I am from Bangladesh. I found this video valuable in choosing this course for my cousin-sister. All confusion and tension have gone. More confident now to take the right decision. Actually, the agri sector is similar in Bangladesh as in India. So video is relatable and really worth it. Thanks, Brother.
Bro ek asi video bnao jisme btao ke first year ja first semester se hmee kya karna chahiye kisme skill develop karni chahiye ja kis chiz ki tayari karni chahiye Jese computer field mein fisrt semester se hmme coding sikhni chahiye Vese hi bsc agriculture mein kya karna chahiye ❤❤
Sir ye aise field hai jisse aap govt.or pvt job ya khud ki business kar sakte hai...eska scope high hai....mujhe achha lagta hai ki mai horticulture se juda hn..
Thank you so much sir Aap ne sare doubts clear kar diye.... Kyu ki mai bhi BSC-Agriculture kar ki soch Raha tha but samaj nahi aa raha tha ki iska kya future hai ❓ But now everything is fine and clear...❤
Namaste bhai🙏🙏🙏 Bhai ek problem a rahi hai. Jyadatar video mein yah dikha rahe Hain ki hamen cuet ka exam Dena CUET ka exam dene ke bad Jo matlab usmein roll number marks vagaira honge vah ICAR wale exam ke liye dalne aur fir vahin se ICAR hamen admission Aur maine Kai video mein yah bhi dekha Bhai ki kahin yah Bata rahe hain ki cuet ke exam mein sirf 12th ka syllabus aaega aur ICAR ke exam mein 11th aur 12th ka syllabus aaega bhai yah bada confuse kar rahe hain hamen yah samajh mein nahin a Raha ki ab ham cuet ka exam de ya fir ICAR ka bhai please hamara margdarshan kariye aur form bharane se lekar admission tak ki jitni jankari ho sake please hamen provide karne ki koshish kariye jaise ki aapane is video mein a to z information de diya Bsc agriculture program ke bare mein vaise hi bhaiya hamen iske bare mein a to z information Thanks again bhai for this best and helpful video❤❤❤❤❤
Actually mai 12th pass out hu aur bsc agriculture krne ka soch rhi hu..kya aap bta sakte hai ki mujhe leni chahiye ya nhii .isme aage carrier options hai ya nhi??
Bhaiyaa...maine admission liya hai chandra bhanu gupta krishi mahavidyalaya...aur mai financially bahut stable nhi..huu... Bhaiya mujjhe govt.job ki preparation karna hai kuch tips de dijiye kya padhu...kaise start karu...
One of the best video im youTube❤ Thankyou so much sir me deepali jamra meri age 18 hai sir mne 2024 me MPPat exam di hai jisme mera score 81 rha hai ST se .
Sir Me bsc ag.ko lagar bahut D motivation ho Chuka hu aapse anurodh he ki mujhe Bsc ag. Ko ache samjaye Kyu meko dusro me bhot D motivait kr Diya he 😢😢
धन्य हो गुरु जी आप आज मेरे सारे डाउट क्लियर हो गये, में ईश्वर से प्रार्थना करता हूं की ईश्वर आपको हमेशा खुश रखे, निरोगी रखे और आप सबके दिलों पर राज करो,❤❤❤❤❤
Bhaiya aapka purana subscriber hu mujhe private universitie me lu addmission jaise lovely professional University ya 2nd drop lelu icar ug ke liye 2 drop par bsc agriculture government college milna kya worth it hoga ? Kya karu please suggest me as a little brother ❤❤❤❤❤❤
Brother:- aap pahle ek baar drop le Chuke hai or aap definitely ready ho pure year honestly Padne or mehnat ke liye to aap drop Kare ! But Same serf drop hi karo to rahne do Private se better hai kisi affiliated private me admission le sakte hai jisme atleast degree to Government ki mile
Mai bsc AG kr rha hu, ,, 10 may se exam hai, But totally focus SSC exam, like CGL ChSL , pr hai, , kyoki mai 12 me NDA ki preparation kr rha tha, ab SSC, july me age 18 ho gi
Bhaiya reply kardo aapne toh comment ko sirf heart diya appse ye umeed nahi thi aapki har video dekhi hai aap kitna aacha batte ho bahut help ki aapne par aap mera sawal ka jawab do please ❤❤❤❤❤😢😢😢😢😢😢😢
Bhaiya plzz ek doubt h ABM or MBA Agriculture m kis ka package jada hota h or dono ko konse sasti se University se kree .. plzz ye bta do 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Sir me agriculture ki student hu mene 2024 me hi 12th pas ki he mene 11th or 12th dono classes me agriculture scholarship ka form bhara par mere dono year ki scholarship nhi aayi to sir ab mujhe kya karna chahiye batawo sir please aage me agriculture BSC karna chahti hu kya mujhe aage bhi scholarship nhi milegi
I am from Bangladesh. I found this video valuable in choosing this course for my cousin-sister. All confusion and tension have gone. More confident now to take the right decision. Actually, the agri sector is similar in Bangladesh as in India. So video is relatable and really worth it. Thanks, Brother.
❤️👍
मैं 2 साल से आपकी वीडियो देख रहा हूं आप बहुत अच्छी जानकारी देते हो सर 👍🏻 Thank You Sir Ji 🙏🏻
एक ही दिल है सर और कितनी बार जीतोगे आपका तह दिल से धन्यवाद सर ❤🙏🙏
Your energy is 100times more than the others...👏
Bhya apki v m phli br dekhi hu or mujhe bhut acchi lgi Dil se thanks
Bro ek asi video bnao jisme btao ke first year ja first semester se hmee kya karna chahiye kisme skill develop karni chahiye ja kis chiz ki tayari karni chahiye
Jese computer field mein fisrt semester se hmme coding sikhni chahiye
Vese hi bsc agriculture mein kya karna chahiye ❤❤
Sir aapki video phli bar dekhi hai or bahut aacha samjaya dil se thanks
Sir ye aise field hai jisse aap govt.or pvt job ya khud ki business kar sakte hai...eska scope high hai....mujhe achha lagta hai ki mai horticulture se juda hn..
Thank you so much sir
Aap ne sare doubts clear kar diye....
Kyu ki mai bhi BSC-Agriculture kar ki soch Raha tha but samaj nahi aa raha tha ki iska kya future hai ❓
But now everything is fine and clear...❤
Best video hai ye RUclips ki bina skip puri dekhi
2024 me dekne bale like kro ❤
Mai hu 🙋🙋🙋🙋
2024 me hi video aaya he brother to 2024 me hi dekhoge na😂
To 2025 nhi chal raha hai bhai 😂
Me to
Sir please provide video on food technology, dairy technology and agriculture engineering.
I have done my class 12 with PCM
Aapne सारी जानकारी बहुत अच्छे से दी thankyou so much sir 🙏🎉
Bahut acche se explain kiya sir
Thank you sir ❤🎉
Mein 11 mein hu iss saal . Or subject agriculture li h pehle confused tha ki shadi h ya nhi lakin ab saare doubt clear ho gye h . Thanks you bhaiya ❤❤
Namaste bhai🙏🙏🙏
Bhai ek problem a rahi hai. Jyadatar video mein yah dikha rahe Hain ki hamen cuet ka exam Dena CUET ka exam dene ke bad Jo matlab usmein roll number marks vagaira honge vah ICAR wale exam ke liye dalne aur fir vahin se ICAR hamen admission
Aur maine Kai video mein yah bhi dekha Bhai ki kahin yah Bata rahe hain ki cuet ke exam mein sirf 12th ka syllabus aaega aur ICAR ke exam mein 11th aur 12th ka syllabus aaega bhai yah bada confuse kar rahe hain hamen yah samajh mein nahin a Raha ki ab ham cuet ka exam de ya fir ICAR ka bhai please hamara margdarshan kariye aur form bharane se lekar admission tak ki jitni jankari ho sake please hamen provide karne ki koshish kariye jaise ki aapane is video mein a to z information de diya Bsc agriculture program ke bare mein vaise hi bhaiya hamen iske bare mein a to z information
Thanks again bhai for this best and helpful video❤❤❤❤❤
bhaii cuet k andur icar merge ho gya he... cuet dega tw icar b ho jaega mtlb sirf 12 ka course pdna he tumhe
Thank u so Mach sir Jo Mera sochne ka Tarika tha bsc agriculture ke bare mein vah totally change ho gaya.. once again thank you sir❤
Aag laga di sir Maan Gaye apko.
Mere pure jeevan k doubt clear ho gaye.
Thank you so much sir 🎉🎉
Kon kon November 2024 me dekh rha h
थैक्स भाई ❤❤❤❤
में आपकी सारी वीडियो देखती हूं 😊😊😊
Love you India from Bangladesh 🤗🧡
Sir apki video mene pahali baar dekha h or muje bahut acchi lagi dil se thanks 🙏🙏
Sir thank u 🙏🏻 last main bahut sahi kaha apne, .....👌🏻bahut badhiya motivation tha, thank u 🙏🏻
Sir apki video pahli bar dekhi or aj se me apka new subscriber ❤
SIR JI AAP ECONOMICS KE DUSRE SIR SE PADAAO KUCH SAMAZ NHI AATAA ECONOMICS ME HINDI PDF SE PADAAO PLEASE SIR JI I REQUEST YOU 🙏
Kya samj nhi aata bhai aap ko hme to ache se samj aa raha h
Acche se dyaan dekr pda kro bhai sb samj me asye ga
Best explain sir
Mai dar gaya tha ki kar paunga ki nahi aapne pura😊 dimag josh se bhar diya thankyou sirr ❤❤❤❤❤❤
Sir Government college me Admission kaise hoog
Kaun sa form dalna hai
Sir aap bhau tacche ho aapki har ek baat mere ko samajh aa gayi सर आपको दिल से धन्यवाद❤
Super and realty video my senior sir
Thanks and welcome
Thank you sir. You are my inspiration sir ❤😇🙏🏼
❤ वाह बहुत सुन्दर शायरी
Sir CGPAT entrence exam ke liye guide kar do na for pcm student
Sir mbc ko konsi scholarship milti hai or MBC ka certificate ab bn hi nahi raha hai.
Sir Lucknow ke kuch colleges Lucknow University se affiliate hai uname admission sahi rahega ya nhi
Haryana me addmission k liye konsa test hoga
Wow sir, superb 👍 thankyou so much for this video, this is very helpful ❤
Bhaiya mai aapki vedio pehali baar dekha hu aur mujhe adhiktar cheje samajh me aa gayi hai ❤❤
Sir bsc agriculture karte karte ado ka tayari khese kera
Bhaiya abki baar UPCATET ka exam diya hai 1058 combined rank aai hai.koi college mil jayega kya.......... please 🙏🙏 reply
Please information about AFO. For 2year students
Hello sir
.
Actually mai 12th pass out hu aur bsc agriculture krne ka soch rhi hu..kya aap bta sakte hai ki mujhe leni chahiye ya nhii .isme aage carrier options hai ya nhi??
Sir.. govenment college kon kon sa bsc agriculture k uspe bhi video bna dijiye...
Thank you sir for this information 🙂🙂
सर जी आपकी voice बहुत अच्छा है 😊😊
Sir PCB saye hu 219 marks bn rhe h muje konsi clg mil skti h or aage kya scope milega mujhe
Most important things are explained thankyou sir ❤❤
So nice of you
IBPS afo pr video bnaye...
Main main exam ke syllabus aur taiyari kaise kare ..
Very soon
Nice ❤❤
Bahut achhe se samjhaya guruji aap down to earth ho ❤❤❤ lots of love 💕
Dil he jeet liya guru ji ne toh
Thank you bhaiya..❤m west bengal se hun..m vi agriculture m admission le rahi hunn... thank
you bhaiya ❤❤
Boss hamare collage ma to attendence hi nahi lagti hai
Sir please ek video bna do in sabhi govt job ka syllabus or booklet k uper😊😊😊
Bhai Uttar Pradesh meerut me sardar valam bhai Patel college ha uska entrance fome Kb fill hoga
Chal rha ha from online
Bhaiyaa...maine admission liya hai chandra bhanu gupta krishi mahavidyalaya...aur mai financially bahut stable nhi..huu...
Bhaiya mujjhe govt.job ki preparation karna hai kuch tips de dijiye kya padhu...kaise start karu...
Thank you so much video ke liye 💯💯💯💯😎😎😎🫶🫶🫶🫶😊😊😊😊
Sir , CAU university ka liya kis2 entrance dene parega . Without cuet
Sir Abhi me 11th me hu
Par aap ki iss video se mera dil khush ho gya
Sir aapne sach me bade bhai ki tarah samajhaya 😊
One of the best video im youTube❤
Thankyou so much sir me deepali jamra meri age 18 hai sir mne 2024 me MPPat exam di hai jisme mera score 81 rha hai ST se .
please sir suggetion kijiye
Sir Me bsc ag.ko lagar bahut D motivation ho Chuka hu aapse anurodh he ki mujhe Bsc ag. Ko ache samjaye Kyu meko dusro me bhot D motivait kr Diya he 😢😢
Sir make a video on BSc Horticulture
thankyou❤ sir proud too be farmer✌️💪💯
Sir सही जानकारी देते है
Bhaiya ek video councling ka be bana do please
धन्य हो गुरु जी आप आज मेरे सारे डाउट क्लियर हो गये, में ईश्वर से प्रार्थना करता हूं की ईश्वर आपको हमेशा खुश रखे, निरोगी रखे और आप सबके दिलों पर राज करो,❤❤❤❤❤
🤍🌼
Sir veterinary diploma pe bhi 1 video bna do na..
Thanku so much for best motivation
Thanku sir ap Puri tension dur ke dete ho
Sir LPU kesa hai bsc agriculture ke liye?
Private me ICAR approved ye hi hai.
Mai pcm student hu to government exam me problem ho rahi hai 😢
PCM se ho BTech kar lo biotechnology se bahut best option hai bsc se kuch nahi hoga mai pcB se hun but mere pass maths nahi hai mai btech chahta hun..
@@deepanshugupta3756 Bhai mujhe apna farm chalana hai, toh btech karke fayeda nhi hoga na bro
@@religioustalks4585 right bsc agriculture is better than btech.. cuz btech is only better to do from nit iits
schoolership ka from kese apply करते है
sir plasez बताईये
Bhaiya aapka purana subscriber hu mujhe private universitie me lu addmission jaise lovely professional University ya 2nd drop lelu icar ug ke liye 2 drop par bsc agriculture government college milna kya worth it hoga ? Kya karu please suggest me as a little brother ❤❤❤❤❤❤
Brother:- aap pahle ek baar drop le Chuke hai or aap definitely ready ho pure year honestly Padne or mehnat ke liye to aap drop Kare !
But Same serf drop hi karo to rahne do
Private se better hai kisi affiliated private me admission le sakte hai jisme atleast degree to Government ki mile
Bhaiya ji please agricultural ke sabhi semester padhayi please aapka course laiye ❤
Bsc agriculture me bhi aur dusre course bhi hai kya??
Love you sir ji ABHI 15 KO EXAM H CUET KA ashirvad bnaye rakhna ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Mai bsc AG kr rha hu, ,, 10 may se exam hai,
But totally focus SSC exam, like CGL ChSL , pr hai, , kyoki mai 12 me NDA ki preparation kr rha tha, ab SSC, july me age 18 ho gi
Kon se college se ?
Bhai tu 4 saal tk cgl ka paper nhi de skta usme to graduation chaiye
@@7yum suhel dev
@@abhikaler3225 chsl ka de sakta hu
Please natural farming and biotechnology k upper bhi video bnaiye sir
Sir 6 semister ka exam 18 may start h ap exam ki tyari ki video lakr aao
Namaste sir🙏afo ke bare me full video bana dijiye jisme kaise preparation kre or job se related Kuch...or nabard ke bare me bhi bta dijiye..
Bhaiya reply kardo aapne toh comment ko sirf heart diya appse ye umeed nahi thi aapki har video dekhi hai aap kitna aacha batte ho bahut help ki aapne par aap mera sawal ka jawab do please ❤❤❤❤❤😢😢😢😢😢😢😢
Mera sawal niche comment me hai
Bhaiya plzz ek doubt h ABM or MBA Agriculture m kis ka package jada hota h or dono ko konse sasti se University se kree .. plzz ye bta do 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Sir nagaur college kesi ha
Sir dfo ke preparation ke liye video bana do please
Tq sir you are legend ❤
Sir ab 30 June ko exam hai or tyaari bhi shuru nhi kri kaise kre ab
Sir ham td college jaunpur me bsc agriculture me admition liye hai sahi to hai na
I am also from jaunpur ।।
Me abhi 11 Th me he lekin mujhe usme Man karte he isiliye is video ko dekh raha hai
Radhe Radhe bhiya ji😊
Sir scope k bare me deep video banaye
Thank you so much sir jii 😙
Sir app daily upload kiya karo video ❤
Everything clear😊 thanks sir ❤
What is the difference between bsc agriculture and bsc agriculture hons
Sir IBPS -so-afo k bare m pura btao please please dil se request h please sir
Agriculure officer ke liye ye ecam diya jata hai
SIR CSK Palampur Himachal Pradesh se sahi rahegi bsc agriculture??
Sir hmm 12th biology sai kya ha first semester mai maths k jegha biology la sakta ha kya please reply me
Bhai apko maths nhi melege bo 3 sem me melege math 1 sem me math agriculture balo ko melte hai bs
Thank you so much sir mahiti Dene k liye ❤
Thankyou bhaiya kaafi acchi knowledge di apne......❤❤
Bahot badiiya knowledge di sir and I am student of 11th agriculture clas
Very Useful video sir ❤❤
Sir me agriculture ki student hu mene 2024 me hi 12th pas ki he mene 11th or 12th dono classes me agriculture scholarship ka form bhara par mere dono year ki scholarship nhi aayi to sir ab mujhe kya karna chahiye batawo sir please aage me agriculture BSC karna chahti hu kya mujhe aage bhi scholarship nhi milegi
Very excellent 👌👌 sir ji