Hazrat mein shaadi sab padh kar aana chahta hun main misr to kaise aaun kaun se madrase se aao uske liye Mowgli ki marksheet jaruri hai ya koi si bhi madrase se padhakar a sakte hain
Ji pehle Sadisa padh Len ap khub Mehnat se .. Arabic me bhi Khub mehnat Karen side se Padhte rahen Arabic Uske bad dekhen Kis madarsa Ka ilhaq h misr Al azhar university se Ya humse maloom Kar lena Jis madarse Ka ilhaq hoga us Madarse se marksheet Le len Jis marksheet ko shahdate sanwiya kaha Jata h .... Uske bad ticket visa lekar misr AA jayen
Me Abdul mubeen bol rha hu me maharera shrif me dini talim chalu hai our me yaha se apni mukammal padhai karne ke baad misr aana chahta hu our me ek midil class femali se hu agr meri kuch madad kar de to bdi mehrbani hogi aap ki
First of all you need marksheet named sahadat e sanviyaa (Secendary certificate) And you will buy the secondary certificate from those madrasas which will be affiliated to Azhar After that you will go Egypt And you will take addmission there
Minha se aane Ka matlub Ap KO ticket visa Azhar University se ho milega Baqi personally apka kharcha hoga jitna bhi ho Jaye To ap jis madarse ke through aaynge vo jitna Paisa Len utna hi Kharch aayga
Minha se aane ke liye pehle achhe se confirm kr Lena ilhaq h bhi ya nhi Ya humse maloom kr lene Ap AA jayen aur ilhaq na ho To pareshani Ka samna Karna padh jayega
As salam alekum hazrat...mere bacho ko qari ka course karwana hi ..abhe wo 5th class english medium me hi...age 11 year hi...arabi tagwed se padleya hi...agee ka process kya hi ..plz rehnumaye farmye
Apne nazdin Jo aalim ya qari sahb ho ap unse rabta karen Abhi school ki padhai jari rakhen Aur sath hi me kisi acche aalim ka pass bhej diya kren tution ke liye
Aasalamualikum Sir Maine Bachelor of Arts complete kiya Lekin mai ab chahti hu ki islamic studies padhu Kya mera admission hoga Al Azhar university mai Ya mujhe pehle koi islamic course krna padhega Aur agar mera admission hoga aise hi mujhe kis class mai dakhila mulega
Ji ho to jayega addmission Al Azhar university me .. But uske liye Arabi itni aana zaruri h k ap communicate kr saken aur Agar koi arabi bol raha h to samjh saken
Doosri bat bachler of arts apka complete ho gya Mera mashwara to yahi rahega ki islamic studies India me hi reh kr padh le kisi se tution ya phir Madarse me reh kr padh len
بھائیو، میری عمر 52 سال ہو چکی ہے اور عرب ممالک میں دینی تعلیم حاصل کرنا چاہتا ہوں، اگرچہ میری پہلی ترجیح جامعہ مدینہ منورہ ہے البتہ اولین ترجیحات میں جامعہ الازہر بھی ہے لہٰذا آپ بھائیوں سے داخلے پر مبنی رہنمائی چاہتا ہوں، جزاک اللہ خیر، آمین 🤲💞
Assalamualaikum hazrat Hamari chote bhai joki hafee Quran hy my unko bhejna chata hu mdarsh Al jamiya Ajhari me to kayse bhej sakte he aur Kitna kharca huga India se
@@AFZALRAZAOFFICIAL786 theek hai bhai bahut shukriya Allah aap ko jazaye khair Dey .. bhai aap se barahe raast baat ho sakti hai kya kuch discuss karna hai ...
Bahar bhi kuch jamiya hai Jo students ki help krte hai Vo test lete hai Agar usme pass ho jayen To dete hai Ye Azhar university ki janib se jab tak nhi milta ... Tub tak milta h
i have completed my sanviyaa before 10 years in 2014 also i have sahadat e sanviyaa certificate. now my age is 29 i want to continue my islamic studies... i searched online learning from Al azhar university BA in islamic science and Arabic studies... Please give me some suggestions that will help to continue my islamic studies? give me your contact number i want suggestion from you brother.
Bahut achi update madrsa students ke liye
Masha Allah
Bahut Umdah
Alhamdulillah good sajesan mere bhai 👍👍👍🇮🇳🇮🇳🇮🇳
Mashallah..Ap bahut hi behtreen kam kr rhe ho👌👌❤❤👍👍
Masha Allah
Afzal Bhai bhut knowledge full video banai hai aapne
Bahut khub Masha Allah
Bahut acha padhne ke sath sath knowledge bhi dete raho esi hi
Very important Knowledge 😊
Mashallah bahut khub ❤❤
تیغی صاحب آپ نے آنکھیں کھول دی بہت واضح بیان فرمایا جو ہر سنی سمجھ سکتا ہے
آپ کی محبتوں کا شکریہ ❣️
Bahut shukriya Hazrat ❣️❣️❣️
ماشاءاللہ
SUBHAN ALLAH 🎉🎉🎉
Masha allah
Masha Allah ❤
Bahut khub ❤❤❤
Masha Allah bahut khoob hazrat
ماشاالله بہت خوب ❤❤
Mashallah
बहुत खूब जी जनाब
❤❤❤❤❤
وعلیکم السلام ورحمتہ اللّٰہ وبرکاتہ 🤲💞
Waah bhut khoob
ماشاءاللہ 🤲💞
ماشاءاللہ ماشاءاللہ ماشاءاللہ
Mai Nepal se hu abhi Mai Qatar me hu mujhe Azhar me padhne ka bahot Shok hai Meri rahnumai farmaye
Hazrat mein shaadi sab padh kar aana chahta hun main misr to kaise aaun kaun se madrase se aao uske liye Mowgli ki marksheet jaruri hai ya koi si bhi madrase se padhakar a sakte hain
Ji pehle Sadisa padh Len ap khub
Mehnat se .. Arabic me bhi
Khub mehnat Karen side se
Padhte rahen Arabic
Uske bad dekhen
Kis madarsa Ka ilhaq h misr Al azhar university se
Ya humse maloom Kar lena
Jis madarse Ka ilhaq hoga us
Madarse se marksheet Le len
Jis marksheet ko shahdate sanwiya kaha
Jata h ....
Uske bad ticket visa lekar misr AA jayen
ALLAH PAK AASANIYAN FARMAYE
@@AFZALRAZAOFFICIAL786 Hazrat aapki najar mein khamisa shaadi sa kaun se madrase mein padhna behtar hoga Jamia Azhar ke hisab se
Jo madarsa apko behtar lage
Wahan padh Len
Lekin Arabi adab
Side se padhte rahe
@@mohammadafzalqadri1006 Hazrat aap kahan hain
assalamu alekum warahmatullah he wa batakatu
Insha allah me bhi jamia al azhar se padhaai jasil karuga Insha allah
Me india me jamia tur raza bareilly sharif se padhuga pehle insha allah
❣️
شکریہ شیخ آپ کا
❣️☺️
Me Abdul mubeen bol rha hu me maharera shrif me dini talim chalu hai our me yaha se apni mukammal padhai karne ke baad misr aana chahta hu our me ek midil class femali se hu agr meri kuch madad kar de to bdi mehrbani hogi aap ki
Mahrera Sayed najib sahb ke madarse me
حضرت انڈیا کے مدارس کا الحاق ابھی شاید الازہر سے ختم ہے تو اب مرکز پڑھنے کے لئے کیسے آیا جائے ؟
حضرت آپ نے یہ نہیں بتایا کہ دس ہزار روپے مہینہ، یا سال؟
حضرت مصر آوں گا تو کاروائی آپ کروا دیں گے
Bilkul karewayge
insha'Allah
Please send the Courses in Jamia Al Azhar .. Can girls take Admissions. if yes from which age? Shukriya
I don't have the courses of Al Azhar right now..
Yes girl's also take addmission
Many faculties are in azhar for girls...
They can take it at any age
@@AFZALRAZAOFFICIAL786how can i take admission plz help me out for this
First of all you need marksheet named sahadat e sanviyaa
(Secendary certificate)
And you will buy the secondary certificate from those madrasas which will be affiliated to Azhar
After that you will go Egypt
And you will take addmission there
Assalamualaikum janab muhe Jamiatul Azhar me dakhila lena hai me is saal Arabi panjum me hu mera naam Bilal Ahmad he
Mashallah
Kab lena h isi saal
Ya kuch saal bad
Al azhar university kya online study provide krta hai..??
Assalamualaikum
Aligarh Muslim University se MA Sunni theology karne ke baad kiya Jamia Al Azhar mei PHD mein dakhila le sakte hain..?
Ap Aligarh Muslim University me
Padhai kr rahe hai
Mene bhi bridge course kiya h waha se 2 saal pehle
Nhi liya ja sakta bhai
حضرت جو لوگ منھا سے آتے ہیں انڈیا سے مصر تک پہنچنے میں ان کا کتنا خرچہ ہو جاتا ہے ؟؟؟؟
براہ کرم ضرور بتائیے
Jis madarse SE aap AA rahe hai
Uspe depend krta h ye
K madarse wale kitne paise lenge apse
Minha se aane Ka matlub
Ap KO ticket visa Azhar University se ho milega
Baqi personally apka kharcha hoga jitna bhi ho Jaye
To ap jis madarse ke through aaynge vo jitna Paisa Len utna hi Kharch aayga
Abhi to Minha pe aana possible nhi h
Kyoki ilhaq nhi h abhi madaris
Ka jub ilhaq renew ho jayega
Tub ap Minha se ap payenge
Minha se aane ke liye pehle achhe se confirm kr Lena ilhaq h bhi ya nhi
Ya humse maloom kr lene
Ap AA jayen aur ilhaq na ho
To pareshani Ka samna Karna padh jayega
Jazakallah azhari sb.
As salam alekum hazrat...mere bacho ko qari ka course karwana hi ..abhe wo 5th class english medium me hi...age 11 year hi...arabi tagwed se padleya hi...agee ka process kya hi ..plz rehnumaye farmye
Wa alikum asslam
Apne nazdin Jo aalim ya qari sahb ho ap unse rabta karen
Abhi school ki padhai jari rakhen
Aur sath hi me kisi acche aalim ka pass bhej diya kren tution ke liye
Aasalamualikum Sir
Maine Bachelor of Arts complete kiya
Lekin mai ab chahti hu ki islamic studies padhu
Kya mera admission hoga Al Azhar university mai
Ya mujhe pehle koi islamic course krna padhega
Aur agar mera admission hoga aise hi mujhe kis class mai dakhila mulega
Wa alikum asslam
Ji ho to jayega addmission Al Azhar university me ..
But uske liye Arabi itni aana zaruri h k ap communicate kr saken aur
Agar koi arabi bol raha h to samjh saken
Is liye behtar ye h India me hi reh kr pehley thodi Arabi seekh Li jaye
Itni k bolna aur samjhna aa jaye
Phir jayen to Behtar h
Doosri bat bachler of arts apka complete ho gya
Mera mashwara to yahi rahega ki islamic studies India me hi reh kr padh le kisi se tution ya phir Madarse me reh kr padh len
Aasalamualikum
Main ek idhare mai jaati hu
Study center sunday ko hamari classes hoti hai
Maulana
Hamen Al Azhar ke market mein jaane ke liye kaun se mahine mein apply karna hoga?
Kisi mahine me bhi chale jao
Pehle wahan kuch mahine markaz padhna hoga
بھائیو، میری عمر 52 سال ہو چکی ہے اور عرب ممالک میں دینی تعلیم حاصل کرنا چاہتا ہوں، اگرچہ میری پہلی ترجیح جامعہ مدینہ منورہ ہے البتہ اولین ترجیحات میں جامعہ الازہر بھی ہے لہٰذا آپ بھائیوں سے داخلے پر مبنی رہنمائی چاہتا ہوں، جزاک اللہ خیر، آمین 🤲💞
+917668991830
WhatsApp message ki jiye
شیخ !
ذرا یہ بتائیں کہ کتنے دنوں کے بعد میں منہا ہو جاتا ہے ؟
میں آپ کا ممنون و مشکور ہونگا
جو سوالات ہیں آپکے آپ بنا جھجک معلوم کر لیں کؤی مسئلہ نہیں ہے
منہا ہونے میں لگ بھگ ڈیڑھ سال یا ایک سال لگ جاتا ہے
لیکن کچھ جمعیت باہر بھی ہیں انسے بھی ملنے لگتا ہے
1500 پاؤنڈ
❤
شیخ!
منہا ہو جانے کے بعد کیا کیا سہولتیں الازہر کی طرف سے ملتی ہیں ؟
منہا ہو جانے کے بعد آپ کو 2500 پاؤنڈ ملتے ہیں ازھر کی جانب سے
اور پھر آپ ہوسٹل میں بھی رہ سکتے ہیں
Assalamualaikum hazrat
Hamari chote bhai joki hafee
Quran hy my unko bhejna chata hu mdarsh Al jamiya Ajhari me to kayse bhej sakte he aur Kitna kharca huga India se
Abhi sirf Hafiz e Qur'an hai ?
Pehle Dars E Nizami padha li jiye yahi India me
5 Saal uske bad bhejna
Molviyat ki padhai padha len
Pehle india me 5 Saal tak
حضرت آپکا نمبر مل سکتا ہے کچھ ضروری ببات کرنی تھی میں محمد ریاض علی کیرالا سے اس میرا یہاں کلیہ ختم ہونے والا ہے تو آپ سے کچھ جانکاری لینی تھی
اللہ آپ کو جزائے خیر عطا فرمائے
7500441050
السلام علیکم و رحمۃ اللہ وبرکاتہ
آپ خیریت سے ہیں حضرت
حضرت مصر میں موبائل رکھنے کا علاؤ ہے بتائیں ضرور
وعلیکم السلام ورحمتہ اللہ وبرکاتہ
جی الحمد للہ
Ji ji bilkul allow h
اگر کسی نے کنز المدارس سے ایم اے عربی کیا ہو تو الازھر شریف میں ایم فل میں داخلہ کی کیا ترکیب
Agar us madsrse Ka ilhaq Hoga Azhar SE tub addmison Hoga
@@AFZALRAZAOFFICIAL786 agr ilhaq na ho to koi surat Hai?
Ap bta skta Pakistan ma kis mudrasa ma ilhaq hai
Ilhaq wale madsrse SE maarkshit kharidni padegi
Kisi Ka Nahi Hai Iss Waqt
Lekin Jinka Pehlay Tha Woh Bhejta Sharif Aur Bharchundi Sharif Hai
Assalamualaikum warahmatullahi wabarakatuh
Bhai passport ECR Ya Non ECR koi bhi chalega ya Non ECR hi hona chahiye?
Wa alikum asslam wa rahmatullahi wa Barakat uh
Non ecr hi hona chiye brother
Study ke liye
@@AFZALRAZAOFFICIAL786 theek hai bhai bahut shukriya Allah aap ko jazaye khair Dey .. bhai aap se barahe raast baat ho sakti hai kya kuch discuss karna hai ...
@junaidspeaks842 7500441050
@junaidspeaks842 ok
شیخ!
باہر سے ملنے لگتا ہے 1500 پاؤنڈ اس کا کیا مطلب ہے ؟
اور یہ کتنے دنوں بعد ملتا ہے ؟
Bahar bhi kuch jamiya hai
Jo students ki help krte hai
Vo test lete hai
Agar usme pass ho jayen
To dete hai
Ye Azhar university ki janib se jab tak nhi milta ...
Tub tak milta h
Nedwa tul ulama ka ilhaq h kya
Nhi maloom
Kari aana padhne mein kitna kharch hota hai
کروائی ہونے کے بعد سال بھر کا کتنا خرچہ آئے گا رہنمائی فرمائیں
Karwai mukammal hone ke bad
Ek Saal Ka Kam se Kam 2 lakh ya 2 lakh 50 hazar Ka to intezam Hona chaiye
Rabiyah jamaat kya hai?
English mein bataaein
When we are taught in the madrasa, we call it a class.
Rabiya is a name of forth class in madrasa
@@AFZALRAZAOFFICIAL786no it's 10th class
@@Avni-o7d 😊
In madrasa rabiya jamat is forth class
حضرت جو غیر منہا میں جامعہ ازہر جائے داخلہ ہوجانے کے بعد ہر مہینے میں کم از کم کتنا خرچ آئے گا کھانا روم کرایہ لیکر جانے کی بڑی خواہش ہے
ہر مہینے میں تقریباً 15 ہزار خرچ ہونگے
اللہ آسانیاں فرمائے
@@AFZALRAZAOFFICIAL786حضرت 15 ہزار کتنے مہینے تک خرچہ آئیگا
@@AFZALRAZAOFFICIAL786مرکز میں کتنے دن تک تقریبا رہنا پڑتا ہے حضرت
may ra sawal ha
شیخ!
منہا ہو جانے کے بعد کیا آنے جانے کے لئے ٹکٹ بھی ملتا ہے ؟
اللہ تعالیٰ آپ کو جزاء خیر دے!
Ji milta h
Ek doosre saal pass karne pe aane jane ka
Aur ek akhri martaba jane ka
Finle
Bus do bar
Masha Allah bahooth khoob Jazakallah
Hazrat wahan par test wagera hota hai ki nahin
Ji hota h
Aap se bat kis no par hosakti h plz
10 k indian ruppe for month or a year
For month brother
Ye Maslak e Ala Hazrat wala madarsa hai?
Ji alhamdulillah
@AFZALRAZAOFFICIAL786 ❤️🩹
Our khrcha kitna aayega
Video ache se dekho full discussion kr chuke hai kharche pe bhi
Main Hafiz hu kerat ki padhaai misra mein karna chahta hun kaise kya karna padega Hazrat please
+91 97981 16259
Is number pe WhatsApp messages kro
Ladkiyon ko bhi padhaya jata hai
Ji
انت فی بکالوریوس ام ماجستر ؟
انا فی الکلیۃ
لیس فی ماجستیر
Assalamualaikum bhai 10000 per month ya year
Month
Indian rupee mein 10,000
Ji
i have completed my sanviyaa before 10 years in 2014 also i have sahadat e sanviyaa certificate.
now my age is 29 i want to continue my islamic studies...
i searched online learning from Al azhar university BA in islamic science and Arabic studies...
Please give me some suggestions that will help to continue my islamic studies?
give me your contact number i want suggestion from you brother.
Mashallah
Where are you from
Brother?
And in which institute you completed shahadat e sanviyaa
@@AFZALRAZAOFFICIAL786
I studies in Islamiya Arabic college, mansoora in Karnataka..
Brother kindly suggest me what to do?
Contact me on WhatsApp
ماشاءاللہ
❤❤❤❤
Mashallah
❤
Mashallah
❤❤❤❤
❤❤❤
❤❤❤
❤❤❤