Majaz - 04

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 5 ноя 2024

Комментарии • 19

  • @shafiquekhan7352
    @shafiquekhan7352 2 года назад +1

    بہترین خوبصورت پیشکش ھے

  • @kamleshkumardiwan
    @kamleshkumardiwan 2 года назад

    कुछ तुझको खबर है हम क्या क्या ये शोरि से दौरा भूल गए ,वो जुल्फ परेशा भूल गए वो गिरिया दौरा भूल गए ...........बहुत खूब गाया है गजल को डा.राधिका चौपड़ा जी ने अभिनंंदन
    भूपेन्द्र गिल साहब का शुक्रिया

  • @kamleshkumardiwan
    @kamleshkumardiwan 2 года назад

    अब मेरे पास तुम आई हो तो क्या आई हो
    मैने माना कि पैतरे रानाई हो ....... बेमिसाल गायकी है बहुत खूब अच्छा कम्पोजीशन है डा.राधिका चौपड़ा जी अभिनंंदन मुबारक हो 💐💐💐💐💐💐💐

  • @madhusethia1308
    @madhusethia1308 Год назад

    Wah, enjoyed it thoourpughly. Thanks for sharing it

  • @shafiquekhan7352
    @shafiquekhan7352 2 года назад

    Gill sahab ka andaze bayan bahut khubsurat aur la jawab hai

  • @cameoindia4425
    @cameoindia4425 24 дня назад

    A great shayar and a great human being. Majaz was way ahead of his time. Alas, went too soon

  • @talatchaudhry423
    @talatchaudhry423 Год назад

    Beautiful.

  • @ashfaqkhan282
    @ashfaqkhan282 6 лет назад +4

    Just pure Gem

  • @prakashchandrapincha4961
    @prakashchandrapincha4961 5 лет назад +1

    Wah wah, yun lagta hai jaise jehn ki pyaas mit gayi hai

  • @sandeepjindal70
    @sandeepjindal70 4 года назад +1

    Bhayeee waaaah. Ab tamanaa hai k inhein live sunun.

  • @abdullahkhan-bt8pd
    @abdullahkhan-bt8pd 6 лет назад +2

    Very nice anjumun e Majaaz
    Aaj ki Nazm mahbub ke naam saare jahaan ke...jinse Urdu zabaan ki chashni bhi waabista hai..Lambi hai magar ek baar Tawajju...
    Aaj daad o Tahseen na doge dost tau kab doge...badi mehnat se..
    Zabaan e Urdu meri Mahbub..
    Ek Nazm ek Geet......
    ( Sahbaaye Ghazal )
    ---------------------------------
    Main tera Majaaz aur tu meri mahbub sahba e ghazal
    Aa tere lafzon me her ek phool ki khushbu bhar dun
    Main tera adeeb e jaan sanayi e taameer hun
    Main kahin daagh kahin zauq kahin Ghalib kahin meer hun
    Aie meri husne mahbub ghazal teri shaan o shaukat ki qasam
    Teri zabaane sheerin ki qasam,
    Jamal e shabistan e Laila o Anis o Nazhat ki qasum
    Mere daaman se lipti hai tu abtuk yeh hai khuda ka fazal
    Main tera Majaaz aur tu meri mahbub sahbaye ghazal
    Aa tere lafzon mein her ek phool ki khushbu bhar dun
    In Lajaayi huyi aankhon mein tera ubalta hai suroor
    padh ker her zavia e husn tera yeh shayer kerta hai ghuroor
    Aie meri azraaye jaan tere khad o khaal ki milti nahi misaal
    Tu perwaan uoonhi chrdhti rahe din dune aur her saal
    Tu zindaan mein bhi hai zinda aur tera wujud hai door azal
    Main tera Majaaz aur tu meri mahbub sahbaaye ghazal
    Aa tere lafzon mein her ek phool ki khushbu bhar dun
    Tu Lakhnwu ki Hazrat Mahal hai kahin to kahin hai jhaansi ki lakshmi baai
    Tere ausaaf pe jaane kitni hi zabaane shirnayi
    Tu khuld e zamin khak hai kahin to kahin Khan e mahjabeen
    Tere rang roop ki tamaazat k kitne hi hain jaan e aafreen
    Tu karam ferma hai muflison mein bhi aur aiwaan e Mahal
    Main tera Majaaz aur tu meri mahbub sahbaaye ghazal
    Aa tere lafzon mein her ek phool ki khushbu bhar dun
    Tu raagni hai dilon mein chupe attoot jazbon ki
    Tu chashm hai nargisi deedaye numnaak chehron ki
    Aie meri gul e shabbo aie meri gule nasrin shahla e chamun
    Teri lazzat o taazgi se sairaab hota hai yeh komal mun
    Teri tilsimi soz e bayaani se kabhi ho jaata hai yeh dil chanchal
    Main tera Majaaz aur tu meri mahbub sahbaaye Ghazal
    Aa tere lafzon mein her ek phool ki khushbu bhar dun
    Rukh pe tere yeh shafuq ki laali ka hai anokha andaaz
    Jaan bahaq huye Teri khair e aabru kitne Iqbal o Jigar o Faraz o Majaaz
    Tera singhar hai gule kachnaar o mogra o juhi bela
    Teri khuchbu hai gule machkun aur gule nasrin o shahla
    Aie meri jaane hayaat aie meri nargise roop kanwal
    Main tera Majaaz aur tu meri mahbub sahbaaye ghazal
    Aa tere lafzon mein her ek phool ki khushbu bhar dun
    Yeh tera andaaz, yeh loch, yeh rangat yeh khumar
    sulagte dilon pe ker jaati hai thandhe mausam ki bahaar
    Main tera waamiq e jaan tu meri azraa e jahaan
    Main ek ghazal sara tu meri Urdu zabaan
    Main shaiyer e rumaan o Inqelaab tu meri shaeri ki hai pahal
    Main tera Majaaz aur tu meri mahbub sahbaaye Ghazal
    Aa tere lafzon mein her ek phool ki khushbu bhar dun..........!!
    Allah ho Akbar..
    Self n prompt n extempore written,
    Dr.Abdullah Khan,
    (Majaaz Alig),
    02-02-2018@02:38 AM,
    Abu Dhabi,UAE,
    00971-5522317723

  • @tripssalopal7554
    @tripssalopal7554 2 года назад

    Meharbani.🙏

  • @AbdulMajid-wl4hc
    @AbdulMajid-wl4hc 7 лет назад +2

    What a wonder!

  • @ahmedkazi113
    @ahmedkazi113 2 года назад

    Noora nurse ki charagiri main unkempt alfaz " labe goher afshan se ek shi chura li." Bare khoobsoort andaz se kahi. Jis ka matlab hai ikissed on her lips.

  • @sukomaldash3153
    @sukomaldash3153 2 года назад

    Roam joyless and useless in eve of burg I do
    Tread dazzling lively streets a vagabond I do
    Knock door to door in alien world how long I do
    O my poor heart O frenzy heart what do I do 🌷🌷

  • @MegaZindaDil
    @MegaZindaDil 3 года назад

    Sar-e -bazaar beparda awara phirna
    Koi aur shai hai ismat nahin hai

  • @syedatifhussainin
    @syedatifhussainin 3 года назад

    Yar ye shb kaun hain jo conduct kar rahey hain... Koi in ka naam to batao