Dekho bhailogo aur candidates jis exam ki bhi Aap taiyari karna chaho ya kar rahe ho agar uska detailed roadmap aapke paas hai toh exam qualify kar paaoge,,,,uske liye kya padhna hai kaha se padhna hai thoda help aur suggestion dena chahta hu ki pehle us exam ka Syllabus likh lo copy pe ya download, uske baad us exam ke previous year question paper uthao aur dekho question kis type ke ,kis level ke, aur kaha se aa rahe hai,,,,uske baad joh theory cover karni hai jaise Math ,reasoning, gk, gs,,english etc,,,,voh aap kisi bhi joh bhi manpasand ya jo aapko sahi lage teacher online ,,us se concept aur chaper cover karlo aur batch ya cource lekar karna chaho jaisi aapki iccha vaise karo lekin syllabus concept topic chapter cover karna jaruri hai,,,kyuki uske bina ek sawaal tak nahi hilega ya solve nahi ho payega agar us se related aa gaya exam me,,,,jaise hai topic chapter khatm ho,,,,practice karo us particular chapter ya topic ki question lagake usi type ke uske liye PYQ solved ki practice set book jarur rakho saath me bus end me practice aur mock dete jao bus ye strategy hai kisi bhi exam ki chahe voh railway ho ya ssc ho ya koi bhi departmental ya educational exam hi kyu na ho,,,,,,,,,,baki baat rahi particular Ntpc ya group-d ki toh Kiran publications ke pyq practice set ki book lagao rrb ke exam aur bhi cover kar loge ,,,math rwasoning gk gs,,,,,aur speedy aur Lucent,,,,,dekho bhailogo in kitabo me compilation hai saalo se puche jane vale question ka aur unke solution bhi ,,aur ek level ke type ke bhi question hai ,,,,toh pyq aur sabse jyada practice jaruri hai ye dhyan rakho,,,1 topic ya chapter ke me kehta hu book se 100 question laga daalo kese nahi cover hoga,,,,question pareshan hi nahi kar payeega agar thoda out bhi aaya,,,,,bus taiyaari us level ki karlo ki exam acche se qualify ho,,,,,aur main cheej practice practice and only practice and Analysis of pyq or pattern 🙏🙏🙏🙏
@@ajaychaudhary1523 bilkul constable niklega Bhai ab same digit to nahi milegaa 100% to kisi book se nahi hoga uske liye kayi book ka analysis karna padega . Jitne me selection hona hai utna questions bade araam se bn jayegaa bhai
@@ShankarForStudentsir mera running hand main sign nahi hai railway ntpc main aaj tak jo bhi form bhare hain sab main same sign hai wohi sign isme bhi hai toh form reject hoga kya?
Math me marks lane padenge .. kya mast tip di hai, hamare ko pata hi nahi tha... Aur PYQ wala Gyan to jabardast tha... Current affairs kahi se bhi kar lo.. wow kya tip hai.. bohot fayda hua is video se..
@@Raja_067 usne pass kar liya isla matlab ye nahi ki kuch faltu video ki tarif karunga mai... aur ek bat , mai already State government me hu , mai kuch bhi bolunga to maan lega kya tu.. aur agar aisa hai to ullu ka pattha hai tu
@@Raja_067 usne pass kar liya isla matlab ye nahi ki kuch faltu video ki tarif karunga mai... aur ek bat , mai already State government me hu , mai kuch bhi bolunga to maan lega kya tu.. aur agar aisa hai to ullu ka pattha hai tu.. ek bat bata jo usne boli aur tuze fayda hua ho.. chal bata de tu ab.
@@AyyoGamer to tu State government me hai to apne aap hosiyar ka choda samajh raha hai, me yaha Teri nigative soch ki bat kar raha.. uski bat ka samarthan nahi kar raha kamse kam apni soch to dhang ki rakh le.. padha likha hoke bhi gawaron jaisi soch rakhta hai ishyalu hai tu ...😐
Bhaiya hm bilkul fresher student hai Self study karke ntpc ka exam clear ho sakta hai Kochine ka koi option nhi hai kaise self study kare taki exam clear ho jaye plzzz rpl karna
Lucent ek factual book hi hai bhai isse summaries Kiya gya hai isliye aap isme kuch v skip nhi kar sakte hai.. aur rha sawal kitni baar padhe to jab tak job nhi lag jaye tb tk isko padhte rhye❤️
Bhai ji typing post bhara hu aur handicap se hu vi aur mera board kolkata hai kya typing me koi ek hi dena hoga waha ma english ya hindi kyun ki form bharane time option nhi diya tha koi ek sellect karne ko kya hamare liye safe score kya hoga vi ews ke liye
Dekho bhailogo aur candidates jis exam ki bhi Aap taiyari karna chaho ya kar rahe ho agar uska detailed roadmap aapke paas hai toh exam qualify kar paaoge,,,,uske liye kya padhna hai kaha se padhna hai thoda help aur suggestion dena chahta hu ki pehle us exam ka Syllabus likh lo copy pe ya download, uske baad us exam ke previous year question paper uthao aur dekho question kis type ke ,kis level ke, aur kaha se aa rahe hai,,,,uske baad joh theory cover karni hai jaise Math ,reasoning, gk, gs,,english etc,,,,voh aap kisi bhi joh bhi manpasand ya jo aapko sahi lage teacher online ,,us se concept aur chaper cover karlo aur batch ya cource lekar karna chaho jaisi aapki iccha vaise karo lekin syllabus concept topic chapter cover karna jaruri hai,,,kyuki uske bina ek sawaal tak nahi hilega ya solve nahi ho payega agar us se related aa gaya exam me,,,,jaise hai topic chapter khatm ho,,,,practice karo us particular chapter ya topic ki question lagake usi type ke uske liye PYQ solved ki practice set book jarur rakho saath me bus end me practice aur mock dete jao bus ye strategy hai kisi bhi exam ki chahe voh railway ho ya ssc ho ya koi bhi departmental ya educational exam hi kyu na ho,,,,,,,,,,baki baat rahi particular Ntpc ya group-d ki toh Kiran publications ke pyq practice set ki book lagao rrb ke exam aur bhi cover kar loge ,,,math rwasoning gk gs,,,,,aur speedy aur Lucent,,,,,dekho bhailogo in kitabo me compilation hai saalo se puche jane vale question ka aur unke solution bhi ,,aur ek level ke type ke bhi question hai ,,,,toh pyq aur sabse jyada practice jaruri hai ye dhyan rakho,,,1 topic ya chapter ke me kehta hu book se 100 question laga daalo kese nahi cover hoga,,,,question pareshan hi nahi kar payeega agar thoda out bhi aaya,,,,,bus taiyaari us level ki karlo ki exam acche se qualify ho,,,,,aur main cheej practice practice and only practice and Analysis of pyq or pattern 🙏🙏🙏🙏
❤
❤❤❤ thank you so much 😊
waah bhai thank you very much love from maharashtra ❤😊
❤
@@vaibhavsharmaaaaa 👍🙏💪😍
Believe in yourself and smart work and postive think aur negtive person se door rho
बहुत ही धन्यवाद भाई अच्छी जानकारी देने के लिए god bless u
Thanks sir jab 2018 or 2019 NTPC ki vacancy ayi thi tab me bachha tha 😅😊 ab me bda ho gya hu selection lena h 2024 mai
Thanks sir for guidance ❤
Mam आज मैने order कर दिया है, उम्मीद करते हैं कारगर साबित होगा, आपके ही video से मुझे भरोसा हुआ है... अब आगे देखते हैं🙏
Bhaiya ntpc ke liye math or reasoning ka chapters send kariye jo bhi important chapters hai please bhaiya
Bhai sabse best h
Mast motivation Diya
Kuchh log youtube par bekuff bnate h
Chennai se bhara isliye😂hua
Maths:-RS agrwal
Reasoning:-arihant
Gk :-Lucent
PYQ ;-pletform rukami publiction ya fir pencel
Or testbook pr mock do👍🏻
Sir advance math toh RS Agarwal se cover nhi ho pata hai
Bhai ab RS aggarwal se Constable ki Post na nikalti ntpc kya niklega 😂
@@ajaychaudhary1523pre nikl jaata hi isse maine nikala hi ha mains nhi ho pata is book se
@@pooranjorasia4027 math sahil sir se padh lo bhai
@@ajaychaudhary1523 bilkul constable niklega Bhai ab same digit to nahi milegaa 100% to kisi book se nahi hoga uske liye kayi book ka analysis karna padega .
Jitne me selection hona hai utna questions bade araam se bn jayegaa bhai
Bhai rel ki patri se utar ke video banao😢...train arhi hai piche
😂
😂😂😂😂
Sir reasoning ka book koun lu please 🙏 reply me sir
Bhaiya aapse na ek request hai ki GK GS mein kon kon topic se sabse jayeda questions aate hai uska ek video bana dijiye please 😐
Ok bhai❤
Best motivator of my lyf 🎉
Tq bhai
@@ShankarForStudentsir mera running hand main sign nahi hai railway ntpc main aaj tak jo bhi form bhare hain sab main same sign hai wohi sign isme bhi hai toh form reject hoga kya?
Thanku bahut अच्छा ज्ञान ❤❤
❤️
RRB NTPC ke liye Previous year set kis Book me Milega, only previous year question set for RRB NTPC
Sir thoda science k bare me btaye, theory+ pyq k liye best strategy btaye👍🏻👍🏻👍🏻🪔🎇
Thankyou bhai 😊 for ur guidance
Wow Sir lajabab❤
Bhai mene rrb ntpc (greduate level ) ahemdabad se form fill kiya safe rhunga kya
SC category se women safe zone bata dijiye plz
Math reasoning ke liye kaun se prakashan kitab Lena chahiye
Lucent book se cover ho jayega kya bhai ya extra bhi kuch padna padega
Previous year ka question kaha milega kon sa web site pe
Math aur reasoning ke liye suru se kaise study karen
Math me marks lane padenge .. kya mast tip di hai, hamare ko pata hi nahi tha... Aur PYQ wala Gyan to jabardast tha... Current affairs kahi se bhi kar lo.. wow kya tip hai.. bohot fayda hua is video se..
Agr buta ho to pahle nikalo fir gyan dena majak udhana to bahut aasan hai 👍
@@Raja_067 usne pass kar liya isla matlab ye nahi ki kuch faltu video ki tarif karunga mai... aur ek bat , mai already State government me hu , mai kuch bhi bolunga to maan lega kya tu.. aur agar aisa hai to ullu ka pattha hai tu
@@Raja_067 usne pass kar liya isla matlab ye nahi ki kuch faltu video ki tarif karunga mai... aur ek bat , mai already State government me hu , mai kuch bhi bolunga to maan lega kya tu.. aur agar aisa hai to ullu ka pattha hai tu.. ek bat bata jo usne boli aur tuze fayda hua ho.. chal bata de tu ab.
@@AyyoGamer to tu State government me hai to apne aap hosiyar ka choda samajh raha hai, me yaha Teri nigative soch ki bat kar raha.. uski bat ka samarthan nahi kar raha kamse kam apni soch to dhang ki rakh le.. padha likha hoke bhi gawaron jaisi soch rakhta hai ishyalu hai tu ...😐
@@wonderGadgets730 wo accha hoga.. mai is video ki baat kar raha hu..
आप मैथ और रिजनिंग के लिए कौन सा बुक रेफर किए थे
भाई मैं BA Distance से किया हु मान्य होगा कि नहीं please रिप्लाई करिए
Form humne fill kr diye h ab direct exam mai jana hai ky , form reject hote h ky hotA hai toh HUM KAISE pata chalega.
Bhai sugar problem ka koi solution batao
Gk book ka name thik se dikhai hi nhi de rha
mujhe ntpc aur tech.. me kya karna padhta hai kucchj pata nhi i'm new pleased solve my confusion
Sir haptatics B hai medical may koe dikat to nahi hoga please batay sir 😢😢😢😢
Sir math ki taiyari kaise kiye the aap please explain kijiye 😢😢
Apke Nazar me reasoning aur math ka best teacher kaun hai . Kyunki sahi margdarshan ke bina possible nhi hai .
Bhai adity Patel sir ek number ka math samjhte hai bhai
Abhishek ojha
Bhai Awadh ojha best maths teacher
Aaditya patel sir best gs teacher
Rakesh yadav best Reasoning teacher
Bhaiya chenni me koi problem to nhi hota rehme. Me
Current affairs ke liye bataye kaha se tyar kru
Bhaiya hm bilkul fresher student hai
Self study karke ntpc ka exam clear ho sakta hai
Kochine ka koi option nhi hai kaise self study kare taki exam clear ho jaye plzzz rpl karna
Lucent kaise pdha tha apne??mujhe to bhut boring lgta h..
Sir math or reasoning ke kaun sa book banaye m math reasoning m bahut kamzor hu
Thanks bhai guide krna ke liya
Track par kyun baithe hai sir
Congratulations 🎉🎉🎉🎉🎉
Kya group d mein 2 exam honge ya bahi patern rahega
Science ka book suggest Kare bahot confused hoon
Sir Aditya ranjan sir ki maths book li hai kya ye 💯 sahi hai ntpc ke liye
Han thik hai ussi ko baar baar kijiye
Bhai science k liye bolo book suggest karo
Bhai 0 se prepration railway ka kaise kren pls math 0 reso 0
Mera Bhai v Chennai board me cctc ke post par hai bhaiya
Math ka calculative value kyse easily solve hota hai exam mein ?
Sir start kaha se kare😢😢😢
Yehi to Janna hai ki previous year question papers NTPC ka kahan se download kare sir
Math ka liye bhaiya konsi book leye
Bahi apne job profile ke bare me btao
❤ from Bihar ❤
@@Avinashkumar-jt3kg ❤️
Books batado please
Sir Lucent ko kinte times reading karna enough h
Lucent se kuchh topic skip karna h ya sare topic ko read karna
Please reply sir
Lucent ek factual book hi hai bhai isse summaries Kiya gya hai isliye aap isme kuch v skip nhi kar sakte hai.. aur rha sawal kitni baar padhe to jab tak job nhi lag jaye tb tk isko padhte rhye❤️
Gk lucent pyq book computador maths reason 67/70
बड़े भाई कोइ बता दीजिए सैफ zone कोण sa है
Bhaiya Ntpc maths reasoning previous year ke liye kon sa book le ?
Kiran le lijiye best hai avi
Sir g gk gs ka book Lucent ke ilava or cbt1 main kitna marks chaiye
Bhai btana jarur
27000+gk khan sir
10,000+ maths kiran
8700 reasoning
Gk gs notes h apne ho jayega isse
Best but again and again repeat it❤️
Sir पीछे से train AA जायेगी।
पीछे देखो पीछे तो देखो 😅
😂
😂
Maths or reasoning ke bhi source bta do bhaiya ek video me
Ok bhai ❤
Big brother Mane CBT exam kabi nahi days kya me NTPC form apply karenge
Bhaii Math aur Reasoning ki koin se book lene chaiye abhi bilkul beginner hu
Ntpc ka exam kb tk hote h form fil ke kitne din bad hote h
Sir aap ne math reasoning ki tayari kaise ki thi
@@mohangaikwad5932 previous year platform book se
Meri math bht weak h
Previous year question paper ki book kon si hai o bta dijiye
Hello sir rrb paramedical ki exam kis month me hone ke sambhavna h please bataye sir 🙏🙏🙏🙏
Bhaiya NTPC 12th level exam ke liye.
Science,math, reasoning, ka koon sa book lu
Please yek bar name send kijiye
Railway Samanya Adhyayan ki book kon si pade. For ntpc
Speedy publication nahi kya
Jis rrb se form bhrenge kya exam center bhi usi rrb zone ki city mai pdega
Sir hm railway bala ka he ho jayega ee 8 hazaar me to cgl bale phir kya karege
Bhai ji typing post bhara hu aur handicap se hu vi aur mera board kolkata hai kya typing me koi ek hi dena hoga waha ma english ya hindi kyun ki form bharane time option nhi diya tha koi ek sellect karne ko kya hamare liye safe score kya hoga vi ews ke liye
Bhaiya, kaun sa post kaise kis zone se bhrna hai, plz iss pr video lao na
Ok bhai❤
Statistics gk kahe se padhe sir please bata dijiye
Sir ji ek cheez plz sare up ke bachho ko bata dijiye ki wha ka atmosphere kaisa hai its a request
Kaha ka puch rahe hai Chennai ka
Thankyou bhaiya 🎉🎉🎉🎉🎉🎉
My frist subscriber
@@sanjaygurjar4604 love u bhai❤️
Sir mera rpf papers hai batye math kaise kare btaye 2 month paper hai
Bhaiya math ke liye kon se book lage plz reply
Exam kb hoga???
Math aur reasoning ke liye koun. Si book se pdhe please 🙏 🙏 bhai bta digiye mai phli bar dene ja rhi hu
@@PriyankaKumari-td3tx kisi ek teacher se class kijiye aur pyq ke liye rukmini publication solve kijiye
Sir ji reasoning ke liye best book
Sir mujhe ntpc me selection lena hai please help me
Bhaiya kitna mahinaka current affairs podnaka padhte
Bhaiya class ka se join kare please batayie
Bhaiya rukmani k pyq set best h kya
@@1111_jiya han
Sir ap kaun si tayari kar rahe hai
Kitab lene ke liye rupya nahi hai ko beger kitab ka kaise karin
Bhai my kannada student hu Karnataka se .hu muje kannada books konse padna hi .train master ke liye .
Very nice sir
Mujhe motivate kre sir plzz kse Or kya kya read krna hai 🙏🙏🙏
TQ je aap ko jo v dikkat ho aap puch skte hai main apni tarf se puri help karunga
@@ShankarForStudent ji sir
M NTPC ki preper kr rhi to plz mujhe kse read kru ya btao 🙏
Ntpc ka medical kya process hoti hai
रुक्मणि क्लास नोट्स। 6 तो 12थे gs ke liye enough hai
रुक्मणि का क्लास नोट्स तो मैं नहीं देखा hu Bhai आप एक बार previous year question मैच करना उसमे मिल रहा है❤
@@ShankarForStudent ak bar search karna, theory ke liye Lucent se achha content hai baki previous year ke liye Kiran gs objective karunga
Acha Contains chahiye toh NCERT 6- 12 padho
@@surajaryaup
RRB JE के लिए book batana science and maths
Priveous year paper set kaha milega ?
Math and reasoning me 50 se 55 le aauga science btao Bhai
Ntpc me science easy hi aata hai bhai aap phle Lucent se kro uske baad railway previous year MCQ kro ho jaega❤️
Thank you sir
Medical कैसा होता है इसमें