kre.jo unko humse ummeed h usper poora utarne ki koshish kre.
آمین اللھم آمین
ہم اللہ کا شکر ادا کرتے ہیں
اللہ نے ہمیں آپ جیسے علم سیکھانے کے ساتھ ساتھ دعا دینے والے استاذ عطا کیے ہیں سر جی
اللہ آپکو اچھا بدلہ دیں اس کی
A very nice lecture deliver by sir Tariq.MashaAllah la quwata illa billa
Alhumdulillah Excelent teaching
Ullhumdulilh Allah pak ny mojhy boht achy ostad ata keya .
Alhumdulillah class mein sir achchi tarah samjhate hain jab bhi kuch doubts hote hain phir se lecture ko repeat karne se clear hojata sir aur team ko bhi bahoot jazakaallahu khairan kaseeran
ماشاءاللہ ماشاءاللہ اب تک میں 22 لیکچر تک سن لیا ہیں اب میں بہر سے لیکچر 1 سے اسٹارڈ کرنگی دن بہر میں سر کی اواز سنتی رہتی ہوں اور ہمیشہ سننا پسند کرونگی سر ہمیشہ سلامت رہے اور میم بہی
Alhamdulillah all the classes is very and informative
Ma'sha'allah the classes are really smooth and understandable, Jazakallah Khair to the teachers for their efforts and contributions. May allah reward you with the best, In'sha'allah ameen.
الحمداللہ
اللہ نے ہمیں آپ جیسے استاد کا شاگرد بنا دیا یہ اس کی خاص مہربانی ہے
اللہ آپ کو اجر عظیم عطا فرمائے آمین
Bht acha explain krty
Bht achy way mr...
Lecture lainy me b maza ata
Allahumdulliha ❤
Jazak Allah Hu khair sir. Ye topic itna asaan nhi tha jitna apne Allah ke Fazal se aur apni mehnt se asaan banaya h alhmdulillah. Allah swt ap ko iska behtreen ajr de. Aameen
السلام عليكم ورحمة اللّٰه وبركاته
سر جی اور کوئی بات بھی دل سے نہیں نکلتی سوائے آپ کے لیے دعا کے
رب العالمین آپ کو بہترین بدل دیں آمین
Is idary ma dakhil honey k Baad ...yaqinan sir or ye idarah qabil e tarif to Hy hi or duayn bhi bohat ziyadah Hyn .. Jo sub sy phla ahsas Hy wo ye k hum kitny late ho Gye Hyn
Lykin is per bhi shoker krty Hyn k Allah ka bohat Karam Hy k Zindagi ma sir ki shagirda ban Gye Hun Allah ap ko dono jhan ma ala marathon per Faiz frmaye Ameen
الحمدللہ ثمہ الحمدللہ اللہ پاک کا شکر ہے۔ آج کے لیکچر میں ایک پوری حدیث کو حل کرتے ہوئے جو خوشی محسوس ہوئی وہ بیان سے باہر ہے۔ اللہ پاک کی توفیق سے اور استاد جی کی محنت سے ہم آج اس قابل ہوئے کے جملہ اسمیہ کو سمجھ سکیں۔ جزاک اللہ خیرا کثیرا و احسن الجزاء فی الدنیا والآخرۃ استادِ جی
I'm thankful to Allah Almighty Who gave me a chance to learn this language to understand His conversation with me.I pray that may Allah beloved keep us on this path honestly and keep learning.Ameen
Boht hi behtareen Andaz hai parhanay Ka ✨
JazakAllah Khair
Alhumdulilah Allah ky Fazal or Sir ki koshishon sy iss safar ka aik or point khush asloobi sy akhtataam ko puhuncha...Jazakallah u khairun ....ameen
May ALLAH ALMIGHTY.. THE EXALTED Bless His Pleasure in this world and the world hereafter
Ma shaa Allah
Behtareen tariqa sikhane ka
SS 163
Jazakallah khair sir for this hardwork...bht ache se hadees smjh ayi Alhamdulillah aur dil me utar gyi hadees ❤... Allah taala hum sabko is par amal krne wala bnaye 🤲
Masha allah bahut achchha andaz hai ap ke padhane ka jazakallahu khaira
جزاکم اللہ خیر اکثیر
Allah bless you and your whole MAH teams , our respected teachers .
Ma Sha Allah
Allah give us strength (toufeeq )that we are always attach with Quran , and the process of teaching and learning are always continue untill death .
AMEEN
بے شک تم میں سے بہتر وہ ہے جو قرآن سیکھے اور سکھائے.
Aur next hamari life ma Allah ham se b Deen ma ye hidmat lay . Ameen
Alhamdulillah bahut aasani se samajh aaya barakallahu feek
Mash Allah very nice, ek naya Arabic ka Rule clear howa Alhamdulilah.
From Batch 8
Alhamdulillah v informative, Jazakallah khair for all efforts
Ma Sha Allah buht acha h apka tareeqa samjhny ka F162
الحمدللہ بہت اچھا سمجھایاہے حدیث کا مفھوم بہت اچھے سے سمجھ ایا ھے اللہ اپکو جزاے خیر عطا کرے امین
MashaAllah
Alhamdulillah understood each and every point of lecture.
Alhamdulliah both hi interesting way me smjaty Hain sir jazakallah khairan sir stay blessed
Aaj Tak kisi ko itni mehnat ke sath or itni achchi tarah se padhate huye ni dekha.sir aap hamare liye Allah ki taraf se Azeem naimat h jab test m marks cut ho jate h koi mistake ho jati to ek dam se ankho ke samne aapka chehra aa jata h or afsos hota h khud p ki apki itni mehnat ke baad kisi galti ki koi gunjaish hi ni thi . Allah apki mehnato ka behtreen sila de ameen
The topic was looking tough,but as always after listening the lacture it looks easy.And very intresting also.Alhumdulillah.
Jazak Allahu khair to MOHD.Tariq sir and team of MAH.
الحمدللہ ایک کنفیوژنگ ٹاپک بہت اسان طریقے سے سر نے سمجھا دیا ،،اللہ پاک ہمارے اساتذہ کرام کو دونوں جہانوں میں عافیت اور کامیابی عطا فرمائے آمین
Umme dujana #27
Dil darr giya ,,,aj ke lecture main hadees ke bad.Allah pak human muaff ferma dain.aameen
Alhumdulillah sir bahut axa smjhate h
Apne sari kosis lga dete h smjhane ki
Ma shaa Allah
Alhamdolillah bohot acha explain kiya aur practice bhikarwayi hai is lesson me
Jazakallah hu qair aapki mehnat ke liye ustaadsaheb
Alhamdulillah ... Very easy and interesting lecture .. Or Alhamdulillah hm ny quran ka ak part parha ... Allah pak hmen Quran pak ko achy sy smjhny ki tofeeq den or hmary Respected Sir or all teachers ki mehnatoon ka behtreen ajar den... Jazakumullah hu khairan kaseera
Alhamdulilah sir itna mushkil topic itny umda tarika pr samghay…. Allah MAH ki pori team ko jaza e khair atta fermay. Ameen.
جزاک اللّٰہ خیر سر ، آپ نے لیکچر کو بہت اچھے اور آسان طریقے سے پڑھا دیا
Ma shaa Allah, behtarin tareeke se samjhaya.