@@mohammadfareed6347 bs6 phase 2 ke sath lagbhag sabhi bikes main fuel injector hai esme kick start krte hue yadi aap acceleration kroge to problem hogi
Which bike you will recommend me as per your experience and as per below parameters Best mileage Daily 30km use Low budget Not so much style Long time use Low maintenance.
@VijjuShirke on road price road tax or insurance ke sath Delhi, uttar Pradesh, Rajasthan, Haryana state ke hisab se alag alag hota hai fir kahi price km hoga or kahi Jayda esliye ex showroom btate hai kyuki vo same hi rhta hai
Es par power mehasus ho rahi hai es price category main aane wali bikes ke hisab se jitni bike 60k ex showroom main milti hai unke comparison main, I think ab aapko sorry nahi bolna pdega
@@PoweronTorque Brother iska pichla break bhoot hi bekar hai....sala kbhi bhi mrwa skti hai ye.... Truck vgrh iske side se nikl jae to kaap jati hai.....mre pass h 4 month hi hue h....m ise lke khush bhi hu but dukhi jyada hu
@@cutting-edgehub5360 engine kharab nahi hota hai, Ab koi bhi company ki koi bhi bike agar kharidoge to sab main bs6 ke chalte aata hai fuel pump or uske liye km se km 1.5l petrol agar bike 125cc tak hai to or 2.5l agar 150cc se Jayda hai nahi to fuel pump kharab ho sakta hai
@@pawanthakur1637 le li...mast bike hain...but mere paas TVS radeon bhi hai...Radeon ka seating comfort unmatched hai...Waise sport bhi mast hai...pickup bohot accha hai...but 60kmph ke baad vibration hai bike mein
I love tvs sport ❤❤❤❤❤❤❤ so much 🤩🤩🤩❤❤
Very INFORMATIVE VIDEO 👌👌👌👏👏👏
Bhai kolkata ka on road peice please boliye?
Bhai isme kick se start krne me problems aati hai...ar iska electrical trouble zada ata hai ..kya sahi baat hai please bataie
@@mohammadfareed6347 bs6 phase 2 ke sath lagbhag sabhi bikes main fuel injector hai esme kick start krte hue yadi aap acceleration kroge to problem hogi
Tvs sport ki battery kitni capacity ki hoti hai,please bataiye
@@babluusahu exactly to confirm nahi hai but 4ah ke around hogi
splendor or hf deluxe le ya 72k me tvs sport?
Splendor or sport ke price main bda difference hai
Can we install tubeless tyres on this bike ❤❤❤❤❤❤
@@ashoksinghnegi5415 yes you can
Iska rear tyre tubless karva sakte he ? Plzzzz ans
@@hareshvala9711 yes krwa sakte ho
@@PoweronTorquealloys change karvani padegi kya
@@mohammedsahil7575 nahi
Isme tubeless tyre fit ho jayega
Ho jaayega alag se laga sakte ho
Can v fit tubeless tires in this bike.....
Yes
Which bike you will recommend me as per your experience and as per below parameters
Best mileage
Daily 30km use
Low budget
Not so much style
Long time use
Low maintenance.
Vibration
Gear shifting problem
74 k me liya tha surat Gujarat , 9 month ho gya
Kaisi chal Rahi hai ye to btaao
Price kya hai
Ex showroom - 59,900/-
On road aapki location par depend karta hai
Bar bar price ke bare kyu kehte ho bhai compare krke dikhau
@@sanjaysolanki3720 price ek esi chij hai jisko sabse phele dekha jaata hai
@@PoweronTorqueyes !
Right 👍 price to perform ratio @@PoweronTorque
76 thousand me maine liye hai jada nahi 2 month hi hua hai
Bike kaisa haii bhaiii
Congratulations
Kaisa experience hai ye bhi btaao
Aap kimat kam bata raheho...
Bhai maine ex showroom price btaya hai
@@PoweronTorque 👍
@VijjuShirke on road price road tax or insurance ke sath Delhi, uttar Pradesh, Rajasthan, Haryana state ke hisab se alag alag hota hai fir kahi price km hoga or kahi Jayda esliye ex showroom btate hai kyuki vo same hi rhta hai
Agar aap ispe power mehsus ho rahi hai to, sorry aapne kabhi power wali gaadi chalai hi nahi hai
Es par power mehasus ho rahi hai es price category main aane wali bikes ke hisab se jitni bike 60k ex showroom main milti hai unke comparison main, I think ab aapko sorry nahi bolna pdega
@@PoweronTorque
Brother iska pichla break bhoot hi bekar hai....sala kbhi bhi mrwa skti hai ye.... Truck vgrh iske side se nikl jae to kaap jati hai.....mre pass h 4 month hi hue h....m ise lke khush bhi hu but dukhi jyada hu
Ha ha ha 😂😂😂😂😂
@@bharatverma6007 bhai agar break wagera best condition ka lena hai to app 1 lakh tak ki bike lo kam budget mein sab kuch to nhi mil sakta na
Maine suna hai ki iss gaadi mein kuch na kuch petrol har waqt hona chahiye ...nahi to Engine kharab ho jata hai ...😢😢...ye to bohot badi kami hai
@@cutting-edgehub5360 engine kharab nahi hota hai, Ab koi bhi company ki koi bhi bike agar kharidoge to sab main bs6 ke chalte aata hai fuel pump or uske liye km se km 1.5l petrol agar bike 125cc tak hai to or 2.5l agar 150cc se Jayda hai nahi to fuel pump kharab ho sakta hai
@@PoweronTorque Thanks for the info bhai....planning to buy TVS sport this week 🤩
@@cutting-edgehub5360Le li kya bhai
@@pawanthakur1637 le li...mast bike hain...but mere paas TVS radeon bhi hai...Radeon ka seating comfort unmatched hai...Waise sport bhi mast hai...pickup bohot accha hai...but 60kmph ke baad vibration hai bike mein
Ok bhai @@cutting-edgehub5360