Bigamy IPC | Bigamy Hindu Marriage Act | Bigamy and Adultery in IPC

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 7 ноя 2024

Комментарии • 87

  • @roughwork-jz9lh
    @roughwork-jz9lh 10 месяцев назад +18

    If husband would have filled the same case then court must have be like - sorry can't help, please submit all proofs as per the bigamy law😂

  • @mdalimashrafi4273
    @mdalimashrafi4273 10 месяцев назад +5

    Adultery is legal but marriage (2nd) is criminal offence

    • @prashant2187
      @prashant2187 9 месяцев назад

      thats the hypocricy of law aur shadi se baccha hua na ki ye pati prostitute ke paas gaya tha.

  • @prashant2187
    @prashant2187 9 месяцев назад +9

    Maine is case ko follow kiya hai, is case mai ladki ne 498a aur saath mai 4 aur dharaye lagai thi pati par aur patni ne pati ke saath rehne se mana kar diya uske baad patni ne alimony ke naam par crodo mange the pati se maintenence ke naam par 60000 rs mahine vasool rahi thi saath mai pati ko court ne talaq dene se mana kar diya tha is case ko chalte hue 5 saal ho chuke the mera sawal ye hai ki pati ne galti ki mana part court ko jab pata hai ki rishta nahi chalne vala to court talaq lene kyu nahi deti pati se phir aap expect kar rahe ho ki aadmi puri umar mentally financially barbaad ho jae koi bhi aadmi vahi karega jo is pati ne kiya court ko talaq ki procedure fast karna chahiye kyuki court ye jaroor nishchit kar rahi hai ki 10-20 saal baad case khatam hoga tabtak aadmi ar aurat budhe ho jaenge uske baad khud ka pariwar kaha se build karenge. Madam se anurodh hai puri baat batae pati ne galat kiya mana par kya pati par hui cruelity ko kyu nahi note kar rahe aur jab patni sirf paiso ke liye case karti hai to kya pati aapa pariwar hi na banaye clearly law mai problem hai.

  • @JumgeBagra-gu7cr
    @JumgeBagra-gu7cr 2 месяца назад

    Very much nice and clean explanation mam,

  • @bhargaviviyogiviyogi3186
    @bhargaviviyogiviyogi3186 10 месяцев назад +8

    मर्द से ज्यादा औरत अब एडल्ट्री में रहती है

    • @UDAYKUMAR-hu3bd
      @UDAYKUMAR-hu3bd 10 месяцев назад +2

      जी बिलकुल पता नही सिर्फ कोर्ट मर्दों से चाहती क्या है

    • @prashant2187
      @prashant2187 9 месяцев назад +1

      us aurat ke saath bhi to koi mard hi adultey mai jata hai kya dono ko saja nahi honi chahiye.

    • @bhargaviviyogiviyogi3186
      @bhargaviviyogiviyogi3186 9 месяцев назад

      @@prashant2187 bilkul

    • @ishan__singhal__7991
      @ishan__singhal__7991 5 месяцев назад +2

      ​@@prashant2187bhai tera dimg khrab h ye sbko pya h adultery mtlb ek ldka our ldki hi hoga
      Main point ye h,,,,, jyada tr wife adultery me reh rhi uske bd ulte sidhe case vi kr rhi

  • @Ekam994
    @Ekam994 10 месяцев назад +3

    ਮੇਰੀ ਪਤਨੀ ਪਿਛਲੇ ਤਿੰਨ ਸਾਲ ਤੋਂ ਕਿਸੇ ਆਦਮੀ ਨਾਲ ਰਿਲੇਸ਼ਨਸ਼ਿਪ 'ਚ ਰਹਿ ਰਹੀ ਹੈ ਮੈਂ ਕੋਰਟ ਵਿੱਚ ਕੇਸ ਵੀ ਕੀਤਾ ਹੋਇਆ ਤਲਾਕ ਦਾ ਕੋਈ ਤਲਾਕ ਦੇ ਕੇਸ ਚ ਅਜੇ ਤੱਕ ਤਲਾਕ ਨਹੀਂ ਹੋਇਆ ਤਿੰਨ ਸਾਲਾਂ ਤੋਂ ਧੱਕੇ ਖਾ ਰਹੇ ਹਾਂ ਉਹ ਦੋਵੇਂ ਇਕੱਠੇ ਰਹਿ ਰਹੇ ਆ ਕੋਈ ਕਾਰਵਾਈ ਨਹੀਂ ਮੈਂ ਕਿਉਂ ਤਰਫ ਹੋ ਰਹੀ ਇਹ ਸਭ ਬਾਏ ਗੇਮ ਹੀ ਸਭ ਝੂਠੇ ਕੇਸ ਬਣਾ ਬਣਾ ਕੇ ਲੋਕਾਂ ਨੂੰ ਗੁਮਰਾਹ ਕਰਿਆ ਜਾ ਰਿਹਾ ਇਹ ਹੋ ਜਾਊਗਾ ਬਹੁਤ ਹੋ ਜਾਊਗਾ ਜਿੰਦਗੀ ਖਰਾਬ ਹੋ ਜਾਂਦੀ ਹੈ ਜਦੋਂ ਇੱਕ ਜਾਣੇ ਦੀ ਇਸ ਜਾ ਕੇ ਬਹਿ ਜਾਂਦਾ ਤਾਂ ਉਹਦੇ ਬਾਰੇ ਕੋਈ ਸਲਿਊਸ਼ਨ ਕੱਢੋ ਜੀ

  • @kirandhillon50
    @kirandhillon50 9 месяцев назад +3

    Divorce ki proceedings easy kr dena chiye government ko
    Ek mna kr deta h to dusri ki life spoil kr deta h jb ek ensan pesa property alimony dene ke liye reedy fir bi ni divorce na de to kya kiya jaye eska solution bi dundo

  • @rajarao1856
    @rajarao1856 10 месяцев назад +4

    Why husband has taken second partner? Why court not thinking? Why she not make happy to Husband? Why he searched next partner?.. no justice for men in this country soon

    • @hinalpratikshrivastava6716
      @hinalpratikshrivastava6716 9 месяцев назад

      Achcha .... Sharam kro

    • @prashant2187
      @prashant2187 9 месяцев назад

      @@hinalpratikshrivastava6716 sharam vo kare jo jhuthe cases lagati hai pure pariwar ko barbaad karti hai aur chahti hai unke pati aur pariwar ka paisa unko mil jae aur pati sahit uska pura pariwar aatmhatya kar le uske baad boyfriend ke saath aayeshi karti hai shidhi baad hai ladka aapna jeevan dekhega na ki dhokha dene vali patni ka.

  • @vilaspingulkar8499
    @vilaspingulkar8499 10 месяцев назад +3

    अगर पत्नी दुसरी शादी करती तो क्या कोर्ट यही फैसला सुनाते क्या नही बिल्कुल नही
    पतीने कि दुसरी शादी इसलीये कोर्ट ने ये फैसला सुनाया

    • @UDAYKUMAR-hu3bd
      @UDAYKUMAR-hu3bd 10 месяцев назад +1

      जी बिलकुल हर तरफ पुरुष को प्रताड़ित किया जाता है

    • @prashant2187
      @prashant2187 9 месяцев назад

      Esa case ho chauka hai aur case mai court ne sunaya hai ki agar ladki ne dusri shadi kar bhi li hai to usse farak nahi padta kyuki adultery crime nahi hai aur koi kanoon mai koi pravdhan nahi hai ladki ki saja ka.

  • @RNRajpoot-xn8mr
    @RNRajpoot-xn8mr 9 месяцев назад +2

    Your notification is no currect.if wife do same matter ,

  • @hannadanwar
    @hannadanwar Месяц назад

    Kanoon ka slogan hai. If you want justice ⚖️ Do justice ⚖️.

  • @Bimal_Kumar_Bidyadhar
    @Bimal_Kumar_Bidyadhar 10 месяцев назад +4

    Wjy judges of india cant see this as offence ? Either they are doing it or they wants more cases

  • @pankajsir9474
    @pankajsir9474 5 месяцев назад

    Can Second wife file bigamy complaint against husband?

  • @hannadanwar
    @hannadanwar Месяц назад

    Hamesha Equality se samasya solve Nahi hota hai , Equity ka v Sahara Lena padhta Hai samasya ko solve Karne ke liye.

  • @bhaktibhajandarshan
    @bhaktibhajandarshan 9 месяцев назад

    Freedom sab ko hona chiye ... Shadi ka matlab lock up nhi hota.. force fully kisi ko sath nhi rakhna chiye .. adultery ko khatam Krna chiye ..

  • @hannadanwar
    @hannadanwar Месяц назад

    Bigamy (ek se jyada vivaah ) crime nahi hai. Adultery crime hai, Bagair shaadi kiye live in relationship mai rahna crime hai , kisi ke bahan betiyo ko rakhail banana crime hai. Aaz kal Adultery karne wale ko , bagair shaadi kiye live in relationship mai sexual intercourse karne ke liye police officer ko bhaduya ka duty karne ka hukm badhua kanoon mantri ke taraf se duty mil raha hai. Magar mera sawal hai ki kya police officer is case mai v badhuagiri karega jab ek gair mard adultery ya live in relationship ka hawala deke uske maa , bahan , patni , beti ka thukaiyya (sexual intercourse) karna chahega to ? . Hargiz is case mai police officer bhaduagiri nahi karega balki us gair mard ka sar kalm kar dega aur agar ghar ki ladkiya jid karegi to uska v sar kalm kar dega . Bahubali film ka ek dialogue mujhe bahut pasand aaya aur right justice v tha jo mahendra bahubali ne judgement diya ki Devshena Aaurat ki ijjat par hath daalnewale ki ungliya nahi kaatte , kaatte hai uska gala . Matlab Rapist ka chapter hi close . Rapist mukt samaaj . Sabhi ko maan samman aur ijjat se jindagi jeene ka hak hai chahe wo ladka ho ya ladki. Kaide (maryaada) mai rahoge to faide mai rahoge.

  • @jalamsinghranawat7027
    @jalamsinghranawat7027 9 месяцев назад +1

    आप तो जल्दी से जल्दी धारा 497 आई पि सि का कानुन वापस लावो

    • @prashant2187
      @prashant2187 9 месяцев назад

      uske hisab se to ladko ko jail hogi par jo ladki adultey mai hai uska kuch nahi jaega law gender biased hai.

  • @kishangupta-x1c
    @kishangupta-x1c 9 месяцев назад +2

    No justice for men

    • @prashant2187
      @prashant2187 9 месяцев назад +1

      justice to bhul jao koi bhi aapko jhuthe case mai fasa sakta hai.

  • @anilkukreti1042
    @anilkukreti1042 10 месяцев назад +1

    Isiliye toh hamare desh ki kanoon vyavastha, vishwa ki sabse kamjor kanoon vyavastha hai.

    • @prashant2187
      @prashant2187 9 месяцев назад

      kamjoor hi nahi corrupt bhi hai hamesha ladki ke pakh mai decesion deti hai jabki saaf saaf ladki ki galti dikhti hai.

  • @ashokkumarkhatri4644
    @ashokkumarkhatri4644 10 месяцев назад +1

    Please case no and parties name

  • @ramprakashrawat115
    @ramprakashrawat115 5 месяцев назад

    Sarkar ko saja ka kanoon jaroor banana chahiye isase crime badh raha hai

  • @Dada-TheuniversalAlphaMale
    @Dada-TheuniversalAlphaMale 5 месяцев назад

    Both legislation & judiciary is corrupt. If muslim man can marry 4 times then why 4 marriage are not allow for hindu husbanf

  • @padamsharma3500
    @padamsharma3500 10 месяцев назад +1

    Madam judgement pls

  • @hariom5574
    @hariom5574 9 месяцев назад

    I failed to understand the role of Indian judiciary in the relationship between 2 consenting adults people ? Why judiciary, government are always very keen to have the interfere within the relationship of 2 people ? Do we even see Marriage as a romantic relationship between 2 adults or its some kind of scammed relationship which is running by the fear of neighbors, relatives & courts ?

    • @prashant2187
      @prashant2187 9 месяцев назад

      It is scam in modern time the worse part is govt take no action against prostitution which is resulting in child trafficking's but they have problem with marriage and relationship they actively make sure that no consenting adult should have their own family but make sure that those consenting adult go to brothels they are killing youth and family by killing marriages and relationship and on other hand allowing evil like prostitution by promoting it.

  • @lalitmohan7662
    @lalitmohan7662 9 месяцев назад

    dear teacher ap padha rahi ho ya fir session court ko criticize kar rahi ho, or ap itne ghusse me kyun ho..???

  • @miteshmodi-f3h
    @miteshmodi-f3h 7 месяцев назад +1

    Is cash me pati ko saja Hui k nahi ye bataye

  • @Vikramt21
    @Vikramt21 10 месяцев назад +1

    People are living and husbands says that she is my cousin sister!!!

    • @prashant2187
      @prashant2187 9 месяцев назад

      both parties need to prove it.

  • @AbhishekSharma-tz7be
    @AbhishekSharma-tz7be 4 месяца назад

    To kya 20 saal tak case ladte rahein madam...??

  • @aruntripathi2525
    @aruntripathi2525 10 месяцев назад +1

    आपने स्पष्ट रूप से कुछ नहीं बताया

  • @theBarbiecity1988
    @theBarbiecity1988 6 месяцев назад

    Dimagi tor par judge ko bhi fasly karny nhi atty jis tarah ka us time mood hotta hy vesy judgment dy dete hy

  • @mdalimashrafi4273
    @mdalimashrafi4273 10 месяцев назад +1

    What if vice versa

    • @prashant2187
      @prashant2187 9 месяцев назад +1

      kuch nahi hota ladkiya shadi bhi kar leti hai aur bacche bhi par unko koi jail ya saja ka pravdhan nahi hai.

    • @vakeelsahab9298
      @vakeelsahab9298 7 месяцев назад

      Koi bhi kar skta hai bigamy husband or wife,read section 82 of bns , spouse ka mtlb pati ya patni hota hai 😅

    • @vakeelsahab9298
      @vakeelsahab9298 7 месяцев назад

      But Muslim law me wife liable hoskti hai bigamy ke liye husband ke liye 4 shaadi valid hain 😂

  • @freefiregirl4135
    @freefiregirl4135 4 месяца назад

    It is all nonsense. Hindu adop Hindo religion ....Muslim adopt Islam religion. And simultaneously to other all religion

  • @biswajitchoudhury5001
    @biswajitchoudhury5001 10 месяцев назад +2

    Somaj mea ladies look iye kanun ka misuse kar raha hai lakin kanun sirf purus o ko.saja de ta sarkar vot lene keliye ayega to bolega ladies ke pass jane kaiye vot kaliye

    • @prashant2187
      @prashant2187 9 месяцев назад

      socho agar aapka ladka 15 saal se upar hai to uske saath law kya kya kar sakta hai.

  • @Zeo_saiyan
    @Zeo_saiyan 9 месяцев назад

    Many perverted guys in the comments are getting upset over not having the right for Adultery and trying to play victim card like a little kid , even though efforts are made to treat men and women same under the law.

    • @prashant2187
      @prashant2187 9 месяцев назад

      they are upset because same law does not apply to woman when she do adultery no provision for punishment to woman for extramarital affair while in this case man went ahead and married had child after marriage so having ones own family is law of nature and not perversion and it is not a crime, while sleeping with anyone without marriage is adultery which is naturally a crime and it is not considered as crime by law what a stupidity by govt of India.

  • @bijandutta2505
    @bijandutta2505 8 месяцев назад

    Bygamy criminal offence hai par spouse ke rahete dusrey se sexual relation banana offence nehi ?
    Pati yea patni ke rehete hue dusri shaadi karke chupaate firna offense hota hai par adultry nehi ?
    Dusri shaadi karke bachchey paida karna shaadi ke saboot hota hai par adultry se paida honewale bachhey kaa case crime nehi ?
    Yea kya doglapan kaa kaanoon banana kar shaadi ko khilwaar bana diya hai court ne ?
    Koi keu shaadi ko serously lena chahenge fir ?
    Naa bantaa ho , satisfied nehi hotey ho toh fir alag ho jaao naa !
    Fir chaahe jo marzi karo .
    Parliamentry commitee kaa recomendation naa maanke govt ne bigamy aur adultry kaa koi diffrence hi nehi rakkha practically . Shaadi par koi kaisr vorosa rakh paayega yea biswaas nivayega ooski ?
    Sab shaadishuda logo ko charitrahin bankar byavichar karne par uksa dia hai govt aur kanoon ne .
    Apne sharir kaa adhikaar vog karne ke liye keu spouse ko dhokha dena yea shaadi karna ?
    Pati ke paisr , property khichna yea patni se seva lene ke liye bas shaadi kaa utility bacha hai ab ?
    Biswaas yea pavitrata ki koi ehemiyat nehi hai pati patni ke liye ?
    Aisi killer of maritorial trust ke liye sarkar aur kanoon ko kavi maaf nehi kiya jaayega .
    Divorce lo , separate ho jao yea shaadi hi mat karo . Livin partners change karke bhi toh rahe saktey ho . Toh fir dhokhadhari keu ?
    Logically bhi fit nehi hota hai bigamy kaa criminal offense hona aur adultry kaa discrimilization hona ek saath .
    Ek pe saza dusrey pe maza yea kya narak bana dia hai insaaniyat par ?
    Hell with this govt and law .

  • @legalknowledge4990
    @legalknowledge4990 10 месяцев назад

    Mam ap ek bt bar bar kyu bol rahe ho video lambi hori h bahut ...
    Sort and simple me bta do bss

  • @chandannaik327
    @chandannaik327 Месяц назад

    Pehle patni extra marital affire karta tha to kuch nehi abb pati kar raha he to sab ka fat raha hai

  • @shakeel07860
    @shakeel07860 10 месяцев назад

    Kuch bhi samajh nhi aya...kehna kya chahti ho?

  • @MehulMewal
    @MehulMewal 10 месяцев назад +1

    Is it gender neutral law?

    • @SUKHPREETSINGH-hy2zp
      @SUKHPREETSINGH-hy2zp 10 месяцев назад +2

      On paper yes, but in reality no

    • @SUKHPREETSINGH-hy2zp
      @SUKHPREETSINGH-hy2zp 10 месяцев назад +3

      If wife go in Adultery husband should liable to pay maintenance

    • @MehulMewal
      @MehulMewal 10 месяцев назад +3

      @@SUKHPREETSINGH-hy2zp sad reality bro.
      Wife ko shadi ke baad bhi multiple sexual partners rakhne ke liye paise milenge in the form of maintenance, divorce settlement.

    • @prashant2187
      @prashant2187 9 месяцев назад +1

      in reality the court is always with woman on paper also it is not gender neutral there is no till now were woman got any jail time after being found guilty.

  • @Ekam994
    @Ekam994 10 месяцев назад

    Mere karawali pichhle 3 sal to hari mirch kaise bandhe Na lagaya rahi hai Mayawati

  • @Edu_Think.007
    @Edu_Think.007 10 месяцев назад

    Wrost class judiciary

  • @biswajitchoudhury5001
    @biswajitchoudhury5001 10 месяцев назад

    Shadi 10 sal holding karke rakhe ga to shadi karega kanun kitna purus o.ko jail vejega vejne di jiye koi dor se piche nehi hatna

  • @hinalpratikshrivastava6716
    @hinalpratikshrivastava6716 9 месяцев назад

    Bahut shi..... Varna desh nasht ho jaega

  • @BIBA_Aesthetic_Clinique
    @BIBA_Aesthetic_Clinique 10 месяцев назад +1

    Bigamy vs adultery
    Legal bigamy like Goa cival code . But govt promoted adultery
    What to say ?

    • @BIBA_Aesthetic_Clinique
      @BIBA_Aesthetic_Clinique 10 месяцев назад

      bigamy like Goa cival code ??? Does Ucc allow bigamy but ban polygamy post consent of both partners ???
      All are confused ???

    • @prashant2187
      @prashant2187 9 месяцев назад

      because a lot of politicians and civil servents are involved in it therefore they make sure that adultery is not a crime.

  • @nimansharma1152
    @nimansharma1152 7 месяцев назад

    Mam kahin aapka husband bigamy toh nahi kiya...😅

  • @Warriorofmotherland
    @Warriorofmotherland 4 месяца назад

    Madam aap personal intention kyon le raha hain. Kaanoon kya kahata hain ohi karna hain. Sabooth chahiye tho dena padega, nahi hain tho case close, agar achha maamla husband ki sath rehata hoga beebi ne aag yeah halat nahi hona tha. Thum aurath logon ko hota hain shadhi huva hain tho buss aap lo go nein sochta hain humara raj chelega

  • @mukeshdevi7923
    @mukeshdevi7923 10 месяцев назад

    🙏🙏💯👍🙏🙏🙏

  • @dklf697
    @dklf697 10 месяцев назад

    Madam ap KB KB b6 JC bat kr re a
    Vdo or fotos Panay k lay kc ko os key sady may ja k present honay key zaroat hy kya
    Agr kc key sady hogay to vo foto or vdo to khechvayga he
    Vo to kc say bhe mang sk t hy
    Khod ja k foto khechna zarory to hy nahe
    Par agar mangalsotr or faray sendor ya v prove krny ko na bola jay to fer har sex without marriage ko EV category may fall Krna padyga
    Moral 2rong or legal wrong may fark to hoga he
    Or chalo ak bar man b latay hy ya koy proud krny key bat ny b hy
    To b ya kc or ka ryt hy key vo mana kr day os sex k lay ya fer pata karay key GSK 7 vo sex kar rahe hy vo palay say sadysoda to ny hy ya fer KC ka committed partner to nahe hy
    Same cheez ldk/ldq 2:9 k lay hy

  • @SarthakKundu-w2t
    @SarthakKundu-w2t 9 месяцев назад

    Kat leta😂😂😂fir 5 -500 vhi chal jata😂😂

  • @Rimpu-u8l
    @Rimpu-u8l 10 месяцев назад

    Bakwas

  • @vakeelsahab9298
    @vakeelsahab9298 7 месяцев назад

    Madam kya baal ki khaal kheech rahi jo 😂😂samjhaya kuch hai nai