हमको पुरुष नहीं चाहिए हमको भगवान् चाहिए इसिलिए में अपना गर्भाशय कटबा दुगी ❤भगवान् ❤ 🧘♀️ वैसे भी पुरुष प्रधान दुनिया में हम बेटियां अपना योगदान दे ही क्यों आखिर पुरुषों ने हम बेटियों को दिया ही क्या है शिवाय दुख
Bhagwan ne jo diya uska dhanyawad kro....jo aap kah rhi h bo galt h..aisa kabhi mt krna....aapko premanand jii maharaj ki video dekhni chahiye.... Jisme unhone btaya h ki sharir ko kasht dena kitna bada pap h
Abhi ki generation dekh kar lagta h ki humein ye vardaan nahi chahiye tha. Bina kuch kiye v ladkiyo k sath bura ho jata h or dosh betiyo ko diya jata h
science ke according, period ka blood actual me vo Nas hote hain jo ovulation ke time pe garbh bnate hain garbhvastha me bache ke liye, agar garbhvastha nhi hota Toh vo Nas ka line periods ke rup me beh jata h. Periods apavrit nhi hota, wastav me iske hone se shristi me shrijan ho rha hai or is liye jagat janni maa jagdambika ke is maa kamakhya rup ko puja jata h. Magar hume puja path se isliye roka jata h kyuki 1. Periods ke time pe body me hormonal imbalance hota h, Diya agarbatti jaisi chijen hormonal imbalances ko negatively effect krta h jiske krn pain or blood flow bdh skta h. 2. Periods ke time pe body ka energy niche ke trf flow krta h, whi mandir evam puja ka energy sharir ke upar ke trf flow krta h, jiske krn body "confuse" ho skta h or pain or blood flow bdh skta h.
Han you are right but bhagwan ki bhakti 2 prakar se ki jaati hai ek toh vigrah(murti) pujan or dusra Mann se like naam japa vagera toh jab hum physically bhagwan ki bhakti krte hai toh uske liye body ekdum clean honi chahiye or aasa kaha jaata hai ki agar humari body mein ek pin chubhne ke baad ek drop bhi blood nikalta hai toh body impure esliye jo pandit vagera bhi pehle nahate hai fir vigrah Puja ke liye jaate hain. Toh periods mein toh continue flow hota hai..
Me sirf periods ke dino me apne kanha ko khana khilati hoo or unke sath khelti bhi hoo sirf unki Arti nhi karti puja nhi karti baaki sab me karti hoo agar kanha ji ko periods ke din nhi chuna chahiye to ye mujhe jis din kanha ji ne ake bol diya to me us din se periods ke din nhi chuangi because mujhe samajh nhi atta mere ghar me akeli hoo jo unki seva karti hai baaki sab ladke hai or wo nhi karte aise me mere paas koi rasta nhi reh jata thanks 🙏🏻🙏🏻
Main hazaro tarah ke pap bhogne ke liye taiyar hu lekin main apne kanhaiya ki janmastami ke din bhi seva na karu ye mere liye dukhad hoga main periods mein bhi apne kanhaiya ki seva karti hu unko bhog banakr chadhati hu main apne aatma se krishn ko chahti hu main apne sarir ko badha nahi bnne dena chahti
Dekhiye me bhi ek ladki hu or aaap ki bhvnao ki kadar krti hu pr bady bujurg ne jo bola h samjhaya h humey use bhi manna h or garur puran ko padna aaap ko samjh aaa jayega hum Bina chuye manshik Puja kr saktey h 🙏 rishipancmi ki khani to suni hongi aaap ne vho bagwan h hum unhe lala sakha mantey h ye humara prem h pr vho parbharm parmatma bhi h or rahi dropati ji ki baaat to vho us samye asahaye the unhe bs krishn ji ka hi Sahara tha es liye period time me pooja path seva nishedh h radhey radhey 🙏
@@DevanshisharmaPriyanka hm main bhi ye baat maanti hu lekin janmastami mein main nahi rah sakti kyoki main pure 1 shaal wait karti hu aur uske baad bhi agar mujhe periods aa jata hai but main aapko ek baat batau es baar janmastami mein mujhe periods tha 2 din hi hua jabki mujhe 3 din har baar hota hi hai aur fir main dusre din hi baal dhokar sudh ho gyi aur jaise 3 din hua mujhe laga ho jayega lekin bilkul nahi hua aur usi din janmastami thi aur jaise janmastami bita mujhe ho gya 😃
Ek baat batao jab Yashoda man Krishna ko khana khilati hongi to kya unke periods nahin hote honge jab ek man Yashoda man Krishna ko Apne hathon se nahin aati hongi khana khilati hongi to ham bhi to unki man Hai to ham kyon nahin khila sakte unhen nahin pata ki mahilaon ko masik Dharm hota hai yah Bhagwan ki banai Hui chij Hai ismein kuchh bhi galat nahin Hai pakhandwad mat failao Bhagwan ko hamare sharir se nahin hamari atma se pyar Hai tabhi vah hamare ghar mein virajman hai Jay Shri Krishna Radhe Radhe
Yashoda ji krishna ko beta manti thi bhagwan mana hi nhi kabhi or hum period me bhagwan ko chhu skte h period koi galt cheez nhi h period ke time ek aurat ki shakti jyada tej hoti h isliye ye sb rule bna diye gye h kuch Krna nhi h bhagwan ko nhi chhuna h iss time bs aaram Krna chahiye agr jruri h to sb kro jo normal days me krti ho koi problem nhi h krishna ko bhoj bhagwan nhi apna maan kr bhoj lagao Ghar ka member ya bete jaise ya dost jaise

💯 percent right aapki bt ya to ye sahi bol rahe hai ya fir galat bol rahe hai agar inki baat sahi hai to naainsafi bhagwan ke time se hi ho raha hai ya fir ye galat knowledge de rahe hai
@@eeedee3001 thakur ji samband hamari sharir se nahi aatma se hoti hai aur aatma kabhi aapavitra nahi hoti ya phir stree or purush mei bibhajit nahi hoti Agar periods ke time pe stree itni hi aapavitra hoti to yashoda maiya bhi ek maa thi,vo bhi to thakur ji ko bhojan karate samay par periods mei hoti thi aur draupadi ke cheerharan ke samay par bhi vo periods mei thi tad khud bhagban ne unhe chune se pehle nahi soche to hum aise bolne wale kon hote hai
Pyar karo krishna ko Wo periods me bhi apnaaynge Unke liye kuch paap nhi Jisse bache peda hote h wo kabhi impure nhi hota h Kaash ek din bhagwan khud aake sabko samjhaade. Ye baate
Ydi periods me female apvitra h phir to ye sampurn Sansar apvitra h , kyuki sabhi ki utpatti ka shrote vahi h ......including shree krishna bhrata shri.....
महाराज जी क्षमा करें पहला जो पानी को ब्रह्महत्या का दोष है वह काई जो पानी के ऊपर आ जाती है वह है और वरदान पानी का श्रोत के रूप में मिला है ऐसा श्रीमद भगवत में है।
Yahi mera question hai to kya maa kamakhya ki puja bhi aapavitra hai ?? Unhone bhi shraap liya tha kya ? Inke hisaab se maa adisakti bhi aapavitra hai kya
Usi period se bana aur 9 mahine tak usi period wale sinch kar maa ek balak ko janam deti h but purush vo pavitra h aur maa pavitra h... Wah kya Gyan h.. maa ko period nhi aate to aaj aap bhi nhi hote
Jb hum ladoo gopal ko पुत्र वात्सल्य rakhtey h , mata ko period nhi hua to .....jis cheej se sab bane h usi ko अछूत अपवित्र sa bana dete 😢Hadd h logon ki soonch , माँ कामाख्या ki pooja to karenge par hume अपवित्र bata dete 😢
Mere hisaab se ye sab rules tabhi applicable hogi jab aap aatma se nahi sochenge, kyu ki thakur ji ko Agar app apna beta manoge to kabhi bhi aap unhe bhukha nahi dekh payoge kyuki aapki aatma thakur ji jur jaye gi sharir tab badha nahi ban payegi
@@pg3622 हर चीज़ का अंत होता है, इसलिए इसका भी अंत होता है. वैसे भी जब तक मासिक धर्म होता है तब तक महिला अपने पति में और गृहस्थ जीवन में आसक्ति रखती है , रजोनिवृत्ति के बाद उनके लिए जीवन में वानप्रस्थ शुरू हो जाता है अर्थ अब बहुत हो चुका बहुत अधिक मोह काम का सेवन कर ली आप ये प्रपंच समेट लो। ये असक्ति महिलाओं को इसीलिये मिली ताकी वो संतान उत्पति कर उसको धर्म कार्य और सदाचार को बढ़ावा देने में लगा कर भगवान के चरणों में अर्पित कर सको .
I dont believe it, some say this is to do with the energy disrupting the lower chakra, that is why they for atleast 3 days we dont do pooja and rest. On the fourth day you submerge your bidy into the water and take a relaxing bath. I think that is a more valid reason. Cause some women dont even have their period or if they do last for a good month, so its not practical. I cant not do pooja for that long.
Prabhu ji hme kisi ko vas m nhi krna .humko hmare keshav chiye ..koi vardan abhisaap nhi chiye ..humko hmare karm k mile ..indra ke paap hum kyu le. Jis ne liya wo bhugte ..humne to nhi liya
Are lekin me to apne ghar me akeli hi aise hu ki poora kam mujhe akele hi karna padta hai Mere jaise kitne bhen hogee ki unko mere jaise hi kam krna padta hai Unke liye kya upaye hai 😭😭😭😔😔😔😔
राधे राधे 🙏आप मानसिक pooja😘कर लेना लड्डू गोपाल बेशक आप छोटा bacha मानो thik😘hai लेकिन wo केवल लड्डू नी wo भगवान भी है और उनके इसलिय नियम भी है.. ये थोड़ी आप लड्डू गोपाल ला दो lkein अपनी मर्जी se करो काम चलना तो शास्त्र के अनुसार होगा.. क्युकी यही भगवान की आज्ञा है 🙏व्यास आचार्य खुद se नी बोलते है wo शास्त्र की
बात करते है 🙏🌹प्रेम मे काफ़ी kuch hota है ये है बात लेकिन आप बिलकुल भी follow ना करो ये सब की period मे भोजन बना लो खिला लो तो अपनी अंतरात्मा से उस time बात करना अगर सच्चा प्रेम कृष्ण से प्रेम है तो वही आपको पता चल जयेगा 🙏और jis din इतना प्रेम होगा की ये भूखे कैसे रहेंगे रोना आ जाये तो wo अलग स्तिति है...
Aap ko period ke ek din pehle thakur ji ko aise khane vastue rakh dene hai jo sookhe ho aur jaldi kharab na ho aur unhe apne period ke baare me bata kar unhe sula dena hai 3days ke liye ya phir jab tak aapke periods ho tab tak
Difficult to make current generation accept this.Even if krishna himself comes and tells they won't agree. Bhagavan Krishna very clearly told Period is impure in Garuda Purana. So a true devotee of Krishna should accept without any issue. Should not be a hypocrite. Says krisha devotee but never accepts or follows his instructions. Double standards of current generation.On top of this proudly saying " I even do pooja during my main periods". What a great sin they r committing. Hare Krishna 🙏
😊 ek baat batao Yashoda man jab Krishna ki seva karti thi to usko kya periods nahin hote honge jab ek man Apne bacche ki seva karti hai use khana khilati hai aur Krishna hamare ghar mein laddu Gopal roop mein virajman Hai to unhen nahin pata ki ek aurat ko masik Dharm bhi hota Hai
Mate mere Ghar mei bhi mere lala hai par yeh smjhiye ki aap yashoda mayia nhi hai aur voh apne lala ko isliye chuthi thi kyuki voh janti nhi thi ki unke laga jagtpati hai par aap toh jante ho na , toh yeh na soche ki unhe nhi pata ki apka masik dharm hai ya nhi kyuki voh sab jante hai voh jagarnath hai . Apse nivedan aap unhe na chuhiye,phele mai bhi yhi sochti thi but ab pta chal gya mujhe ab
Thakur ji se hamari aatma ki samband hai naki sharir ka isiliya aap agar thakur ji ko sachhe man se apna beta mante ho to vo aapko har situation mei accept kar lenge koi fark nahi padta aap periods ho ya nahi
@@khgmu7748 Toh kya Yashoda Maiya ke Thakur ji alg the or humare alg hain? Mera manna h ki agr man Sacha ho or man me bhav ho Toh kr skte hain kyuki Thakur ji bhav dkhte hain, Mgr swarth ya jbrdsti kr rhe Toh shyd glt ho
जब तक इस शरीर में आदमी रहता है चाहे वह स्त्री हो या पुरुष वह स्वर्ग नहीं जा सकता.स्त्रियों के नियम हैं कि उन दिनों में वह भगवान के लिए भोजन न बनाएं और ना ही किसी प्रकार का पूजा पाठ का अनुष्ठान करें.क्योंकि महिलाओं ने अपने दयालु स्वभाव के अनुरूप इंद्र के ऊपर एक दया कर त्याग किया था,इसिलिये उपयोग दौरन नियम को मनाना चाहिए.अगर भगवान में श्रद्धा है तो नियम को मनाना चाहिए,और अगर नियम नहीं मनाना है यानि श्रद्धा नहीं है तो फिर पूजा करना ही क्यों है ?? पुरुष के जो भी नियम बनाया गया है शरीर के रहने तक के हैं, Uske Bad is sharir ko prapt karne per Jo karm Kiye Gaye uske anusar agla janm aur yoni nirdhamrit hoti hai.
Periods ke time agar women apavitra hi jate hai, to duniya mein jo bhi bachcha paida hote hai sab apavitra hain. Kyunki woh 9 month to periods ke blood se hi bachcha janam leta hai.
Nhi, bachha period ke khoon me nhi hota hai , period ka khoon Ganda hota hai, jiska bahna jaruri hai, Pregnant hone par hi period band ho jaate hai, body me wo ganda khoon hota hi nhi.. Par ye sach hai ki woman kabhi apavitra nhi hoti
@@floraa474ji nhi, science ke according aisa nhi hota. Body ka blood saaf hota h urination yani toilet ke thru... period ka blood actual me vo Nas hote hain jo ovulation ke time pe garbh bnate hain garbhvastha me bache ke liye, agar garbhvastha nhi hota Toh vo Nas periods ke rup me beh jata h. Periods gnda nhi hota, wastav me iske hone se shristi me shrijan ho rha hai or is liye jagat janni jagdambika ke is kamakhya rup ko puja jata h
हमको पुरुष नहीं चाहिए हमको भगवान् चाहिए इसिलिए में अपना गर्भाशय कटबा दुगी ❤भगवान् ❤ 🧘♀️ वैसे भी पुरुष प्रधान दुनिया में हम बेटियां अपना योगदान दे ही क्यों आखिर पुरुषों ने हम बेटियों को दिया ही क्या है शिवाय दुख
Bhagwan ne jo diya uska dhanyawad kro....jo aap kah rhi h bo galt h..aisa kabhi mt krna....aapko premanand jii maharaj ki video dekhni chahiye.... Jisme unhone btaya h ki sharir ko kasht dena kitna bada pap h
Indar dara kiya gaya pap kiu liya us time indar ki vajah se ham girls har mahine kitna dard jhelte h indar ko punishment milna chahiye tha
@@sanjudeora63😂😂
Laoo Indra ko pakad k
Aise mt kriye garbhashya nhi katwana chahiye paap ha
हरे राम हरे राम राम राम हरे हरे हरे कृष्ण हरे कृष्णा
Abhi ki generation dekh kar lagta h ki humein ye vardaan nahi chahiye tha. Bina kuch kiye v ladkiyo k sath bura ho jata h or dosh betiyo ko diya jata h
science ke according,
period ka blood actual me vo Nas hote hain jo ovulation ke time pe garbh bnate hain garbhvastha me bache ke liye, agar garbhvastha nhi hota Toh vo Nas ka line periods ke rup me beh jata h. Periods apavrit nhi hota, wastav me iske hone se shristi me shrijan ho rha hai or is liye jagat janni maa jagdambika ke is maa kamakhya rup ko puja jata h. Magar hume puja path se isliye roka jata h kyuki
1. Periods ke time pe body me hormonal imbalance hota h, Diya agarbatti jaisi chijen hormonal imbalances ko negatively effect krta h jiske krn pain or blood flow bdh skta h.
2. Periods ke time pe body ka energy niche ke trf flow krta h, whi mandir evam puja ka energy sharir ke upar ke trf flow krta h, jiske krn body "confuse" ho skta h or pain or blood flow bdh skta h.
Han you are right but bhagwan ki bhakti 2 prakar se ki jaati hai ek toh vigrah(murti) pujan or dusra Mann se like naam japa vagera toh jab hum physically bhagwan ki bhakti krte hai toh uske liye body ekdum clean honi chahiye or aasa kaha jaata hai ki agar humari body mein ek pin chubhne ke baad ek drop bhi blood nikalta hai toh body impure esliye jo pandit vagera bhi pehle nahate hai fir vigrah Puja ke liye jaate hain. Toh periods mein toh continue flow hota hai..
Radhe radhe radhe radhe radhe radhe radhe radhe radhe radhe radhe radhe radhe radhe radhe radhe radhe radhe radhe radhe radhe radhe radhe radhe radhe radhe radhe radhe radhe radhe radhe radhe radhe radhe radhe radhe
Me sirf periods ke dino me apne kanha ko khana khilati hoo or unke sath khelti bhi hoo sirf unki Arti nhi karti puja nhi karti baaki sab me karti hoo agar kanha ji ko periods ke din nhi chuna chahiye to ye mujhe jis din kanha ji ne ake bol diya to me us din se periods ke din nhi chuangi because mujhe samajh nhi atta mere ghar me akeli hoo jo unki seva karti hai baaki sab ladke hai or wo nhi karte aise me mere paas koi rasta nhi reh jata thanks 🙏🏻🙏🏻
श्री राधे कृष्ण गोविंद हरे मुरारी हे नाथ नारायण वासुदेव 🙏🙏🙏
Shree Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha🙏🙏🌹🌹🌹🌹
Koi or nahi ho to, gopal bhukhe rahenge
जय श्री राधे कृष्ण 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Jai Shri Mata ji 🙏❤️ Radhey Radhey ❤️💕😊
Radhe radhe radhe radhe radhe radhe radhe radhe radhe radhe
Radhe Radhe Radhe Radhe Radhe🙏🙏 Radhe radhe radhe radhe radhe radhe radhe radhe radhe radhe
Radhe Radhe maharaj ji 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Kaash apki baat har Mata pita sune or samjhe 😊
Sahi baat h 😢 ab koi samajhna hi nhi chahta
जय श्री राधावल्लभ श्री हरि वंश हरि ॐ❤
🙏🥰 Radhe Radhe 🥰🙏💕💕💕
राधे राधे राधे राधे राधे राधे राधे राधे राधे राधे राधे राधे राधे राधे राधे राधे राधे राधे राधे राधे राधे राधे राधे राधे राधे राधे राधे राधे राधे राधे राधे राधे राधे राधे राधे राधे राधे राधे राधे राधे राधे राधे राधे राधे❤❤
Jai jai sri radhe..
Radhe Krishn ❤
Jay shri radhe radhe👏👏❤❤krishna jii🌸🌸
Kyu yaar kya jarurat thi paap lene ka unke chakar me hamm fass gaye 😅
Radhe Radhe Radhe Radhe
Radhe Radhe 🌷🌹🙏🌹🌷
जय श्री राम 🙏🏻
Itna deep Gyan indresh ji ka sunkr mn khush jata h
Hare Krishna 🙏
Hare Krishna
Main hazaro tarah ke pap bhogne ke liye taiyar hu lekin main apne kanhaiya ki janmastami ke din bhi seva na karu ye mere liye dukhad hoga main periods mein bhi apne kanhaiya ki seva karti hu unko bhog banakr chadhati hu main apne aatma se krishn ko chahti hu main apne sarir ko badha nahi bnne dena chahti
Dekhiye me bhi ek ladki hu or aaap ki bhvnao ki kadar krti hu pr bady bujurg ne jo bola h samjhaya h humey use bhi manna h or garur puran ko padna aaap ko samjh aaa jayega hum Bina chuye manshik Puja kr saktey h 🙏 rishipancmi ki khani to suni hongi aaap ne vho bagwan h hum unhe lala sakha mantey h ye humara prem h pr vho parbharm parmatma bhi h or rahi dropati ji ki baaat to vho us samye asahaye the unhe bs krishn ji ka hi Sahara tha es liye period time me pooja path seva nishedh h radhey radhey 🙏
@@DevanshisharmaPriyanka hm main bhi ye baat maanti hu lekin janmastami mein main nahi rah sakti kyoki main pure 1 shaal wait karti hu aur uske baad bhi agar mujhe periods aa jata hai but main aapko ek baat batau es baar janmastami mein mujhe periods tha 2 din hi hua jabki mujhe 3 din har baar hota hi hai aur fir main dusre din hi baal dhokar sudh ho gyi aur jaise 3 din hua mujhe laga ho jayega lekin bilkul nahi hua aur usi din janmastami thi aur jaise janmastami bita mujhe ho gya 😃
Mujhe bhi krishn se bohot Prem hai me bhi bhog laga deti hu
Radhe krishna ❤@@DevanshisharmaPriyanka
Hare Krishna 🌱🌸🥭🥛💕🪔📿📖🤗🙌🏻🙏🏻
Jay Shree Radhe Krishna 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Jai shree Krishna 🙏✨
Jay shree radhakrishna
Radhe radhe radhe radhe radhe
Hare Krishna charno my dandvat pranam jay vrindavan from Pakistan 🙏
Shree radhe Krishna ❤❤🙏🙏🌷🌷
Radhe radhe ❤❤❤❤❤❤❤❤
Radhe shyam 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Ek baat batao jab Yashoda man Krishna ko khana khilati hongi to kya unke periods nahin hote honge jab ek man Yashoda man Krishna ko Apne hathon se nahin aati hongi khana khilati hongi to ham bhi to unki man Hai to ham kyon nahin khila sakte unhen nahin pata ki mahilaon ko masik Dharm hota hai yah Bhagwan ki banai Hui chij Hai ismein kuchh bhi galat nahin Hai pakhandwad mat failao Bhagwan ko hamare sharir se nahin hamari atma se pyar Hai tabhi vah hamare ghar mein virajman hai Jay Shri Krishna Radhe Radhe
Yashoda ji krishna ko beta manti thi bhagwan mana hi nhi kabhi or hum period me bhagwan ko chhu skte h period koi galt cheez nhi h period ke time ek aurat ki shakti jyada tej hoti h isliye ye sb rule bna diye gye h kuch Krna nhi h bhagwan ko nhi chhuna h iss time bs aaram Krna chahiye agr jruri h to sb kro jo normal days me krti ho koi problem nhi h krishna ko bhoj bhagwan nhi apna maan kr bhoj lagao Ghar ka member ya bete jaise ya dost jaise
Yashoda ji krishna ko beta manti thi bhagwan mana hi nhi kabhi or hum period me bhagwan ko chhu skte h period koi galt cheez nhi h period ke time ek aurat ki shakti jyada tej hoti h isliye ye sb rule bna diye gye h kuch Krna nhi h bhagwan ko nhi chhuna h iss time bs aaram Krna chahiye agr jruri h to sb kro jo normal days me krti ho koi problem nhi h krishna ko bhoj bhagwan nhi apna maan kr bhoj lagao Ghar ka member ya bete jaise ya dost jaise
You are absolutely right ,,👍👍
Radhe Radhe🙏🙏🙏
Radhe Radhe aati sundar bhav hai hamare shastro ke😊
Radhe radhe
जय जय श्री राधे कृष्ण ❤
Radhe radhe guru ji
आप बहुत अच्छे हैं भैया कितने सरल तरीके से समझा दिया
Radhe Radhe
Radhe radhe🙏 🌹🌹❤❤
radhe radhe radhe radhe🙏
Jay shree Ram ❤❤😊😊
Radhekrishna radhekrishna radhekrishna radhekrishna radhekrishna radhekrishna radhekrishna radhekrishna radhekrishna radhekrishna 🙏♥️🙏♥️🙏♥️🙏♥️🙏♥️🙏♥️ jai gurudev 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Radhe Radhe 🙏 Guruji
Radhe radhe 🙏
❤Jai Shreeman Narayan ❤
राधे राधे ❤❤❤
Radhey radhey, radhey radhey, radhey radhey, radhey radhey bol tujhe krishna mil jayenge sun radhey ka naam kanhaya dorre aayenge 🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹Jai ma radhe
Radhey radhey 🙏
इंद्र ने पाप किया तो उसे सजा मिलनी चाहिए थी ये तो अन्याय हुआ
@@sanjudeora63 Milni to chahie thi per mataon ne apni Sweksha ke anusar Indra Ke paap Ko grahan Kiya apne dayalu swabhav ke karan
💯 percent right aapki bt ya to ye sahi bol rahe hai ya fir galat bol rahe hai agar inki baat sahi hai to naainsafi bhagwan ke time se hi ho raha hai ya fir ye galat knowledge de rahe hai
@@Golukimini-kd7bsPer ye dalayu swabhav uss samay nhi aana chahiye tha..Ham thakur ji ki seva nhi kr skte kitne dukh ki baat hai...
Yeh sab baat srimad bhagvatam se hai. Vyas pit par baith kar koi jhoot kyu bole..apne apne karma se hum aurat bani. Bhagwaan ko dosh kyu
@@eeedee3001 thakur ji samband hamari sharir se nahi aatma se hoti hai aur aatma kabhi aapavitra nahi hoti ya phir stree or purush mei bibhajit nahi hoti
Agar periods ke time pe stree itni hi aapavitra hoti to yashoda maiya bhi ek maa thi,vo bhi to thakur ji ko bhojan karate samay par periods mei hoti thi aur draupadi ke cheerharan ke samay par bhi vo periods mei thi tad khud bhagban ne unhe chune se pehle nahi soche to hum aise bolne wale kon hote hai
Pyar karo krishna ko
Wo periods me bhi apnaaynge
Unke liye kuch paap nhi
Jisse bache peda hote h wo kabhi impure nhi hota h
Kaash ek din bhagwan khud aake sabko samjhaade. Ye baate
Thik kaha aapne thakur ji hamare sharir ki situation ko nahi dekhte unse to hamari aatma juri hoti hai aur aatma kabhi impure nahi hoti
Aap bilkul sahi kah rhe h guru ji radhe radhe ❤🙏🙏🙏🙏
Ydi periods me female apvitra h phir to ye sampurn Sansar apvitra h , kyuki sabhi ki utpatti ka shrote vahi h ......including shree krishna bhrata shri.....
अब इस कलियुग में यह सम्भव नहीं है। क्योंकि आजकल हर घर में ठाकुर सेवा है। सब अकेले है तो सेवा छूट जाएगी 🙏
Shri Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha ❤❤
Jai Mata di 🌹🙏🌹🙏
Radhey radhey
महाराज जी क्षमा करें पहला जो पानी को ब्रह्महत्या का दोष है वह काई जो पानी के ऊपर आ जाती है वह है और वरदान पानी का श्रोत के रूप में मिला है ऐसा श्रीमद भगवत में है।
Agar periods ke time par thakur ji ko chune se paap hota hai to mujhe paap bhi swikar hei par seva bandh nahi ho sakti
Radhey radhey ji
Radhye Radhye
Mai bhi laddugopal ji ki bhog seva krti hu kyuki mai unhe apna putr manti hu or unhe bhukha nhi dekh sakti
Shri radhe Shri radhe
7:54 💯
मॉं कामख्या देवी और अन्य देवीओने भी लिया क्या ब्रह्महत्या पाप..
Ji haan
Yahi mera question hai to kya maa kamakhya ki puja bhi aapavitra hai ?? Unhone bhi shraap liya tha kya ? Inke hisaab se maa adisakti bhi aapavitra hai kya
🎉❤ rahe
Male person ko agr koi women bas me karpati tho Kitana achha hota, koi rape nehin hoti 😔
Usi period se bana aur 9 mahine tak usi period wale sinch kar maa ek balak ko janam deti h but purush vo pavitra h aur maa pavitra h... Wah kya Gyan h.. maa ko period nhi aate to aaj aap bhi nhi hote
Right 👍
Sahi kaha aapne bhir to Pura manab samaj aapavitra hai
Jb hum ladoo gopal ko पुत्र वात्सल्य rakhtey h , mata ko period nhi hua to .....jis cheej se sab bane h usi ko अछूत अपवित्र sa bana dete 😢Hadd h logon ki soonch , माँ कामाख्या ki pooja to karenge par hume अपवित्र bata dete 😢
Even kamakhya temple is closed during devi's period days.
Sahi kaha aapne periods agar aapavitra hoti to Pura manab samaj hi aapavitra hai kyuki Har maa aapne bachhe ko isi blood se 9 mahine tak sichti he
Thanks guru ji 🙏🙏🙏🙏 bartane ke liye 😊😊😊😊😂😂😂😅😅😅
क्या प्रसाद खाया भी nhi जाता उन दिनों में। ❤❤❤
Haan यही मेरा भी प्रश्न है कि उन दिनों मे प्रशाद पा सकते है या नहीं
Prasad pana to allowed hi hai@@studymaterial7907
Mere hisaab se ye sab rules tabhi applicable hogi jab aap aatma se nahi sochenge, kyu ki thakur ji ko Agar app apna beta manoge to kabhi bhi aap unhe bhukha nahi dekh payoge kyuki aapki aatma thakur ji jur jaye gi sharir tab badha nahi ban payegi
Mahraj ji aap kabhi kushinagar walo pr bhi kripa kijiye 🙏🙏🙏
Aap bilkul satya keh rahe hai.ladies apni modernity se jod leti hai
मासिक धर्म यदि ब्रम्ह हत्या का पाप है तो यह एक उम्र आने पर बंद भी तो हो जाता ,है इतना ही पाप लिया था क्या नारी ने अपने उपर
@@pg3622 हर चीज़ का अंत होता है, इसलिए इसका भी अंत होता है. वैसे भी जब तक मासिक धर्म होता है तब तक महिला अपने पति में और गृहस्थ जीवन में आसक्ति रखती है , रजोनिवृत्ति के बाद उनके लिए जीवन में वानप्रस्थ शुरू हो जाता है अर्थ अब बहुत हो चुका बहुत अधिक मोह काम का सेवन कर ली आप ये प्रपंच समेट लो।
ये असक्ति महिलाओं को इसीलिये मिली ताकी वो संतान उत्पति कर उसको धर्म कार्य और सदाचार को बढ़ावा देने में लगा कर भगवान के चरणों में अर्पित कर सको .
I dont believe it, some say this is to do with the energy disrupting the lower chakra, that is why they for atleast 3 days we dont do pooja and rest. On the fourth day you submerge your bidy into the water and take a relaxing bath. I think that is a more valid reason. Cause some women dont even have their period or if they do last for a good month, so its not practical. I cant not do pooja for that long.
Haa ❤apka upar depend karta hai ki app vishwas karoge ya nhi
Jo hai wo to hia jee 🙏
पाप कैसे हो सकता है, मासिक धर्म तो स्त्री की उर्वरता का प्रतीक है। इसी रक्त से निर्मित हुए हैं हम आप सभी।
तो क्या हम आप भी पाप की उत्पत्ति हैं?????
@@Divinelove9999 People that wanna oppress women
Jo aurat gher me akeli hai use thakur ji ki sewa karni chahiye ya nahi
Same question
Same question ❓
Hnn same question or seva kre kaise uss time pr
Matlab Prasad bhi ni khaye y ky bat hui gurdev 😂😂😂😂😂. Jab. Sab ishwar ne hi banaya h to fir. Atleast prasad to le sakte h
Prabhu.... Prasad le sakh te hai..
Bhagwan ke lia prepare nehi kar sakh te hai.....
Prabhu ji hme kisi ko vas m nhi krna .humko hmare keshav chiye ..koi vardan abhisaap nhi chiye ..humko hmare karm k mile ..indra ke paap hum kyu le. Jis ne liya wo bhugte ..humne to nhi liya
Sahi kaha aapne agar prithbi mata ne bhi paap liya tha to prithbi mata bhi to impure hui na aur ham to un par hi aashrit hai
Agar koi nhi karne wala ho to kya 5 din tak sewa nhi kar sakte
Vardaan bhi ye kaisa mila hai, most of the times humare against hi jata h🙃 nhi karna kisi purush ko attract 🫠
Wo murkh stri kaun thi jisne bramha hatya jaisa paap liya ! Bahut galat nirnay tha
In दिनों में प्रसाद पाना चाहिये कि नहीं
प्लीज मार्गदर्शन करे
Are lekin me to apne ghar me akeli hi aise hu ki poora kam mujhe akele hi karna padta hai
Mere jaise kitne bhen hogee ki unko mere jaise hi kam krna padta hai
Unke liye kya upaye hai 😭😭😭😔😔😔😔
Or jinko pcos jaisi bimariyan hai, jo aaj ke smy bht aam bt hai, unko puja path hi chor dena chahiye kya??? 🥲
Agr keval ek larki hi unki puri seva krte h to kaise chor skte h kuch din k lia unko
Haa mera b yhi swaal h or rona aata h soch k k kaise seva chor skti hu
Ha ji mera b yhi swal h mai bhi akele hi krti hu
राधे राधे 🙏आप मानसिक pooja😘कर लेना लड्डू गोपाल बेशक आप छोटा bacha मानो thik😘hai लेकिन wo केवल लड्डू नी wo भगवान भी है और उनके इसलिय नियम भी है.. ये थोड़ी आप लड्डू गोपाल ला दो lkein अपनी मर्जी se करो काम चलना तो शास्त्र के अनुसार होगा.. क्युकी यही भगवान की आज्ञा है 🙏व्यास आचार्य खुद se नी बोलते है wo शास्त्र की
बात करते है 🙏🌹प्रेम मे काफ़ी kuch hota है ये है बात लेकिन आप बिलकुल भी follow ना करो ये सब की period मे भोजन बना लो खिला लो तो अपनी अंतरात्मा से उस time बात करना अगर सच्चा प्रेम कृष्ण से प्रेम है तो वही आपको पता चल जयेगा 🙏और jis din इतना प्रेम होगा की ये भूखे कैसे रहेंगे रोना आ जाये तो wo अलग स्तिति है...
Aap ko period ke ek din pehle thakur ji ko aise khane vastue rakh dene hai jo sookhe ho aur jaldi kharab na ho aur unhe apne period ke baare me bata kar unhe sula dena hai 3days ke liye ya phir jab tak aapke periods ho tab tak
Radhe radhe
Prasad ko hath nahi lagana cahiye par bhagwan ji ka Thakur ji Radha Rani ka naam to le sakte hein na?
Ji naam le Sakte h 🙏🏻
Difficult to make current generation accept this.Even if krishna himself comes and tells they won't agree.
Bhagavan Krishna very clearly told Period is impure in Garuda Purana.
So a true devotee of Krishna should accept without any issue.
Should not be a hypocrite.
Says krisha devotee but never accepts or follows his instructions.
Double standards of current generation.On top of this proudly saying " I even do pooja during my main periods".
What a great sin they r committing.
Hare Krishna 🙏
Achha to kya jagat janani mata ne bhi ye paap liya tha ?? Aapke hisab se to vo bhi impure hoti he
जिस घर में एक ही लेडी हो तो वो क्या करे किचन में ना जाए और अपने ठुकर को उन दिनों क्या खिलाये क्युकी अपने हाथ का बनना तो de nahi Sakti
Aap Sukha fruit rakh sakte ho
😊 ek baat batao Yashoda man jab Krishna ki seva karti thi to usko kya periods nahin hote honge jab ek man Apne bacche ki seva karti hai use khana khilati hai aur Krishna hamare ghar mein laddu Gopal roop mein virajman Hai to unhen nahin pata ki ek aurat ko masik Dharm bhi hota Hai
Mate mere Ghar mei bhi mere lala hai par yeh smjhiye ki aap yashoda mayia nhi hai aur voh apne lala ko isliye chuthi thi kyuki voh janti nhi thi ki unke laga jagtpati hai par aap toh jante ho na , toh yeh na soche ki unhe nhi pata ki apka masik dharm hai ya nhi kyuki voh sab jante hai voh jagarnath hai . Apse nivedan aap unhe na chuhiye,phele mai bhi yhi sochti thi but ab pta chal gya mujhe ab
Thakur ji se hamari aatma ki samband hai naki sharir ka isiliya aap agar thakur ji ko sachhe man se apna beta mante ho to vo aapko har situation mei accept kar lenge koi fark nahi padta aap periods ho ya nahi
@@khgmu7748 Toh kya Yashoda Maiya ke Thakur ji alg the or humare alg hain? Mera manna h ki agr man Sacha ho or man me bhav ho Toh kr skte hain kyuki Thakur ji bhav dkhte hain, Mgr swarth ya jbrdsti kr rhe Toh shyd glt ho
Ye pap m lene ko tyar hu pr apni madhav ko bhakha nhi rakh skti mere 3no bacho k liye khana bnega
Guru ji maa dorpati ji to mashik dhrm me fir v govind unke pass aaye o to nhi bhed bhav kiye
Kya mata ko svarag me jane ko nahi milega
Shareer nasht ho jaayega. Aatma has no gender. Atma na male hai na female. Toh jo uss aatma ka karm raha hoga, waisi gati milegi jeev aatma.
जब तक इस शरीर में आदमी रहता है चाहे वह स्त्री हो या पुरुष वह स्वर्ग नहीं जा सकता.स्त्रियों के नियम हैं कि उन दिनों में वह भगवान के लिए भोजन न बनाएं और ना ही किसी प्रकार का पूजा पाठ का अनुष्ठान करें.क्योंकि महिलाओं ने अपने दयालु स्वभाव के अनुरूप इंद्र के ऊपर एक दया कर त्याग किया था,इसिलिये उपयोग दौरन नियम को मनाना चाहिए.अगर भगवान में श्रद्धा है तो नियम को मनाना चाहिए,और अगर नियम नहीं मनाना है यानि श्रद्धा नहीं है तो फिर पूजा करना ही क्यों है ??
पुरुष के जो भी नियम बनाया गया है शरीर के रहने तक के हैं,
Uske Bad is sharir ko prapt karne per Jo karm Kiye Gaye uske anusar agla janm aur yoni nirdhamrit hoti hai.
Sab kasht istri k bhagya m
Periods ke time agar women apavitra hi jate hai, to duniya mein jo bhi bachcha paida hote hai sab apavitra hain. Kyunki woh 9 month to periods ke blood se hi bachcha janam leta hai.
Nhi, bachha period ke khoon me nhi hota hai , period ka khoon Ganda hota hai, jiska bahna jaruri hai, Pregnant hone par hi period band ho jaate hai, body me wo ganda khoon hota hi nhi..
Par ye sach hai ki woman kabhi apavitra nhi hoti
@@floraa474 9 mahine tak maa apne bacche ko periods ke khoon mei hei sichti hei isiliye wo khun sharir ke Bahar nahi aata