Bhai maine 2005 ki swift kharidi hai good excellent condition hai sab aacha hai. But mileage ka pata nahin chal raha hai. Apko kya lagta hai kitna deegi 1liter mein
driving condition pe depend krta koi bhi car 40 se 70 ke beech chalegi highest mileage nikalegi usse jitna upar jaoge utna kam hoti rehti ab bhagani bhi logon ko aur average bhi chahiye.
Good job brother
@@RajuMunda-jc8ts shukriya Bhai
Jai Jai SitaRam ❤🙏🏻
Very very nice video
@@SatendraSingh-u5d shukriya
18 se 20 ka deti hai 40-60 ki speed me and 80-100 me 14-16 ka awradge deti hai mere paas bhi hai..
@@rajubhaiya363 petrol hai
Bhai maine 2005 ki swift kharidi hai good excellent condition hai sab aacha hai. But mileage ka pata nahin chal raha hai. Apko kya lagta hai kitna deegi 1liter mein
@@mohdabdulfareed7871 bro maine to test kiya hai apke samne hi h video but 12 ki to deti hogi
Koshish kare ki 5 th gear me chalaye Jada se jada accha awrage deti hai
@@rajubhaiya363 achha
Hi bro aapki swift mai jhatke hai kya? Meri swift jhatke de rahi hai sab engine hai pls help
engine miss fire
Plug check karwa lo bhai
@@aryannair8825 nahi bro meri bhut achhi chalti hai
,🤝🤝🤝🙏🙏🙏
2014 swift petrol price gree colour h
Price kya hona chiye
Which year ?
@@bhanupratap8089 2009
Bhai 2012 model 77600 chali hui hai.
2.5l bol raha hai.
Kitna saahi hoga rate?
Like aur subscribe karliya bun reply kardena😅
No bro jyada h... Diesel mil jaygi isse achi 2014-15 model
कोनसा मॉडल हे
@@devramselwane8397 2009
kitne cc ki car hai
@@prathameshnatalkar3560 1300 cc
40 ki speed pe to dege he.
modification
Old thar modified hai vo 6 ha deti h 😂
Achha
de skati hai
@@ramady2309 hmm
Bhai 2011 ka swift vxi first generation ha 60000km chala hua kitna tk lena sahi hoga
1.6 to 1.7lac
1lak
60k chali nhi hogi
Sahi hogi to 1.40 dena
Meri car 10 ka millage de rahi hain
De nahi sakti bhai... 10-12 km bahot hua
@@BammuKatrat mera bhai yakin to hmko bhi nahi hua itna dekh kar but samne hi hai video?
@@shashanksingh7953 mere paas bhi 2007 ka Zxi model..hai .. without ac 10-12 deti hai
driving condition pe depend krta koi bhi car 40 se 70 ke beech chalegi highest mileage nikalegi usse jitna upar jaoge utna kam hoti rehti ab bhagani bhi logon ko aur average bhi chahiye.