Oh merci . Maman qui n 'est plus là depuis 2019 en a une comme ça mais je crois que nous n'avons pas pensé à la nettoyer je vais pouvoir regarder ça maintenant grâce à vous . Merci beaucoup vous êtes une véritable bricoleuse pleine de bonnes idées
Meyri machine singer fashion maker hai 30sal sey use ki ab nai chalti properly machanick ko dikhai per wo log khety hey ki iskey part bajar mey nahi miltey to kai ab mujey machine new leyni padey gi. Aap ko koi idiea ho to bataye plz🙏
Main bhi Meri machine ko 15 sal se istemal Karti hun didi aur mere Usha ki nahin machinery merit ki Hai singer ki machine Jo bahut acche chalti Hai aur Main bhi silai ka kam Karti hun aur aapse Sikh ke maine bahut sara bag banaya bhi hai aur apne rishtedaron mein sabko Diya bhi hai mere to bacche bhi kahate Hain ki mummy to pers bahut achcha banati ho tum online bhi Se lekar ya FIR apni dukaan mein bhi sel karo
Didi m to 20 saal se apni shaadi se pehle ki machine se hi silai karti hu or aaj bhi ek dum badhiya chalti h m silai pr kapde silti hun
Main bhi 10 saal se silai kar rahi hu or main bhi aise apni machine ko saaf karti hu😊
Very nice ma app ki hr video zaroor dekhti hon apka samjhane ka tariqa bht acha hai 😮
Aapke smjaane ka treeka mujhe bhut accha lgta ha mam very nyc
Yes very true
मेरी मशीन है 35 साल पुरानी आज भी बहुत अच्छी चलती है
मै भी इसी तरह मशीन साफ करती हू
मेरे मशीनको ३५साल हो गये है❤
Main bhi aise hi safai karti hun mery machine 31 saal purani maritt singer hi aaj bhi first class chalti hai
Meri bhi 20saal purani machine hai jab or wo aaj bhi bhot achi chalti hai
Meri machine bhi 44 years puraani hai , lekin bhoot badiya chalti hai aur new lagti hai awaaz bhi nahi karti
Oh merci . Maman qui n 'est plus là depuis 2019 en a une comme ça mais je crois que nous n'avons pas pensé à la nettoyer je vais pouvoir regarder ça maintenant grâce à vous . Merci beaucoup vous êtes une véritable bricoleuse pleine de bonnes idées
Sister aap ki vidio bahut acchi lagti h
Thanks for the tips
Thank you sister very useful 🙏 video ❤❤🎉🎉
Superb ❤
Useful video 🙏🙏
Nice di your to good 👍👍👍👍👍
Very nice ideas thank ❤❤
Good information thanx❤
Thank you 🙏🙏🙏🙏🙏
Very nice
Thank you so much
Dori kon shi use karte ho bate
Meyri machine singer fashion maker hai 30sal sey use ki ab nai chalti properly machanick ko dikhai per wo log khety hey ki iskey part bajar mey nahi miltey to kai ab mujey machine new leyni padey gi. Aap ko koi idiea ho to bataye plz🙏
Tq mam ❤❤❤❤❤
Mam meri machine ki teeth k upar wali nut nhi khulte h iske liye idea batao
Main bhi apni silai machine ko aise hi saf karti hu but kitne din bad aise sfai karni chahiye..?
Depend karta hai ki aap Kitna use karte hai .meri machine roz use hoti Hai Maine month mein ek baar saaf karti hoo
@craft2315 Thanks for reply
Main bhi chandigarh me rehti hu
Pendal chalna sikha do didi mujhe ni ate maine aj nayii Link machine
Meri eletrical machine hai usha janome . please uski bhi maintenance bata dijie
Di ap chandigarh me kaha rehte ho pls btao
मेरी भी उषा की यही वाली मशीन है मैं हर हफ्ते में इसकी सफाई करती हूं oiling करती हूं
Thanks
Meri machine bhi bilkul aisi hai usko 42 Sal ho gaye hain
Mam kya aap needle change krte ho
meri 16 no ke needle hamesha kaam karti hai . bas velvet ka suit stich karte waqt change karti hoo.
Shakti machine k liye konse number ki niddle une karna plz bataiye
Nai sui ko lagane par dhaga tutata he kya kare kese lagaye plz aap batana vi. Me
Main bhi Meri machine ko 15 sal se istemal Karti hun didi aur mere Usha ki nahin machinery merit ki Hai singer ki machine Jo bahut acche chalti Hai aur Main bhi silai ka kam Karti hun aur aapse Sikh ke maine bahut sara bag banaya bhi hai aur apne rishtedaron mein sabko Diya bhi hai mere to bacche bhi kahate Hain ki mummy to pers bahut achcha banati ho tum online bhi Se lekar ya FIR apni dukaan mein bhi sel karo
Meri beti k liye machine leni hai konsi lon
कितनी बार सफाई करनी चाहिए मशीन की ?
Silai machine ka pendal ka dhaaga kahan Milta hai didi
Please didi reply Jarur dijiyega
Kyunki Yahan dhaaga Nahin Milta Hai banana Bata dijiye
सिलाई बड़ी ना आये तो क्या करे
Mere pa salika hai40 year se use ho rahi hai
Machine Niche Se aur Upar Se dhaaga todti Hai To aap Kyon todti Hai Iske bare mein bhi aap bataiye Ki Kya Karen
Mam mujhe yah batao ki yah kitne number per rahte hain
16 no needle or number agar moti silai to 5 no par rakhe .barik silai tho 4 no - 3 no .
Me nhi aise hi saf karti hu di
Meri bhi 17 saal purani Usha ki hi hai
Dikhne me bhi nai aur chalane me bhi
Abhi handle nhi hatayen hai