Nice information sir thank you🙏 sir meri aek query he ki mene aadi ka plant 18 ich ke siment ke pot me lagaya he 15 din hogaye lagye have nai patte aaye he jab lagane ke time mene sab khadh dala tha ab 15 din ke bad kya khadh dena hoga please riplay mi sir 🙏
ek bar apke pass jitne bhi fruits plants hai and uski soil media ka video banao plzz maine rice husk 50% baki mitti aur gover ki khad li to plants over water jaisa lag rha yelllow leaf ho gye hai
7 like 👍 very nice information 👌
Nice information sir thank you🙏 sir meri aek query he ki mene aadi ka plant 18 ich ke siment ke pot me lagaya he 15 din hogaye lagye have nai patte aaye he jab lagane ke time mene sab khadh dala tha ab 15 din ke bad kya khadh dena hoga please riplay mi sir 🙏
Very good video
Informative video 🌴👍
Thanks for visiting
Bihar mein ise satalu bhi bolate hain
ek bar apke pass jitne bhi fruits plants hai and uski soil media ka video banao plzz maine rice husk 50% baki mitti aur gover ki khad li to plants over water jaisa lag rha yelllow leaf ho gye hai
Plastic pot me mitti ka use nahi karna hai
Plastic pot me 80%rice huck 20%vermi compost de k lagana hai
Aap jo mitti ke badle use karte hain detail me bataeye
Mitti ke badle chawal ki bhussi hai jo barf ko dhak kar rakha jata hai,rice huck hai
abhi mere apple and aadu and kiwi orange plants ane wale hai to uska media same use kar sakta hu kya plz suggest
Han same rakhna hai
Pot ka selection uski hight ke hisab se karna chahiye ya width ke hisaab se ....agar 24 inch hight ho aur 15 inch width to thik rahega
फल वाला पौधा के लिए । हाइट और जड़ दोनो के हिसाब से pot लीजिए।जब पौधा 2से 3साल का हो जाए तब pot जितना बड़ा लीजिए उतना अच्छा रहेगा
Pot kaha se purchase karte hai
Pani Wale ke pass Jo ghar ghar pani dene aata hai usi ko kahne se de dega ,Jo dabba purana ho jata hai ya fat jata hai us ko fek deta hai
Thanks